Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Adultery Jaana tune nahi jaana

#30

23 Jaana tune nahi jaana

Update 23

aur ekadam se ek zor ki cheek.... Lo gayi main, Aankhen thodi Si khuli, ser Mera chakraya aur mere pairyon ke pass Khoon hi Khoon najar aaya...................

Ab aage.....

(Shweta) Main maut ke khauf se itna aatnkit ho gai thi, kee mera chehra dhshat ke marye pasina pasina ho chuka tha, Mera sharir Kisi sukhe pattye Ki tarah tharthra raha thi, aur Jaise mere sharir main meri aatma hi na rahi ho aur main ekadam se beshudh si behosh ho gai. Jab mujhe hosh aaya to main apne manager Yogi Singh ke cabin mein baithi thi aur mere chehra Pani Se bigaa hua tha. Aur mujhe bahut se logon ki ek Sath awaaz sunai De ...Mem Sahab ko hosh a Gaya, memsaab ko hosh a Gaya.

Maine Apne sine per hath rakhkar dekha ki jo Khoon mere pairyon per bah raha tha, wo kahiyn meri chhati ka to nahin tha tab dekha ki mere badan per to kahyin bhi koi khoon nahi h.

Menye dekha ki Yogi Singh mere paas hi khada hai phir bola....memsahab, aap theek to Hain. Main abhi bolane hi wali thi, ki bahar security officer ki Jeep ka horn sunayi diya.

Yogi Singh Mem Sahab Maiyne Hi security officer bulai hai, tatha sir Ko bhi phone per sab kuchh Bata Diya Hai.

Mujhe to itne bhi hosh naa tha, Ki Main kuchh samajh paati, maiyne sirf hummm main jawab Diya.

Yogi Singh bahar ki taraf chala gaya.

(Mitthan). Main apnye hi khayalon main khoya hua tha, tabhi mujhe kuchh Gila Sa apni Jangyo se hotye hue tangon per mahsus hua, dekha to Meri Jaangh per Mera harami lauda mut raha hai, kyunki Jo mere danton mein kurta tha wah mere danto se kab chhut gaya mujhe pata hi nahin Chala, Shayad jab maiyne us youwn bharye badan ki apsra Ko dekha, tabhi Mera munh khulye ka khula rah gaya, aur mera kurtta danton se nikalkar mere laude ke aage a Gaya, jisse mere loade ka peshab mere kurtye se takratye huye mere janghon per hotye huye mera tango tak aa raha tha.

Main Apne hosh meain aaya, aur fatafat khud ko sambhala aur kurtye ko chitakkar sahi kiya aur fatafat apna Jangiya aur pajama Sahi Kiya. Or phir construction site ki taraf chal pada.


Mera Nasha to ab kafur ho chuka tha main Apnye kadam Khandher ki taraf kar diye. Main jab khandar ke pass pahunchne wala tha to, dekha ki wahi meri jaane jaana khadi hai, tatha sath mein Yogi Singh khada Hai aur Mittan uske sath bahas kar raha hai, Mittan ke pass hi Motilal khada Hai aur aaspaas kuchh majdur bhi Khade dikhai diye.

FIR Maiyne dekha ki mittan khandher ki taraf chala gaya, kuchh der baad wapis aaya to uske hath mein Chaku tha.

mujhe andesha hua ki aaj kuchh honye wala hai. isase pahle ki Mittan kuch karye main daudnye Laga, mittan ne haath upar uthakar Chaku meri hamnashi ke sine mein Maryne ke liye jab tak uska hath niche aata, tab tak main vahan pahunch gaya, to maiyne apne hath aage karke Chaku ko uske uper war hone se rok liya.

Aur Mittan Ko usse dur karnye k liya uske aand per ek zordar apni laat se war bhi kar diya. wo chikhata hua Apne aand ko donon hathon se dabate hue jameen per Ja gira. Tabta mere hathon se khoon bhta hua us hoorpari ke pairon per girne Laga. Or wo besud si hoker zameen per girne hi lagi Thi Ki vahan per Khade Yogi Singh tatha ek aurat ne use apsra ko Tham liya.

