Thread Rating:
  • 34 Vote(s) - 3.62 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani
Update 28

Ab bas Supriya ka office shuru hone mein 1 din hi reh gaya tha. Pichle hafta kitni jaldi guzar gaya tha, use pata hi nahi chala tha. Aaj kal toh lagbhag har roz shaam ko Atul poore mood mein ghar aata aur woh dono ache se sex karte. Supriya ko lagta ki pata nahi Atul ko kya ho gaya tha par aaj kal uska stamina bhi acha rehta aur woh kabhi aaram se aur kabhi tez se use achi tarah santusht karta. 

Supriya ka bhi mann sex ke liye bahut jyada utawala sa rehta, par ye sab karke bhi uske mann bhi ek chhota sa kona shayad Rahul ke liye bann gaya tha. Jab raat ko Atul so jaata toh woh Rahul se messaging shuru kar deti. Har raat woh dono kafi der tak ek doosre ko message karte rehte. Ek doosre ko batate ki unka din kaisa gaya tha, Supriya apne office ke tayyariyon ke baare mein batati, Rahul apne office ke baare mein. Thodi bahut pyaar bhari nok jhok, hasi majak hota, aur fir woh dono so jaate.

Supriya uske saath kiye saare messages ko delete kar deti. Kabhi toh use lagta ki woh ye sab karke galat kar rahi hai, aur Atul ko pata chala toh woh kafi naaraz hoga, par fir jaise hi raat hoti toh usse ruka hi nahi jaata. Fir subah hote hote use fir se sab kuch galat sa lagne lagta jaise woh Atul ke peeth peeche use dhoka de rahi ho.

Par ab bas kal toh office jaana hi tha. Atul ne tay kiya tha ki woh Supriya ko subah office drop kar dega, aur fir shaam ko Supriya auto karke ghar wapas aa jayegi. Par Atul ab jald hi gaadi bhi khareedne ki soch raha tha, aur saath hi Supriya ko ek scooty dilane ki baat bhi chal rahi thi. Ab ghar se dono hi bahar rahenge toh ye bhi hua kisi tarah dono mil kar ghar ka kaam kar lenge.

Raat ko hi Supriya ne apne kapde nikaal ke rakh liye. Usne socha ki pehle din woh ek simple sa salwar suit pehen kar hi office chali jaye toh behtar rehega. Raat ko Atul ke so jaane ke baad usne socha ki woh bhi aaj jaldi hi so jayegi, aaj Rahul se aaj baat nahi karegi. Rahul waise bhi uske message ka wait karta tha, toh usne abhi koi message nahi kiya tha Supriya ko.

Supriya ne ek-do karwat badli, use kafi nervousness thi kal job ki, aur neend nahi aa rahi thi. Aakhir haar maan kar usne apna phone utha hi liya.

Supriya - Hello, kya kar rahe ho

Hamesha ki tarah, Rahul ka jawab bhi jaldi se aa gaya - Tumhare message ka intezaar...

Supriya - Tum na... bilkul pagal ho...

Rahul - Ye toh bilkul sach hai... Tongue

Supriya - Acha, kal first day ke liye all the best nahi kahoge.

Rahul - Kahunga kya, main tumhe drop kar deta hoon na morning mein.

Supriya - Nahi, Atul mujhe drop kar denge morning mein.

Rahul - Oh, acha... tum logo ke beech mein sab kaisa chal raha hai.

Supriya - Sab acha hai, kyu, tumne kyu poocha?

Rahul - Toh fir mujhe kyu message karti ho?

Uska ye message dekh kar Supriya ke chehre ki smile gayab ho gayi aur use Rhaul par gussa aane laga - Kyun nahi kar sakti kya? Theek hai ab se nahi karungi.

Rahul - Acha, sorry baba. Maine toh aise hi mazak mein bola tha.

Supriya - Tumhara majak kabhi khatam nahi hota na.

Rahul - Nahi, kabhi nahi. Aakhir mall wali biwi ho tum meri.

Supriya - Rahul... gussa karu kya?

Rahul - Mujhe dikhega hi nahi abhi gussa.

Supriya - Mujhe neend aa rahi hai, bye, good night.

Rahul - Dikhayo jara neend aa rahi hai toh.

Supriya ne jhat se ek selfie kheechi aur Rahul ko bhej di - Dekho, meri aankhen band hone wali hai.

