02-04-2026, 07:55 PM
Episode 9 : Jaharila Naag
Part 1
Fir ek Naya din, fir ek Nayi ummid.
Wo aaj fir se bhabhi ke ghar pahunch gaya..
Apna set up karte har roj ki taraf usne bhabhi ko awaj de di.
Kuch der baad uss ghar kaa darwaja khul gaya.
Ek haseena darwaje par khadi thi.
Subah subah ye aur bhi khubsoorat lagati thi.
Tabhi piche se ghar pe chal rahe unke Radio pe kalu ne ek gunjata huaa gaana suna.
"अभी नहीं अभी नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं.....
अभी न जाओ छोड़कर, के दिल अभी भरा नहीं //
अधूरी आस अधूरी आस छोड़के अधूरी प्यास छोड़के
जो रोज़ यूँही जाओगी तो किस तरह निभाओगी
कि ज़िंदगी की राह में जवाँ दिलों की चाह में
कई मुक़ाम आएंगे जो हम को आज़माएंगे
बुरा न मानो बात का ये प्यार है गिला नहीं
हाँ, यही कहोगे तुम सदा के दिल अभी नहीं भरा
हाँ दिल अभी भरा नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं
" Subah ki farmaish me ye geet gaya hai.....###@@&&&##
Kalu ne dil pe hath rakha, jaise usko heart attack aya ho. Wo dard se karhaate hue bola.
Kalu- Haaayeee....bhabhi jee??? Kambakth, Gana bhi kaa laga hai? Sasura bada darad de gaya. Ab toh rula hi dega.
Uski iss baat par bhabhi ne koi reaction nahi diya. Halaki man me wo jee bhar ke hasi thi. Par chehare par koi expression aane nahi diya.
Beshak aaj wo badi sawdhan lag rahi thi.
Bhabhi- Achaa aap gaane bhi sunte hai?
Kalu- Jee..gaane kon nahi sunta? Par sasura kuch gaane sahi me darad de jaate hai.
Bhabhi ne topic change karte hue kaha.
Bhabhi- Chale chale..apna kaam kariye.
Issbaar bhabhi uski halat par halka muskuraa di thi.
Kalu- Wahi karat hai...dhakkan toh kholne dijiye. Waise...Wahhh..maan gaya kal aapko. Aap toh kuch alag hi...
Bhabhi- Shuuuuuuuuuuuu...ekdum chup..... bilkul chup...aaj ghar me sab hai.
Kalu- Aap tension naa lo bhabhi. Meri najar hai. Dekh ke bola hai. Ghar me ho sakat hai, par isswakat yaha nahi hai koi. Aapko kya laga hum bevkoof hai? Ab paani me rahkar, magar se bair thodi lena hai humko?
Bhabhi- Maine kaha naa..bilkul muzhe koi baat nahi karni kal ke baare me. Kuch bhi matlab kuch bhi nahi.
Itna ki samajjh lo....ki...matlab mai chahati hu, jaise samajh lo aapki zindagi me kal jaisa koi din thaa hi nahi.
Aur mai...Mai toh aapko janati tak nahi. Yaha sasuralwale hai mere, toh koi zhamela nahi..
Kalu- Achaa jee. Samajh gaye..anjaan banane ka natak karna hai?
Bhabhi- Natak nahi, balki mujhe toh anjaan hi banana hai. To bilkul baat band.
Kalu- Aree..aaj toh aap bade naraj lag rahe ho? Hum toh kal ki koi baat nahi karenge.
Bhabhi- Kal ki nahi aur koi nahi. Anjaan logo se parhej hi thik. Kabhi kabhi baad me pachtava hone se bhala doori hi sahi.
Kalu- "Thik hai..thik hai...anjaan toh anjaan.
Baat nahi karni toh baat nahi karni.
Par bhabhi mai kaa bol raha tha, ki do anjaan baat nahi kar sakat hai, par ek chutkula toh suna hi sakte hai naa?
