17-08-2026, 03:22 PM
............
Me_ Dadaji, Apne jin do jatt bhaiyo kaa jikra kia, Unka sambandh Jaswant ki kis biwi se hai?
Dadaji_ Sahi sawal, matlab tu ruchi le rha hai, inke bare me jankari jutane me?
Me_ Dadaji, Ye sab jaan kar rhi to me jaan paunga ki, kyaa takat or kyaa kamjori hai, Uss Jaswant ki...
Dadaji_ Jaswant ne wese to 1 hi mahine me 2 saadi Kari thi, lakin ye sequence me 6th number ki biwi hai jaswant ki...
Iska naam Parmeet Kaur hai, ye bahan hai Sukhvinder or Sukhbeer ki...
Parmeet Kaur
Age 39
![[Image: file-00000000043c8211aed547bc33099edc.png]](https://i.ibb.co/3YG2jqbc/file-00000000043c8211aed547bc33099edc.png)
![[Image: file-0000000081f882089909155e4b270926.png]](https://i.ibb.co/Z6m9FNvf/file-0000000081f882089909155e4b270926.png)
Parmeet jab apne bhaiyon ke ghar me hoti hai, tab wo kuchh iss tarah ke suit pahanti hai...
![[Image: file-00000000ecd8820bb68991d3870b31ac.png]](https://i.ibb.co/p6yjrshJ/file-00000000ecd8820bb68991d3870b31ac.png)
![[Image: file-000000005c4c81f8a163f865d205be05.png]](https://i.ibb.co/V0M61HRJ/file-000000005c4c81f8a163f865d205be05.png)
Parmeet, ak padi likhi, modern ladki hai, jisme andar se aaj tak Jaswant ko maaf nhi kia hai....
Jo Jaswant ne uske sath kia...
Jaswant ne uske sath kia matlab, pahalwani me use jita, saadi ki or Punjab se yaha Madhyanchal me le aaya, sath me uske bhaiyo ko bhi unke sahar or mitti se dur kar dia...
Ye iss tarah ke Modern style me bhi rahti hai, per only Sukhvinder ke ghar me...
![[Image: file-000000007a60720681c51f0a0290c971.png]](https://i.ibb.co/tpLq3sVg/file-000000007a60720681c51f0a0290c971.png)
![[Image: file-000000007cf471fba9925b347888576a.png]](https://i.ibb.co/23xFyLNz/file-000000007cf471fba9925b347888576a.png)
Me_ Iski ak beti bhi hai naa?
Dadaji_ Target dhund rha hai kyaa?
Me_ Arey nhi dadaji... jankari le rha hun...
Dadaji_ Jab tu, Jaswant ko utha utha ke patak rha tha, tab waha...2 ladkiya mojud thi, ak teri Bahaduri per fida thi, lakin baap ke liye thoda mayush thi...
Or ak jise tune nhi dekha hoga, wo thi Parneet Kaur Solanki, Parmeet or Jaswant ki beti...
Jo betiyon ke janm lene ke sequence me panchave number per aati hai.... Jaswant ki panchavi beti
Parneet Kaur
Age - 19
![[Image: file-000000008f4c8211bbdfa4f4a671f4bc.png]](https://i.ibb.co/WSPbC7h/file-000000008f4c8211bbdfa4f4a671f4bc.png)
Parneet bhi medical science ki student hai or college ke 1st year me hai... Doctor banne ki padai kar rhi hai
Ye usi sahar me rehti hai, sirf ye nhi, iski jyadatar bahne..jis sahar me mujhe jana hai...
![[Image: file-000000008314821194b2d78e38320df9.png]](https://i.ibb.co/mVhRk4c8/file-000000008314821194b2d78e38320df9.png)
Me_ Meri najar ak do baar gayi thi, uss per dadaji...or me samajh sakta hun ki mene jo uske baap ke sath kia, wo use pasand nhi aaya hoga, yaha tak ki Kisi beti ko wo pasand nhi aata...
Kon bachcha apne baap ko pitate dekhna chahta hai?
Dadaji_ Haa bete, ise to tumse nafrat ho gyi hogi....
Me_ Hmmm
Dadaji_ Chale ab Ghar, khana wana khaya jaye, nahaya jaye or nahane or khane se pahle teri tel malish ki jaye...
Me_ theek hai dadaji...
Fir hum finally ghar aa gye..me apne room me aa gya...ak chatai bicha ke dadaji kaa wait karne laga...
Muh hath dhokar dadaji bhi aa gye, sath me le aaye dry fruits se bhara hua dud.....
Dadaji_ lo piyo, Jay. iski tumhe bahut jarurat hai...
Me_ Ji Dadaji....
Mene wo dud pi lia or shanti se let gyaa...
Dadaji, mere sarir ki malish karte huye bole...
Dadaji_ Jab tak me tere sharir ki malish kar rha hun, tujhe uske ak sale ke baare me or bata deta hun....
Me_ Konse wale sale ke baare me dadaji?
Dadaji_ tujhe yaad hai, jo sabse pahle choda hokar ladne aaya tha...
Me_ Has, sayad Jaswant uske liye Haryana sabd kaa upyog kar rha tha?
Dadaji_ Haa sahi suna tune ye Jaswant ki pahli biwi kaa dusra bhai hai... Jaswant kaa Chhota sala...
wese to jaswant ke itne sale hai ki sab ki kundali alag se nikali jaa sakti hai, ki kon chhota hai kon bada hai, kaha se hai, kitna andar hai or kitna bahar hai...
Lakin tu filhal itna jaan le ki, ye pahli biwi ke riste se aane wala Chhota sala hai...kyuki ak iska bada bhai nhi hai, or wo hai iss rishte se bada sala...
........