27-12-2025, 11:38 PM
(This post was last modified: 28-12-2025, 12:16 AM by Voltz. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Episode - 2.2 - Lollipop
Bhabhi ne emotional kalu ka dil behlaane ke liye fir se sexy baate ched di thi.
Uss harami ne bhi ise lapak ke apna liya.
Halaki, bhabhi bhi kuch kum gila nahi ho rahi thi. Aisi sexy aur gandi baate karke use ajeeb sa nasha hone laga tha.
Kalu fir se pahale wale mood me gaya.
Kalu- Matlab kaise?
Kalu laar tapkaate puchne laga..
Bhabhi- Haa..haa.. Janati hu.. ab jaan aayi hai aap me. Aur ab doodh pite bache ki tarah aapko sab khol ke batana padega.
Aji,
Jaise bhaison ke boobs doodh dene ke kaam aate hai..
Par bhabhiyon ke doodh ke sath maja bhi dete hai. Matlab maine kisi keetab me padha tha..
Itna kehkar bhabhi sharm se zhep gayi.
Kalu- Wahhh..kaa baat ki hai. bilkul..ye hui naa baat. doodh ka doodh, aur maje ke maje.
Aur maine bhi aapka zhoot pakad liya hai, ye kisi keetab ne nahi, aapke pati ne bataya hai aapko.
Kyu sahi kaha naa?
Bhabhi sharm se mooh chupati reh gayi.
Bhabhi- Ishhh.. aap bhi naa...
Kalu hasne laga.
Kalu- Haa..ha..ha..
Bhabhi- Chup rahe aap..
Wo harami hasta jaa raha tha, toh uski hasi ko tokne ke liye bhabhi aage bolne lagi.
Bhabhi- Aur, ummmmm...
Bhabhi flow me kuch bolne toh jaa rahi thi, par ekdum se ruk gayi.
Kalu- Aur bhabhi?
Bhabhi- Ummmmm.....ishhh..jaane do. Aap itna hi jaan lo..
Kalu- Are..kya hua? Aur kya wo bhi batayiye.
Bhabhi- ishhhh...jaane dijiye..muzhe sharam aa rahi hai.
Kalu- Nahi..nahi..aisa kaise jaane du? Batana padega.
Bhabhi- ishhh..jaise bhains apne hath ka istmal bass khadi rehne ke liye kar sakti hai...par bhabhiya apne hath se aur bhi kuch kar sakti hai.
Ye sunte hi kalu ke ansu sukh gaye.
Wo romach se poochne laga.
Kalu- Haath se kaa bhabhi?
Bhabhi- Ishhh..Ji muzhe badi sharm aa rahi hai.
Kalu- Bhabhi ji, aise baat ko ahura chodkar aap sharma mat jaayiye. Yaha bina paani ka jaan se chala jaayega mai. Oyeee...lagta hai dil ka mareej kar ke hi chodegi aap.
Bhabhi joro se hass padi.
Bhabhi- Haa..ha..ha..ha..
Kalu- Hasiye nahi, sach bata raha hu. Batayiye bhabhi...haath se kaa?
Bhabhi- Mera matlab hai apne najook haton se massaj de sakti hai.
Itna bolkar bhabhi majakiya andaaj me hasne lagi.
Kalu- htttt. Budbakkk..fir se.. ###@@ Massajjj...achaa masajj ki baat kare aap? Hame laga...
bhabhi- Aapko kya laga?
Kalu- Massajjj...toh thik hai, par bhabhi kiska masaaj nahi bataya aapne.
Bhabhi- Aji kiska kya? Apne malik kaa..unki peeth, unke hath- pair aur unka sar.
Kalu- Achhaa...hame laga koi vishesh ang kaa bhi karti hai.
Bhabhi- Haa karti hai naa.
Kalu- Kaa?
Bhabhi- Wahi jo ghussa aane par uth jata hai, aur bada garam ban jaata hai.
Kalu- Kaaa, bhabhi kaa?
Bhabhi- Deemag...
Bhabhi dimaag bolkar fir se majakiya andaaz me hass padi.
