14-07-2026, 08:17 AM
Repeated........
Dadaji_ me pitaji se baat karke tujhe batata hun..
Gafur_ Theek hai..
![[Image: file-000000001d5c820b9e2ac97e3b8b7880.png]](https://i.ibb.co/5WM340Wy/file-000000001d5c820b9e2ac97e3b8b7880.png)
Ab aage....
Dadaji_ Fir uss din to hum dono uss baat ke baad apne apne kaam me lag gye...
Lakin mene kuchh hi dino me apne pitaji (Shankar Singh) se baat kar li......or unhone apne dono poto ke bhavishya ko dekhte huye....iss baat per sahmati jatai..
Thakur Shankar Singh Ji kaa manna tha ki sahar me jamino ke bhaav aane wale time me tezi se badenge, lakin gaanv me ye gati dheere hi rahegi, iss liye sahar me jamin kharidna fayde kaa सौदा hai...
Me_ To apne sahar me jamin kharidi?
Dadaji_ Haa, or mere sahar jaane se hi juda hai tumharey janam kaa raaj...
Me_ to bataiye dadi...
Dadaji_ Me or Gafur pahle akele gye sahar, Matlab uski family ko nhi le gye.. kyuki pahle hum waha sab vyavstha karna chahte the...
Waha jakar mene pure City ke baare me jankari nikali or ak area mujhe achcha laga, jaha mene ak 10000sq feet bhoomi kharidi makan ke liye, or uss per ak badia saa makan, godown, bich me aangan kaa area or garden area bhi banwaya...
sath hi mene ak 10000sq feet kaa commercial land khrida or uss per 10 dukane banwai, 1000-1000 square feet ki...
Me_ to ye aaj bhi hai yaa bech di?
Dadaji_ Aaj bhi hai bete or ye tumharey hisse me hai...
Me_ Matlab?
Dadaji_ Dadaji me tumhen aage bata dunga, property ki hisse dari ke bare me, abhi sirf tum ye jaan lo ki, iss makan or in dukano per kuchh salo baad tumhara malikana hak hoga...
Me_ Theek hai dadaji
Dadaji_ To beta me uss doran lagbhag 2 saal sahar me hi rha, sirf bich bich me gaanv milne ke liye aata tha..
Jab me sahar gya hi tha or property dund hi rha tha, mujhe baa mushkil 10-11 din hi huye the sahar me, ki ak din me or gafur waha ke ak musalim bahut ilake me market se gujar rhe the pedal pedal....
![[Image: file-00000000c19881fabbc36dcf20980c1c.png]](https://i.ibb.co/LdWrqQ2w/file-00000000c19881fabbc36dcf20980c1c.png)
.........
To humne dekha ki ak jagah bahut si bheed umadi huyi hai, Aisa lag rha tha jese koi jadugar jadu dikha rha ho or log bade stabdh hokar use dekh rhe ho...
Gafur_Kunwar lagta hai, aaj tumne koi Jadu dekhne kaa moka milega...aao tumhe sahat me hone wali kala karatay dikhaye...
....
Dadaji_ Miya Kushti ke khel me jo jadu hai, wo or kisi khel me nhi
..
Gafur_ Aao to Kunwar dekhe to, ye log into bhid laga ke kyun khade hai...
Fir hum dono bhid ko chirte huye andar ghuse to apne dekha ki 8-9 musalim londe ak ladki ko chhed rhe hai, or uss ladki ke sath ak ladka or hai jise in london ne pakad rakha tha.....
Me_ Kyaa ye ladki or uska bhai mujhse jude huye hai...
Dadaji_ Haa Jay, wo ladki or koi nhi, tumhari dadi thi...meri dusri patni.....Manjot Kaur
Me_ To kyaa me Bhanu Pratap kaa beta nhi hun...
Dadaji_ Haa, tum sahi samaj rhe ho..
Me_ Fir mere mata pita kha hai dadaji?
Dadaji_ tum itne saal bechain rhe ho, ak raat or sambhal lo khud ko....me bata rha hun bete...
Me_ Dadaji aap sidhe sidhe kyun nhi bata dete mujhe sab kuchh...
Dadaji_ Har kahani ki ak sachchai hoti hai, or uss sach ko janna jaruri hai beta...tum sabra se suno...
Mene palke ko gira kar iss baat se sahmati jatai...
Dadaji_ to suno bete wo gundo se ghire huye the, or log ho halla kar rhe the...
Manjot Kaur or uska bhai, Musalim Gundo me fase huye...
![[Image: file-000000002ef08207aa5ff5e9b0a37c56.png]](https://i.ibb.co/1Gm4zwm9/file-000000002ef08207aa5ff5e9b0a37c56.png)
Me_ fir aage dadaji?
Dadaji_ Bete me chhijon ko samajh hi rha tha, idhar udhar dekh kar ki kyaa chal rha hai ki tabhi achanak se Manjot ki najar aakar meri najar se mili, uski aankhon chikh chikh kar madad maang rhi thi...
Me_ To apne ki?
Dadaji_ Haa, bete....Jo me tumhe bata rha hun, wo humare khun ki khasiyat hai....hum Kshatriya hai....humme ladne ki adbhut sakti hai...aisi paristhiti me hum khud baa khud taiyar ho jate hai...ladne ke liye
Me _Haa sayad tabhi me itni kam age me bhi, mujhse bade pahalwano ko hara pata hun....
Dadaji_ Haa beta..ab aage suno, uss city me uss wakt 90% se jyada musalim aabadi thi, or wo area uss samay sirf musalim aabadi se bhara hua tha...yaa yu kahu bete ki sirf area mixed population kaa hai, jiss area me mene makan or dukan kharid rakhi hai..baki pura sahar Musalimo se bhara hua hai....
Me_ Kyaa aaj bhi waha 90% se jyada musalim hai dadaji...
Dadaji_ Nhi beta, waha ab 30% se jyada aabadi, Hinduu, Sikhh, Jainn, Cristiann, or bodhh dharm ko manne walo ki hai..
Jab se waha industries aana chalu huyi hai, waha gujrati, Sindhi, Marathi, Or South tak se log aakar base huye hai...
Dadaji_ Bete jab hum market se gujar rhe the to waha dur dur tak dekhne per koi hinduu mujhe najar nhi aa rha tha, mere, Manjot kaur or uske bhai ke alawa..
Hum waha pahuche, mahol ki najakat ko samajhte huye, Gafur ne aage bad kar un musalim gundo se pucha..
.......

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)