19-05-2025, 08:57 PM
Mai apne kaatil roop me taiyaar hokar building se niche aa gayi. Aur jaisa maine socha tha vaisa hi hua. Shekhawat Uncle gate k paas hi khade the. Yahi wakt tha, mere naye sikhe hue bartaavo ko amal me laane ka...
Shekhawat Uncle ne mujhe dekhte hi turant meri ore chal pade. Maine ek lambi saas li aur taiyaar ho gayi.
Uncle- kyu meri jaan... itne din mujse mili kyu nahi.
Sneha(chehre par gusse ka bhav laate hue)- mai aapse naaraz hu
Uncle(muskuraate hue)- kyu kya hua
Sneha- kya hua! Maine aapko zara si ungli kya dedi, aapne to poora haath hi pakad liya! Maine thoda sa pyar se kya baat kr liya, aapne to uska poora faayda utha liya...
Maine apna chehra phula kr unhe dekha.
U- oh ho, meri jaan tum to ruth gayi.
S(sar jhukate hue)- aur nhi to kya. Kitna bura laga muje baadme. Mai itna aage badne k liye taiyaar nhi thi.
U- chalo meri galti, thik hai? Ab se tumhare hisaab se hi aage badhenge.
Ye sun kr mai man hi man khush ho gayi. Mera plan kaam kr rha tha!
U- to kya ab hum kuch pal saath bita sakte hai...?
Maine sochne ka natak kiya
S- hmm... pata nhi...
U- aisa naa kro meri jaan. Ab to maine tumhare chalne ka bhi maan liya hai.
S- pakka? Baad me mukar na jaana
U- ha meri tez jaaneman, pakka
S- thik hai phir...
Uncle khushi se mujhe colony k park me le gaye, wahi jahaa pichli baar hum gaye the. Ek bench par mai baithte hi vo bhi mujhse chipak kr baith gaye
S- are itna chipkiye mat...
U- kyu jaan... ashiq aise hi to baithte hai
S(ek adaa k saath bolte hue)- mai apki aashiq nhi hu haan...
U- oof jaan kya adaa hai tumhari
Aisa kehke unhone piche se apna haath mere kandhe par rakh diya
S- dekho ab phir mera faayda na uthana
Usne mera kandha halke se dabaa diya
U- tumhara ye jism mujhe chune k liye majboor kr rha hai jaan...
S- aah... kya aap bhi...
Vo mere kandhe ko sehlaate rahe
S- aah... kya kr rhe hai aap...
U- vahi jo ek sundar aurat k saath kiya jaata hai... pyaar...
S- lekin maine aapko aisa krne ki raazi nhi di...
U- kya karu jaan... Mera haath apne aap chal rha hai.
Maine apne kandhe ko jhatka de diya aur unka haath hata diya
S- hmph... mai aapko mera faayda uthane nhi dungi.
Uncle thodi der mujhe aasharya se dekh rhe the
U- tu thodi badal gayi hai
S(itraate hue)- haa ab mai aasani se aapki baaton me nhi aane wali
Vo thodi der kuch nhi bolte hai. Shayad vo samaj gaye ki iss baar mera faayda uthana itna aasan nhi hoga. Thodi der baad vo kehte hai
U- kya mai tumhara haath pakad sakta hu...
Maine ek shararti muskaan se kaha
S- isme mera kya faayda hai...
Vo hadbada gaye
U- vo... mai to... aise hi...
Mai khilkhilakr hasne lagi
S- aapko aisa hadbadate hue kabhi dekha nhi
U(muskurate hue)- kya karu jaan... tera ye naya avatar ne mujhe chauka diya hai
Maine apna haath aage kr liya. Unhone jhatse mera haath pakadkr sehlaane lage
S- bas khush?
U-kaha meri jaan. Bhala sirf tumhare haath mai khush ho sakta hu kya...
S- to kya chahte hai aap...
Uncle k chehre par ek kamini hasi aa gayi
U- chahta to bohot kuch hu jaan... sunogi to sharm se pighal jaogi
Ab hadbadane ki baari meri thi. Unki is jawab ka mujhe andaza nhi tha.
S- oh... umm... to phir aap rehne hi do...
Yeh dekh uncle shaayad samaj gaye ki ab unka palda bhaari hai. Unhone jhatse meri kamar ki ore haath ghumakr mujhe unki ore khich liya. Mai to chauk hi gayi.
U- hmm... ek baat bolu jaan...?
S- k.. kyaa...
U- tum mujhe bohot pasand ho
Mai to sharm se poori laal ho gayi. Meri saanse tez ho gayi
S- haa... umm... aap...
Uncle zorse hasne lage aur achanak mujhe chumne lage. Meri aankhe chaudi ho gayi aur sharir sunn ho gaya. Uncle ne iska faayda uthaya aur mujhe aur bhi taakat se chumne lage
S- mmph... umm... amm...
U- hmm... hummm....
Kaafi der tak hum dono k hoth chipke hue the. Phir maine badi mushkil se apne hoth azaad kiye aur lambi lambi saase lene lagi aur unhe gusse se ghurne lagi
S- ye kya krte hai aap...
U- kya rasile hoth hai tere jaan. Pite hi aur pine ka man krta hai
S-(sharmate hue) dekhiye aap had se aage badh rhe hai
U- to badhne do naa...
Mai bench se uthkr park k dusri ore chalne lagti hu. Uncle bhi mere piche piche chal padte hai. Mai ek ped se jaa satkr khadi ho jaati hu. Vo mere paas aakr meri kamar me haath jakad lete hai
S- kyu mere piche pade hai aap
U- tumhare liye to mai nark me bhi picha karu
S- sach...?
U- bilkul sach...
Unke iss baat se mai bhavuk ho gayi aur khud se hi unhe chumne lagi. Unhone khushi se mujhe apne seene se lagakr badi taakat se chumne lage. Mai behave jaa rhi thi, madhoshi k alam mein
U- (chummon ke bich bich me bolte hue) chal naa... pucch... mere kamre me... pucch puccchh...
S- mmph... nhi aaj nhi... umm mmm
U- puccch... kyu nhi... puccch.. tum bhi raazi... hum bhi raazi...
S- sab kuch... mmm.. amm... aaj ki kr lenge kya... kuch to... ummm mmm... dusre din k liye bhi rakhiye...
U- ab rha nhi jaata jaan... chal naa kamre mein aaram se pyaar krte hai...
Mai madhoshi mein iss tarah kho gayi thi mera dimag chalna hi bandh ho gaya. Aur unhe haa bolne hi wali thi. Lekin achanak pata nhi kis tarah mujhe yaad aagaya ki mujhe itni aasani se haami nhi bharni hai. Mai mushkil se unki baaho se niklkr kehti hu
S- nhi... aaj k liye itna kaafi hai... mujhe jaana hai...
U- lekin...
S- aapse mai phir milungi...
Aisa kehte hi mai tezi se vaha se chali gayi. Gate k baahar aate hi ek ore khadi ho gayi aur lambi lambi saanse lekr khudke dil par kaabu krne ki koshish krne lagi
Mai to lagbhag phir se aasani se kisi mard k ankush me aa gayi thi. Aur unke ghar jaane hi wali thi. Ye sochte hi mere sharir me ek kampan si daud gayi.
Baal baal bach gayi mai to... shukar hai ki mujhe sahi wakt par hosh aa gaya. Nhi toh...
Maine apna sirr hilaya aur apne plan k agle kadam k baare me sochne lagi. Ab ek aur mard ka saamna krna hai... Lacchu Ram kiraanewala...

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)