Chalo..aayiye....Ek chutkula sunaaye dete hai aapko."
Kalu - "Amrika pata hai aapko?"
Bhabhi- Areee..aap fir shuru ho gaye?
Kalu- Are..bass bata dijiye naa? Pata hai ki nahi?
Bhabhi- Haa.. pata hai.
Kalu- Sunaa hai bahot badhiya shahar hai.
Bhabhi- hunn...uff...Wo shahar nahi, desh hai..balki videsh hai.
Kalu- Achaa? Yi dekho, sasura jiska chutkula suna rahe, uske baare me hi pata nahi. Sasura hame laga hamri basti ki tarah koi sahar hai!
Bhabhi halka sa muskura di.
Kalu- Jaane dijiye..hamre liye toh kala akshar bhains barabar...Des toh Des..aur Vides to Vides...toh chaliye aaj Vides ki hi sunata hu. dhyaan se suniye-
Bhabhi kutuhal se sunane lagi
Kalu- Toh bhabhi je, suna hai, Amrika ki Aurate kahati hai - "Wahhh..ye toh badhiya tha. Funta- a- stik" .....
Bhabhi- Ufff..Fantastic hota hai, kalu jee.
Kalu- Haa..wahi..wahi...
Bhabhi- Toh?
Kalu- Aur yaha ki Aurate kahati hai-......hummm...batau?
Bhabhi- Kya?
Kalu- "Aapko kitni baar bataya hai ki kapade idhar udhar mat feko....haayee..saree kidhar feki hai? Haayee chaddi bhi kaha feki hai? Aab dhoondo."
Ha..ha..ha...ha..ha..ha..Kalu joro se hasne laga.
Ye sunte hi bhabhi badi sharminda ho gayi aur apna sa mooh lekar reh gayi. Ek hi pal me usne khudko kal ke hall way me saaree dhoondate hue paya.
Uske chehare par shocking expressions khil gaye the. Usne badi mushkil se apni hasi daba li.
Fir apni najare zhukaakar sharmaati rahi.
Ekbaat toh manani padi bhabhi ko, ki bhale hi kalu unpadh tha. Par uska sense of humor bahot acha tha. Uski comic timing dekh kar wo andar se uss chutkule par hasi toh thi, Par bahar apatti dikhaani jaroori thi.
Fir,
Chidchida chehara karte hue kalu ko daat lagaate boli
Bhabhi- ihhhhhh....Shut up.. Bade hi battmiz hai aap... chup rahiye...aap bhi naa??....##@@##
Aisa bolkar kisi baat par pachatawa karte bhabhi ne hoto me ungali chaba li.
Kalu- Haa....haa.ha..ha..ha...ghussa naa ho bhabhi jee. Chutkula tha....ha..ha..ha..
Kalu hasne laga.
Bhabhi- Chup rahiye..
Kalu- Waise ek baat poochna jaroori hai bhabhi. Kal se badi pareshaan kare jaa rahi hai....
Bhabhi- Kya?
Kalu- Kal deri se darwaja kholne ka karan kya diya, bhabhi?
Bhabhi- Shuuu....Hamne kaha hai naa? Hame kal ke baare me koi baat nahi karni..waise bhi ye aapko sochane ki jaroorat nahi hai...
Kalu- Hamka sochane ki jaroorat nahi? Are bhabhi jee ye hamre liye bada jaroori hai. Hamari toh jaan ataki hui hai. Sasura kisiko jara bhi shak huaa toh? Toh, humra toh Ram Nam Satya..samjhiye...
Fir aur ek sans bharkar wo bola
Kalu- Batayiye naa..kaa bataya nanad ko?
Bhabhi ko ab batana hi pada.
Toh bhabhi ne batana shuru kiya.
Shuru toh normal karne jaa rahi thi, par tabhi bhabhi ruk gayi, fir kuch sochkar apna andaaz hi badal dala
Thodi unchi awaj me usne bolna shuru kiya, Jaise excitement me 2 aurate ek dusare se chugali karti hai.