Kalu- Httt..budbakkk##...Dimag...iss Dimag ki toh mai##&&... waise bhabhi deemag kaise massaj kar sakta hai koi?
Bhabhi- Are aise kya bol rahe ho? Sar pe ache se champi kari jaaye, toh kitna bhi ghussa thanda pad jaata hai..
Bhabhi majak me abhi bhi hasi jaa rahi thi.
Kalu- Aur kaa kartab dikha sakti hai?
Bhabhi- Aur kya chahiye aapko. Bhabhiyaa poora ka poora full package hoti hai. Wo toh aapki life ki Mobile hoti hai.
Kalu- Mobile?
Bhabhi- Haa..haa..all-rounder mobile ki tarah. Jaise bahot saare kaam aapka mobile hi kara deta hai. Jab chahe Apani pasand kaa video dekho, jab chahe suno, jab chahe bolo. Wo kabhi naa nahi kehta.
Kalu- Par bhabhi ji, ye mobile 1 jagah pe naa bolta hai.
Bhabhi- Kya?
Kalu- hole.
Bhabhi sehmaa gayi. Uski sans fool gayi thi.
Bhabhi- Kya hole?
Kalu- Are mobile ka charging jaha se hota hai. Charging hole.
Bhabhi- Achaa..charging hole.
Kalu- Haa..jabtak bhabhiya usme pin dalke nahi legi, tab toh bina charge ka ye mobile kisi kaam kaa nahi reh jata. Isliye keh raha hu, ki bhabhiyon ko apne hole ke andar pin dalke lena chahiye.
Kalu unmadit hokar bola.
Kalu- Wahi toh sabse bada jaroori hai. 1 hole
Ispar bhabhi kuch sochkar sharm bhari ankho se boli.
Bhabhi- Nahi.
Kalu- Kya nahi. Wahi toh sabse jaroori hai.
Bhabhi- Haa..par aapne ek chuk kar di.
Iss mobile me 1 nahi balki 3 hole hai.
Aur teeno jarrori hai.
Ye sunte hi kalu unmadit ho utha.
Wo iska arth samajh gaya. Wo khushi se bol pada
Kalu- 3? Kon kon se bhahi ji?
Bhabhi- Aaa..haa....jaise aapko pata hi nahi.
bade chalakh ho aap.
Apni naak chidhakar bhabhi boli.
Kalu- sach me. Kon kon se 3?
Bhabhi- Are... 1 toh aap bhi janate ho... Charging hole.
Kalu- Haa..bilkul. Dusra?
Bhabhi- Aap bhi naa..samajh lo naa..sab batana jaroori hai kya? muzhe sharam aa rhi hai..
Kalu- Are muzhe kya pata tum bhabhiyon ke konse 3 hole hote hai..
Bhabhi- Aji, sab bhabhiyon ke nahi hote. Kisi kisi ke bass 2 hi hote hai. Mai 3 hole wali hu.
Iss baat ne kalu ke andar darjan bhar romanch bomb fod diye.
Kalu- Wahh...
Bhabhi- Mera matlab.... 3 hole wala mobile hu. Jo lambe samay tak aapke kaam aayega.
Kalu haste hue bola.
Kalu- Haa..ha..mobile...samajh gaya. Ab jara bata bhi dijiye baaki 2 kaha hai?
Bhabhi- Are baba..dusara wahi jo pahle hole ke baaju hota hai. Headphones lagane ke liye.
Kalu- Hadphone? Achaa....achaa...wo taar wala, gaana sunane ke liye..
Bhabhi- Haa..bilkul sahi pakde hai.
Kalu- Aur teesara ?
Bhabhi- Wo upar hota hai.
Kalu kaa mooh khul gaya. Wo bhabhi ke mooh ko dekhne laga.
Bhabhi- Are, aise kya dekh rahe hai? Sim card dalne ki jagah. Wo yaha upar hi hoti hai.
Kalu- Haa.ha...sahi hai.. samajh gaya aapke 3 hole.
Kalu khushi se puch gaya.
Kalu- Waise aap 3 hole wala mobile ho naa?
Bhabhi ne sharma kar ' Haa' me jawab diya.
