13-05-2025, 10:59 PM
Update 33
Subah hote hi HANEEF apne kaam par nikalta hai oe SADIYA bhi uske sath hi nikalti hai kyoki use bhi SAUMYA ke office me kaam tha apne assignment ko leke... Idhar AYESHA akeli ghar par rehti hai or SADIYA use yaad dila kar jati hai ki use model ke ghar agreement file deke aana hai... AYESHA jhat se apne ghar ka pura kaam karti hai or file leke SHEFALI ke ghar nikal padti hai... Uska auto SHEFALI ki building ke samne aake rukta hai or wo SHEFALI ke floor tak lift ka use karti hai... AYESHA SHEFALI ke ghar ki ring kafi baar bajati hai... Lekin darwaza koi nahi kholta hai, SHEFALI ke ghar ki itni doorbell bajne se AGASTYA apne ghar se bahar nikal kar aata hai or AYESHA se puchta hai....
AGAS:- yes ma'am... May I help you
AYESHA use mood kar dekhti hai...
AYE:- wo... Ye ghar... Ye file...
AGAS:- kya main jaan sakta hu aapko yaha kya kaam hai
AYE:- ji aap koun ho...
AGAS:- main neighbour hu inka jinke ghar aap aaye hai madam... Or btw wo ghar par nahi hai abhi...
AYE:- ohh so... Sorry
AGAS:- koi kaam hai to aap mujhe bata sakte ho...
AYE:- nahi... Nahi wo kuch nahi... Bas aise hi
AYESHA AGASTYA se bina baat kiye waha se nikal jati hai,wo AGASTYA ko wo file nahi deti kyoki wo nahi janti thi ki AGASTYA koun hai... Wo file apne sath wapas leke HANEEF ke showroom ki taraf nikal padti hai use khana dene... HANEEF ke showroom jate hi waha use jashn ka mahol dekhne ko milta hai... Or HANEEF bhi waha maala pehne huye khush nazar aa raha tha, AYESHA ke samajh me kuch nahi aa raha tha wo sidha HANEEF ke paas jati hai or usse puchti hai ki aakhir masla kya hai...
HAN:- AYESHAAAAA... Sab set ho gaya AYESHA... Aakhir kar meri mehnat or tumhari dua rang le hi aayi...
AYE:- matlab... Main samjhi nahi HANEEF
HAN:- AYESHA mera promotion ho gaya hai...
Ye sunte hi AYESHA ki aankho me aansu aa jate hai,or wo shukr ada karti hai god ka...
AYE:- bahut bahut mubarak HANEEF... Aap deserve karte ho ye sab
HAN:- main nahi AYESHA... Tum ye mala ye success deserve karti ho... Tumne hi mujhe badla hai puri tarah se AYESHA...
AYESHA ki aankho me aansu behne lagte hai...
HAN:- dekhk AYESHA ab humare pass kisi bhi chiz ki kami nahi hogi... SAHIL ko hum ache college ke bhejenge... Use businessman hi banayege SAUMYA ma'am ke jaise...
AYESHA HANEEF ki baate ek tak sunne lagti hai uske chehre par glow or smila aa jati hai...
HAN:- ab sab sapne sach honge AYESHA... Or tumhe maloom hai ki mera kis post par permotion hua hai...
AYESHA ko SAUMYA ki delhi ki batai hui baat yaad aati hai ki wo HANEEF ko permotion deke manager banana chahti thi... Lekin AYESHA ne HANEEF ki khushiyo ko spoil na karte huye naa mein Jawab diya....
AYE:- nahi... Nahi HANEEF...
HAN:- direct manager AYESHA... SAUMYA ma'am naya mall kholne Wale hai or unhone mujhe manager ke post ke liye chuna hai...
AYESHA ki aankho se ab aansu teji se behne lage they,wo SAUMYA ke ehsaano me dabti chali ja rahi thi...
HANEEF sab logo ki bhid se AYESHA ko alag kone me le jata hai or bolta hai...
HAN:- shukriya meri joja... Ye sab tumhari dua or ibadat or tumhare sath se hi mumkin hua hai... I loveee you AYESHA
Or dono ek dusre ke gale lag jate hai... Gale lagte huye hi HANEEF AYESHA ko bolta hai...
HAN:- lekin AYESHA ek choti si problem hai...
AYESHA uski baho ki giraft se alag hoke bolti hai
AYE:- kya hua HANEEF kaisi problem....
HANEEF hanste huye bolta hai...
HAN:- he he he... Are kuch nahi yaar,wo kya hai ki ye jo naya mall khulne wala hai wo darasal pune ke khulega... Or mujhe shayd wahi rehna pade kuch month ke liye... Kyoki naye mall ke setup me thoda time lag jayega...
