10-03-2025, 09:48 PM
(This post was last modified: 11-03-2025, 08:48 AM by Sriya2. Edited 7 times in total. Edited 7 times in total.)
Update 35
Agle din office mein Supriya ka dimaag abhi bhi Pratap ke message par hi ghoome jaa raha tha. Aur ghoomta bhi kyu nahi… baat hi itni serious thi. Kitni mushkil se toh usne us vakye ko apne dimaag mein kahin dabaya tha. Aur ab woh fir se usi darr aur depression ko aata hua mehsoos kar rahi thi. Pratap ke baare mein sochte hi uski poora shareer kaanp uthta tha. Woh fir se us tharki buddhe ko apne shareer ko haath nahi lagane dena chahti thi.
Pichli poori raat woh jaagte hue isi ke baare mein sochti rahi. Par usne jitna bhi soch liya, use is baat ka koi hal dikhayi nahi de raha tha. Pata nahi woh is chakkar mein kyu aur kaise fas gayi thi. Usne ye socha ki woh Atul ko jo bhi us shaadi mein hua tha uske baare mein bata de. Par fir use laga ki Atul shayad uski tab ki paristhithiyo ko na toh samajh payega aur na hi sweekar kar payega. Toh kya woh Renu se baat kare? Nahi, usi ne toh use is poore jhamele mein fasaya tha. Aur kaun tha jo uski madad kar sakta tha. Ek baar ke liye Iqbal ka naam bhi uske dimag mein aaya tha… par nahi woh toh bas ek watchman tha, aur kuch bhi nahi.
Supriya isi uljhan mein khoyi hui apne office ke desk par baithi thi, ki Kriti ne use awaaz lagayi - Kahan khoyi hui ho aaj gorgeous… aur chehra bhi thoda bujha bujha sa lag raha hai..
Supriya ne ek banawati muskaan chehre par laate hue kaha - Haan woh thoda late soyi thi na kal raat ko…
Kriti ne Supriya ko aankh maarte hue kaha - Oh ho... late night sleeping… sounds fun…. Pata nahi meri kismat mein ye romantic nights kab aayengi..
Supriya halke se haste hue - Koi romantic night wight nahi thi, bas aise hi neend nahi aa rahi thi... Aur waise bhi tumhare peeche toh ladko ki line lagi hogi… woh gym wali photo par hi dekhlo kitne saare aashiqo ke comments aaye hai…
Kriti - Ughhhh… woh sab toh bekar hai.. I am looking for the right guy, jaise tumhe mila hai…
Supriya sochne lagi ki Kriti ko kya pata uski life mein kya challenges they. Aur waise bhi kya sach mein use "Right man" hi mila tha. Atul har lihaaz se bas theek hi toh tha… par isse jyada shayad ek middle class ladki ko kya hi mil sakta tha.
Kriti - Ek minute… Agar tumne meri woh pic dekhi thi li toh iska matlab tumne insta join kar liya… koi pic bhi daali hai kya… let me check…
Kriti ne jhat se apna phone uthaya aur insta par check karne lagi, aur use jald hi Supriya ka account mil gaya aur saath ui uski raat wali photo bhi dikh gayi - Oh my god… kya hot and cute pic hai yaar… aur kitne saare likes aur comments bhi hai… wow…
Supriya ne photo daalne ke baad dubara insta khola bhi nahi tha, toh woh ye sun kar thoda hairaan ho gayi. Woh toh kisi ko insta par jaanti bhi nahi thi toh use thoda sa suprising lag raha tha ki uski photo par likes ya comments aaye honge. Shayad Kriti kuch jyada hi bada chhada ke bol rahi thi. Par abhi uska koi mann nahi tha insta check karne ka.
Supriya - Hmmm… kya farak padta hai usse…
Kriti - Kyu nahi padta farak?? Log apne followers count karte hai... jiske jyada followers woh utna popular. And hum waise kitne logo ko influence kar sakte hai apni fashion choices se.. Waise bhi tumhe toh mujhse bhi jyada log like or follow karenge…
Supriya - Aisa kyu bhala?