Bhabhi- "Haayee..hamne toh kal ki baat bataayi hi nahi aapko..aapko pata hai kal kya hua?
Chale...batati hu. darsal kal baat ye huii ki..
Mai kitchen me bartan dho rahi thi.. ki tabhi meri nanad ne darwaje par dastak di.
Lekin bartano ki awaj me pahale toh uski awaj sunaai hi naa di. Jab usne jor se awaj dekar darwajale ko jor se taktakaya, tab muzhe sunaai diya.
Hadbadaahat me sabun ke hath se hi chaalu nal ko band karne gayi.
Par haayee kismat meri!! Wo chaavi ka hook ulta fas gaya aur joint se paani ki dhaar nikalne lagi.
Kalu- Kaa baat kar rahe ho bhabhi?
Kalu ne romharshit hone kaa natak karte hue poocha.
Bhabhi- Haa ..naa..Aur wo dhara itni tej thi ki, mai toh bheegi bheegi ho gayi.
Kalu- Haayee.. wo dhara..safed dhara..
Apni chaati par hath ferte Kalu ne maja liya..
Bhabhi- Ab kare toh kya kare? Hame kuch samajh nahi aa raha tha. Fir hamne fat se uss joint par hath rakh kar paani ko rok liya. Aur wo chaavi ghumaane ki koshish karne lagi..
par meri najook kalaai me jaan hi kitni!.....Kitna hi seh legi?..wo chaavi nikalne se rahi..aur hum pakade rahe..
Kalu- Aree. Ree..
Bhabhi- Ab kya kare? Pakade rahe yaa darwaja khole? Darwaja kholne jaate, toh tabtak poora kitchen me paani paani ho jata.
Kalu- Bilkul sahi..
Bhabhi- Fir hamne kuch socha..
hamne apani saree ka pallu gira diya.
Kalu- Haayee...Wahhh...yi hui naa baat.
Kalu ne sehlaati chaati ko jor se ragadkar kaha.
Udhar Bhabhi bhi full ada me rangati har ek action baya kar rahi thi.
Bhabhi- Fir uss pallu ko uss joint par bandhkar paani ko rok liya..chaahe meri saree utar jaaye par..daag naa lagane dete....
Kalu- Wahhh.....ise kahate hai asali bahu...izzat dekar ghar ki raksha karna.
Kalu ankh maarte bol pada.
Upar se bhabhi ki wo mishkil hasi iss majakiya sambhashan me jaan dal rahi thi.
Bhabhi- Fir apne dono hatho se badi mushkil se uss chaavi ke hook ko ghumakar fir se bitha liya..
Par haayee re meri akkal. Chaavi toh thik ho gayi, par Iss chakkar me mai bheeg gayi poori. Ab sawarkar sajkar darwaja kholne me time toh lagega hi naa?
Kalu- Bilkul sahi kaha.
Bhabhi- Toh, dekhiye toh... Itne me nanad ne ghar sar pe Chadha liya tha.
Kalu- Wahhh..kya safayi di hai! Ise kahate hai bina daag safai. Aap toh safayi dene me mahir ho bhabhi. uss din bhi golu jee ko kya bhaari ghuma diya tha.
Bhabhi- Hummm..chup rahiye..pata nahi aapki wajah se aur kya kya safayi deni padne wali hai?
Bhabhi ne apni naak mooh chadhayi.
Kalu- Hamri wajah se? kal toh aapka nal kharab huaa tha naa? Waha meri kya galti? Aur waise bhi aapne hi der ki thi darwaja kholne me.
Bhabhi- Aur nahi toh kya? Naa hi aap andar jaane ki jidd lagaate, aur naa hi mai late hoti. late hone ka aisa koi sawal hi nahi tha. Sabkuch nanad aane se pahale hi ho jata. Jaldbaaji me apna nal hi tod di, aur mai bheeg bhi gayi.
