19-03-2026, 09:43 AM
UPDATE 2
Arjun aur aslam ki zatti zindagi (personal life)
Arjun ki biwi seema ek bohot acchi aurat ghar girasti wali ek bacchi thi unko lekin accident me mar gai, wo jaise taise is sadme se bahar aai aur dusra baccha huwa jo 3 saal ki umar ne mar gaya
seema ko sadma lag gaya tha is baat ka jisse wo aaj bhi jujti thi seema ki age 36 ki thi... usko heart problems thi, wo koi bhi sadma jhel ni sakti thi aur usko damme ka marz bhi tha... doctor ne special care karne kaha tha seema ka...
arjun gunda banna ni chahta tha lekin waqt aur halat ne bana diya uski maa ko farhan jo ki aslam ka baap tha usne chedha tha... aur uske baap ko mar dala tha iske badle ne arjun ko ek hatiyara bana diya tha...
arjun ko aslam ki dehsat kam karni thi, usko aslam ka naam o nishan mita dena tha... q ki aslam uske dhande se lekar har cheez me bohot dikkat deta agar aslam ko koi arjun ke ladke dikh gae uske area main chahe wo family k 7 bhi q naa ho.. wo unko marta
lekin wahi arjun aisa sab nahi krta tha....
dono ko bas ek area chahiye tha Chunna bhatti jiska ye pura area hogaya uska raaj....
ASLAM K BAARE MAIN :-
wahi hum baat kare aslam ki toh uska janm he lagdebaaz khandaan me huwa tha, aur uska baap ek dada tha mohalle ka, logo ko marna kisi ka haq khaa jana ye sab aam tha...
arjun ne jab farhan ko qatal kiya tab aslam chota tha lekin badle ki aag me wo aaj bhi jalta hai...
aslam bohot plan banata ki kese toh wo arjun ko hata de is mohalle se he aur har jagah uski he chale....
aslam ko shadi nahi krni thi, usne zindagi me kabhi na toh girlfriend rakhi thi naa he kabhi khudke haato se kuch kiya tha, usne bas gunda gardi, mara mari yehi sab kiya tha, aur usko ladkio par bharosa he nahi tha, uske chacha k ladke ke talaq ke baad
aslam ne jaan buj kar aisi shartien lagai thi ladki k liye taaqi koi mil he naa sake...
lekin jab sofiya mili tab uska bhi nazariya badal gaya, sofiya ko dekhte he uske dil me aya ki haa yehi hai...
usne haa krdi wo sofiya ki khubsurti ko dekhta he reh gaya....
wahi sofiya ka ye haal tha ki agar uski shadi kisi bhikari se bhi karwate toh wo kar leti, wo itna sunti thi apne maa-baap ki....
2 saal huwe mangni ko aur phir shadi..
toh ye thi personal life lekin jab dono ekdusre ko marna chahte thae toh marte q nahi?
reason tha politics... mla aur mp dono arjun aur aslam ko use karte votes ke life, q ki jo 4 mohalle thae unko mila kar 10 hazar se zyada voters thae
jo 2 logo ke control me thae arjun aur aslam...
jab bhi koi bada jhagda hota tab mla unki meeting bulwa kar sulah krwata... lekin aslam koi na koi harkat kr deta...
mla usko zaleel toh krta lekin phir pyaar se samjhata... mla ye acchu tarah se janta tha ki jisko bhi chunna bhatti mil gai by default baaki area par uska raaj hojaega
karaan tha paisa, is wajh se mla ye hone ni deta ki dono me se kisi ek ko mil jae area .... aur jab bhi kabhi koi case hone ka dar hota toh mla ya mp sambhal lete is cheez ko.....

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)