15-08-2026, 04:14 AM
48 Jaana tune nahi jaana
UPDATE 48
Yeh dekh Razi....meri saas to bhut badi chhinaal h................
Ab aage:-
Main Suman ke ghar se apne ghar aaya to dekha ki Savita kamre ke bahar khaat per so rahi h or kamre ka kivaad band h, ander se kundi lagi h ya nahi iska pata nahi to main kamre ke picche Khali plot ki taraf chala gaya, wahan dekha to ghar banane ke liye ent, pathar, rodi or ret tha.
Main majdur aadami ret ki ghand mere liye sughand thi to main us thandi thandi ret per hi leti gaya or so gaya.
Subhe jab utha to Savita khaat per nahi thi or Gori usi khaat per bethi thi, mujhe dekhkar......oh babu chaye loge kya.
Main....tum bhi mujhe babu khane lagi main koi chhota bachha nahi.
Gori.....tum sab ka doodh peete ho to kehate ho ki main bachha nahi.
Mera lund......mujhe tu kab aazad karega haarmkhore, Aaj main aazad hota to tere liye doodh ki nadiya beh rhi hoti.
Main.....mujhe nahi peene chaay or mujhe aaj jaldi jaana h, mene jo dress pehan rakhi thi jis per ret lagi thi usko apne dono haatho se picche le jaakar jhaad diya or ghar se nikal gaya.
Mene jaldi se ek auto mein bethkar blala road ko nikal gaya, blala road per 7.10 per phunch to dekha tara wahin khadi h, mere auto se utarte hi...kitni der kar di tumne. Pudiya laaye kya.
Mene Jeb se pudiya nikalkar use de di.
Tara ne pudiya apne purse mein rakh li or mujhse thodi udas hoker....... ? Sorry wo 10000 raat ko mene apne purse mein hi rakhe the per Aaj subhe dekha to wo pese purse mein nahi th.
Mera lund......saale teri gaand maar rahi h or tu marwa raha h, mujhe moka kyu nahi deta in sabki ek saath chut maarke tujhe amar kar du.
Main...... kahan ud gaye pese aur vese bhi ye 5 pudiya 50000 hazar ki h na ki 10 hazar ki.
Tara aashcharya se......kya 50000 hazar, sach kahti hu akruti ne mujhe 10 hi diye the. Koi baat nahi main use kah dungi 50 hazar ki h.
Main......fir wo tumse zarur puchegi ki baki ke pese kahan se aaye, tu ye pudiya mujhe de or tum usse kahna ki wo 50 maang rahe h. Phir kya kahti tum mujhe bata dena.
Tara......haan ye to mene socha hi nahi tha.
Main.....wo 10 hazar kahan gaye.
Tara....wo mere jija ji kuch kaam to karte nahi, bas sara din sharab ke Nashe mein rahte h or aksar mere purse ya didi ke purse se pese chori karte rahte h Ya didi or mujhe maarte h.
Main.....salla har jagah kuch na kuch locha h. Thik h ab main chlta hu. Ek din tumahre jija se bhi milkar use thik kar dunga main. Ye kahkar main chala gaya.
Shweta meri jaana ne jo apne ghar ka pata diya mene ek auto ki or us taraf chal diya.
Main pahli baar meri jaana ke ghar aaya, gate ke bahar ek guard khada tha jo mujhe dekhkar.......kya baat h, kis se milna h tujhe. Dress se to tu kisi ka bodyguard lagta h. Yahan koi kaam nahi h bodyguard ka.
Main ...Shweta memsahab ne bulaya h.
Guard......thik h, main puchhta hu. Wo gate ke saathwale chhote se kamre mein gaya or phone per puchne laga phir mere paas aaker....tumhe memsahab ne ander bulaya h.
Main ander gaya to bhut hi badi kothi thi, charo taraf baag-bagiche, phir bhut bada gate, gate ke bahar ek garage jisme 5-6 nai gadiya khadi thi.
Gate band tha to main wahin khada raha thodi der mein gate khula or chayya Bahar aai.......kya tum mitthan ho.
Main...haa main hi Mitthan hu. Or uske picche picche ander aa gaya, ander aaker dekha to dekhta hi rah gaya, bhut bada haal sa tha, uper jaane ke dono taraf sidiya thi or picche ki taraf bhi aage wale gate se ek chota gate tha, jo band tha.
Shweta sidiyon se neeche utarte huye jab aai to mujhe aisa lag ki koi Rajkumari apne singhasan se utarker aa rahi h.
Shweta...... mitthan tum aa gaye. Betho , phir chayya ko awaaz Di.
Chaaya kitchen se aate huye......ji memsahab.
Shweta....... breakfast ? do jab tak main teyaar ho jaati hu. Ye kahker shweta chali gai.
Chayya....ji memsahab. Ye kahkar chayya bhi kitchen mein Chali gai.
Main to us bade se mahal ko hi dekhta raha.
Chayya mujhse kah rahi thi......nashata, main to kahin or hi khoya hua tha, jab usne ek baar or kaha to mera dhyaan us per gaya, chayya ki saari ka paalu ek taraf tha or uske blouse se uski chuchiyaan mujhe dekh rahi thi.
Main bhi mujhe dekhti hui uski chuchiyon ko dekhne laga to wo boli... nashata mej per h na ki mere....
Main ekdum hadbdaker....hh..aa..nn haan, main karta hu.
Chayya....kya karte ho.
Main....nashta or phir nashta karne laga.
Kuch hi der main shweta or Kusum aa gai, shweta mujhse.....cahlo mitthan site per chalte h.
Kusum.....kya chalte h, iska room to isye dikh do.
Shweta....ab is samy, shaam ko dikh denge.
Main bhi......haan shaam ko dekh lenge.
Kusum.....jab tum dono ki ek hi zid h to main kyu zid karu phir.
Shweta apni bhabhi ko ghoor kar dekhti h to Kusum......ab mene kya galat kaha. Phir mere se kya galat kahan mene.
Shweta.....chali mitthan inka roj ka hi h ye mazak karna.
Phir hum gaadi ke paas gaye or main driver Bhushan ke saath aage beth gaya or meri jaana apni bhabhi ke saath picche ko beth gai.
Raaste mein main car ke aaine se apni jaana ko dekhne Laga, wo bhi mujhe dekh leti, jab meri nazar uski bhabhi per gai to wo mujhe aankh se alag alag tarah ke ishare kar deti.
Hum site per aa gaye to kaam matrial na hone ke karan band tha.
Shweta Yogi Singh se....kya hua kaam kyu band ho gaya.
Yogi singh...... matrial hoga tabhi to kaam aage hoga memsahab.
Shweta.....meri taraf dekhne lagi.
Main saala ab kya kar pata.
Kusum......main kya khati hu ki kuch din hum picnic per chalte h. Phir dekhte h.
Mere bhi ek idea aaya to...... memsaab ye sahi rahega 7-8 din kaam band hoga to jisne ye kaam karvaya h use bhi yakeen ho jayega ki unki yojana safal ho gai or hum bhi in dino koi na koi hal nikal lenge.
Shweta thodi der sochti rahi or mujhse jese umeed lagate huye.....tum hi kuch kar sakte ho mithan.
Main bhi apni jaana ki umeed ko pura karne ke liye apni jaan per khelne chal pada................


![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)