AYE:- ye aap kya keh rahe hai HANEEF... Yaha hum akele kaise manage karenge
HAN:- are kuch bhi to nahi... MAYA ma'am ne kaha ki ek baar mall ki sari shop sell ho jaye or humare showroom ki branch waha establish ho jaye uske baad main yaha wapas aa jauga or yahi se sara kaam dekh lunga... Jyada nahi bas kuch mahine meri jaan
AYESHA HANEEF ke gale lag jati hai or uski baato ko accept kar leti hai... AYESHA HANEEF ko khane ke liye bolti hai to HANEEF kehta hai ki tum SAUMYA ma'am ke office jao main wahi aata hu mithai leke... Aakhir unke hum par bahut ehsaan hai... AYESHA ko uski baat sahi lagti hai or wo SAUMYA ke office ki taraf badh jati hai khana leke...
SAU:- are AYESHA ye HANEEF miyaan bhi kya kamal kar rahe hai... Bahut bahut mubarak ho HANEEF miyaan ki tarakki
MAYA:- congratulations ma'am... Your husband is truly deserve this job
AYE:- oh tum dono ka bhi bahut bahut shukriya ... Aakhir ye sab teri wajah se hi to hua hai SAUMYA
SAU:- oh common yaar... Thanks wagerah mat bol...
Itne me hi HANEEF waha aa jata hai or SAUMYA uski taraf hath aage badhati hai handshake ke liye... HANEEF bhi AYESHA ki taraf dekhta hai or handshake karta hai...
HAN:- bas ma'am AYESHA ki dua or apki wajah se hi yeh sab hua hai... Aap agar na milte AYESHA se wapas to abhi bhi wahi zindagi jee rahe hote shayd...
SAUMYA AYESHA ko pichhe se pakad leti hai or bolti hai...
SAU:- haan janab humari AYESHA hai hi aisi... Lekin apne use chura liya humse,warna pyaar to hum bhi utna hi karte hai isse
AYESHA is baat se thodi chonk jati hai or serious ho jati hai...
SAU:- chaliye ab mitha khilaiye bhi...
HANEEF apni taraf se laai hui mithai SAUMYA ko deta hai or sab sath milke khana khane lagte hai... MAYA kisi excuse se waha se nikal jati hai...
Idhar SADIYA bhi SAUMYA ke office me hi hoti hai or shoot ke bare me or jyada information hasil karne lagti hai... Wo team se milti hai or unse location time or dusri chize discuss karti hai... Wo SHEFALI ko di jaane wali undergarment bhi chek karti hai... Or dusri chizo se satisfy hone ke baad wo AYESHA ko call lagati hai...
SAD:- salam bhabhi....
AYE:- haan SADIYA bol...
SAD:- apne mera wo kaam kiya...
AYE:- are nahi SADIYA... Wo ladki to mujhe mili hi nahi ghar par... Uska padosi jaroor mila tha lekin maine use wo file nahi di,wo abhi mere paas hi hai tu fikr mat kar...
SAD:- oh acha Aisa hua kya... Thik hai main ghar aati hu apse wo file lene..m
AYE:- are main bhi bas ghar ke liye nikal hi Rahi thi... Chal ghar aaja tu bhi main bhi pahuchne wali hu...
SADIYA ghar ke liye nikalti hai or SHEFALI se call par baat karti hai...
SAD:- hello ma'am
SHEF:- haan SADIYA bolo
SAD:- wo main ghar aayi thi papers leke
SHEF:- haan wo mujhe kaam se thoda bahar jana pada... Sham ko main free hu sham ko milte hai...
SAD:- ok ma'am... I'll be there at evening
SADIYA SHEFALI se baat karke apne ghar ke liye nikalti hai... Idhar subah early morning hi BUSHRA or SHAMSHER gao chhodne ke liye ready they,wo subah hi sab saman pack karke SHAMSHER ke gao ki taraf chal pade... SHAMSHER rajasthan ka nahi tha, uski duty rajasthan ke ek gao me thi... Uske kai transfer uske behaviour ki wajah se ho chuke they... SHAMSHER gujrat ke ek chote se gao se belong karta tha.. BUSHRA or SHAMSHER subah jaldi hi gujrat ke liye nikal padte hai byroad se... SHAMSHER drive kar raha hota hai or BUSHRA ki aankh ab tak lag chuki thi... Gao ke bahar jaise hi wo nikalte hai highway par SHAMSHER apni gadi ki raftaar tej kar deta hai... Wo baar baar apne paas ki seat par bethi BUSHRA ki taraf dekhta hai or fir apna dhyaan road ki taraf laga deta hai... SHAMSHER ko bhi yu gao se jana pasand nahi aaya tha ye chiz uske behaviour ke khilaf thi uske mizaz ke khilaf thi... Wo apni duty pure shiddat se anzaam deta hai kabhi bhi case ko yu bich ke chhod ke nahi bhaga,lekin is baar mudda kuch or tha... Is baar wo akele nahi tha,is baar uske sath wo ladki thi jiske kareeb SHAMSHER zindagi ke pehli dafa kareeb aaya tha... Usne aaj tak na jane kitne hi case solve kiye lekin kabhi bhi wo kisi ke itna kareeb nahi aaya Jitna BUSHRA ne use attract kiya tha... SHAMSHER pichle kuch dino pahle huye in sab lamho ko hi yaad kar raha tha jab wo BUSHRA ke kareeb tha... Or yahi soch ke uske chehre par ek smile aa jati hai... Wo apne khyaalo me masroof hi tha ki pichhe se 2 4 tej raftaar car unse aage nikalti hai or kuch hi door jake unka rasta rok leti hai... SHAMSHER ek tez break marta hai or charrrrrr ki aawaz se gadi rukti hai... Tej jhatke se BUSHRA ki neend tutti hai or wo SHAMSHER ki taraf dekhti hai...