Doodhwala- Haayeeee...kasam se...
aapka Pati bahot lucky hoga naa? Use toh 3 hole wali biwi mili hai.
Bhabhi- Haa....bilkul. wo toh poora istmal karte hai apne iss mobile kaa.
Fir Kalu ki taraf dekhte hue bhabhi boli
Bhabhi- kyu? Aapki biwi 3 hole wali nahi hai kya? Mera matab 3 hole wale mobile jaisi?
Tabhi, sar pe ungaliya maar lete hue boli
Bhabhi- Aree sorry...Mai toh bhool hi gayi. Aapki wali toh suhagraat hi bhaag gayi.
Lagta hai charging ke hole me hi gana sunane ki pin ghusane ki koshish kar rahe the aap.
Ha..ha..ha..ha..ha..
Kalu- Mai samajh gaya bhabhi. Aap mera majak udaa rahi ho naa?
Uski iss baat se bhabhi ne hasna band kiya
Bhabhi- Majak nahi Kalu ji. Aisi baaton ko aise hi majak me uda dena chahiye. Chale jaanewale jaane do. Kya fark padta hai apni life me? Unko bhool kar nayi zindagi ki shuruwat karni chahiye.
Naa ki puri jindagi bhar yaad kar kar ke rote rahna chahiye. Samjhe? Aur aapko khush karne ke liye mai pata nahi kya kya baate bana rahi hu, aur aap hai ki??
Kalu- Haa...bhabhi ji. Samajh gaya. Bahot bahot dhaywad. Aap kitni achi aur samajhdar hai.
Kash aapke jaisi biwi hoti meri...
Bhabhi- Naa re naa.. ye garibi dekh mai bhi shayad kab ki bhaag jaati......!!!
Ha..ha..ha..
Bhabhi majakiya tarike se hass padi.
Bhabhi- Aur mai toh jyada sundar hu.. toh.... Tab toh aapki aur bhi jyada beizzati hoti apke rishtedaar walo me..
Ha..ha..ha..haa..ha.
Bhabhi ka majak karne ka tarika kalu ko bada pasand tha. Uske chehare par turant hassi chaa gayi.
Ha..ha..ha..ha..
Ab dono joro se hasne lage.
Ha..ha..ha..ha..ha..ha..
Itna khul ke kisi anjane mard se aisi double meaning wali baate karna, kisi nashe se kam nahi tha...
Kalu- Bhabhi aap bhi naa..badi majakiya hai..aapka koi jawab nahi..
Bhabhi- Achaa koi nahi..tumhare nasib me koi Apsara likhi hui hogi, toh jaroor milegi. Shayad isiliye uparwale ne usko tumhari life se nikal diya hai. Aap bas lage raho..
ha..ha..ha...
Kalu- Wahhh...aapke mooh me aur ek baar shakkar. Uski kaa prayas jaari hai. Dekhte hai ye apsara kab milti hai. Aur hum doodhwale ko Apsara bhi nahi hogi toh bhi chalega..koi aisi bhains hi mil jaaye.. toh maja hi aajayega.
Abh
Bhabhi- Hello? Apsara milna asan hai, par aisi bhains milna bahot mushkil..
Kalu- Haa..ye bilkul sahi kaha aapne.
Itne me kalu ne apni pant ki Jeb me hath dala.
Jeb se kuch bahar nikalne ki koshish karne laga.
Darsal kuch nikalne ki koshish toh bahana tha. Asal me use apne Lund ko adjust karna tha.
kabase bichare uska lund tent banke andar hi uthak- baithak kar raha tha. Bhabhi se ye wala ubhaar chupaate chupaate uska paseena choot gaya tha. Uske chehare se saaf saaf pata chal raha tha ki uska lund tan ke ek jagah fas gaya tha.
Ab aap puch sakte ho ki use apne Lund ko chupane ki jaroorat kya thi? Ulta use toh aur dikhana tha.
Haa..bilkul..ye harami bhi koi sharif nahi tha. Uska toh lund ko bahar nikalkar, bhabhi ke hath me dene kaa man tha.
Par wo bhabhi ke moody swabhav ko janata tha.