[Image: 23.png]

Par bhejne ke turant baad use realize hua ki shayad use photo nahi bhejni chahiye thi. Usne bas ek patli si camisole pehni hui thi, aur koi make up bhi nahi kiya hua tha. Pata nahi photo dekh kar Rahul ko kya lage.

Udhar Rahul bhi uski photo dekh kar excited sa ho gaya. Pehli baar Supriya ne raat ko chatting karte hue ek photo bheji thi. Woh us photo ko bareeki se dekhne laga. Is safed sleeveless top mein uski gori bahen kitni sundar lag rahi thi. Uske bikhre hue baal kya gazab dha rahe they. Aur uske gulabi honth, unhe dekh kar Rahul ka mann kar raha tha ki unhe ache se choos le. Bina kisi make up ke bhi kitni sundar lag rahi thi woh.

Rahul - Wow, bahut sundar lag rahi ho. Tumhari gardan ka til mujhe kahin aur ke til ki yaad dila raha hai.

Rahul ki chat pad kar, Supriya ne jhat se photo delete kar di. Use samajh aa gaya ki Rahul toh lagta hai uski photo ko ache se zoom karke dekh raha tha.

Rahul - Areee, delete kyu kar di photo. Please bhejo na fir se.

Supriya - Nahi, tum kuch jyada hi gaur se dekh rahe ho.

Rahul bhi ab utawla sa ho gaya tha - Please please bhejo na. Ye toh galat baat hai.

Supriya - Toh tum meri peeth ke til ke baare mein kyu bol rahe they. 

Rahul - Maine kab kaha? Aur waise bhi us din woh galti si dikh gaya tha tumhari help karte hue. Please ek photo aur bhejo na.

Supriya ne kuch second socha, fir tay kiya ki ek aur photo bhej deti hu. Kitna maja aata hai ise tadpane mein.

[Image: 45.png]

Supriya - Lo bhej di, ab koi comment mat karna mat. Main bas sone ke liye hi leti hui hoon.

Supriya ko bhi ache se pata tha ki uski photo Rahul pat kya kahar dha rahi hogi. Usne Atul ke aur palat kar dekha, woh doosri taraf muh karke gehri neend mein so raha tha.

Rahul bhi photo ko hi ghoor ke dekh raha tha. Is photo mein toh Supriya ke boobs bhi bahut halke se tshirt ke upar se dikh rahe they. Kitni pyaar aur cute lag rahi thi woh. Uska lund ache se khada ho gaya tha aur usne use nikaal ke hilana shuru kar diya tha. Kaash use thoda aur dekhne ko mil jaata.

Rahul - Mujhe toh tumhari aankhon mein zara si bhi neend nahi lag rahi hai…

Supriya - Toh fir kya lag rahi hai?

Rahul ne use chidane ke liye likha - Shararat…acha is baniyaan jaise dress ko kya kya kehte hai?

Supriya uske message se chid bhi gayi - Ise baniyaan nahi, camisole kehte hai. Tumhe ye bhi nahi pata.

Rahul - Hindi mein toh baniyaan hi hoti hai na. Acha camera thoda neeche karke is baniyaan ki poori photo kheecho na please...

Supriya ko pehle toh samajh nahi aaya ki Rahul kya keh raha hai, par jaise hi samajh aaya usne banwati gusse mein use message kiya - Oh god.. pagal ho kya..tum saare ladke ek jaise hi hote ho.

Rahul - Aur bhi koi hai kya mere siwa? 

Supriya ko uska ye message dekh kar sach mein gussa aa gay tha - Bye! Goodnight!

Rahul - Sorry sorry sorry! Suno na.

Par Supriya ka koi jawab nahi aaya. Rahul ne bhi abhi dubara message karna theek nahi samjha. Usne jaldi se is photo ko save kar liya aur use kafi der tak dekhta raha. Supriya udhar Rahul ki baat se gussa ho kar sone ki koshish karne lagi. Use woh photo shayad bhejni hi nahi chahiye thi. Pata nahi Rahul use kya samajhne laga tha. Woh bhi toh shayad koi anlikhi seema laangh rahi thi. Thodi der baad use bhi neend aa gayi aur woh so gayi.

