16-08-2026, 04:28 PM
Tabhi piche se aawaj aayi, Darbar aap ruke, ise masalne ke liye apko last karne ki jarurat nhi hai...
Jaswant meri or aate huye ruk gyaa....
Ye bhi Jaswant kaa ak sala tha, isse pahle wala pahalwan saaf kushti kar rha tha, or ak achche mukable me hara, lakin iska irada mujhe buri tarah se pitne kaa tha...
Jaswant_ Sale sahab, Abhi Abhi apka chhota bhai hara hai, isse.
Pahalwan 2_ Darbar tabhi to me sabak sikhana chahta hun iss badmas ko...
Ye jaswant kaa bada sala tha, isse pahle iska hi chhota bhai, dhul chat ke piche hata tha..
![[Image: file-00000000a928820897a02dc3ec7cbbd3.png]](https://i.ibb.co/nsTxmrsg/file-00000000a928820897a02dc3ec7cbbd3.png)
Jaswant_ theek hai sale sahab tum bhi aajma lo....
Dadaji_ Lagta hai, Aadha sasural tune yahi basa rakha hai, Jaswant...
Jaswant Kuchh nhi bola, wo bas bachain tha...
Pahalwan 2_ tu gyaa bachche, aaj teri haddiyan tod ke tujhe jeewan bhar ke liye, wo dard dunga jo tu bhulega nhi...
Me_ Muh hi chalaoge yaa hath bhi...
Itna sunte ho wo gusse me aa gya...or meri or bada...
Or iss baar mene iss pahalwan ko utha utha ke patka....koi raham nhi dikhaya....ak ke baad ak daav lagaye, or maa chod ke rakh di uski, uska badan puri tarah se tod diya, dard se karhate huye, maidan me pada tha wo...
Or dard se karrah rha tha...
![[Image: file-0000000078bc8211bbaed4d1c1090fbc.png]](https://i.ibb.co/G4Y2D4V3/file-0000000078bc8211bbaed4d1c1090fbc.png)
.........
Ye dekh ek Jaswant chauk gyaa...
Dadaji garv se bhare huye the, unka sina chauda hote jaa rha tha....
........
Tabhi hum dono chaukne wale the... kyuki...
......

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)