08-01-2026, 06:28 PM
(This post was last modified: 15-01-2026, 01:33 PM by Kartikeya. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Mastiya - Meri Padosan
Update 16
Badi mushkil se main ne khud ke dil ko samjaya aur so gaya
raat me der se sone se main ne company se chhuti le li
aaj main apne building me hi rahne vala tha
aaj to apne padosan ka dirar ache se karunga
main subha ut kar bar bar door khol kar padosan ke apartment ki taraf dekta par wo bahar nahi aayi
uske ek didaar ke liye chhuti li
par wo thi ki parde se bahar nahi aa rahi thi
dopehar hote meri bechaini badh gayi
achanak muze door khulne ki aawaz aayi to main apne apartement se bahar aaya
lekin ye samne vale apartment ka door tha
vaha ek uncle aunty rahte hai
60+ age thi doni ki
![[Image: Neighbour-watchman.png]](https://i.ibb.co/RkwwCMgk/Neighbour-watchman.png)
watchman unse kuch bat kar raha tha
chalo watchman se apni padosan ke bareme puch leta hu
watchman jaise niche jane vala tha ki main ne usko rok liya
Avi- suno
watchman- ji saab
Avi- tum kya din raat job karte ho
watchman- meri to raat me duty hoti hai , aur main isi socity me rahta hu to logo ke chote mote kaam bhi karta hu us se thodi aamdani bhi ho jati hai
Avi- matlab extra kamai karte ho
watchman- extra kamai ke bina badi mushkil se pet bharta hai
Avi- mera bhi kaam kar do
watchman- ji boliye
Avi- kuch beer laker donge
watchman- jarur launga ,
Avi- ye lo paise kuch beer lana aur khane me nonveg lana
watchman- aap dopehar me piyenge
Avi- haa , wo aaj chhuti le li haina isi liye aaj man kar raha hai
watchman- abi lata hu
aur watchaman ne jaldi jaker mere liye beer layi
![[Image: Beer.png]](https://i.ibb.co/8kV378R/Beer.png)
watchman ne badi fast kaam kar diya
Avi- tum to jaldi aa gaye
watchman- main to fast kaam karta hu
Avi- ye lo tumari bakshis , aur ye ek beer tum rak lo
watchman- main kaise le sakta
Avi- rak lo , tum mere gaon vale jo ho
watchman khush ho gaya
aur main watchman ke sath beer pine laga
Avi- tum yaha to kaafi dino se kaam karte ho pir to tume yaha ke bareme sab pata honga
watchman- sab kuch pata hai
Avi- main to yaha naya hu , meri to yaha kisi se jaan pahchan nahi hai
watchman- main karva deta hu
Avi- to ye batav mere samne vale apartment me koun rahta hai
watchman- ek apartement to khali hai , aur dusare me mr mrs gupta rahte hai , dono budde hai , din bhar ghar me pade rahte hai , unke sare kaam main hi karta hu
Avi- aur mere baju vale apartment me koun rahta hai
watchman- rahta hai nahi ,rahti hai
Avi- koun rahti hai
watchman- gulab ka phool rahti hai , is society ki sabse khubsurat Aurat rahti hai
![[Image: Most-beaut.png]](https://i.ibb.co/tTfyqkRY/Most-beaut.png)
Avi- acha par main ne to usko kabhi deka nahi
watchman- aap meri tara watchaman ban jav to roj dekonge
Avi- main ne to usko kabhi bahar nahi deka
watchman- wo to subha job par jati hai aur sham me vapas aati hai
![[Image: Reshma-Working.png]](https://i.ibb.co/ynvfbvPy/Reshma-Working.png)
Avi- aur
watchman- aur kya , bahot achi hai , par akeli hai wo
Avi- akeli matlab , wo yaha akeli rahti hai
To be Continued...

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)