28-04-2026, 05:46 PM
Chapter - 8
Do hafte guzar chuke the.
Ab Akash ka ghar aana roz ka mamooli kaam ban chukka tha. Hafte mein teen din, shaam ko sharp 5:30 baje woh aa jaata tha. Mere saath uska vyavhaar ab bhi thoda tez aur impatient tha, jaise main uske liye sirf ek zimmedaari hoon. Lekin Ammi ke saath uska andaaz puri tarah se badal chukka tha — naram, pyara aur khula hua.
Aaj bhi shaam ko doorbell baji. Main darwaza khola toh Akash ne mujhe dekha aur seedha bola,
“Book khol ke baith ja.”
Jaise hi woh drawing room mein baitha, Ammi kitchen se bahar aayi. Usne aaj bhi wohi light grey cotton salwar-kameez pehna hua tha. Dupatta sirf ek kandhe par tha aur chalte waqt dheere-dheere slip ho raha tha.
“Arre Akash beta… aa gaye!” Ammi ne muskurate hue kaha, unki aankhon mein ek khushi thi jo pehle kabhi nahi dikhti thi. “Main tere liye adrak wali chai bana rahi thi. Baitho na.”
Akash ne muskurakar jawab diya,
“Aunty, aap toh roz nayi-nayi cheez bana deti ho. Main toh sirf padhane aata hoon.”
Ammi halke se hansi,
“Beta, tu ab mera beta jaisa hai. Tu aata hai toh ghar mein jaan si aa jaati hai.”
Tuition shuru hua. Akash mujhe padha raha tha jab Ammi chai aur biscuits ki plate lekar aayi. Usne plate side table par rakhi aur Akash ke bilkul paas baith gayi.
Akash ne chai ka cup uthaya aur dheere se bola,
“Aunty, aaj aap bahut fresh lag rahi hain.”
Ammi thodi si sharma gayi, gaal laal ho gaye.
“Arre beta…”
Akash ne aur muskurate hue aage badhaya,
“Sach bol raha hoon Aunty. Agar aap mere class mein hoti na… toh saare ladke aapko date karne ke liye line laga dete.”
Ammi ka chehra aur gehra laal ho gaya. Woh sharma kar boli,
“Accha tum bhi… aise bol rahe ho.”
Akash ne halki hansi ke saath kaha,
“Haan Aunty, aap itni acchi aur itni sundar ho...”
Ammi ne sharma kar apna dupatta thoda upar kiya, lekin woh phir se slip ho gaya. Woh hansi,
“Beta tum ye kya anap-sanap bol rahe ho…”
Akash ne aur naram, madhur awaaz mein bola,
“Anap-sanap nahi Aunty… bilkul sach bol raha hoon. Aapko dekh kar dil khush ho jaata hai.”
Main sofa par chup-chaap baitha sab sun raha tha. Mera dil zor-zor se dhadak raha tha. Akash Ammi ke saath khule aam flirt kar raha tha aur Ammi… woh sharma rahi thi, hans rahi thi, lekin rok nahi rahi thi.
Thodi der baad Ammi uth kar kitchen chali gayi. Jaise hi woh andar gayi, Akash ki awaaz ekdum badal gayi — tez aur thukra hua.
“Idris, yaar tu sach mein bore kar deta hai. Ek cheez das baar samjhaani padti hai tujhe.”
Main kuch nahi bola.
Ammi wapas aayi toh Akash phir se wohi naram aur pyara wala ban gaya.
Tuition khatam hone ke baad Akash ne Ammi ki taraf dekha aur bola,
“Aunty, main soch raha tha… Idris ko sirf padhai se thak jaata hai. Kabhi-kabhi main usko bahar bhi le jaaun? Ground pe ya tea stall pe… thoda mind fresh ho jaaye.”
Ammi turant muskurate hue boli,
“Haan beta, bilkul le jao. Mujhe koi problem nahi. Idris ko bhi achha lagega.”
Akash ne mujhe dekha aur halke se muskuraya,
“Theek hai Idris, kal college ke baad tere ko le chalunga.”
Phir woh utha. Gate tak chhodne Ammi khud uske saath gayi.
“Kal jaldi aa jaana beta,” Ammi ne pyaar se kaha.
“Zaroor Aunty,” Akash ne muskurate hue jawab diya aur gate band kar diya.
Jaise hi woh chala gaya, Ammi kitchen ki taraf jaate hue halke se gaane lagi thi. Unka chehra khila hua tha, aankhon mein ek nayi chamak thi.
Main andar aaya aur seedha apne kamre mein chala gaya. Bed par let gaya.

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)