14-05-2025, 08:40 AM
Yeh update bohot hi sizzling aur hot tha! Scenes chhote the, lekin kam az kam Nick wala scene toh pura dikhate. Phir bhi, Nick ke aane se kahani mein ek nayi jaan si aa gayi hai. Ab bas Rajiv aur Karan ka intezaar hai—dekhte hain unka track kab shuru hota hai!