"Pata nahi kiss baat se ghussa kar jaayegi?"
Kuch nikaalne ke bahane usne apne Jeb me hath dalkar lund ko adjust kiya tha. Matlab ek teer, do shikar.
Par,
Bhabhi ne uski ye chal saaf saaf pakad li thi.
Uska lund ke ubhaar ko hath lagakar gear ko change karna bhabhi ne dekh liya tha.
Bhabhi ne turant apni nazare niche kar li, aur niche dekhte hue gaalo me sharmakar hasne lagi.
Bhabhi ki uss hasi se kalu jaan gaya ki wo pakada gaya hai.
Apni harkat ko justify karne ke liye usne bhabhi ke samne jeb se kuch bahar nikal liya.
Wo ek kapada tha. Dekhne se toh ek number ka ganda lag raha tha. Usi gande kapde ko Kalu roomal banaya huaa tha. Dekhne se toh kai din se dhoya hua nahi lag raha tha.
Kapda hath me lekar wo bhabhi ko dikhate hue apne chehare ka paseena pochne laga.
Fir ankho me jame ansu pochne laga.
Tabhi,
Uss kapde me uske hath kuch laga.
Kalu- Are, sasura...., bataaye...ye jeb me hi reh gaya? Aate wakat Gupta jee ki dukaan se utha laya tha.
Aisa bolkar haste hue hi uss chiz ko usne apne mooh me daal liya.
Wo ek ? lollipop tha.
Wo bhi adha khaya huaa. Waise hi kapade me rakhne se uss kapde se chipak gaya tha.
Wo achaa khasa chipka huaa tha. Kapade se nikaalte wakt kalu ko ache se khinchna pada tha.
Usne wo ganda lollipop waise hi apne mooh me dala tha.
Akhir doodhwal hi tha!
Kalu- Bhabhi jee.. 1hi tha. Kal aapke liye bhi lata hu. Aapko pasand hai naa? Aap khati hai naa aisa choko choklet?
Uska ye bolna khatm bhi nahi huaa tha abhi, ki tabtak bhabhi kabka 2 kadam aage aa chuki thi.
Aage aakar usne pal me zhappata markar Kalu ke hath se wo lollipop le liya.
Kalu iske liye bilkul tayaar nahi tha. Use toh pata bhi nahi chala ki kab uske hath se wo lollipop gayab ho chuka.
Bhabhi- Konsa flavor hai?
Kalu abhi bhi ungaliyo me hawa pakade waise hi mooh kholkar khada tha.
Kalu- Jee??
Tabhi uske jawab ka intzaar bhi naa karte hue bhabhi ne wo adha khaya hua ganda lollipop seedha apne mooh me dal liya.
Kalu kuch samajh pata iss se pahale hi wo lollipop bhabhi ke mooh me chala gaya tha.
Ufff...
Kasam se...
Kya bawal aurat thi!
Aurat kaa nanga hona, yaha tak ki chud jana bhi ek baar samajh sakte hai, par aisi bawal harkat mardon ko poora tod deti hai.
" Ashiq yu hi nahi jaan de baithate hai !"
Ohhh..
Kalu ke liye ye abtak ka laga huaa sabse bada zhatka tha.
Uske pure sharir pe ek aisi sarsari doud gayi, ki uske rongate khade ho gaye.
Bhabhi ne uska jootha hi apne mooh me dala tha.
Ye itna katilana andaz tha ki kalu ko pal bhar me kisi maharaja ki feeling de gaya.
Sach me,
Ek aise kaale doodhwale ke thook me malmala hua lollypop jab aisi khubsoorat bhabhi apne mooh me lekar chusti hai, aur wo bhi khushi khushi, toh maan lo isase acha aur kuch hai hi nahi iss sansar me.
Bhabhi ab uss lollypop ko aise chuss rahi thi mano kuch huaa hi naa ho.
Bhabhi- muhhh..ummmhhhh..ummm..
Yaha Kalu ka gala sukhta jaa raha tha ye dekhte. Wo anke gotiyon itni badi kar ke bhabhi ka ye choosna dekh raha tha.