Agle din subah sab kuch kafi bhaag daud mein karna pada. Supriya jaldi uth gayi aur usne furti se saare kaam poore karne shuru kiye - Atul ka lunch lagana, apna lunch lagana, nashta banana, naha ke aana. Sab kuch time par hi ho gaya. Fir jo kapde usne office jaane ke liye nikaale they woh unme tayyar hone lagi. Ek simple neeli kurti mein bhi kafi sundar lag rahi thi. Usne balcony mein khade ho kar selfies kheechni shuru ki.

[Image: EEsha-Rebba-3.jpg]

Tabhi andar se Atul ki awaaz aayi - Agar photo session ho gaya ho toh chale madam?

Jaise hi usne madam shabd suna Supriya ko Rahul ki yaad aa gayi, Rahul use hamesha madam hi bulata rehta tha. Fir use raat ke messages ki yaad aayi ki Rahul ne use kya likha tha, aur use fir se Rahul par gussa aane laga. Kya Rahul ko nahi pata tha ki woh sirf use hi messages karti thi. Kitni gandi baat likhi thi usne. Par abhi ye sab sochne ka time nahi tha, aaj toh office join karna tha.

Supriya - Haan, aayi.... main ready hu, chalte hai.

Supriya ne apna dupatta liya aur woh dono apna bag le kar neeche aaye aur Supriya Atul ki bike par peeche baith gayi. Bike main gate tak pahuchi, jahan Iqbal aaj duty par tha. Woh kafi dino se Supriya ko dikha bhi nahi tha. Itne gate khul raha tha, Iqbal aur Supriya aapas mein baat karne lage.

Iqbal - Good morning madam ji.

Supriya - Good morning Iqbal ji.

Iqbal - Aree aap kyu mujhe Iqbal ji bol rahe ho, aap toh bas Iqbal bol sakte ho. Aaj aap subah subah kahin jaa rahe ho.

Supriya - Haan, meri job lag gayi hai, toh main uske liye jaa rahi hu.

Iqbal - Bahut badiya madam ji. Aap bahut ache lag rahe ho.

Supriya ne muskura ke kaha - Thank you Iqbal, acha ab hum chalte hai.

Iqbal use bike par jaate dekh raha tha. Aaj toh jaise subah subah hi iske darshan ho gaye they, shayad uska din acha chala jaye.

Raaste bhar Supriya job ke baare mein hi soch rahi thi, ki sab kaisa rahega, use kya kaam karna padega. Itna time bhi toh ho gaya tha use job kiye hue, aur aaj tak usne kisi badi company mein bhi job nahi ki thi. Use woh khadoos Sahil ke baare mein sochte hi darr bhi lag raha tha. Par umeed thi ki Kriti shayad utni hi sweet nikle jaise woh us din thi. Pata nahi woh ye job kar payegi ya nahi, aur agar nahi kar paayi toh uski kitni bezzati ho jayegi.

Jald hi woh Supriya ke office ke bahar pahuch gaye. Supriya bike par se utari, yahan toh Monday ko kafi bheed bhaad thi. Woh chahti thi ki Atul thodi der aur uske saath khada rahe, par use toh jaana tha. Atul ne use bye bola aur apni bike lekar wahan se nikal gaya. Supriya wahin sadak ke kinare khadi thi, abhi toh thoda time tha office shuru hone mein. Tabhi use peeche se kisi ladki ki awaaz aayi, aur usne use palat kar dekha.

[Image: 931b934d84ef1625b69a9ce2fe544508.jpg]

Kriti - Hi Supriya!!! Tum finally aa gayi.

Supriya - Hi Kriti. Aap kaise ho.

Kriti - Aree, aap kyu. Hum toh almost same age ke hai na, kya pata main tumse choti hi hu.

Supriya - Haan sorry... mujhe aadat hai.

Kriti - And wow, you are looking so pretty in this dress. Aur ye tumhari cute si bindi, amazing.

Supriya - Thank you, tum bhi bahut pretty lag rahi hu. Sahil sir ko is dress se toh koi problem nahi hogi na.

Kriti - Tum abhi bhi us din ki baat ke baare mein soch rahi hu. Sahil sir toh aise hi kuch bhi bol dete hai. Unki baat ko itna seriously mat lena. Woh dikhte serious hai, but dil ke bahut ache hai. Par haan unhe fashion ka sense nahi hai, you know thoda old fashioned.

Supriya - Theek hai, par aakhir mere boss toh wohi hai na.

Kriti - Chill, dont worry about it at all. Chalo acha andar chalte hai, nahi toh yahan line lag jayegi ladko ki tumhare liye.

