25-03-2026, 08:32 AM
UPDATE 7
aur baat ki jae arjun ki toh
Arjun :- hello nanji seth arjun bolraha hu
seth :- aree ha arjun bolo ne kem chooo...
arjun :- maja ma, accha seth muje koi bada kheli chahiye bada stock utarna hai 1 cr k around
seth :- aree baapre suu thaiyuu (kya huwa) sab theak chee na arjun itna bada maal ke liye ek banda hai toh sahi lekin agar maal ek din bhi late pocha toh paiso ke liye tane rulai nakse (tuje rula dega)
arjun :- seth uski chinta na karo tum...
seth :- theak chee ruki jaa (theak hai ruk jaa)
after 5 mins
seth :- ha arjun deal toh hogai hain party bhi ready hai tuje paise kab tak chahiye aur maal kab pochaega??
seth agle mahine ki 5 tak paise chahiye aur maal 4 ko poch jaega...
seth :- waah 24 ghnto ke ander he chahiye hoo paise bhi mera dikra sikh gaya....
theak chee theak chee deal done... bas 20 din reh gae hai aur security officer ka jhik jhil huwa toh tu kon main kon ...
arjun :- wo chinta na karo tum seth
seth :- chalo phir haa gujrat me maal jald he dekhege
arjun :- hoo seth
arjun ne apne ladko ko bulaya
Arjun ne bola, “Suno, Bharat Naaka ke liye 1 cr ka budget set kiya hai. Mere deals sab out of town dealers se hui hain. Maine unke saath bade consignment uthaye hain – scrap, copper aur iron ka full stock.
Dealers ne saaf bol diya hai ki maal time par nahi mila toh deal cancel kar denge. Aur maal milne ke turant 24 ghante ke andar pura cash humare paas hona chahiye.
Isliye kal subah se sab log full speed mein kaam karo. Chunna Bhatti ke dono bade godown ka maal jaldi dispatch karo. Out of town trucks ko priority do. Koi delay nahi chalega. Agar maal time par pahunch gaya toh 1 cr cash nikal aayega. Agar thoda bhi late hua toh bahut nuksaan ho jayega.
ek admi :- arjun bhai 1 cr itni badi amount wo aslam ki toh aukaat hau ni usne pechle baar bhi 15 se 20 lakh he de paya tha 1cr kuch zyada tension ni lere aap
Arjun:- bharat naaka ka munafa jaanta hai??
admi :- ha bhai ,10 se 15 lakh lekin usme se bhi 20% mla, mp ka aur sara risk humara...
arjun :- badi amount hai phir bhi aur aslam puri koshish krega is baar main uski aukaat ke hisab se 80 se 90 lakh soch raha hu .... bohot se bohot
Hum Aslam se 10 se 15 lakh zyada denge, isliye yeh risk lena padega.”
Saare aadmi ne sir hilaya.
Arjun ne aakhri mein bola, “Kal se har truck ka movement personally track karna. Koi galti nahi honi chahiye.”
Aslam ke admio ne arjun ke kuch admio ko paiso ka lalach diya dhamkaya lekin kuch hasil naa huwa... lekin jaise taise ek banda lalach me agaya.... aur usne truck ki route ki information dene ka waada kiya.....
paise 6 tareek ko dene thae dono party ko q ki election 26 ko start tha.... election ke 20 din pehle paiso ki baat hui thi....
aslam se 40 lakh he jama hoo pae thae, usne baaki ke 40 laakh ke liye apni behen ruksana se baat ki...
aslam :- appi dekhna bhaijaan ko bolkar muje bas 2 mahino ke liye chahiye thae paise....
ruksana ne baat ki uske sohahar se.. usne arrange karwa kar toh de diye badle me aslam ne apne ghar ke kagzaat rakh diye... aur kuch zewar bhi, aur bond sign kiya usne ...
ruksana aslam ki badi behen thi usne aslam se kaha, aslam dekh bhai tu le toh raha hai de dena yaha bohot izzat hai haa humari.... tu yaha ladai jhagda nahi karna
ruksana aslam ke ghar se bas 50 min dur rehti thi, aslam ka naam ruksaana ke mohalle me bhi tha...
lekin ruksana ke shohar ke acche wehwaar ke chalte ek wyapari jo ki us area ke parshad ka PA bhi tha...
