27-03-2025, 11:20 AM
"thanx se kaam nahi chalega.." anjali ne ek taraf hote huye kaha..," tumhe bhi chalna padega.. aaj aa rahe ho na...!" Anjali ne muskurate huye kaha...
" main kya karoonga.. chalkar.. tour se hi toh lout raha hoon..!"
"Tumse kuchh hisab kitab baki hai.. purana.. chalna toh tumhe padega hi.." kahkar muskurate huye Anjali ne fone kaat diya aur wapas aate huye tough ko de diya," tum fikar na karo.. aaram se khana khao aur chale jao.. main sambhal loongi...!" anjali ne muskurate huye kaha...
college-Trip ki baat sunkar sabhi ke chehre khil gaye... sabhi khushi se jhoom uthe.. sivay ek chehre ke.. uski muskaan toh ab Mohan hi wapas la sakta tha.. jiska wajood hi iss duniya mein nahi tha kahin...
Tough ne sabhi ke sath nashta kiya.. Sneha ko bhi jabardasti ek aadh took khilaya aur sabko bye bolkar chala gaya... Subah uthte hi Priya ki mummy ki cheekh nikal gayi.. usne poora ghar chhan mara tha par dono mein se koyi bhi dikhayi nahi di.. upar tala laga hua tha.. wah hadbadayi huyi bedroom mein aayi," wo dono kahan hain ji?"
"koun dono?" Vijender ne latey latey hi poochha..
"Ppriya.. aur Riya?"
jawan betiyon ke bare mein aisa sunte hi Vijender apne ghutne ke dard ko bhool kar bister se uchhal pada aur khada ho gaya," kahan hain? .. kya hua?"
" dono mein se koyi bhi ghar par nahi hai ji.. kahan gayi meri bachchiyan..?" mummy dahad maarkar rone lagi..
"chup karo.. Sare mohalle ko sunaogi kya ab? dhoondho unko.. nahi toh kahin munh dikhane ke layak nahi rahenge.. Main pahle hi kahta tha.. inn par najar rakha karo..! bathroom mein dekha hai?" Vijender ne usko chup rahne ka ishara karte huye kaha...
"Dekh liya ji.. har jagah dekh liya.. main toh upar bhi dekh aayi.. kahan gayi meri bachchiyan...?" mummy ka rona kum na hua...
"ye sab tumhare hi laad pyar ka nateeja hai.. bhugto ab..!" Vijender ne jhallate huye kaha...
"laad pyar se koyi ghar se door nahi jata ji.. tumne hi har jagah unn par pahra lagwa diya tha.. jane kahan chali gayi.. aapse itna darti thi.. " Mummy roti rahi...
"ab chup bhi karo.. aas pados mein jikar mat karna.. ijjat ke chithde udd jayenge hamari.. fone vone aaye toh pyar se bula lena unko.. main kuchh nahi kahoonga... pata nahi aajkal ke bachche.. kahan gayi hongi haramkhor..?" Vijender ki kuchh samajh mein nahi aa raha tha.. kya karein.. kya na karein.. wo apna sir pakad kar bed par baith gaya.......
----------------------------------------
Vicky subah kareeb 9 baje Viru aur Raj ke kamre par pahuncha.. kamre par tala laga dekh uska matha thanak gaya.. kuchh sochte huye wah bahar nikla aur road par khadi apni gadi mein baith gaya aur baithte hi usne Raj ka no. dial kiya..
"hello.. Mohan bhai sahab?" Raj ne fone uthate hi poochha...
" haan.. kahan ho yaar? tumhare room par toh tala laga hai!" Vicky ne poochha...
"hum toh yahan aa chuke hain... Loharu! aap wahan kyun gaye?" Raj ne sahaj bhav se poochha..
"Loharu????? wahan kya lene gaye ho yaar tum.. maine kaha toh tha.. main subah apne aap le jaaunga..." Vicky jhalla utha.. wah pahle hi late ho raha tha.. deal ka time hone wala tha..
"par aapne hi toh Ajeet bhai sahab ko bheja tha.. Sneha ko lene.. hum bhi aa gaye sath hi..." Raj ne jawaab diya...
"Ajeet?? koun ajee.. oh shit.. Tough?" Vicky ko sab kiye karaye par pani firta najar aane laga..
"koun tough?" Raj ki aawaj ubhari...
" khair chhodo... abhi kahan hai wo?.. Ajeet?" Vicky ne baat ko sambhalte huye poochha...
"wo toh chale gaye.. abhi aadha ghanta pahle hi nikle hain..."
"koyi baat nahi.. Sneha kahan hai...?" Vicky ne poochha...
"wo andar leti hai.. uski tabiyat theek nahi hai..." Raj ne jaanboojh kar ye nahi bataya ki wo bahut royi hai.. wo kisi bhi halat mein college trip miss nahi karna chahte the...
