13-03-2025, 09:13 PM
“main jaaun kya?” kafi der ke baad jab Priya ko mummy ke kharraton ki aawaj sunayi dene lagi toh usne riya ke kaan mein dheere se kaha.. chabi usne pahle hi nikal kar apne paas rakh lit hi….
“main bhi chaloon?” Riya bhi jag rahi thi.. Dono pareshan thi.. Raaj ke liye..
“ Ummm..tu rahne de.. main akeli hi chali jati hoon… Mummy uthh jaye toh sambhal lena…” Priya dari huyi thi….
“Meri taraf se bhi sorry bol dena… bechara kitni museebat mein pad gaya..” Riya fir se fusfusayi… Priya ne koyi jawaab nahi diya aur baith gayi.. kareeb ek minute tak mummy ki aur dekhti rahi aur jab usko visvas ho gaya ki mummy nahi jaagegi… dheere se apna ek pair farsh par rakha aur chappal dhhoondhne lagi…
“chappal rahne de.. maregi kya? Mummy ki neend ka pata hai na.. jara si aahat sunkar uthh jaayengi… aise hi chali ja..” Riya ne baithkar uske kaan mein kaha…
Priya ne sahmati mein sir hilaya aur khadi ho gayi… eke k kadam bahar ki aur rakhte huye uske paanv kaanp rahe the.. jaise hi wah room se nikli usne apni chal aur tez kar di.. aur tezi se seedhhiyan chadhne lagi…
Raj thak haar kar seat par baith gaya tha.. jaise hi usne darwaje ke bahar hulchal suni.. wah ekdum choukanna ho gaya.. aur bathroom ke darwaje ke pichhe iss tarah khada ho gaya ki agar koyi bathroom ke andar aata hai toh wah darwaje ke pichhe chip sake.. aur nikal bhagne ka koyi chance uske paas ho toh wo uska poora faayda uthha sake.. uska dil joron se dhadkane laga thha…
Priya ne bina ek pal bhi ganwaaye kamre mein ghuste hi bathroom ka darwaja khol diya..,” Niklo jaldi.. Priya badhawas si thhi aur aankhon mein darr faila huaa thha..
Mummy papa ko wahan na pakar Raj ne chain ki saans li.. wah darwaje ke saamne aaya aur bola,” Priya kyun nahi aayi?”
“kamala hai… tumhe… main hi.. matlab main aa gayi na.. ab bhago jaldi..” Priya ke baal bikhre huye the.. aur jaagne ki wajah se aankhein laal ho rakhi thi…
Raj ab kafi relax mahsoos kar raha thha.. usne toh ‘had se had jo ho sakta hai’ wo bhi soch liya tha.. ab free mein jaan bachne par wah mastaa sa gaya tha..,” Priya ko bhejo.. usi ki wajah se meri durgati huyi hai.. main usko sunaye bagair nahi jaaunga.. chahe kuchh bhi ho jaye.. kya kar rahi hai wo..?”
“so rahi hai.. tum apne sath mujhe bhi marwaaoge.. pls jo kuchh kahna sun’na hai.. kal kar lena.. college mein.. tum mere gharwalon ko nahi jaan’te.. jao pls!” Priya ka chehra dekhne layak tha.. uske gulabi honton ki rangat feeki pad gayi thhi..
“ Achchha.. mujhe bathroom mein rok kar wo maje se so rahi hai.. main nahi jata.. subah mere sath tum dono ko bhi maja aa jayega..” Raj ka gussa saarwe aasman par pahunch gaya…
“tum itne jiddi kyun ho Raj.. w.wo main hi priya hoon.. aur Riya bhi jag rahi hai.. tumhare karan pata hai.. itni der se mummy soyi hi nahi.. hum unke so jaane ka hi intjaar kar rahe the.. ab jao.. pls..” Priya ne hath jodkar kaha.. Raj usko kuchh pal gour se dekhta raha..,” kya kaha? Tum.. tum priya ho.. jhoothh kyun bol rahi ho.. mujhe bhagaane ke liye..”
“Sachchi Raj.. Tumhari kasam.. uss waqt maine yun hi jhoothh bol diya tha.. Main hi priya hoon..” Priya rah rah kar darwaje ki aur dekh rahi thi…. Usko lag raha tha ki mummy ab aayi aura ab aayi..
“kyun.. uss waqt tumne jhooth kyun bola thha..? main nahi manta.. jhooth tum ab bol rahi ho..” Raj bathroom se nikalne ko taiyaar hi nahi thha..
“wo.. mujhe uss waqt darr lag raha thha.. tum mere paas aa rahe the.. isiliye..!” Kahte huye Sharm ke mare Priya ki aankhein farsh mein gadi ja rahi thhi.. uske baad wah kuchh na boli.. bus hath bandhe khadi rahi..
“par tumhe aisa kyun laga ki khud ko riya kahne par main tumhari aur nahi aaunga..?”
Priya kuchh na boli.. jawaab usko maaloom thha.. maloom tha ki Raj uss’se pyar karta hai.. wah aise hi najrein jhukayein khadi rahi..
“achchha bus ek baat bata do.. agar tumhe mere aage badhne se itna hi darr lagta hai.. toh mujhe bulaya kyun..?” Raj ne Priya ko upar se neeche tak dekha.. wo raat ke khule kapdon mein kaamukta ka bhandaar lag rahi thhi…
“maine bola toh thha.. maine toh apni file mangwayi thi.. tum samajh kyun nhi rahe.. museebat aa jayegi.. pls.. niklo yahan se..” Priya ne dono hath jod kar kaha..
“thheek hai.. chala jaaunga.. bus ek baat bata do..” Raj bathroom se bahar aa gaya tha..
“Kya? Jaldi bolo..” Priya ne khinn hote huye kaha..
