17-03-2025, 09:49 AM
Update 38
Supriya ghar aa kar nahane ghus gayi aur nahate nahate sochne lagi ki woh Karuna se kaise ye baat chhede. Iqbal ne toh khud hi badi jaldi apna jurm qabool kar liya tha. Par Supriya ko pata tha ki Karuna itni seedhi nahi thi, woh itni jaldi apni galti nahi manne wali thi. Aur fir Atul bhi toh ghar par honge, unke saamne woh ye baat kaise kar paayegi. Par agar aaj baat nahi ki toh fir poore hafte ki gaadi nikal jayegi.
Jab woh naha ke bahar nikli toh Atul ek badi si smile liye bed par leta tha, aur Supriya ko shararat bhari nazar se dekh raha tha. Supriya kamre mein aayi aur tayyar hone lagi.
Atul - Toh fir... kaisa laga kal raat...
Supriya - Kaisa kya laga?
Atul - Tumhe pata toh hai main kya keh raha hoon... mera woh... tumhare muh mein...
Supriya ne naak sikodte hue kaha - Bahut hi ganda...
Atul - Aree.. isme ganda kya tha... saaf toh karke aaya tha main... aur tumhe dekh kar toh nahi lag raha tha ki tumhe ganda laga tha...
Supriya - Ab aap subah subah fir se mat shuru ho jayo us baare mein... main nahi karne wali ab se kabhi woh... bhool jayo bas...
Atul ne peeche se aate hue Supriya ko pakda - Aise kaise bhool jayu... ek baar aur abhi karte hai na...
Supriya - Atul nahi! Main naha chuki hu aur aap bhi jaa kar naha lo...
Atul - Acha theek hai... aaj ka kya plan hai?
Supriya - Aaj din mein Megha ghar aayegi kuch der ke liye... use kuch kaam hai...
Megha ka naam sunte hi Atul ka mood poora off ho gaya tha - Woh kyu aayegi...
Supriya - Mera milna nahi hota usse office ki wajah se... isliye woh aaj aayegi... aapko saath baith kar baatein karni hai toh kar sakte ho...
Atul - Usse kya baat karunga main...
Supriya - Thank you bol dena use.
Atul - Kis cheez ke liye?
Supriya - Jo raat ko kiya, usi ne sikhaya tha mujhe...
Atul - Oh acha... tabhi kahun itna... (woh bolte bolte ruk gaya) ummmm aisa karta hoon aaj kuch bahar ke kaam nipta deta hoon...
Supriya ko pata tha ki ab Atul bilkul bhi ghar par nahi rukne wala tha - Acha... dekh lo... aapki marzi...
Atul - Hmmmm... yaar... mujhe message daal dena jab woh chali jaye...
Atul naha ke, nashta karke ghar se nikal gaya. Supriya ne use timing hi aisi batayi thi ki use pata tha woh shaam se pehle ghar wapas nahi aane wala tha. Chalo kam se kam ek cheez ka toh solution mila. Uske jaane ke thodi der baad Karuna bhi kaam karne aa gayi thi. Thodi der baad Supriya bhi kitchen mein aakar khadi ho gayi.
Supriya - Karuna ek baat poochni thi tumse...
Karuna - Haan didi... bolo na...
Supriya - Tumhari shaadi ho chuki hai kya?
Karuna - Didi, aapko bataya toh tha. Shaadi hui thi par main chhod kar aa gayi...
Supriya - Kyu chhod kar aayi thi tum?
Karuna ko samajh nahi aa raha tha ki aaj Supriya ko kya ho gaya tha - Didi... woh mera marad acha nahi tha...
Supriya - Kya acha nahi tha usme?
Karuna haste hue - Didi itna kyu poochtach kar rahe ho aaj... kuch hua kya?
Supriya ne udaas hote hue kaha - Nahi bas janna tha ki log kyu alag ho jaate hai... mujhe toh samajh hi nahi aata...
Ab Karuna ke kaan khade ho gaye they - Kya hua didi... sab theek toh hai na...
Supriya - Sab theek hi hai...