Kriti - Tumhe seriously nahi pata? You know you have that sexy desi patakha vibe going for you jo sabhi type ke logo ko tumhari taraf kheechti hai. You are like the girl next door but a very very hot one.
Supriya - Ha ha ha… tum bhi na… ye sab chhodo. Acha ye batayo aaj Sahil sir itne tension mein kyu hai?
Kriti - Maine bataya tha na ki Thursday ko ek export trade show hai jisme kafi saare foreigners aayenge… hum log bhi usme part le rahe hai… kya pata koi bada order mil jaye.
Supriya - Haan… sorry main bhool gayi thi… kaun kaun jaa raha hai usme?
Kriti - Sahil sir aur main jaa rahe hai aur ek do log sales ki side se. Bhaiya bhi aayenge thodi der ke liye. Tumhe bhi chalna hai kya? Yahin paas mein hi Hilton hotel mein hai…
Supriya - Nahi… main kya karungi jaa kar…
Kriti - Areee acha break hoga office se, enjoy karenge, amazing food… and maybe some good looking angrezi guy?
Supriya haste hue - Tab toh tumhe hi jaana chahiye... un angrezo se milne...
Kriti - Theek hai, let me know if you change your mind.
Supriya fir se kaam mein lag gayi. Kriti se baat karke kuch pal ke liye hi sahi woh Pratap ko apne dimaag se nikaal paayi thi. Usne fir apna mann kaam mein lagane ki koshish kari. Usne socha ki kya pata Pratap use dubara call ya message hi na kare. Par uska ye sochna bilkul galat tha. Lunch ke thodi der baad uske phone was usi unknown number se dubara call aane laga. Supriya ne darte darte woh call uthayi.
Supriya - Hello….
Pratap - Kahan busy ho meri jaan… kitne phone karne padte hai tumhe…
Supriya - Hello sir… aap kaise hai…
Pratap - Bas ye mat poocho… tadap raha hoon tumhare bina….
Supriya dheere dheere apni seat se uthi aur ek meeting room mein andar chali gayi - Kya sir?
Pratap - Mera lund tadap raha hai tumhe dekhne ko… jab se ye tumhara hua hai… koi aur ise pasand hi nahi aata… sab ke saamne meri naak katwa deta hai...
Supriya - Sir… please aap kya bol rahe hai…
Pratap - Jab milogi na tab iski baat tumse karayunga… tum ise pyaar se apne muh mein lekar samjhana…. Ahhhh... tumhara baare mein sochte hi ye tight hone laga hai…
Supriya - Sir… main us type ki ladki nahi hu...woh bas ek baar ki baat thi jaise Renu ji se baat hui thi…
Pratap - Ek toh ye sir bolna band karo… Pratap ji bolo mujhe… aur tum jis type ki ladki ho na tumhe khud bhi pata nahi hai abhi…
Supriya - Pratap ji… aap meri baat samajheye…
Pratap - Sun ladki… abhi main bahut aaram se baat kar raha hoon, tu jaanti nahi hai mera gussa… address bhej raha hoon… Thursday shaam ko chup chaap aa jaiyo… poori raat maze karenge...
Supriya - Main nahi aa payungi Pratap ji.. main apne pati ko kya bolungi…
Pratap haste hue - Mujhe yaad hai tera woh chuchundar sa pati… usse itna kyu darr rahi hai… or sun ek sexy si saree pehen kar aaiyo.. fir se suhaag raat banayenge…ahhhh....
