16-07-2026, 01:13 AM
Ab aage..
Wo Aanthwa musalim fir se bola, or iss baar uski aawaj me chikh thi, wo pure jor me chillaya....
Musalim 8_ Suleman Bhai, Bachao warna Khan Sahab ko kyaa jawab doge?
Tabhi ak ucha lamba saa pathan, humari or aaya....or ye banda tha Suleman in sab kaa sabhi, or in sab me jyada power or odha raghne wala..Inka leader...
Suleman Pathan
![[Image: file-000000009fe0820894e7b7ab93ce2292.png]](https://i.ibb.co/FqnPByZW/file-000000009fe0820894e7b7ab93ce2292.png)
Suleman _ Kiski himmat ho gyi tum logo ko hath lagane ki...
Wo ye kahte huye humari or aaya, jab wo samne aaya to, wo ye dekh kar dang reh gya ki uske aadmiyon ki aisi halat kisne kar di...
Suleman_ Kon hai wo, jisne inka ye haal kia hai
Gafur_ Miya humne पिटा hai tumhare logon ko, ye battmizi kar rhe the, iss ladki sath...
Suleman_ Ab is sardaar or iss Sardarnii ko uthane aaye hai, to battmizi to karni padegi naa...
Gafur_ Jo hua use bhul jao, or hume or inn dono ko jane do..
Suleman_ Bina mamla jane, bina ye jane ki ye mamla kiska hai, tum iss lafde me kude or ab Jane ki baat kar rhe ho, ab yaa to tum hospital jaoge jinda yaa murda..
Dadaji_ Dekho Suleman, humne tumharey bando ko galat karte dekha to mara, agar galat karte hum sardaar ko dekhte to use bhi samjhate or fir bhi ye hum per haavi hone ki kosis karta to martr isko bhi...
Suleman_ To tum ho jisne mere aadmiyon kaa ye haal kia hai... sarir se to pahalwan lagte ho....
Gafur_ Haa Kunwar pahalwan hi hai...
Suleman_ Ore dekho ye mohalle walo, ak Darbar aaya hai...humare sahar apni Chita jawane...
Or achanak se gusse me Suleman ne hamla kar dia, Dadaji andar se taiyar the, dono ke bich karib 30 minutes Tak ladai chalti rahi....
Iss bich security officer aakar, Suleman ko dekhkar ulte panv lout gyi...
Ye dekh gafur, chounk gyaa....
Uske baad dadaji ne Suleman ki lapak ke pitai ki, use ak tarfa utha utha ke patla....
Gafur bahut der tak sochne ke baad, Dadaji ke paas Jane laga...
Dadaji ne Suleman ko ak daav lagaya hua tha.... Suleman ki halat kharab thi...
![[Image: file-000000009c4882088e8777f11d64b6f4.png]](https://i.ibb.co/CssyS2J1/file-000000009c4882088e8777f11d64b6f4.png)
Gafur_ Kunwar, chhod do use, ye mamla bahut bade aadmi hai juda hua hai, isse or marna humare liye theek nhi...
Dadaji_ Ab to humne kudh ko isme uljha hi dia hai...
Suleman_ wese aadmi to tu samajhdar hai, lakin kaand galat kar dia tune..
Sardaar_ Arey wo bhai sahab ab chale yaha se...
Dadaji_inhone tumhe pakda kyun tha, pahle ye batao...
Sardaar_ Mujhe nhi pata, mera samna to inse pahli baar hua hai...
Fir dadaji ne suleman se puchha...
Suleman_ Pata chal jayega tujhe jab hum 100 se jyada log tujhe sahar ki kisi bhi kone se dund nikalenge... to tujhe nanga karke pure sahar me ghumayenge.. tujhe iss chourahe per lakar jaan se marenge or tera gosht, kutto ko khilayenge
....
Dada ne apna ghutna uski kamar pef
Dadaji_ Chal jaldi se wajah bata de...warna teri kamar gyi aaj...
Suleman dard me jamin per hath marte huye...
Suleman_ Pahle yaha se bhid bhaga or mere najdik aa...
Dadaji_ Jisme apni haddiya nhi tudwani wo yaha se or humse dur chala jaye
Gafur_ Suna nhi kyaa...
Ye sun kar log piche hat gye or waha se jane lage.. kuchh der me pura ilaka sunsan ho gya..
Dadaji_ Gafur or Sardaar in gundo ko bhi inki inki gaandi me bitha do..m
Fir Gafur or sardaar ne waha khadi 2 Jeep me...un 9 logo ko patak dia utha ke...
2 Jeep piche khadi thi..usme patak dia gya Suleman ke chamcho ko..
![[Image: file-000000005a8481fbb991d5de3eb67bf8.png]](https://i.ibb.co/0pdChggh/file-000000005a8481fbb991d5de3eb67bf8.png)
.......

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)