Karuna - Bhaiya bhi nahi dikhe aaj ghar par... koi ladayi hui kya aapki?
Supriya - Hmmm... nahi aisa kuch nahi...
Karuna - Aap mujhe bata sakta ho... koi bhi pareshaani ho toh...
Supriya - Bas kuch theek nahi chal raha hamare beech....
Karuna - Bhaiya ne toh pata nahi pichle janam mein kya punye kiye they jo unko aapke jaisi sundar biwi mili. Kahin woh aapko maarte toh nahi? Mujhe bolna, meri security officer mein pehchan hai...
Supriya - Nahi nahi... aisa kuch nahi...
Karuna - Toh fir kya.... oh acha... woh wali dikkat hai kya unko? Maine bhi isliye hi chhoda tha apne marad ko...
Supriya - Acha....
Karuna - Haan... par aap fikar mat karo... main aur bhi ilaaj jaanti hu is sab ke... aapke jaisi biwi milkar bhi bhaiya ka ye haal hai..
Supriya ko bura lag raha tha ki woh Atul ke baare mein aisi image bana rahi thi Karuna ke aage, par use bas ye hi raasta soojha tha.
Supriya - Toh tumne kyu nahi kiya woh ilaaj apne marad ka...
Karuna - Uska kuch nahi hone wala tha... woh toh bas...
Supriya - Aur ab Iqbal ache se kar leta hai...
Karuna josh mein boli - Haan didi woh toh bahut ache.....
Karuna bolte bolte ruk gayi thi, usne Supriya ki aur dekha, woh uske saamne kuch jyada hi bol gayi thi.
Supriya - Kab se chal raha hai tumhare aur Iqbal ke beech mein sab..
Karuna - Kuch mahine ho gaye didi... aapko kaise pata?
Supriya - Kal laayi toh thi tum use yahan...
Ab baat khul hi gayi toh Karuna bhi peeche kahan hatne wali thi - Didi... aap toh samajh saki ho... kitna jaroori hai woh sab hona...
Supriya - Par yahan mere ghar mein kyu?
Karuna ke chehre par halki si hasi aa gayi - Didi...ek toh aapke ghar mein din mein koi hota nahi hai... aur doosra....
Supriya - Doosra kya?
Karuna - Pata nahi kya baat hai par yahan jab woh karta hai toh bohot hi josh mein karta hai... shayad aapki khushbu rehti hai na ghar mein..
Supriya - Kya bakwaas kar rahi ho... kam bola karo thoda sa... kuch bhi...
Karuna - Maaf karo didi... aur kahan jayenge... aap hi batayo na... hamare ghar aapke jaise nahi hote na... aur yahan par aap hi sabse ache log ho jinke ghar karte hue darr nahi lagta... bas yahin kitchen ke bahar hi karte hai... aapke bistar ya sofe par bhi kabhi nahi kiya...
Supriya ko laga kahin abhi poori kahani hi na suna de ki kya kya karte hai - Acha theek hai theek hai... fir ab kya karogi...
Karuna ne apna chehra murjhaate hue bola - Aap jaise bole... aap bolengi toh nahi karenge ab se yahan... fir pata nahi kaise hi karenge... aur toh na uska koi na mera...
Supriya do mann mein thi, pata nahi woh kya kare. Use ye log kuch karke nuksaan toh nahi pahucha rahe they, par kahin na kahin ye bhi lag raha tha ki baat agar bahar aa gayi toh dikkat na ho jaye. Kisi din Atul ghar par hua toh?
Supriya ko yakin hi nahi ho raha tha apne aap par ki woh ye bol rahi thi, par shayad do pyaar karne walo ko rokna bhi toh gunah hi hoga - Acha... agar ab kabhi karna ho toh pehle mujhse pooch lena..
Karuna khush hote hue boli - Sach didi!!! Aap sach mein bohot ache ho... aur ab aap pareshaan mat hona.. bhaiya ka ilaj main dhoondti hu..
Supriya - Ye bhaiya wali baat sirf hamare beech rehni chahiye... kisi aur ko nahi bologi... Iqbal ko bhi nahi...
