16-03-2025, 12:58 PM
"Namaskar janab!" vicky ne office mein dakhil hote huye kaha...
"namaskar! kya tum hi...."
"ji haan janab.. main hi vicky hoon.. ye mujhe achchhi tarah se jaante hain..! kyun neta ji..?" Vicky ne murari ki aur aankh daba di..
"Inspector sahab..! mujhe 100 pratishat visvash hai ki yahi aadmi meri barbadi ke pichhe hi hai.. aap isko abhi giraftaar kar lijiye.. main bekasoor hoon.." ro hi toh pada tha murari....
"tum faisla suna rahe ho ki rai de rahe ho...?" Tough ne deewar ke sath kursi sarkate huye kaha.....
"nahi inspector sahab.. main faisla kaise suna sakta hoon.. faisla karne wale toh aap hain.. fir bhi main yakeen ke sath kah sakta hoon ki iske peechhe isika hath hai.. isne meri beti behka li.. mujhe badnaam kar diya...." Murari ko tough ne beech mein hi tok diya...
"aur shalini.. uske kapde bhi isi ne faade thhe kya?"
"wwo.. main behak gaya tha.. gusse main tha main.. mujhe maaf kar do inspector saheb.. main shalini bitiya se bhi maafi maang loonga.." Murari ne kaha..
vicky Murari ka ye dabbu roop dekhkar mushkil se apni hansi rok pa raha tha.. inspector sahib ko ijjat jo bakhsani thi..
"haan toh vicky ji.. kya kahna hai aapka..?" tough vicky se mukhatib huaa...
"yahi ki mujhe pata hai ki iski ladki iss waqt kahan hai.. wo security officer ke paas aur court mein apne bayan dena chahti hai.. isi silsile mein kisi ne mujhse contact kiya tha..." vicky bol hi raha tha ki Murari beech mein tapak pada..
"nahi inspector sahab.. iski sari baatein jhoothi hain.. isne khud ye drama racha hai aur ab yahan mujhe blackmail karne aaya hai..."
"tum chup ho jawoge ya mujhe tumhe hawalat mein bhejna padega...?" tough ne rukhi aawaj mein Murari se kaha," main koyi pagal toh nahi hoon.. main poochh raha hoon na sab kuchh.."
"ji!" murari bheegi billi ban gaya...
"haan toh vicky ji... ye blackmailing ka kya funda hai.." Tough ne vicky se poochha...
"kuchh nahi hai janab! main isko blackmail kyun karunga.. iss jaise logon ki toh main shakal bhi dekhna nahi chahta.. main toh sirf aapko jaankari dene aaya tha.. wo bhi isiliye ki khud iski beti aisa chahti hai..." Vicky ne sahaj bhav se kaha...
"hummm.. to kahan hai ladki.. chaliye uske bayan lekar court mein pesh kar dete hain.. ye apne aap bhugtega..!" Tough ne Vicky se kaha.. karya wahi ek tarfa chal rahi thi.. har taraf se Murari ko dabaya aur daraya ja raha tha..
"chaliye.. main toh isi kaam se aaya hoon..!" Vicky khada ho gaya...
"ek minute.. daroga ji.. kya main vicky se akele mein baat kar sakta hoon.." Murari ko kuchh samajh nahi aa raha tha.... uska dimag khisak chuka tha...
"kar lijiye.. mujhe kya hai.. hum toh dilon ko jodne ka hi kaam karte hain.. basharte.. vicky ji ko koyi aitraj na ho toh..." kahkar Tough ne vicky ki aur dekha...
"nahi.. mujhe iss ghatiya insaan se koyi baat nahi karni.. main toh roj duaa karta tha ki iska asli chehra duniya ke saamne aaye... isko 10 saal se kum toh kya saja hogi ab.. hai na janaab?" vicky ne tirchhi najron se Murari ka chehra dekhte huye kaha...
"haan.. agar iski beti ne aur shalini ne court mein iske khilaf bayan de diye toh ye nahi bach sakta.. haan agar...!" Tough ne baat adhoori chhod di...
"agar kya.. inspector sahab.. main kuchh bhi karne ko taiyar hoon.. mujhe bacha lijiye pls.. main aapke paanv padta hoon.. main koyi bhi keemat dene ko taiyar hoon..!" Murari kursi se uthh gaya...