Supriya uski baat sun kar muskura uthi, par kuch boli nahi.

Kriti - Waise tum yahan drive karke aayi kya?

Supriya - Nahi mere husband ne mujhe drop kiya tha. Shaam ko shayad mujhe khud hi jaana hoga.

Kriti - Main drop kar dungi na, main drive karke aati hoon.

Supriya - Aree nahi aap kyu drop karoge?

Kriti - Fir se aap!! Its not a big deal, main drop kar dungi. No argument on that.

Supriya ne haste hue haan mein sir hilaya aur dono andar ki aur chale gaye. Lift tak pahuchte pahuchte Supriya ko mehsoos hua ki jaise kayi logo ki nazrein bas usi par hai, ya shayad un dono par hai.

Kriti - So aaj pehle kuch basic paper work hoga subah, aur IT wale tumhe computer login de denge. Uske baad hum log thoda bahut kaam ki shuruwaat kar sakte hai. Par haal abhi itna tension mat lena, shuru mein thoda slow hi hota hai.

Supriya - Theek hai...

Dono upar pahuche aur Kriti ne Supriya ko uski seat dikha di. Kriti aur Supriya aamne saamne hi baithe they, un dono ki seat ke beech mein ek aadha plastic ki deewar ka partition sa tha. Sahil sir paas hi mein ek cabin mein baithe they, jo shayad acha hi tha kyunki Supriya unse thoda door hi rehna chahti thi. Poore office mein bhi shayad itne jyada log nahi they, yehi koi kul milakar 25-30 log. Vikram ne bataya toh tha Supriya ko ki ye ek nayi company thi.

Jaise Kriti ne bataya tha Supriya toh subah bas alag alag form hi bhar rahi thi, itne forms toh usne shayad apni poori jindagi mein nahi bhare they. Fir IT wale ne aakar use computer ka Id aur password de diya. Sab kuch kitna kayda se chal raha tha. Uski purani job mein toh aisa kuch nahi tha, kisi bhi computer ka koi password nahi hota tha, aur woh aise hi kisi bhi system par kaam kar leti thi.

Har koi itne ache se Supriya se baat kar raha tha, Supriya ko yakin hi nahi ho raha tha. Aur khaas kar Kriti, Supriya soch rahi thi ki woh kitni sweet si pyaari si ladki thi jo use bina kisi attitude ke sab kuch ache se bata rahi thi. Ye company uske bhaiya ki company thi, fir bhi woh bina kisi cabin ke sabke saath aise ghul mil kar ek sadharan se employee ki tarah kaam kar rahi thi.

Beech beech mein Sahil sir use apne cabin mein bula lete aur woh kuch na kuch kaam le kar wapis aati. Woh aur logo ko bhi help karte hue jaisa bahut saara kaam kar rahi thi. Sach mein kafi busy thi woh.

Supriya bas apne computer par baithi soch hi rahi thi ki use kya kaam milega karne ko. Ab woh bas jaldi se jaldi kaam paana chahti thi.

Supriya ne apni seat se uchak kar Kriti ko bola - Kriti... main kuch help kar sakti hu kya tumhari?

Kriti apne kaam mein hi doobi hui thi, aur usne bina upar dekhe bola - Hmmmm... ho gaya sab paper work?

Supriya - Haan, ab main free hi hu.

Kriti - Acha, ye lo fir, ye do register hai, inko jara match kar logi, koi difference toh nahi hai.

Kriti fir uski seat par aakar kaam samjhane lagi. Aisa kuch kaam toh Supriya ne pehle kiya hua tha. Shayad itne bade number nahi they, par kara toh hua tha. Woh jald hi samajh gayi use kya karna hai, aur Kriti use kaam ke saath chhod kar wapas apni seat par chali gayi. Supriya bhi kaam mein doob gayi aur bareeki si kaam karne lagi.

Thodi der baad, Kriti ne use awaaz di - Supriya.... Supriya.. chalo lunch kar lete hai..

Itni jaldi lunch ka bhi time ho gaya tha, time toh aise beeta jaa raha tha. Supriya ne toh shayad abhi aadha hi kaam poora kiya tha.

Supriya - Tum chalo, main ye kaam khatam karke khaa lungi.

Kriti - Kaam kahin nahi jayega, lunch karke kar lena. Chalo Chalo.

