13-03-2025, 11:08 PM
Aapki mehnat, aapka jazba, aapka fun... sub kuch itna zaahir hai ke dil se daad nikal aati hai. Agle update ka intezar karne wale palon ko main gin gin kar bekaraar hoon. Jab tak aapki kahaani ki nayee update ana aa jayen, main isi khayal mein dooba rahoonga ke aapne phir se kya jadoo dikhaya hoga! ?aur kis tarah dekhaya hoga aur aour kin logo ko story mai add kia hoga