Bhabhi- Ummmm....konsa flavour hai ye? Amrood bhi lag raha hai, aur sath me khatta meetha bhi..ummmmm....pahali baar taste kar rahi hu ye wala flavour. Achaa hai, kehna padega.
Udhar Kalu aise achambit hokar dekhe jaa raha tha, jaise Sher ne doodh ki khir khaa li ho.
Bhabhi- Are...aise kya dekh rahe ho? Lollypop bada pasand hai muzhe.
Kalu- Wuu..hhaaa...wo toh dikh hi raha hai..
Bhabhi- Umm...slurrppp....Kal bhi laayiyega muzhe.
Kalu- Haa..bilkul.
Kalu ke mooh se apne aap nikal gaya.
Hawas ke sabse gehri najaron se dekhte hue wo bol pada.
Kalu- Bhabhi? Wo...Par aapne toh....Aapne toh jootha hi kha liya.
Bhabhi- Haa toh?
Kalu- Aapko kuch nahi laga?
Bhabhi- Kyu? Usme kya hai?
Aisa bolkar wo ankhe band kar ke maje se uss lollypop ko choosne lagi.
Slruuupppp....slllllpppp...
Kalu bhi ye nazara dekhta reh gaya.
Halaki bhabhi ko kitna bhi anjaan banane ki koshish karne do. Par jab usne wo ganda lollipop mooh me dala tha, toh uske chehare ke expressions ghruna khaa gaye the. Badi mushkil se usne usko chupaya tha.
Ye jawani ki khaaj bhi ajeeb hoti hai. Sab yaha tark se pare hota hai.
Ye lollipop chuste chuste wo bol padi.
Bhabhi- Achaa..Wo jaane do ek batao?
Hosh me aakar kalu bola
Kalu- Han jee, bhabhi jee?
Bhabhi- Achaa ye batao, parso jo aapne chakha tha....Mera matlab hai check kiya tha....
Kalu- Haa..haa...
Bhabhi - Mera matlab hai ki, Ab jaise ki,
Ufff...kaise puchu?
Kalu- Boliye bhabhi
Issbaar pakka karke bhabhi boli
Bhabhi- Uss din Aap baat kar rahe the naa, bhaison ki bazaar ki? Toh matlab aise hi puch rahi hu..
Kalu- Haa..ha..
Bhabhi ko badi dikkat ho rahi thi baat rakhne me.
Bhabhi- Matlav ki aise hi..bass knowledge lene ke liye, ek janakari rakhne ke liye...haayee...dayyaa...kaise bolu???
Bhabhi ka chehara gulaabi ho gaya tha.
Apna jhootha lollipop khaati uss aurat ko dekhte Kalu bola.
Kalu- Bhabhi ji, aap bindhast bole jo kehna hai.
Bhabhi- uff,... toh mai ye puch rahi thi ki,
Mera matlab hai, Mujh jaisi..##.. matlab ki, Uss din check kiya tha uske jaisi, ek bhains ki kya kimat milegi aapki bhaison ki bazaar me?
Ye sunte hi kalu ke dimag me bijali chamak gayi. Ab kalu jaan gaya bhabhi ko itni dikkat kyu ho rahi thi?
Wo itna khush ho gaya ki kya bataaye?
Kalu- Haayeee..yahi toh sunana chahata tha.
bas itna bata do aapke jaisi ki Aap?
Wo bhi harami bhabhi ki le raha tha. Uske iss prashn ne bhabhi ko aur lajjit kar choda.
Bhabhi- ishhhh...Aap bhi naa..
Fir kuch sochkar apani lambi aahe bharte hue boli
Bhabhi- Chalo chodo..Jaane dijiye...
Kalu- Aree nahi nahii...sorriii..sarriiiii...
Bhabhi- Are sorry kiss liye bol rahe ho? Mai toh ye bol rahi thi ki, "chode jaane dijiye,
waise dono me fark hi kya hai?"
Kalu- Matlab?
Bhabhi- Matlab ki, Mere jaisi bhains, yaa fir Mai, Kya fark hai? Toh mai ye pooch rahi thi ki, agar bikne ke liye tayaar ho gyi? Toh kya kimat hoti hai tumhare bazaar me?