Karuna - Didi... aap mujhe par bharosa kar sakte ho...
Supriya sochne lagi ki pata nahi kitna bharosa kar sakti thi woh Karuna par. Usne socha toh tha ki woh Karuna ko ab sab sach bata de ki aise koi problem nahi thi. Par fir use laga ki ye jaankar na jaane Karuna uske baare mein kya sochegi, ki usne jhooth bol kar Karuna se baat nikalwa di. Subah se do jhooth toh bol hi chuki thi Supriya, ab pata nahi kyu uske liye jhooth bolna aur aasan hota jaa raha tha.
Thodi der baad Karuna bhi chali gayi aur Supriya thodi der jaa kar Megha se mil li. Woh dono kafi dino baad mile they, par usne Megha haal mein hui baatein kuch khaas nahi batayi. Pata nahi kaunsi bekar si salah de de woh is baar, ye sochte hue, Supriya ne baatein apne tak hi rakhna theek samjha. Uske baad uske finally Atul ko message kar hi diya ki Megha chali gayi hai aur woh wapas ghar aa sakta hai.
Shaam hote hote Supriya ke andar kafi aag lagi hui thi. Pichli raat Atul ne apna kaam toh nikalwa liya tha par badle mein Supriya ko kuch nahi diya tha. Supriya ke mann mein ek pal ke liye ye toh aaya tha ki Atul bhi use neeche chaate, par usne aaj tak ye nahi kiya tha so woh Atul ko kuch na bol paayi. Dinner ke baar usne apni ek sexy si night dress pehen li taaki Atul bhi achi tarah mood mein aa jaye.
![[Image: 90.jpg]](https://i.postimg.cc/zDcb8vkM/90.jpg)
Atul ne jaise hi Supriya ko ek choti si pink dress mein dekha, woh bhi pagal ho chala tha. Use dekh kar uske poori din ki jhunjhulahat ekdam se khatam ho gayi. Woh jhat se Supriya ko choomta hua use par toot pada.
Supriya - Ouchhh... aaram se... kya kar rahe ho...
Atul - Aaram se karne ke liye toh ye dress nahi pehni hai shayad...
![[Image: 56.gif]](https://i.postimg.cc/mDHVSBFt/56.gif)
Atul ne Supriya ke dress utaarte hue uske gale aur honthon par zor se kiss kiya. Supriya ke nange badan par Atul ke kiss Supriya ki betaabi badate jaa rahe they. Thodi der choomne ke baad jaise hi Atul ne apna lund Supriya ke andar daala, Supriya ke andar current sa daud gaya. Kitne dino baad aaj use ye pal mila tha. Supriya ne apni taange uthate hue Atul ko ache se jakad liya aur woh dono thodi der aise hi ek doosre ko choomte hue sex karte rahe. Atul Supriya ke andar dhakke maar raha tha, aur fir thode pal baad usne apne aap ko Supriya ke andar jhada diya.
![[Image: 36087.gif]](https://i.postimg.cc/nzQYmDd6/36087.gif)
Supriya apne climax tak toh nahi pahuchi thi par itne dino ke baad jo hua woh use acha laga tha. Kaash Atul bas thodi der kar paata toh woh apne aap ko poora santusht mehsoos kar paati. Sab hone ke baad Supriya ko ye soch kar hasi aane lagi ki usne aaj Karuna ko kya bol diya tha Atul ke baare mein. Pata nahi Karuna ab jab Atul ko dekhegi toh kya sochegi uske baare mein. Atul ko pata chal gaya toh woh use maar hi dalega.
Thodi der baad dono ek doosre ke baahon mein samaye so gaye.
Sunday ki subah bhi Supriya ne gaadi seekhne mein lagayi aur ab thodi aur practice ke baad woh maidaan mein aaram se gaadi chalane lagi thi. Gear bhi ab thode aaram se hi change ho rahe they. Iqbal ki baaton se lag raha tha ki agle hafte se woh use road par gaadi chalwane wala tha. Ye soch kar Supriya thoda ghabra rahi thi par saath hi excited bhi thi ki use shayad ab jald hi gaadi chalana aa jaye. Na hi Iqbal ne koi aur baat chhedi na Supriya ne, aur sabki bhalai bhi shayad isi mein thi.