naam tha :- jeevan jiska kaafi aana jana bhi tha adil ke ghar jo ki ruksana ka shohar tha....lekin ye baat ruksana ko pasand na thi
jeevan ne deal hote waqt kaha aslam se main deta nahi aur tumhe toh bilkul ni lekin ruksana jii ke bhai ho is wajh se dera hu....
dost adil ka aur naam ruksaana ka lekar bolra tha jeevan, jeevan baar baar ruksana ki tarah dekh raha tha.. ruksana nazarien fer leti hai thoda gusse se,
lekin wo majburi me kuch keh na paati, hala ki ruksana ne adil se kaha bhi tha ki ye admi ni niyaat acchi ni, lekin adil kehta hai aree jaan wo dikhta he aisa hai, phir jeevan kehta hai agar deal todi toh tumhara ghar gaya yaad rakhna tum....aur ha guarantor k taur par adil tum bhi yaha sign karo deal toh deal hai na dost....
adil ne ek saans li aur ruksana ko dekha, ruksana ne kaha kardo aur sign krdiya phir adil ne, jeevan se kaha dekho adil tumhare sale ka ghar 3rd class area me hai...
aslam ko gussa aya lekin usne us gusse ko pii gaya...
jeevan :- us ghar ki kimat 15 lakh hogi tumhari dukaan ka paper bhi dedo tum....
adil ne kaha aree ye baat ni hui thi... aslam ne kaha bhaijaan wada hai chudwaa duga main...
adil seedha banda tha aslam ka dabdaba usko pata tha usko laga ki aslam k liye easy hai ye .... ruksana ne kaha jii aap de dijiye bhai de degaa apko....
toh adil ne jaise taise paper de diye...
aslam :- jeevan sun tuje tere paise time par mil jaege samjha biyaj ke saath , aur bhaijaan ki dukaan k paper de denaa jaise he paise aae... sahi salamat agar kuch huwa toh dekh le...
jeevan :- main wypari hu aslam, koi badmash ni tu tension mat le.... jeevan ke chehre par ek muskaan thi...
aslam ko uska attitude bht bura lagra rha
40 lakh 4 mahino tak main tuje mahine ka 2 lakh biyaj duga aur uske baad sab clear krduga samjha.....
Jeevan ke jaate he aslam kehta hai adil ae bhaijaan ye dost hai apka ek number ka harami hai sala ...
Adil kehta hai ni aslam isne meri bohot madat ki hai, dukaan wagera har jagah, Ruksana :- adil bhai sahi keh raha hai jeevan harami hai bohot... bhai iska paisa uske muu par marna aur phir bataege usko 3rd class area...
Aslam ne toh paiso ko jugaad krliya tha...
BACK TO ARJUN
aur tip bhi de di thi security officer ko arjun ki.... 4 tareek ke din jab truck nikal raha tha bhaari naka bandi me truck pakda gaya....
arjun ne mla ko call kiya ki mp se baat kro ya aap clear karwao lekin nahi hoo paya mla ne kaha arjun ni hoga... election nazdeek hai...
arjun gusse me :- paise chahiye naaa tumhe....
mla :- abbe aee dhamki dera hai kya utha kar ander karduga samjhaa...
arjun ne call kaat diya..... arjun itna stress me tha jiski hadh ni 4 lag gai thi 6 ko paise dene hai....
arjun ne karz par lekar jaise taise 50 lakh ka bandobast ek he din me kar dala.... aur usne socha ki truck clear hote he sab theak hojaega... chuka dega wo....
6 tarikh ko jab meeting hui arjun ne pehle paise diye jisme 50 lakh thae aur aslam khush hojata hai aslam ne 80 lakh diye ..
mla bhi hairaan ki arjun kese?
arjun :- mera truck zarur is kameene ne he sazish ki
mla :- bass, sabut k bina nahi kehna toh ab mp sahab ko call milata hu aur wo he bolege...
mp ko sab baat batai toh usne kaha theak hai jo usool tha uske hisab se bharat naka abse aslam ka....
aslam k chehre par khushi aur arjun ke chehre par mayusi saaf thi...
arjun :- mp sahab galat hai main 1 cr dene wala tha tum lgoo ne call ni uthaya kese 7 chodh diya mera????
mp :- paise hai 1cr??
arjun chup hogaya aur dono nikal gae.....
bahar aane k baad aslam ne sitti bajai aur naachne laga uske log samjh gaw wo jeet gaya hai toh sab ne joint krliya.......
ab aslam no 1 tha bharat naaka aane ke baad......

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)