Supriya phone par bilkul chup ho gayi… Pratap se behas karne ka koi fayda nahi tha.. behas karne se shayad uska gussa bad hi raha tha…
Pratap - Kya hua? Sharma gayi kya? Mujhe teri jaisi sharmeeli ladkiyaan bahut pasand hai… par waise teri jaisi toh koi aur hai bhi nahi… chal abhi main rakhta hoon… aur haan sun koi drama nahi chahiye mujhe... nahi toh seedhe tere ghar pahuch jayunga aur tere pati se saamne hi...
Pratap se phone rakh diya aur Supriya wahin meeting room mein chair par dhamm se baith gayi. Uski aankhon ke saamne bas andhera sa hi tha, aur koi raasta nahi dikh raha tha is daldal se bahar nikalne ka. Thodi der baad meeting room ke bahar Sahil sir ne knock kiya, unhe shayad woh room use karna tha. Supriya ne kisi tarah apne aap ko sambhala aur bahar aayi.
Sahil - Kisi vendor ke saath meeting mein thi kya?
Supriya ne neeche dekhte hue kaha - Ummmm… haanji sir…
Sahil - Kya hua? Kisi ne kuch kaha kya?
Supriya ne apne chehre ke bhav theek karte hue kaha - Nahi nahi sir… all good…
Sahil sir Supriya ko dekhte hue room mein jaldi se ghus gaye aur darwaza band kar liya. Supriya apni seat par wapas aa gayi aur uske phone par Pratap ka message aa gaya tha - Hotel Hilton, Gomti Nagar. Kya ye wohi hotel tha jo subah Kriti ne mention kiya tha? Aur Thursday… oh god, shayad Pratap bhi usi trade show mein aa raha tha jisme unki company jaa rahi thi… ye toh aur bhi gadbad ho gayi.
Office ka baaki ka din Supriya ke liye aise hi sochte sochte nikla. Shaam ko woh auto pakad kar ghar chali gayi. Uska confidence ab fir se buri tarah hil gaya tha aur woh apne khayalo mein hi khoyi hui thi. Building ki entrance par usne ye bhi dhyan nahi kiya ki Iqbal uske liye ek badi si smile lekar khada hai. Supriya use andekha karti hui chale jaa rahi thi.
Tabhi Iqbal ne use awaaz lagayi - Madamji… kaise ho aap?
Iqbal ki meethi si aawaz ne Supriya ko jaise kisi gande sapne se jaga diya ho - Iqbal… theek hu main….
Iqbal - Kya hua… aaj aap mujhse bina baat kiye jaa rahe ho… koi galti hui kya mujhse?
Supriya - Nahi nahi sorry… main bas thoda thaki hui hu.
Iqbal - Aap kyu sorry bol rahe ho... Aapko itna kaam nahi karna chahiye… maine aapse pehle bhi bola hai…
Supriya - Haan woh…. thodi tabiyat kharab si lag rahi hai…
Iqbal - Aap aaram karo upar jaa kar, main Karuna ko call karke bulayu kya?
Supriya - Use kyu pareshan karoge… woh toh khana bana gayi hogi…
Iqbal - Isme pareshani kya… aapke liye toh main kuch bhi….
Iqbal ki baat sunkar Supriya ke thake hue chehre par halki si muskaan aa gayi - Kuch hoga toh main bata dungi aapko... acha waise ye batayo… agar koi aadmi mujhe pareshaan kar raha ho toh?
Ye sun kar Iqbal ki aankhein jaise gusse mein laal ho gayi - Kaun pareshaan kar raha hai aapko madamji… woh launda hai kya jo yahan aata tha….
Supriya - Nahi nahi… main toh bas aise hi majak kar rahi thi…
Iqbal ke andar jaise uska khoon ufan raha ho - Majak nahi… aap mujhe bas ek baar bata do, jo bhi hai main us harami ko kaant ke faik dunga….
Supriya - Iqbal.. aap shaant ho jayo… aisa kuch nahi… main sach mein majak hi kar rahi thi... majak kar sakti hu na aapka saath?