BUSH:- kya hua SHAMSHER...
SHAMSHER ki aankhein is waqt sadak par thi,uske samne 3 4 cars thi jinme se THHAKUR utarta hai....
BUSHRA THHAKUR ko dekhte hi ghabrane lagti hai,cars se THHAKUR ke gunde utarte hai or SHAMSHER or BUSHRA ko cars se khinch kar bahar fenk dete hai... BUSHRA door sadak kinare bade medan me girti hai... SHAMSHER ko gundo ne pakad rakha tha or THHAKUR use do thappad lagata hai...
THAK:- tu to tha hi mera kutta... Tujhse wafadari ki hi ummeed thi... Ab tu teri tabahi khud dekhega,lekin usse pahle is chhamiya ki chamdi udhed du...
THHAKUR BUSHRA ki taraf badhta hai or jakar uske baal pakad leta hai...
THAK:- sali haramzadi rand... Tujhpe to pahle hi shak tha... Tune meri kamzori ka fayda ache se uthaya,mere bete ko fansa kar tune khoob istemal kiya... Ab tu dekh tera istemal kaise hota hai... THHAKUR BUSHRA ko ghasitte huye car ki taraf lata hai...
SHAM:- nahi THHAKUR... Kuttey chhod de use sale behenchod...
THAK:- are dekh to sala.... Mara isko or dard usko... Lagta hai dono me bada pyaar hai.... Aaaa thoooo.... Is pyaar ki maa ki choot sala... Ladka ladki ko yahi kharab kar raha hai...
BUSH:- tujh jaise haramzade ko kya maloom ki pyaar kya... Jazbaat kya hai... Maa kya hai baap kya hai... Tu to tere bete ko bhi dhokha dene ko tayar ho gaya tha ....
THAK:- main to aisa hi hu ... Jaha mujhe fayda dikhega,waha main waisa ban jauga...
SHAM:- BUSHRA maar isko...
THAK:- hahahaha... Isne to marne ki koshish ki thi lekin maar na saki... Ab tum dono ko dikhata hu marna kya hota hai...
THHAKUR apni gun nikalta hai or BUSHRA ki taraf taan deta hai... THHAKUR fire karne hi wala hota hai ki BUSHRA uske pero ke bich ek laat marti hai... THHAKUR ke hath se wahi gun gir jati hai or BUSHRA jhat se use utha leti hai...
BUSH:- chhodo do ise... Warna is haramzade ki khopdi uda dungi
SHAMSHER ki taraf ishara karte huye bolti hai... THHAKUR ke gunde SHAMSHER ko chhod dete hai... Ok SHAMSHER bhagte huye BUSHRA ke paas aata hai or uske hath se gun leke THHAKUR ke sir par taan deta hai or usko gale se pakad kar apni car me betha deta hai... BUSHRA back seat par THHAKUR par gun lagaye behte rehti hai or SHAMSHER car drive karta hai... Dono gunde se chhoot kar bhsg chuke they... Kuch door jane ke baad THHAKUR mouka dekh kar gun pakad leta hai or car ka balance idhar udhar hone lagta hai... SHAMSHER ek hath se drive karta hai or ek hath se THHAKUR ko gale se pakad leta hai... THHAKUR bhi gun ko khud ki taraf khichne ki koshish karta hai or isi sab me BUSHRA ke hath se ek fire hota hai jo THHAKUR ke usi chot par jake lagta hai jaha pahle use goli lagi thi... THHAKUR ek tej chikh ke sath gun chhod deta hai or mouka dekh kar SHAMSHER use ek laat Marta jisse THHAKUR gadi ke darwaze ke sath hi gadi se bahar Jake girta hai or ek tej raftaar aati truck use kuchal deti hai.....