Mittann jameen per padye padye hi apne loade Ko Apne donon hathon se dabakar mere per chillane Laga.... sale, bahan ke laude, kya yeh Teri joru lagti hai, jiske liye tune Apne dost ke upar hi hath utha Diya Hai.

Maine dekha Yogi Singh aur do majdur auratyen us apsra ko धीरे-धीरे Le jaa rahi h, Motilal to aise sadme mein Chala Gaya Jaise wo is duniya ka Hi na ho.

Main chalte huye mittan ke pass pahuncha....... Sale kya kar raha tha tu, use Jaan Se Hi maar deta agar Main Sahi samay per nahin aa jata to.

Mithun..... maa ke laude, tujhe nahin pata wo mujhe kitni Bhaddi gaaliyan de rahi thi. pooch is joru ke gulam Motilal se.

Main ..... Chayhe Jo bhi Ho, tujhe ek aurat per is tarah war nahin karna chahie tha. Agar Maiyne tujhe mara Hai to dekh tune bhi Mera hath Kat Diya Hai.

Mittan Ne meri taraf dekha ki mere hath mein se bahut sara Khoon bahkar jameen per gir raha hai to wah kuchh shant hua. Uska Dard ab kam hochuka tha to wo khada hua.

Main khandhar ke andar Chala Gaya, khandhar mein ek botal mein thodi si Daru bachi hui thi, maiyne wah botal uthai aur apne kate hue hath per Daru dalne Laga, jisse mujhe ek Tej jalan Hui aur kuchh der baad Hi Mera hath se Khoon bahana band Ho Gaya, Maiyne आस-पास dekha to ek fata purana kapda pada tha, maiyne vah kapda uthaya aur uske ek sire Ko Apne Daant se pakad kar dusre hath se, apne kate huye hath ko lapet kar bandh Diya.

Itney main security officer ki Jeep ka horn sunai Diya, Main Bahar aaya Jahan per Motilal aur Mittan Khayde the. Maiyne dekha ki Yogi Singh bhi us Jeep ke pass pahunch gaya hai, usmein se teen security officer wale Jeep ke piche se utarye aur ek security officer Wala Jeet ke aage se, Yogi Singh ne unko hamari taraf Ishara kiya aur wo security officer wallye Yogi Singh ke sath hamari taraf aanye Lage.

Hamare pass pahunchkar Jo 3 security officerwalye Jeep ke pichye se utare the un security officer Ki vardi Se Alag vardi main dikh raha Jeep ke aage se utarne wala security officer ka aadami mujhse bola.... To tum ho hramkhor Jo yahan gundagardi karne ke liye aatye Ho, Ab Tum hramkhoron ko security officer thane main badhiya Daru ka Sevan karata hun, jo tumne kabhi chkhi nahin hogi aur uska Nasha tumhare sar se kabhi utreyga bhi nahin. Vah security officer Wala un teen security officer walon Se bada security officer Wala lag raha tha.

Bada security officer Wala.... chalo le chalo in kutton ko thane mein, inki acchi dhulai karenge Aaj.

Mittal thodi aage badhate hue us bade security officer wale ke pass pahuncha ....Sahab, mutthi garm karo aur yahi hameyn chhod do. Mittan ke yah kahate hi us bade security officer wale ne uske gal per ek khinchkar tamacha mara, jisse mittan ka gaal surkh-lal ho gaya. Aur dusre teen security officer wale Hum teenyon Ko pakadkar Jeep ke pass Le Gaye aur Jeep mein Dal Diya phir wo bada security officer Wala Jeep ke aage baith gaya aur hameyn thane Le gaye.

security officer Jeep jaane ke bad, Yogi Singh cabin mein aaya. Main (shweta) ne use dekha, mujhe ab puri tarah se hosh aa chuka tha. Main usse boli...kya hua tha, tum ne security officer kyon bulai thi.

Yogi Singh.... Mem Sahab usne aap per war kiya tha, isliye mujhe security officer Ko bulana pada aur sir Ko bhi inform karna pada.

Main.....War, per mujh per to Koi war nahin hua. Vah Khoon kiska tha Jo mere pairyon per bah raha tha.

Yogi Singh ....are Mem Sahab, Bhagwan ka shukr hai ki aap बाल-बाल Bach Gaye Varna usnein to aapko maar Hi diya tha.