Iqbal - Haanji madamji... aap toh jo chahe majak kar lo mere saath... par haan agar koi bhi pareshaan kar raha ho toh aap mujhe bata dena, fir us aadmi ki khair nahi...
Supriya - Bilkul.. agar kabhi kuch aisa hoga toh aapke paas hi aayungi... acha main ab chalti hoon...
Iqbal - Khuda Hafiz...
Supriya - Khuda Hafiz..
Supriya Iqbal ko bye bol kar upar apne ghar aa gayi aur thodi der baad Atul bhi office se aa gaye. Dono saath mein baith kar khaana kha rahe they. Supriya khana khate hue soch rahi thi ki shayad Atul ko sab batana hi hal hoga, iske elawa toh koi bhi solution nahi dikh raha tha use. Usne dheere se is baare mein baat karne ka socha.
Supriya - Atul... suno.. ek baat karni thi...
Atul - Haan bolo na... kya hua?
Supriya - Ummm.... woh.... aaram se sunna... gussa mat karna...
Atul - Batayo toh... paheliya mat bujhayo...
Supriya - Ek aadmi mujhe pareshaan kar raha hai...
Atul - Acha... toh?
Supriya - Aapko koi farak nahi padta agar mujhe koi pareshan kar raha hai toh?
Atul - Maine tumhe job lete time bhi bataya tha na... yahan sab log aise hi hote hai... par meri baat tum kab samajhti ho... kal bhi faltu mein un ladko se bhid gayi thi...
Supriya - Par....
Atul - Par war kuch nahi... baat ko samjho... ye duniya safe nahi hai ladkiyon ke liye... mera bhi bahut logo se paala padta hai aur main dekha hoon woh kaise ladkiyon ko dekhte hai ya unke baare mein baat karte hai. Meri maano toh tum job chhod do... aur kuch time Gwalior chali jayo.. mummy bhi tumhe yaad kar rahi thi. Office mein hai kya koi jo pareshan kar raha hai?
Supriya - Nahi office mein nahi hai koi... aur main kyu job chhodu? Itni mushkil se toh itni achi job mili hai.
Atul - Theek hai... agar tum itni hi samajhdaar ho na toh khud apni problems solve karo fir...
Supriya Atul ki baat se kafi disappointed si ho gayi, use nahi lag raha tha ki Atul uski baat ko samajh paayega. Rahi duniya ki baat, Supriya ab usse deal karne mein saksham thi. Bas ye toh uski nadani mein ki gayi ek pehle ki bhool thi jo use ab saza dene aayi thi.
Khana khane ke baad Supriya aur Atul dono bed par sone ke liye let gaye. Atul shayad thodi masti karna chahta tha aur usne apna haath Supriya ke pet par rakha. Par Supriya ka Atul ke saath kuch bhi karne ka mood nahi tha toh usne uska haath peeche dhakel diya. Atul bhi uska kharab mood dekh kar doosri aur palat kar so gaya.
Supriya abhi bhi apni soch mein hi doobi hui thi. Agar use Thursday shaam ko Pratap se milne hotel jaana pada, toh woh Atul ko kya kahegi? Aur agar Pratap ne use poori raat fir wahin rok liya toh... is baar toh uske paas koi neend ki goli bhi nahi thi. Tabhi use laga ki kyu na woh pehle se wahan jaakar Pratap se mil kar request kare aur use samjhaye toh... par kya woh sunega Supriya ki baat. Try toh karna hi padega... Agar kuch kaam nahi bana toh jyada se jyada woh uska lund apna muh mein lekar use shaant kar de toh... cheeeee.... ye sochte hi Supriya ko ghinn aane lagi.
Agle din office mein subah subah hi Supriya Kriti ke paas pahuch gayi - Kriti... kal tum woh trade show ke baare mein baat kar rahi thi na... main chal sakti hu kya usme...
Kriti - Tumhe jaana hai usme? Pehle batati na... maine toh last ticket woh Production mein kisi ko de diya...