Sunday ka baaki din bhi aise hi nikal gaya aur aakhir kaar Monday bhi aa hi gaya. Supriya ko aisa lag raha tha jaise pata nahi woh kitne dino baad office jaa rahi ho. Aakhri baar woh Wednesday office gayi thi aur uske baad woh trade show aur fir chutti. Office jaane mein thodi si hichkichat bhi thi ki jaise logo ko pata hi ho us shaam hotel mein kya hua tha. Par Supriya apni ghabrahat ko shaant karte hue office pahuch gayi.
Office mein aaj normal se jyada chehal pehal thi. Sab log time par pahuche hue they aur bade wale meeting room mein already kafi log ikkhata hona shuru ho gaye they.
Supriya ne apni seat par bag rakha aur Kriti se poocha - Kya ho raha aaj?
Kriti - Good morning… Bhaiya ne ek meeting rakhi hai subah… oh haan main toh bhool gayi thi tum out thi Friday ko. Chalo.. chalte hai…
Supriya aur Kriti meeting room ki taraf gaye. Us 20 logo ke room mein 40 log packed they, par Supriya aur Kriti ko logo ne baithne ki jagah de di thi. Saamne Vikram sir khade they aur unke barabar mein Sahil sir. Shayad ye meetings har 2-3 mahine mein hoti thi, bas Supriya ke liye pehli baar thi.
Vikram sir ne bolna shuru kiya - Sorry everyone, ye meeting subah rakhne ke liye, mujhe bas iske baad kahin nikalna hai. First of all, great job everyone!! Sab itna acha kaam kar rahe hai aur hamari sales bas badti hi jaa rahi hai, and great designs and quality.
Sab log Vikram ki baat sun kar taaliyaan bajane lage.
Vikram - But the work is not done yet, and we have a long way to go. Great job at the trade show. Wahan hame more than 25 client leads mili hai, all thanks to the 2 pretty ladies (Vikram ne Supriya aur Kriti ki taraf ishara karte hue kaha)… and obviously also Akash (Vikram ne ek dabi hui smile se kaha)!
Vikram sir ke joke par log hasne lage.
Vikram - So lets convert those leads and help grow this company. Sahil sir sabko client assignments samjha denge, and I am hopeful ki we will do great!
Clapping ke saath meeting khatam hui aur log wapas apne desks par jaane lage. Supriya pehle toh desk par jaane ke liye mudi, par fir woh wahin meeting room mein theher gayi. Sab log, siwaye Vikram, Sahil aur Supriya ke meeting room se nikal chuke they.
Sahil aur Vikram aapas mein baat kar rahe they jab unhone dekha ki Supriya abhi bhi wahin khadi thi.
Sahil - Supriya, kuch kaam tha tumhe?
Supriya - Nahi sir… woh…
Vikram - Areee haan… maine hi toh Supriya ko bola tha meeting ke baad rukne ke liye… woh US wale client aap inko hi assign karna… aapse hi unki baat hui tha na…
Supriya - Haanji sir…
Vikram - Sahil tum chalo… mujhe Supriya se client ke baare mein samajhna tha…
Sahil ne haan mein sir hilaya aur meeting room se bahar chala gaya.
Supriya ne dekha jab woh dono akele hai - Sir… woh us din.. main aapko ache se thank you bhi nahi bol paayi thi… bas yehi kehna tha…
Vikram - Kis din? Kis cheez ke liye?
Supriya ko samajh nahi aa raha tha Vikram sir aise kyu bol rahe hai, woh toh achi tarah jaante they ki woh kya kehna chahti hai.
Vikram - Tum mujhe isliye toh thank you nahi kar rahi ho ki main tumhe Jhaansi ki raani bolkar inspire karta hoon?
