Hii mai morbius purani ID pata nahi kese ban ho gayi reason give Spam
Itni jaldi update dene ke liye bohot bohot sukriya agar iss puri kahani ko chapters mein Bantu
1. Innocence
2. Encounter
3. Emptiness
4. Finding love
5. Love
6. 7th Heaven
7. Downfall
8. Realisation
9. Conclusion
Note: yeh list meri taraf se hai na ki writer ki taraf se so aur bhi chapters add ho sakte hai
Kaise Supriya ek innocent ladki Thi kaise shadi ke badh uske alag alag logon se encounter Hue
Kaise uske Man ke andar ek khalipan tha
Kaise usse khalipan ko dur karne ke liye vah pyar khojne nikal padi
Kitna khojne ke bad use pyar Mila
FIR vah pyar mein itni andhi Ho gayi ki satve Aasman per udane lagi
Abhi ham Downfall aur Realisation ke beech kahi hai Jahan use ehsas ho raha hai ki vah kitne Masoom Thi aur ab kya ho gai aur ek ek karke vah daldal mein fasti jaa rahi hai
Main jaanta hun ki log iss story ke end Tak pahunchne ke liye Betaab hai per yah kahana ki “story kabhi khatm nahin hogi” is janm mein writer ko demotivate karta hai taki vah story ko jaldi khatm Karen jiske Karan story ke end mein na writer to maja aaega aur na audience ko so please Apne shabdon ka sahi se chayan Karen
Baki mujhe maza bohot aa raha lag raha kisi movie ko dekh raha hu entertainment hi entertainment