Kriti uski seat par aayi aur use uthate hue apne saath le gayi. Woh dono kuch aur logo ke saath ek chote se canteen area mein baith kar lunch karne lage. Wahan bas 4-5 table chair thi, ek paani ki machine, aur ek fridge. Kriti toh koi salad sa laayi thi, uske saamne Supriya ko apni roti sabji khaani thodi ajeeb si lag rahi thi. Par fir Kriti ne bina pooche uske tiffin mein se roti ka ek gassa tod kar kha liya.

Kriti - Sorry, bahut tempting sa lag raha tha. Aur bahut amazing hai, tumne cook kiya hai?

Supriya - Aur lo na. Haan maine hi cook kiya hai.

Kriti - Wow, tum toh amazing cook bhi ho. Sach mein your husband is so lucky to have you. Beauty and brains both.

Supriya uski tareef sun kar bas mand mand muskura rahi thi - Tumhara bhi husband lucky hi hoga..

Kriti - Shaadi!! Abhi toh bilkul nahi. Pehle career toh set ho jaye.

Supriya ne haste hue kaha - Sab aise hi bolte hai.

Aise hi baatcheet karte hue lunch bhi poora ho gaya. Lunch ke baad Supriya fir se kaam mein lag gayi. Usnee 1-2 ghanto baad kaam poora kar diya tha. 

Supriya - Kriti.. main ye kar diya hai... kuch differences hai dono register mein, main unhe note kar liya hai.

Kriti - Oh, tumne kar bhi liya, very fast. Aisa karo tum jaa kar Sahil sir ko bata is baare mein.

Supriya - Sahil sir ko? Tum bata do na please?

Kriti - Aree, ghabrayo nahi unse. Kuch nahi kahenge woh.

Supriya - Theek hai.

Supriya darte darte Sahil sir ke cabin tak pahuchi. Usne dekha ki woh apne computer mein kaafi busy hai. Usne unke door par halke se knock kiya.

Supriya - Sir, may I come in?

Sahil apni kadak awaaz mein bola - Ms. Supriya! Haanji bataiye.

Supriya - Sir woh Kriti ne mujhe ye register check karne ko bola tha, woh maine kar liya, aur ye kuch...

Sahil - Acha dikhaiye.

Supriya ne cabin mein ghus kar Sahil ko register diye aur dikhane lagi ki kahan kahan difference they. Sahil gaur se sab dekh raha tha aur uski baatein sun raha tha. 

Fir usne Supriya ki aur dekha jo uske saamne khadi thi - Hmmm... aapne kiya hai ye...

Supriya - Haanji sir.

Sahil - Hmmm.... theek hai, ye aur kuch files hai, inhe bhi le jaiye.

Sahil ne use 3-4 aur files thama di aur woh unhe le kar bahar aa gayi. Use samajh hi nahi aaya tha ki uska kaam sahi tha ya galat, aur fir Sahil ne kuch aur bola bhi nahi.

Kriti ne use pareshaan aata dekh poocha - Kya hua?

Supriya - Sir ne us baare mein toh kuch khaas bola nahi, par ye files pakda di.

Kriti ne muskurate hue kaha - File dene ka matlab hai ki tumhara kaam acha tha, tabhi toh tumhe aur kaam pakda diya unhone.

Supriya ne rahat ki saans li. Use toh Sahil sir samajh hi nahi aa rahe they. Par jo kaam mila tha woh usme fir se doob gayi. Beech beech mein use thoda bahut Kriti se poochna pada par use aisa lagne laga tha ki shayad woh ye job kar paayegi, itni bhi mushkil nahi thi jitna woh soch rahi thi. Uska poora din aise hi kaam mein nikal gaya.

Shaam ko 6 baje ke aas paas Kriti ne use chalne ka ishaara kiya. Tab tak kafi log jaa chuke they par Sahil sir abhi bhi apne cabin mein baithe they.

Kriti - Supriya... chalo bhi... kaam band karo ab.

Supriya - Thoda sa bacha hai, ye bhi kar lu kya? 

Kriti - Nahi, kal kar lena...

Supriya - Par Sir toh abhi bhi baithe hai.

Kriti - Unhe baithne do, koi farak nahi padta. Chalo, mujhe gym bhi jaana hai.

Supriya ne asahaj hote hue apna bag mein apna saara samaan rakha aur fir Kriti ke saath neeche chal padi. 

Kriti - Tum yahin wait karo, main gaadi le kar aati hu.