Samajhe jee?
Kalu- Wahh re wahhh. Aisa kaise? Aap wo machine ke pyaar me naa fase hote, toh kabka doodh nikaal ke de diya hota maine.
Bhabhi- Haa Haa..chup rahiye ab..muzhe machine ke baare me kuch nahi bolna.
Kalu- kyu? Ab kyu? Saalii....
Bhabhi- Jee? Kya? Kya kaha aapne?
Kalu- Are bhabhi... aapko nahi keh raha hu. Uss Machine ko keh raha hu.. Saali manhus kahi ki..
Bhabhi- Aree? Aap toh usko aise Koss rahe hai, jaise aapki soutan.
Iss tanj par bhabhi mishkil has padi.
Kalu- Aur nahi toh kya? " Madari jaane bandariya nachana, aur doodhwala jaane doodh ko bahana." Wo fuski machine kya jaane? Fuss..fuss..wo kya doodh nikalna hota hai? Poora din lag jaayega aise toh.
Bhabhi- Achaa jee? Toh meri bhi sune.
" jaha kaam aave Sui, waha talwar ki kya jaroori?"
Toh aap naa sikhaaye. Fuski toh fuski, aur wakt toh wakt. Wahi thik hai mere liye.
kum se kum janwar jaisa dard toh nahi deti.
Kalu- Are bhabhi, doodh toh nikal jayega, par wo feeling kaha? Wo jinda sparsh kaa mja kaha?
Bhabhi- Jee...nahi chahye muzhe jinda sparsh. Sparsh se jyada dard hi dete hai saare marad.
Kalu-
Are bhabhi aap baat naa samjhe.
" Rang laati heena, patthar par pise jaaye..pise jaaye".
Asali nikhaar hath se pisi mehandi se hi aata hai.
Aur bhabhi jee, dard ka bhi apna ek alag maja hota hai. Dekho uss din jyada hi nikla tha.
Aise hi toh pati ki ichaa poori kar paaoge. Bhool gaye kya? Aapbe kya kya bataya tha muzhe? Lagata hai aapke pati se aapka pyaar kum ho gaya hai.
Bhabhi thodi sehma gayi.
Bhabhi- Aap naa bataaye mere pati se pyaar...
Wo chodiye, doodh se yaad aya.. Kal aapne poora doodh toh nikala hi nahi. Mahine ke akhir Dairy ke hisaab kitaab me aapka naam aayega..isme bhains ka koi dosh nahi hai. Mai pahale hi bata deti hu.
Kalu- Aree.. sasuraa hum kya kare? Woh chuha tabhi bich me aya toh? Uske chalte apna kaam adhura hi reh gaya.
Bhabhi- Chuhaa..aap chuhe kaa bahana naa de. Machine se nikal jata kabka. Wo aapke hakkar me hi reh gaya hai.
Kalu- Are bhabhi jee chuhe se yaad aya, usko dekh ke dar se aap toh hamre upar hi chadh gayi ?
Bhabhi ke mooh par naak hi naa rahi. Laaj se usne turant nazare gira li.
Kalu- Ulta aapko toh sukriya karna chahiye ki hamne chuhe se bachaya..
Bhabhi- Haa bahot bachaya! Muzhe toh doubt ho raha hai, ki waha chuha tha bhi ki nahi pata nahi?
Kalu- Haa..bhabhi..bilkul sahi kaha aapne. Waha chuha tha hi nahi.. Sach me. Aapko pata hai, uss se bhi khatarnaak tha?
Bhabhi- Kya?
Kalu- Kala Naag...
Kalu ne apni pant ko dekhte hue bol diya tha.
Ye sunte hi bhabhi laaj me doob gayi...
Bhabhi- Chup rahiye..aap bhi naa...
Kalu- Nahi sach me. Wo bhi fun failaaye naach raha tha. Safed jaharwala saap.
Bhabhi- chiii....aap bhi naa..bilkul chup rahiye.

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)