Ye sun kar Supriya ka muh utar gaya - Oh acha... koi baat nahi...
Kriti haste hue boli - Ha ha ha... main kar dungi arrange woh ticket... tum toh itni jaldi pareshaan ho jaati ho na. Par dress code hai event ka... saree pehen kar jaana hai...
Supriya ekdam se khush ho gayi - Thank you so much! Haan saree mein kya problem hai... mere paas kafi saree hai...
Kriti - Woh nahi... company jo saree export karti hai na... usme se... taaki hum live model lage.. ha ha...
Supriya - Hum log saree bhi export karte hai??
Kriti - Haan, aur kya? Chalo main bhi saree choose karne hi jaa rahi thi, tum bhi saath mein chalo.
Dono ek room ki taraf gaye jahan kafi kisi store ki tarah hi lag raha tha. Bahut ache se decorated, store ki tarah hi wahan kafi saare kapde tange hue they, aur shayad yahan aksar clients aate they jinhe woh India ki market wali feel karwana chahte they. Supriya pehli kabhi is room mein aayi nahi thi, usne dekha kitne alag alag tarah ke samples wahan lage hue they, Saree, Kurti, Shirts, Pants yahan tak ki lingerie bhi. Supriya ke liye toh ye jaise ek heaven tha, bina paise ke aaram se shopping karo. Dono mil kar saree ke collections mein se ek achi si saari dhoondne lage. Dono kafi sari saree nikaal kar side mein rakh chuke they, koi samajh hi nahi aa rahi thi.
Kriti - Main toh saree bahut rarely kabhi pehenti hoon, toh itna idea nahi hai... tum toh regularly pehenti hogi na...
Supriya - Haan, par aajkal thoda kam ho gaya hai... office mein nahi pehenti na...
Kriti ne ek saree nikal kar Supriya ko dikhayi - Ye kaisi hai?
Supriya - Nahi... kafi simple hai... ye wali dekho ye purple wali... ye achi hai...
Us saree ko dekh kar Kriti ki aankhen chamak gayi. Woh ek designer saree thi jis par bahut hi elegant sa purple design ka kaam ho rakha tha jisse woh kafi modern si lag rahi thi - Wow... this is pretty...
Supriya - Tum ye wali le lo... main koi aur dhoondti hu apne liye...
Kriti - Acha agar main ye le rahi hu... toh main tumhare liye pick karti hu...
Supriya ne uski aur dekha, Kriti ne ek baar bhi us saree ke liye mana nahi kiya. Agar kiya hota toh woh pakka us saree ko rakh leti. Thoda aur dhoondne par Kriti ko ek light pink silk saree dikhi jo bahut hi stylish si lag rahi thi.
Kriti - Ye dekho... ye tum par bahut suit karegi...
Supriya - Haan achi toh hai... par iska blouse sleeveless hai...
Kriti - Yahan sabhi saree ke blouse sleeveless hi hai... videsh mein bhechi jaa rahi hai ye madam.
Supriya - Par ye mere fit bhi aayega...
Kriti blouse ko utha ka uska size check karne lagi - Blouse ki fitting..... haan yahan likha hai... 34C ki fitting hai.... tumhara size kya hai??
Supriya ke gaal sharm se laal ho gaye, aur woh dheere se boli - Ummm... haan main.... 34C hi pehenti hu...
Kriti - Tab toh ye tumhare liye hi bani hai... waise perfect size hai tumhara..
Supriya - Thank you...
Supriya aur Kriti dono apni saree le kar wapas desk par aa gayi. Baad mein Kriti ne Supriya ko trade show ka pass bhi laa kar de diya. Din mein ek meeting hui jisme trade show event ki planning hui. Kisko kya karna tha ye sab decide hua. Supriya ka kaam ek booth par inquiries ko handle karna aur sample dikhana tha. Uske saath sales team ka ek person hoga. Sahil sir ne sabko time se aane ke liye aur kafi presentable dikhne ke liye bol diya tha.