Supriya wahin bahar baith gayi aur usne apna phone dekha toh Rahul ka message aaya hua tha - Madam, main aa raha hoon aapko lene.

Supriya ne use jawab diya - Nahi, mujhe koi aur drop kar raha hai aaj. Tum mat aayo.

Rahul - Koi aur, kaun?

Supriya - Koi toh hai, tumhe kyu batayu? Tumhi ne toh kaha tha na kal raat.

Rahul - Aree baba, sorry kal raat ke liye. Jab milogi toh main apne kaan apne pair se pakad lunga.

Supriya ko uski baat sun kar muskurane lagi. Itne mein Kriti bhi car lekar aa gayi thi aur usne Supriya ko aawaz di.

[Image: Priyanka-Jawalkar-New-Clicks-In-Facebook1.jpg]

Supriya jaldi se gaadi mein jaa kar baith gayi. Abhi bhi Rahul ke message aaye jaa rahe they aur phone par ting ting ki awaaz kar rahe they.

Kriti gaadi chalate hue boli - Lagta hai tumhare husband tumhe kafi miss kar rahe hai.

Supriya - Nahi nahi, aisa kuch nahi hai. Bas aise hi.

Supriya ne Rahul ko message kiya - Main baad mein baat karti hu, ghar pahuch kar.

Udhar Rahul thoda ghabraya hua sa tha. Aakhir Supriya kiske saath ghar jaa rahi thi. Kya sach mein koi aur bhi tha? Ya fir uske office ka koi ladka jo use drop kar raha tha? Supriya toh sach mein itni bholi si thi, agar woh kisi aur ke chakkar mein pad gayi toh. Rahul bhi apni car le kar Supriya ke ghar ki aur chal pada.

Kriti ne car mein halka sa music on kar diya aur woh halke halke gungunate hue car chala rahi thi. Supriya ne use din mein hi bata diya tha ki woh kahan rehti thi, aur woh building Kriti ke ghar ke raaste mein hi thi.

Kriti - Toh kaisa lag pehle din?

Supriya - Bahut acha.. aisa laga hi nahi ki mera pehla din ho.

Kriti - Sach mein, tumne kitni jaldi pick up kar liya kaafi kuch. Kuch hi time mein tum toh office ki star ban jayogi.

Supriya ne jhepte hue kaha - Nahi aisa kuch nahi, tumne hi toh sikhaya tha mujhe aaj sab kuch.

Kriti - Kafi modest ho... bhaiya ko batayungi main ki tumne kitna acha kiya aaj.

Supriya - Aapke bhaiya, I mean Mr. Vikram roz office nahi aate kya?

Kriti - Nahi, woh hafte mein ek baar aa jaate hain, kabhi aur bhi kam. Actually woh Isha bhabhi ka kafi bada business hai use bhi manage karte hai. Isha unki wife hai.

Supriya - Oh acha...

Kriti - Bhaiya toh superstar hai, pata nahi itna sab kuch kaise manage karte hai. Woh aate nahi hai, par unhe pata sab hota hai ki kya chal raha hai.

Supriya - Haan sach mein, lagta hai unhe dekh kar.

Kriti - Par aaj toh poore office mein bas tumhari hi charcha chal rahi thi.

Supriya hairaan hote hue - Aisa kyu bhala?

Kriti - Well…ummm…..kuch log bas ye janna chahte they ki tum married ho ya nahi aur tumhara number kaise mil sakta hai…

Supriya sharmate hue - Oh god..

Kriti - Sach, kya gazab dha rahi thi tum aaj. Toh kya bolu unhe? Number de du kya?

Supriya - Kriti…tum bhi na acha majak kar leti ho. Un sabko bata dena ki main married hu aur unka koi chance nahi.

Kriti - Ohhhh…. tab toh bechare kafi depression mein chale jayenge, kahin company hi chhod ke na chale jaye.

Supriya - Nahi jayenge… dekhne mein bhi unko maja hi aata hai.

Dono ek doosre ki aur dekh kar zor zor se hasne lagi.

Isi sab baaton mein jaldi hi woh Supriya ki building ke bahar pahuch gaye. Kriti kafi achi driver thi, itna traffic hote hue bhi usne kafi ache se drive kiya tha. Supriya ne Kriti ko bye bola aur building ke andar chal padi. Usne Iqbal ko muskura ke hello bola, kafi ache mood mein thi woh. Iqbal bhi use aaj fir se dekh kar khush ho gaya.

