10-09-2026, 05:04 PM
(09-09-2026, 10:02 AM)maitripatel Wrote: Aapka ye kehna hi mere liye bahut special hai.
Sach kahun toh kahani likhte waqt bas yahi khwahish hoti hai ki reader uske har mod ko feel kare… aur jab aap jaise readers itna pyaar dete hain, toh likhne ka excitement aur bhi badh jaata hai.
Ab jab aapne keh hi diya hai ki “main surely read karunga”, toh ab kahani ko aur bhi romanchak banana padega… warna aapki expectations ka kya hoga!
Aur ek bat bhi yaha batana chahungi ki yah kahani shuruat me FunLover ji ne likhi thi, par kisi kaaranvash wah kahani post nahi kar saki to yah task maine liya hai. Lekin unki help aur lekhani dono yaha hai. Wah likhti bhi hai to sath saath mere updates ko edit bhi kar ke deti hai.
Thank you so much for reading and appreciating my writing style. Aapka support sach mein bahut matter karta hai, aur behtar karne ke liye protsahit bhi.
Asha rakhti hu ki aap har episode pe apne bebak-pramanik mantavyo jurur denge.
Shukriya dost.
Sure, Keep going...

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)