" tumhe main achchha nahi lagta kya?” Raj ne uski aankhon mein jhanka…
Sunte hi Priya ki aankhein uski aur ghoom gayi… kitma achchha laga thha.. Uske munh se ye sab sun’na.. agle hi pal usne najarein hata kar kuchh bolne ki koshish ki.. par jaise uski juban par tala lag gaya… Raj ke bare mein wo jitna sochti thhi… jo sochti thhi.. kuchh bhi nikal nahi paya..” Bolo na.. main tumhe achchha lagta hoon ya nahi.. fir main chala jaaunga.. tumhari kasam..” Raj ne Priya ka hath pakad liya.
“Mujhe nahi pata… main ja rahi hoon.. tumhe jab jana ho. .chale jana..!” Priya ne tala table par rakha aur bahar jaane lagi.. par raj ne uska hath majbooti se pakad rakha tha.. priya ne apna hath chudane ki koshish kit oh Raj ne usko apni aur kheench liya.. Priya ko laga jaise usmein jaan hi nahi bachi.. usne Raj ke aagos se bachne ki koshish tak nahi ki aur agle hi pal wo uski baahon mein thhi..”ye kya badtameeji hai.. chhodo mujhe..” Pata nahi priya ke munh se ye baat kaise nikli… aur kahan se nikli.. na toh uska mulayam khoobsoorat badan hi.. aur na hi uska mann, uski baat ke samarthan mein thha.. Priya ka kunwara badan ekdum khil sa gaya.. Raj ki bahon mein aate hi.. dheele kapde bhi chhatiyon par tight ho gaye…jo Raj ke seene se chhoo gayi thhi..
“badtameeji ka kya matlab hai…? Main toh pooch raha hoon.. bata do.. tumhe chhod doonga.. aur chala jaaunga..” Priya ke badan ki mehak itne kareeb se mahsoos karke Raj ka rom rom bag bag hp gaya thha.. Priya ko chhodne ki bajay usne apna hath uski patli kamar mein daal liya.. Priya ki tej ho chuke saanson se wah uttejit bhi ho gaya thha… uski aankhon ke saamne gaanv wala drishya jiwant ho uthha.. wah priya ko bhi usi tarah dekhne ko lalayit ho gaya jis tarah usne Kaamini ko dekha thha.. bina koyi kapda tan par dale.. uski ungaliyan Priya ki kamar par sakht ho chali thi.. aur usko apni aur kheench rahi thhi…
Kamaal ki baat toh ye thhi ki priya ke sharer ki aur se Raj ki kisi bhi harkat ka jara sa bhi virodh na hone par bhi priya ki jubaan haar maan’ne ka naam nahi le rahi thi.. uske antarman mein uthapatak chal rahi thhi.. apni jaanghon se thhoda sa upar priya ko kuchh chubh raha thha.. Priya jaanti thi ki ‘wo’ kya hai.. usko aisa laga jaise wo aasman se gir rahi hai.. itna hulka.. itna romanchak.. aur itna aanandkari.. dil chah raha tha ki wah apna hath bhi Raj ki kamar mein lappet le.. aur uss’se aur jyada chipak jaye.. iss abhootpurva aanand ko doguna karne ke liye.. par uski juban kuchh aur hi bol rahi thi…,” ye galat hai Raj.. chhodo mujhe.. jaane do.. mujhe darr lag raha hai.. jane do mujhe.. chhodoo…” kahte huye usne khud ka hi pratirodh karne ki koshish ki.. par uska badan iske khilaaf thha.. wah yunhi chipka raha.. priya ab Raj ki aankhon mein jhaank rahi thhi.. uski ankhon mein sahmati bhi thhi.. aur virodh ke bhav bhi.. pyar bhi thha.. aur narajgi bhi.. fansne ka dar bhi thha.. toh paas aane ki tamanna bhi..
Par Raj ne sirf wahi mahsoos kiya jo wo karna chahta tha.. itni der se honton ke paas hi khile gulab ki pankhudiyon jaise priya ke gulabi honto ko najarandaaj karna waise bhi mushkil thha.. Raj ne apna chehra jhukaya aur Priya ki baagi jubaan ko band kar diya.. Priya romanch ki duniya ke iss sarvpratham ahsaas ko sah nahi payi.. kuchh der tak toh uski samajh mein kuchh aaya hi nahi…
uski jaanghein bhich gayi.. jaanghon ke beech baithi Raj ke sapno ki Rani tilmila uthi.. chhatpata uthhi... aur jaise hi usko hosh aaya; apne honton ko Raj ke honton se mukt kiya aur baras padi," main tumhe aisa nahi samajhati thi Raj.... tum bhi dusron ke jaise hi ho.. gange.. chhodo mujhe.." ab tak Priya ke hulke fulke virodh ko najarandaj kar raha Raj hakka bakka rah gaya.. priya dwara usko dusron ke jaisa bola jana usko bikul bhi gunwara nahi hua aur priya ko apne baahupash se ekdum aajad kar diya.. par hila nahi.. wahin khada raha.. Priya ko achanak aisa laga jaise abhi abhi uski jawani ki bagiya mein basanti phool khile hon.. aur achanak patjhad aa gaya ho.. uski samajh nahi aa raha tha ki wo kya kare... sorry bolkar raj se chipak jaye.. ya sorry bolkar neeche bhaag jaye.... usne najarein utha kar Raj ki aankhon mein jhanka.. Raj ki aankhon se be-ijjat hone ka nirmam bhav tapak raha tha... par wah ektak dekhta raha.. uski aankhon mein... hadbadi mein Priya kuchh na bol payi... na 'aise' sorry na 'waise' sorry.. achanak mudi aur bhag gayi.. Raj ko wahin chhodkar...