Main Ab thode gusse mein..... vah Khoon kiska tha Jo mere pairyon per gir raha tha.

Yogi Singh ab bhaybhit ho gaya aur hakla ke bolane Laga.... Wo...wo ..Jo hamaaaare yahhhhhan kaaaam karta hai jainennndra Prasad vvvvvah uska thaaaa.

Main thoda shant hote huye....usko Khoon kaise aaya.

Yogi Singh .....wo..Mem Sahabbb, jab Mittan ne aap per war kiya to usne Apne hath se uska chhora pakad liya tha. Jis Karan uska hath cut Gaya aur usmein se Khoon nikalne Laga.

Main ....usne mujhe kyon bachaya. Aur usko security officer kyu pakad kar legai.

Yogi Singh .....Mem Sahab, aapko nahin pata vah teesra vahi tha Jo unke Sath Daru khandar mein Pee raha tha.

Main... Tumne dad ko phone kyon Kiya main Sambhal leti naa. Aur security officer ko bulaney ki kya jarurat thi.

Yogi Singh .....Mem Sahab sir Ne hi kaha tha ki security officer ko bulakar un hramkhoryon ko pakadwa do.

Main to bus yahi soch rahi thi ki agar usne Apne hath se Chaku ka war nahin roka hota to Main Ab Tak mar gai hoti.

Main Yogi Singh ko...... chalo koi baat nahin, tumne Jo Kiya bahut achcha Kiya aur ab main chalti Hu. Yah kahkar main cabin se bahar a Gai aur apni gadi mein baithkar ghar ki taraf nikal padi.....

Main sarye raste yahi sochati Rahi ki aaj aisa kaun sa manhu din tha. Jo yah sab hona tha Kahan main Apni bhabhi ke sath unke mama ke ghar jaane wali thi aur Kahan yah sab Ho Gaya. ab Sara mood kharab ho gaya hai. Itne mein hi mujhe samne se bhabhi ki gadi aati hui dikhai De, to Maiyne apni gadi ko sadak ke kinare rok diya.

Bhabhi ki gadi Meri gadi ke pass aate hi ruk Gai aur bhabhi gadi Se utarte Hi Meri gadi mein baith gai aur bina sans liye hi bolayti hi Chali gai.......... Tujhe kuchh hua to nahin Shweta dad ka phone aaya tha vah kah rahe the ki site per tumhara kisi se jhagadya ho gaya hai aur usnein Chaku Se Tum per waar kiya h, kahan per mara hai usne tumhyen Chaku. Chal jaldi se hospital.

Main....... bhabhi ruko ruko, kuchh bhi nahin hua mujyhe, dekho main bilkul theek hun aur gadi Chala rahi hun. Kahin bhi mujhe chot nahin lagi Hai, to phir hospital kyon Jana. Phir Maiyne bhabhi ko vahan per Hui sari baat bata di.

Bhabhi ...thank God, chal pahle Ghar chalte Hain, thoda aaram kar lena phir hum mama ke ghar chalyenge.

Main ....nahin bhabhi, Aaj Mera mood theek nahin Hai.

Bhabhi Meri aankhon mein dekhte hue kuchh der Khamosh Rahi .....Chal theek hai phir ghar hi chalte Hain.

Aur hum donon अपनी-अपनी gadiyon mein ghar ki taraf nikal padi.........
Like Reply


Messages In This Thread
Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 07:00 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 09:05 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 09:39 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 10:05 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 10:22 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:21 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:26 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:30 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:39 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:42 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:55 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 12:59 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 01:04 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 01:45 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:11 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:24 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:33 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:38 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:40 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:43 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:44 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:47 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:51 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:53 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 08:56 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 09:07 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 09:09 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 13-08-2026, 09:11 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:14 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:16 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:18 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:21 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:23 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:25 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:28 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:30 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:31 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:33 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:35 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:37 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:39 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:41 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:43 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:44 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:48 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 14-08-2026, 08:50 PM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 03:58 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 03:59 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:01 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:06 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:08 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:10 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:11 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:14 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:16 AM
RE: Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 15-08-2026, 04:17 AM
Jaana tune nahi jaana - by Farar dilon ka 9211 - 09-08-2026, 09:02 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)