"waise toh sab theek hai na.. matlab.. !" Vicky bolta hua achanak ruk gaya.. uske fone par baanke ki call aa rahi thi..
" haan.. sab theek hai.." Raj ki taraf se jawab aaya..
"achchha.. main 2 minute ke baad fone karta hoon.. tum Sneha ko fone de aao.. mujhe uss'se kuchh baat karni hai.. akele mein..!" Vicky ne kaha..
"achchha bhai sahab!" kahkar Raj ne fone kaat diya...
Vicky ne baanke ke paas fone milaya..," haan bol!"
"maal taiyaar hain.. kab aana hai?" Udhar se aawaj aayi...
" Kitne hain?" Vicky ne poochha...
" poore hain.. 8! ladki sath lana...." Baanke ne kaha...
" hummm.. par maine jagah badal di hai... pahle wali jagah cancel!"
"kyun?" baanke ne sawaal kiya..
" ladki wahan nahi hai jahan thi.. ab mujhe usko lana padega.. tum bhiwani ke paas pahuncho... main 3 ghante baad.. uske aas paas hi kahin bulaaunga.."
"theek hai.. par wo jagah toh final hogi na..." Baanke ne fir poochha...
Vicky ne bina sune hi fone kaat diya aur Raj ka no. dial kiya... " Ye sab kya hai Sneha? Sab itne khush hain, tour par jane ko lekar aur tum yahan leti ho, Akeli! baat kya hai aakhir? pata toh chale!" Raj ne andar jate hi Sneha se kaha..
Sneha ne baithi hokar apne chehre ke aansuon ko hath se saaf kiya," kuchh nahi.. wo meri tabiyat kharaab hai!"
"ye lo! khush ho jao.. Mohan ka fone aaya tha.. abhi fir aayega.. chalo uthkar munh dho lo aur baat karke bahar aa jao, hum sabhi tour ki planning kar rahe hain.. Mohan ko bol dena, wo tumhe tour ke baad hi yahan se le jaye..." Raj ne kaha aur Fone wahan rakhkar bahar chala gaya..
Mohan ka naam sunte hi Sneha ki aankhon mein pal bhar ke liye chamak aa gayi, par jaise hi usko vastavikta ka aabhas hua wo fir se murjha gayi.. fone ko hath mein liye huye wah bina palak jhapakaye usko dekhti Rahi jab tak ki uss par Mohan ka fone nahi aa gaya.. fone aate hi usne jhat se call attend karke fone apne kaan se laga liya..
" Hello!" fone mein se aawaj aayi...
" I love you jaan!" Sneha ne kaha aur kisi bachche ki tarah rone lagi...
"I love you too yaar.. par ye tum... ro kyun rahi ho?" Vicky ka dil dhadak raha tha kahin Sneha ko sab pata na chal gaya ho; uske baare mein...
Sneha ki aankhon se aansoo aur aawaj mein karun kampan thamne ka naam nahi le rahe the," tum.. tum mujhe chhod kar kyun chale gaye.. Vi.. Mohan!" Sneha ne toh Mohan se pyar kiya tha.. vicky toh bus yunhi hi nikalne ko ho gaya tha..
"kahan chhod gaya main? ek raat ki hi toh baat thi.. abhi tumhe lene aaya toh tum yahan mili nahi.. wahan kaise pahunch gayi tum..?" Vicky Sneha ke 'chhod kar chale jane' kahne ka matlab nahi samajh paya...
Sneha kuchh na boli.. Rah rah kar uski lambi siskiyan Vicky ko fone par sunayi de rahi thi..
"main tumhe lene aa raha hoon! taiyaar ho jao jaan.." vicky ne sneha se kaha...
fir se jawaab ke roop mein ek lumbi siski ke siway vicky ko kuchh na sunayi diya.. uska dil dhak dhak karne laga.. kahin uske sare kiye karaye par pani toh nahi fir gaya hai..
" aaogi na.. mere sath.. ? bahut pyar karna hai jaan.. kal se tumhe dekhne ko dil machal raha hai.. ji bharkar pyar karenge.. aaogi na.. abhi?" Vicky ne Sex ka paasa Sneha ki aur fainaka..
Sneha ke jajbaat tees bankar uski chhati mein chubhne lagey.. par wah kuchh na boli...
"tumhe kisi ne bargalaya toh nahi hai jaan.. mujh par visvas nahi hai kya?" Vicky ki dhadkane tej ho gayi thi.. Uski pareshani uske maathe par chhalak aaye pasine se saaf jhalak rahi thi...
" main aa rahi hoon..! lene aa jao" aur Sneha fafak padi.. jane kya sochkar usne ye faisla liya tha.........
