18-07-2025, 09:16 AM
(17-07-2025, 09:46 AM)Ayush01111 Wrote: Matlab anupma se pyar to hai par shymla ne jo hak or domination vinod par jataya pahle ab vinod ko vo azadi manjoor nahi
Thanks bhai .
Shyama dominate to karti hai lekin Vinod ko Shyamla sirf pasand nahi karta hai uss se pyar bhee karta hai . Pahle wali Anupama kab wapas aayegi maalum nahi lekin Vinod ab train wali Anupama se shadi karna chahta hai . Uss ke hee ek comment par naukdi chhod kar padhne aa gaya . Padhte raho ..
‘LIVE LIFE CHAMPA STYLE