Kalu ke ghar khushiya hi khushiya baras rahi thi.
Iss prashn ne kalu ke liye bahot raste khol diye the, kyunki ye uska hi khel tha, aur usika maidaan. Yaha ke daav pech wo ache se janata tha.
Ek nayi ummid ki chamak se uska kala chehara khilne laga.
Kalu- Jee...wo...bazar ke baav ke hisab se 60 hajaar.
Bhabhi- kya? Aap majak kar rhe ho naa?
Thoda ghusse se bhabhi ne poocha.
Kalu- Kya huaa?
Bhabhi- Kya huaa? "Jara idhar toh dekhiye muzhe..Mera matlab bhains toh dekhhiye....Jawani se foot foot bhari hui, healthy, mastani, aur ache nasal ki.
khade khade 2ltr doodh nikaal le. Aapne toh touch kar ke bhi dekha hai. Iske upar 1 crore udaane ko tayaar baithe hai log. Muzhe laga 50 lakh toh bologe. Chalo kum se kum 1 lakh toh bologe. Par aap toh? Iss bhari bhains ka insult kar rahe ho aap."
Doodhwala- Ye bhainson ka bazaar hai bhabhi ji.
"Ab jawani, nasl, doodh, umar, ye bhi mana ke mahatwpurn hai. Par yaha "Andher khata" chalta hai. Yaha daam Nasl se jyada Mandi ke rate se chalta hai. Ab Jo rate chal rha hai, wahi bata diya bhabhi jee. Aur wo bhi bazar rate bata diya hu. Abhi toh ruke!
Jaisa ki kaha maine ye Mandi hai, Aur yaha bazar bhaav se kum me hi boli lagati hai.
Ab aap naye ho isliye bata raha hu, Ab hum bhi kabhi jab bhains ko bechne jaate hai, tab bazaar bhaav se utarkar kum rate batana padta hai. Taaki jaldi bikaayi ho jaaye. Kyuki bhains ko firse ghar le jana apshakun mana jata hai. Aisa manate hai uska doodh ki kamai par asar ho jata hai. Matlab aapko bhi isase kum utarkar bhaav lagana padega.
Toh ab aap muzhe batao? ki aap kya bhaav laga rahe ho?"
Bhabhi- Kya?....Haayeee...Ajeeb hai..Ye kaisa souda hai? Mai kuch samajhi nahi? Matlab ki yahi kum tha, Aur aap hai ki, ab usase bhi kum rate batane ko bol rahe ho?
"Matlab lambaai kum toh kum...upar se khud hi zhuko?" Ye kaisa bazar hai?
Bhabhi ki ye baat sunkar kalu jor se hass pada.
Haa..ha..ha... ha..ha..haa..haa. .
Kalu- Baaki chode, "lambaai kum upar se khud ko hi zhukna" Ye badhiya misal thi bhabhi..aap bhi sahi timing marti ho!
Bhabhi- Aur nahi toh kya? Tumhare bazar me toh heeron ki parakh hi nahi. Bentex jewelry ke bhaav me bech rahe hai.
Kalu- Ye Mandi hai bhabhi, ab kaa kare? Ab jo hai, so hai...
Bhabhi ne ek lambi sannyyyy chodi.
Bhabhi- Hummmmm..
"chalo thik hai...
Tumhare bazar ke hisab se jaate hai. Agar market bhaav 60 hajaar ka hai toh shayad Pehli baar bik rahi hu isliye mai 50k offer rakhti hu."
Bhabhi sans bharkar aage boli
Bhabhi- "Haa.haa. only 50k.
Limited offer hai jaldi uthao. 50 hajaar feko, aur kharid lo apni bhains ko.
Waise bhi tumhara sapna hai na ki, apne tabele me ache nasl ki bhains Lana? Hunn?"
Bhabhi shararat bhari ada ke sath bol padi.
Doodhwala- Are nahi bhabhi ji. Ab toh souda shuru huaa hai...ye toh aapka rate bata diya aapne.
Ab toh asali souda shuru hoga.