Tabhi peeche se ek gaadi kaafi tezi se aakar building ke bahar ruki. Aur use Rahul ki zor ki awaaz sunayi di.

Rahul - Supriyaaa...

Supriya ne palat kar dekha ki Rahul apni gaadi ke bahar khada tha. Uski shakal par baarah baje hue they, jaise woh kafi pareshaan tha.

Rahul ne fir se Supriya ko awaaz di - Supriyaaa....

Supriya jaldi se main gate ki taraf aayi. Pata nahi Rahul kya kar raha tha yahan is time, aur uska naam zor zor ke bula ke pata nahi kyu tamasha bana raha tha. Supriya jhunjhulate hue gate ki taraf aayi. Iqbal bhi darwaaze ke paas aa gaya tha, dekhne ke liye ki ye sab kya ho raha tha. Usne dekha ki ye toh wohi aadmi tha jo us din Supriya ke ghar aaya tha, shayad Rahul naam tha iska. Use Rahul bilkul pasand nahi tha.

Iqbal - Kya hua madam... sab theek hai na...

Supriya - Haan Iqbal, sab theek hai. Main dekh lungi.

Supriya gate ke bahar gayi - Rahul, kya kar rahe ho tum yahan is time...

Rahul - Main ghabra gaya tha isliye....

Supriya - Kyu ghabra gaye they...maine kaha toh tha main kisi ke saath aa rahi hu ghar.

Supriya ne dekha ki log unhe hi ghoor kar dekh rahe they, jaise koi tamasha chal raha ho - Rahul aisa karo, kal baat karte hai, abhi tum ghar jaayo.

Rahul ko toh jaise saans hi nahi thi - Nahi Supriya, mujhe abhi baat karni hai...

Supriya yahan khule mein Rahul se koi baat nahi karna chahti thi. Waise hi itne saare log dekh rahe they, pata nahi woh uske baare mein kya soch rahe honge - Rahul, aisa karo, jaldi se gaadi side mein lagayo, aur upar chal kar baat karte hai.

Rahul ne theek hai bol kar jaldi se gaadi building ke bahar hi side mein lagayi aur Supriya ke saath andar aane laga.

Supriya - Iqbal, please bas 10-15 min ki baat hai, itni der ye gaadi bahar park rehne doge?

Iqbal - Theek hai madam, par koi problem hai toh mujhe call kar dena aap.

Iqbal ne Rahul ki aur ghoor kar dekha, jaise woh Supriya ko pareshaan kar raha ho. Supriya aur Rahul dono upar ki aur chal pade. Supriya ke mann mein ghabrahat ho rahi thi. Usne Rahul ko upar aane ke liye toh bol diya tha, par kahin Atul office se na aa jaye. Waise toh woh thoda late hi aata tha, par kabhi kabhi 7 baje tak bhi aa jaata tha.

Rahul toh jaise ghar pahuchne ke besabri si intezaar kar raha tha. Uska mann uske bas mein nahi tha is samay, use bas kisi tarah se bhi Supriya ko manana tha. Woh bas uski thi, aur kisi ki bhi nahi. Lift mein uski nazar ache se Supriya ke kapdo par padi, is simple si kurti mein bhi kitni cute aur sexy lag rahi thi woh.

Ghar mein ghuste hi Supriya us par gusse se boli - Rahul, ye kya tamasha tha neeche...tumhe pata hai log kaise dekh rahe they hume...

Rahul - Sorry, main bas thoda pareshaan tha. Main kal ke liye kafi sorry hu, maine pata nahi kya likh diya tha.

Supriya - Par woh baat tum call par bhi bol sakte they na.

Rahul - Woh tumne kaha na ki tum kisi ke saath ghar aa rahi ho, toh main....

Supriya - Toh tum kya? Dekhne aaye they ki main kis ladke ke saath aayi hu ghar...

Rahul ne Supriya ko shaant karne ke liye uske gaalo ko pakadna chaha, par Supriya ne Rahul ke haathon ko peeche kar diya.

Supriya - Aur fir aage kya? Us ladke ko apne ghar tak lekar aayi hu? Ye sochte ho tum mere baare mein?

Rahul - Nahi Supriya, aisa kuch nahi. Main bas tumse pyaar karta hu.

Rahul ke muh se ye shabd aakhir nikal hi gaya tha. Supriya ek dam se hairaan si ho gayi thi aur Rahul ki aankhon mein dekhne lagi, kya Rahul usse sach mein pyaar karta tha.