" I love you jaan...! Main tumhe lene aa raha hoon.. taiyaar rahna.. main andar nahi aaunga.. tumse pyar karne ko bekaraar hoon.. aa raha hoon main.." Vicky ne fone rakhne ke baad Sneha ke jawaab ka intzaar kiya.. par jawaab mein lagataar uski siskiyan hi mil rahi thi.. Vicky ne fone kaat diya..
-------------------------------------------------------
" Ji Shrimati ji! kahiye; kisliye yaad kiya?" Vasu ne office ke andar aate hi Anjali se sawaal kiya..
"aaiiye Vasu ji!" Anjali uske vyaktitav se iss kadar prabhavit thi ki uske office mein aane par ek baar apni kursi chhod kar khadi jaroor hoti thi," Baithiye!"
"ji, dhanyawad... kahiye?" Vasu kursi sambhalte huye bola...
"Darasal.. hamne socha hai ki kyun na bachchon ko kahi ghuma kar le aaya jaye.. PTA fund ka kafi paisa hamre paas jama hai.. soch rahi thi.. uska sadupyog hi ho jaye.. aapka kya vichar hai?" Anjali ne vasu ki rai jaan'ni chahi..
"par agle mahine se toh bachchon ki pareekshayein aarambh ho rahi hain.. hum uske paschat bhi aisa kar sakte hain.. kshama karein par mujhe toh abhi iska auchitya samajh mein nahi aata!" Vasu ne do took jawaab diya..
Anjali niruttar ho gayi.. usko aisa hi jawaab milne ka andesha tha.. waise bhi tour par college se ek male teacher ka bachchon ke sath hona jaroori tha.. aur Sunil niji karno se pahle hi sath jaane mein asamarthta darsha chuka tha...
"par 5-7 din chalne mein harz hi kya hai? exam waise bhi september last mein hain.. aur unko hum ek saptaah aur aage sarka denge.. boliye?" Anjali ne usko manane ki koshish ki..
" aap jo chahe karein.. aapne mujhse rai maangi thi.. so maine de di.. mujhe aagya dein..meri kaksha ka samay nikla ja raha hai" kahkar Vasu kursi se uth gaya...
" par aapko toh sath chalna padega na.. isiliye toh poochh rahi hoon.." Anjali ne apna mantvya sapast kiya...
" kshma karein shrimati ji! main sath nahi de paaunga aapka.. !" Vasu ne do took kaha aur hath jodkar bahar nikal gaya...
"uff.. kya kiya jaye?" Anjali ne ek lumbi saans li aur fone nikal kar shamsher ke paas mila liya...
------------------------------
"Sir.. mujhe ye sum samajh nahi aa raha!" Neeru najrein jhukaye class se bahar nikal rahe Vasu ke saamne apna math lekar khadi ho gayi...
Vasu ka tanha aur bechain dil dhadak utha.. uss haseen subah ke baad Neeru ne uske paas aana hi chhod diya tha.. college khulne ke baad bhi wo uss'se kanni kaatne lagi thi.. Vasu bhi jhijhak ke karan kabhi usko tok nahi paya tha
" ohh.. ye sawaal.. ye toh bahut hi aasan hai.." baag baag ho uthe Vasu ne uske hath se kitab lete huye kaha.. uski tirchi najar ne bus ek baar Neeru ki chunni mein chhipi huyi uski gol chhatiyon ke beech se jhalak rahi thodi si magar kamuk khayi ko nihara," kahan samajhaaun?"
" jahan aapka dil kare sir.... Staff room mein....?" Neeru ne apne hathon ki ungaliyan matkate huye kaha.. bechaini mein log aksar aisa karte hain... Vasu se najrein wo ab bhi mila nahi pa rahi thi...
"nahi nahi... matlab... mera ye abhipray nahi tha.." Vasu ko laga jaise uski najron ko Neeru ne taad liya hai.. ," aapki abhyas pustika kahan hai..? usi par toh samjhaunga na..?"
Neeru lajjit si hokar class mein gayi.. aur apni copy utha layi.. Vasu wahin khade hokar usko sawaal samjhane laga..
"Sirrr..!" Neeru ne najrein churate huye Vasu ko beech mein tok diya...
"bolo!" Vasu ne apni nisthur aawaj ko aakhiri had tak meethi kar liya...
" w.. wo.. sir, yahan ... shor bahut jyada hai.. Staffroom mein chalein..!" Neeru ne atak atak kar apni baat poori ki... apne ek pair se dusre pair ko dabate huye usne bus ek baar, ek baar Vasu se najrein milayi...
Vasu uske mann ke bhanvo ko taad gaya.. copy uske hath mein dete huye bola," tum 5 minute ke baad aana!" aur staff room ki aur nikal gaya.. " Ji Shrimati ji! kahiye; kisliye yaad kiya?" Vasu ne office ke andar aate hi Anjali se sawaal kiya..