Ghar pahuch kar Supriya ne parso ke show ki tayyari karni shuru kar di. Normally toh Supriya ko is type ke event mein jaane ki kafi jyada excitement hoti, par jab sir par Pratap naam ki talwaar latak rahi ho toh woh kaise excited feel karti thi. Par fir bhi ab jab usne show mein jaane ke liye haan bhar di thi toh usne decide kiya tha ki woh ache se hi tayyar ho kar jayegi. Usne saree pehen kar dekhi toh woh us par bahut pyaari lag rahi thi. Is saare mein toh ek dam doll ki tarah lag rahi thi, blouse bhi perfect fit ka tha bas kandhe se thoda sa loose tha, par usko theek karwane ka time toh nahi tha.
Supriya parso subah event ke liye tayyar hona shuru hui. Aakhir woh din aa hi gaya tha jisse woh darr rahi thi. Uska dil subah se hi zor se dhadak raha tha par usne kisi tarah use kaabu mein kiya aur ache se tayyar hui. Tayyar hone ke baad Atul bhi use bas dekhta hi reh gaya tha. Is mehngi silk saree mein kya gazab lag rahi thi woh. Sleveless blouse mein uski gori gori baahen kitni sexy lag rahi thi. Uske hoto ki halki si pink lipstick saree ke saath ache se match ho rahi thi aur uska poora dhyan unki taraf jaa raha tha. Jaise ek gore se chehre par ek target ho hit karne ke liye.
Atul uske paas aakar uski baahon ko halke se sehlane laga - Aaj toh lagta hai kehar dhayogi us trade show mein...
Supriya - Atul... thoda peeche raho na... saree mus jayegi.
Atul - Aur mera dil mus jayega... uska kya?
Supriya abhi bhi aine mein dekh kar final touches de rahi thi - Musne do... aap bhi toh meri dil ki fikar nahi karte...
Atul - Aaj raat tumhari saari shikayat door kar dunga...
Supriya ne jhooth bolte hue kaha - Aaj ho sakta hai mujhe thoda sa late ho jaye... shaam ko ek party hai show ke baad... main bata dungi...
Atul - Theek hai... mujhe bata dena... main aa jayunga
Supriya - Aaj please car se drop kar dena... itni saj dhaj ke bike se nahi jayungi...
Atul - Theek hai, aapka aadesh sir aankho par...
Atul ne Supriya ko car mein Hilton par drop kiya aur wahan se apne office nikal gaya. Supriya thoda sa ghabrayi hui hotel mein daakhil hui, event ek bade se hall mein tha jahan pehle se booth lage hue they. Supriya time par hi thi, aur use jald hi apni company ka booth mil gaya. Supriya ko aisa lag raha tha ki jaise aaj saari nazre bas usi par tiki hui ho. Saamne Kriti us purple designer saree mein khadi thi.
![[Image: 43.jpg]](https://i.postimg.cc/43k1WMx4/43.jpg)
Kriti ne use aate dekha - Wow... Ms Hottie... kya lag rahi ho...
Kriti ne itni dheere bhi nahi bola tha ye toh aas paas ke aur log bhi sun payenge honge shayad ye. Unke beech ye majak toh chalta rehta tha office mein, par yahan sab ke samne Supriya ko aur bhi sharm aane lagi thi - Kriti.... dheere bolo na... tum bhi bahut achi lag rahi ho waise...
Kriti - Main toh bas achi lag rahi hu... par tum toh mind blowing...
Supriya - Nahi aisa nahi... tum bhi bahut amazing lag rahi ho... kisne baandhi saree... perfect hai...
Kriti - Mom ne... sahi hai na...
Supriya - Amazing... just like you...
Sahil beech mein bol pada - Ye tum log yahan fashion discuss karne aaye ho kya... samajh lo kya karna hai.