"Main na toh aapko saja se bacha sakta hoon aur na hi saza dilwa sakta hoon.. waise meri aapse poori humdardi hai.. aakhir aapke neeche rahkar hi toh hamein kaam karna hai sari umar.. par sab kuchh unn ladkiyon ke hi hathon mein hai..." Tough ne nakli sahanubhooti darshate huye kaha...
"par ek toh aapke paas hi hai na.. kum se kum usko toh samjha dijiye.." Murari gidgida utha tha..
"ek se kya hoga.. saja toh dono ki ek sath hi milni hai.. agar tumhari ladki wala maamla sulajhta hai toh main koshish kar sakta hoon.. par wo maamla tabhi sudhar sakta hai jab aapki ladki bayan na de.. ya media ko diye bayano se mukar jaye.." Tough ne usko iss uljhan se bahar nikalne ka raasta sujhaya.. aur bahar nikalne ki chabi sirf Vicky ke paas hi thi..
"main apni beti ko kaise bhi karke chup kara doonga.. aap mujhe uss'se milwa dijiye.." Murari hath jodkar gidgidaya..
"Milwa dijiye Vicky ji.. agar aap theek samjhe.. bechre ka bhala ho jayega.. waise mujhe koyi dikkat nahi hai...." Tough ne chutki li...
iss'se pahle vicky kuchh bolta.. Murari uske pairon mein gir pada..," Vicky bhai.. ek baar baat kar lo pls.. main tumhe kabhi hulke main najar nahi aaunga.. aur bolo..."
vicky apna man sa banane ki acting karta hua tough se bola," Theek hai janab.. agar aapko bhi yahi sahi lagta hai toh main baat kar leta hoon.. akele mein...!"
"theek hai.. tum yahin baitho.. mujhe kisi kaam se bahar jana hai.. main aadhe ghante mein aata hoon.. " kahkar tough bahar nikal gaya..
Murari bhikhari ki tarah vicky ke chehre ko taakne laga...
"haan.. bol Murari!" Vicky ne Murari ko ghoora...
"tu toh mujhse bhi bada kamina nikla re.. seedhe matlab ki baat par aaja.. bata.. meri beti mujhe sounpne ka kya lega?" Murari ki aawaj mein gussa aur bebasi saaf jhalak rahi thi...
"wo multiplex!" vicky ne do took jawab diya..
" ja le le... badle mein Sneha mujhe mil jayegi na...." Murari ne kaha..
"maine kya uska aachar daalna hai? jahan chahe chali jaye.. mujhe kya? waise bhi main toh ladki ko ek baar hi use karta hoon...." Vicky ne cigarettee nikal kar sulga li...
"na.. na.. mujhe chahiye.. wo haramjadi... manjoor ho toh bolo..." Murari ka chehra nafrat aur kadwahat se bhar uthha...
" tujhe main bata doon ki wo tere paas rahna nahi chahti.. nafrat karti hai tujhse.. teri shakal bhi dekhna nahi chahti... .. bayan mein nahi hone doonga.. meri guarantee..fir tu kya karega uska ?" Vicky ne uski aankhon mein jhankte huye kaha..
Murari ki aankhein laal ho gayi.. nathune fool gaye aur kisi bhediye ki tarah gurrane laga," Uska wahi karronga jo uski maa ka kiya tha.. sali kutiya... behan chod.. usko nangi karke apne saamne chudwaaunga... fir jangli kutton ke aage daal dunga.. usne sari duniya ko bata hi diya ki wo meri aulad nahi hai... ek baar mujhe sounp de bus.. bol manjoor hai ki nahi...?"
Vicky ke jahan se ek lambi saans aah ke roop mein nikli.. kaisa hai Murari? Aadmi hai ya bhediya.. kuchh minute ke moun ke baad bola..," majoor hai.. ladki tumhe mil jayegi.. mujhe multiplex ke kagaj milne ke baad..."
"to fir milao hath.. tum apna fone do.. main abhi uske malik ko fone karta hoon.. tum chaho toh kal hi usko paise dekar multiplex apne naam karwa sakte ho..." Murari ne vicky ka hath apne hath main pakad liya...
vicky ne apna hath chhudwaya aur jor jor se hansne laga...," tu kya samajhta hai.. maine itni mehnat sirf tujhse no objection certificate lene ke liye ki hai.. nahi! wo toh main kabhi bhi uski kanpati par rivolver rakhkar khareed sakta tha... ab wo multiplex tu khareed kar mujhe dega.. yani paise tere honge.. aur maal mujhe milega..!"