04-10-2025, 12:21 PM
Main mar raha hu meri jaan
sandeep sararrilaut aao na meri jaan main mar reha hu,
jaise tadpta tha tumhare rooth jaane k baad,
waise hi aaj main tadap reha hu laut aao na meri jaan main mar reha hu...
aaj tum ko gaye hua ek saal ho chuka hai kya galti hui mujh se jo tum mujh se rooth gayi, saat janam ka saath nibhane ka bol is ek hi janam main mujhe akela chod gayi
main bhi kya tum ko dosh de rha hu akhir galti bhi toh meri hi thi jo tumhe akela jaane diya
nhi meri galti nhi main toh aaj bhi tumhe laut aane k liya bol rha hu laut aao na meri jaan main mar rha hu,
back 1 year
aaj meri aur Sonia ki shaadi thi hum dono bahut khush the akhir khush ho bhi kyon na hum dono ki icha poori jo ho rhi thi aaj
aaj hum ne is pyar k sangharash ko jeet kar apne ghar walo ki marzi se shaadi kar rhe the. Hum dono college main mile the wahi se humari friendship hui woh kahte hain na ladka aur ladki kabhi friend nhi ho sakte
ya toh phir woh dushman hote hai ya phir lover aise kuch din ki friend ship ka baad hum bhi in main se ek ho gaye the
Nhi lover nhi dushman ho gaye the kyon ki main apne pyar ka izhaar uske saath khade huya do ladkon ko peet kar kiya tha mujhe laga tha woh use ched rhe hai par nhi woh woh dono uske bhai the jinko peette hua main apne pyar ka izhaar unka samne hi kar diya
aise woh mujh se nafrat karne ka dikhawa karne lagi par woh bolte hai na ki ishq aur mushq chupaye nhi chupte akhir usne bhi apne dimag se haar kar apne dik ki baat mare samne rakh di
aur phir aaya humare pyar ka sach humaare ghar walon ka sahmne
sonia k bhai is shaadi k liya tyaar na the
lakin uska peeta ko main pasand tha usne kyonki woh maante the ki main agar sonia ko aur logon ka saath dekhta toh unko bhi nhi chodta aur unka maanna tha ki yeh ek galatfehmi thi is liya main main sonia ka apni jaan se bhi jyada saath dunga
unki baat sach bhi toh thi
is traha se aaj humari shaadi ka din tha main sonia ko aaj shaadi ka baad surprise dane wala tha shaadi poori ho jane k baad
sonia room main baithi mera intezaar kar rhi thi main aaya aur uske paas jaker baith geya kya mast lag rhi thi woh woh aankhe woh honth main un aankhon main hi kho geya tha
par sonia k bolne par mera ekdam se dheyaan toota aur mujhe yaad aaya ki mujhe sonia ko surprise dena hai
is liya main sonia ko room se bahar le kar aaya
pahle toh woh nhi maan rhi thi lakin aakhir jab bola ki surprise hai toh sath chalne k liya tyaar ho gayi
main usko ghar se bahar lakar gaadi baitha diya aur chal pade main itna khush tha ki mujhe hosh na tha gaadi sunsan raste par poori raftar se daud rhi thi
ki achanak aage se bada sa truck aaya aur gaadi apni poori raftar main hone k karan out of control ho gayi aur truck se bachne ka liya main gaadi ko ghuma daala aur gaadi jaakar ek pade se takrate huyi kachhe raste par ja giri main khoon se lathpath tha
EK SAAL BAAD
do din pahle hi mujhe hosh aaya main ek saal se I.C.U main tha mujhe hospital main mare pita se pata chala ki sonia usi waqt mar gayi thi jab uska axcident hua tha,
mujhe ek din pahle us ghar main laaya geya jis ghar me main apni sonia suhgraat bitana chaahta tha usi ghar main jo main sonia ko surprise dena chaahta tha yeh woh hi ghar tha jiska karan aaj meri sonia mujhse door jaa chuki thi mujhe akela chod woh akeli chali gayi aur mujhe betaaya tak nhi aaj uski yaad main usko dakhne ki chaahat main me mar rha hu cheekh-2 kar bol rha hu ki
ab toh laut aao na meri jaan tare bin main sach mai mar rha hu
ab shaayad tum na aao laut kar is liya apni jindegi is jaher ka pyale ka naam mar rha hu
main mar rha hu meri jaan
main mar rha hu
THE END
______________________________
Yeh kalam bhi kya sath nibhati hai
Jaisa malik chaahe waisa hi likh kar dikhati hai...
judaa-A short love story
Tumhari yaadon main likhte hai shayari-


![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)