Ye bhaison ka bazaar hai, Yaha kharid daar ki 100 ankhe lagati hai, aur bechne wale ko 1 bhi nahi lagati.
Ab kharidnewala toll- moll toh karega! len den ki mang karega! Tabh jakar deal hogi.
Bhabhi- Toh?
Apni ankhe bhoyya chadhaate hue bhabhi ke mooh se nikal gaya.
Kalu- Toh mai soch rha tha..25 hajaar. Ye lijiye mera prastaav...
Bhabhi- "kya? Aap pagal ho gaye ho? Ummmm...
aapke bazar ki aisi ki taisi###@@"
Bhabhi ne lollypop mooh se nikal liya
Bhabhi- "Aapko samajh aa raha hai kis par souda laga rahe ho?
Mai bikane utari hu..samajh rahe ho iska matlab? Aur wo bhi bass 50k me. Aapke liye golden chance hai. Meri apsara apsara kar rhe the. Ab kya huaa? Agar aapko nahi manjoor toh souda khatam.
Humm?
Muzhe kya?
"Mere liye toh yaha ladhaai - zagda ho jayega." Ye line yaad hai naa?"
Kalu- Baat aapki barabar hai, par kharid dari me tol-mol ke bina kaise kaam chalega?
Bhabhi- aji par ye kya? Aapko ye jawani se bhari bhains 25k me dikhti hai kya? 50k se 25k kon karta hai? Seedha 50% girakar maan rahe ho aap toh? Jaao mai koi dusra doodhwala dekhti hu. 50k aise hi de dega muzhe. 50k kya ek ada pe 50 lakh de denge.
25 bol rahe hai..25..
Bhabhi rotalu chehara kar ke kehne lagi.
Doodhwala- Haa...bhabhi ji. Kharidne wale bahot milenge. Par asali tajurwedar doodhwala kaha se paaogi? Jo Aakar, rang- roop, utpadan, gunawatta, chamak- dhamak par pure anubhawata se kaam kare. Wo kahate hai naa-
" Johari ko hire ki parakh"
Aisa Anubhav kaha milega?
Baat ye hai ki, aisi nasl wali bhains ko ekdum ache se aur najook se handal karna padata hai. Warna chamak dhamak ke sath bahar bhi nikal jaati hai.
Kalu souda karne ki jiddojahad karne laga.
Kalu- "Waise aur ek baat hai, Aisi achi nasl wali bhains ke nakhre bhi jyada hote hai.
"Ye shahar se aayi papa ki pariya". Inke toh alag hi nakhare. Ab kapade- latte, wo bhi ekdum mehenge wale, fir unka Make-up ka kharcha, utne hi mehange wale jevar, khane me pata nahi kaa kaa khati firti hai- pijja, pine me filter machine wala paani. Aur toh aur jara saa mousam badla nahi, ki bimaar pad jayengi. fir mahenge se mehanga doctor.....
Toh ye mere liye ghate ka souda bhi ho sakta hai...
Upar se najook Pari hai toh, rona dhona alag se...
aise kaise doodh ka dhanda kar paunga?
Pata hai naa bhainse tabele me rahti hai?"
Bhabhi- Muzhe yakin nahi ho rha. Aap ye sab bol rhe ho. Thik hai ji, aapko nahi jam raha hai toh jaane do. Mai dusra customer dekh leti hu..wo aram se 1lakh de dega...
Abtak bhabhi ne wo lollipop khatam kar liya tha. Bachi hui kandi ko jameen par fekte hue bhabhi bol padi.
Bhabhi- Chale doodh daale aap. Bahot huaa aapka.
Doodhwala sabr se kaam lena janata tha. Akhir ye uska maidaan tha. Kaise khelna hai ye use achi tarah se pata tha.
Doodhwala- Waise bazaar lakar agar bhains bikti nahi toh?...soch lo ....
Par bhabhi ne uski kuch nahi suni aur wo wha se chali gayi.
Souda hath naa laga toh doodhwala naraz toh huaa, par wo jo bhi kuch kar rha tha, uspar use poora bharosa tha...
Ab aage kya hoga?
# see you in next episode #

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)