Thodi der baad log aane shuru ho gaye they. Supriya aur sales se Akash booth par logo ko samples dikha rahe they aur unki sawaalo ke jawab de rahe they. Kriti aur Sahil kuch key clients se milne aur baaki competitors ke booth par visit karke unse cheeze samajh rahe they. Par aisa lag raha tha jaise Supriya ke booth par hi sabse jyada bheed ho. Har koi uski taraf hi khicha jaa raha tha. Kuch pal ke liye Supriya bhi aage aane wali musibat ko bhool kar bahut hi sweetly logo ko products dikha rahi thi. Woh khud hi apni company ke liye ek chalti firti model thi.
![[Image: 12.jpg]](https://i.postimg.cc/3x02sHS5/12.jpg)
Kafi saare log unke products mein interested they, ab nahi pata kitne genuine they aur kitne sirf Supriya mein interested they. Par haan Supriya aur Akash ne kafi saare logo ke contact le liye they. Alag alag desho se log aaye hue they - America, England, Germany, Japan, China... Supriya ko toh pata hi nahi tha ki Japan mein bhi hindustani saree ki demand thi. Abhi filhaal USA ke 2 log Supriya se baat kar rahe they, ek gora aadmi tha aur ek kaala. Supriya ne aaj tak sirf tv par hi itni kaale insaan ko dekha tha. Uski english medium ki padhai aaj kaam aa rahi thi. Dono ki hi height Supriya se kaafi jyada thi.
Supriya - So yes, yes can make according to you need...
Gora - That's good, that's good. Your product seems really nice.
Kaala - Yeah good that your company takes care of customer needs. Does your company sell what you are wearing too?
Supriya ko unka accent ache se samajh toh nahi aa raha tha par woh muskura ke unka jawaab de rahi thi. Akash abhi doosre customers se baat kar raha tha.
Supriya - Yes, we sell all types of garments...
Kaala - Even under garments?
Supriya - Yes yes, everything. Here are some samples...
Kaale bande ne ek bra ka sample uthaya aur Supriya ko dekhte hue apne haathon se halke halke bra ko masalne laga. Supriya ko use dekh kar laga ki shayad har desh ke mard aise hi tharki hote hai. Woh idhar udhar dekhne lagi, aur use Kriti aati hui dikhi.
Kriti muskurate hue uske paas aa kar fusfusayi - Lagta hai desi se bad kar ab toh tumhari hot videshi babe wali vibes ho gayi hai...
Supriya bhi daant bheech kar use fusfusa kar boli - Please inse bacha na mujhe... ye toh chipak hi gaye hai yahan...
Kriti ne unse baat karni shuru kari aur unhe product ke fabric ke baare mein aur company ki history ke baare mein batane lagi. Dono ne apne contact details unke paas chhode aur fir aage chal diye.
Supriya ne gehri saans li - Thank god, chale gaye...
Kriti haste hue - Babe... koi jyada creepy ho raha ho na toh technical details mein ghus jayo... Acha ab tum aisa karo, lunch break le lo.. main itne booth sambhalti hu... wahan doosre room mein buffet laga hai, I heard its amazing.
Supriya haan mein sir hilate hue lunch room ki taraf chal padi. Woh lunch room mein pahuchi hi thi ki uske phone par ek message aa gaya. Usne message khol kar dekha toh ye toh kisi ne uski hi photo use bheji thi. Kisi ne shayad booth mein kaam karte hue click kari thi.
Meri liye ache se tayyar ho kar aayi hai meri pyaari dulhan.
![[Image: 11.jpg]](https://i.postimg.cc/RhnfyWzH/11.jpg)
Message Pratap ke hi number se tha. Supriya woh message dekh kar thitak gayi. Usne aas paas palat kar dekha, aur use lunch room mein door Pratap khada dikhayi diya. Uske chehre par ek gandi si muskurahat thi, jise dekh kar Supriya ka dil ekdam se neeche baith gaya.