Supriya - Sir, nahi, uske liye nahi…
Vikram - Oh toh main aapko Jhaansi ki raani nahi bol sakta hoon?
Supriya - Bol sakte hai sir… (kuch sochte hue) actually nahi bole toh better hai… par aap samajh rahe hai na main kya keh rahi hoon. Pata nahi aap mere baare mein kya soch rahe honge, and main kuch clarify bhi nahi kar paayi us raat.
Vikram - Supriya dont overthink about it… main tumhare baare mein kuch galat nahi soch raha hoon... I think you are a very good girl... ho na good girl?
Supriya ne haan mein sir hilaya.
Vikram - Chalo… I am getting late now, so I have to leave... but yeah lets get that client...
Supriya - Sure sir, I will.
Supriya muskurate hue wapas apni seat par aa gayi. Saamne Kriti jaise uska intezaar hi kar rahi thi.
Kriti - Kya hua? Kahan reh gayi thi?
Supriya - Kuch nahi... woh Vikram sir and Sahil sir mujhe client ke baare mein bata rahe they...
Kriti - Acha... kaunse client par work karna hai tumhe?
Supriya - Mujhe US wale client par work karne ke liye bola hai..
Kriti - Ooooohhhh acha.... woh kaale gore ki jodi....
Supriya ye sunkar hairaan si ho gayi, use idea hi nahi tha ki US wala client hai kaun - Oh, woh wale....
Kriti haste hue - Haan madam woh wale... jo aapke piche pad gaye they....
Supriya - Wohi client dena tha mujhe, unko toh dekh kar bhi ajeeb lagta hai...
Kriti - Ajeeb ya kuch aur?
Supriya - Matlab?
Kriti ne shararat bhari nazar se Supriya ko dekha aur fir fusfusayi - Woh kaale wale ko dekh kar toh mujhe kuch videos yaad aa jaati hai...
Supriya ne Kriti ko ghoor kar dekha - Tumhara na dimag chal gaya hai.. kuch bhi bolti ho.... cheeeee
Kriti - Aree isme kya hai... aur tum bhi sach bolo... tumne nahi dekhi woh videos kabhi? Aur usko dekh kar nahi aaya dimaag mein woh wali videos?
Supriya ne apne computer ki taraf nazar karte hue kaha - Nahi maine kabhi nahi dekhi... aur na dekhni hai...
Kriti - Jhooth! Toh fir cheee kyu bola...
Dono ek doosre ko dekh kar hasne lagi...
Supriya - Acha waise us din shaam ko acha hua na main nahi aayi tumhare aur Akash ke saath...
Kriti - Kya bol rahi ho... Akash and me... never...
Supriya - Rehne do... maine dekha hai how you look at him...
Kriti - Nahi babe... sach... hota toh main bata deti... but there is this cool guy at my gym....
Supriya - Oh acha... kya naam hai... milwayo na mujhe usse...
Kriti ke gaal laal they - Abhi nahi... par hopefully soon... waise I got to know ki next month tumhara birthday hai?
Supriya khud apne birthday ke baare mein bhool gayi thi, itna kuch jo chal raha tha uski life mein - Hmmmm.... haan shayad...
Kriti - Haan shayad kya... birthday celebration toh karenge hi... I will plan something...
Supriya - Theek hai... par apne us gym wale ko bhi lekar aana...
Kriti - No promises, its still too early... but I will try...
Supriya - Chalo ab kaam kar le... nahi toh Sahil sir bolengi ki in dono ko baat karne ke elawa kuch kaam hi nahi hai...
Supriya bas ab ek hi cheez chahti thi, ki woh Vikram sir ke liye us client se order final karwana. Woh is kaam ke liye apni poori mehnat lagane ko tayyar thi. Udhar Atul bhi ab Assistant Branch Manager ki post par kafi busy ho gaya tha. Agla mahine un dono ke liye hi kafi busy jaane wala tha, aur dono ke liye ek doosre ke liye aur bhi kam time ho gaya tha. Aur yehi cheez kaise unki poori jindagi badal degi, un dono ko hi bilkul bhi idea nahi tha.