Supriya ki ladkhati hui si awaaz nikli - Rahul kya bol rahe ho tum...

Rahul ne bhi uske ankhon mein ghoor kar dekha, aur fir uske gulabi honthon. Usse ab ruka nahi jaa raha tha, woh Supriya ke honthon ko jam ke choomna chahta tha. Supriya ki aankhon mein bhi use haan hi dikh rahi thi.

Usne ek dam se Supriya ka chehra pakda aur uske gaalon aur chehre par kiss karte hue toot pada. Supriya ne apne haathon se use rokna chaha par Rahul ne kheech kar uske haath neeche kar diye. Dono ki saansein bahut tez thi. Rahul haanfta hua sa Supriya ke haath pakde khada tha.

[Image: 46569c4354b34734989537e4a9d58fc4.gif]

Supriya - Rahul... peeche hato please... Atul aate hi honge, tum abhi jayo yahan se.

Rahul uske haalo mein haath ferte hue bola - Supriya, bas thoda sa aur...

Rahul ne aur aur kiss ke liye Supriya ki taraf apna chehra badaya, par is baar Supriya ne apna haath uske muh par rakh diya.

Supriya ne kisi tarah apne upar kaabu kiya - Tum bas ye janne aaye they na ki mujhe kisne drop kiya? Koi ladka nahi tha, office ki ek ladki thi....

Rahul ko apne honthon par Supriya ki naram si hatheli bhi bahut achi lag rahi thi, aur woh use bhi halke halke choomne laga. Supriya ne apna haath uske honthon se hata diya.

Supriya ne uski aur sakhti si dekha - Mil gaya na jawab, ab jayo please, Atul aa gaye toh gadbad ho jayegi.

Supriya ne kisi tarah dhakelte hue Rahul ko ghar ke darwaze tak kiya. Rahul ka mann toh tha ki woh aur aage Supriya ke saath kuch kar le par filhaal toh woh is kiss se hi khush tha. Aur sach mein Atul aa gaya toh sab gadbad hi ho jayegi. Usne bhi apne aap ko kisi tarah se sambhala aur muskurata hua neeche apni gaadi ki taraf chal pada aur wahan se nikal gaya.

Doosri taraf Supriya ke hosh toh abhi bhi ude hue se they. Rahul ne aaj fir use chooma tha, par pata nahi kyu aaj use pehli baar jaise ganda nahi lag raha tha, balki andar ek meethi aur teekhi si feeling ho rahi thi. Jaise Rahul ke haath abhi bhi uske baalon aur chehre ko jakde hue ho. Rahul toh pata nahi aaj uske andar kya aag jala ke chala gaya tha. Usne kisi tarah paani ka glass utha kar piya.

Thodi hi der baad ghar ki ghanti baji. Supriya ne apne aap ko normal karte hue darwaza khola, saamne Atul they.

Atul - Pahuch gayi tum ghar. Kaisa raha tumhara din?

Supriya - Acha tha...kafi acha tha...

Atul - Rahul aaya tha kya tumhe drop karne?

Supriya ek dam se uski baat sun kar ruk gayi, kya Atul ko neeche Rahul mil gaya tha, ya kisi ne use kuch keh diya tha. Ab woh kya samjhayegi Atul ko.

Atul - Main is taraf aa raha tha toh uski gaadi dekhi shayad jaate hue.

Supriya ne kisi tarah bina koi bhaav dikhaye kaha - Nahi, Rahul ne toh drop nahi kiya. Meri office ki colleague hai na - Kriti, maine bataya tha na uske baare mein, usne hi drop kiya mujhe.

Atul - Ohh... ho sakta ho mujhe galat laga ho.

Supriya Atul se chhupne ke liye kitchen mein ghus gayi. Aaj toh shayad woh baal baal bachi thi.
[+] 2 users Like Sriya2's post
Like Reply


Messages In This Thread
Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 11-12-2024, 03:16 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-12-2024, 06:15 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-12-2024, 07:23 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sintia - 13-12-2024, 04:18 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:31 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:34 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:43 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 09:07 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 16-12-2024, 10:39 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by r2413 - 17-12-2024, 12:54 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sri7869 - 17-12-2024, 05:12 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 20-12-2024, 07:46 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Mousumi - 20-12-2024, 08:48 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Ellma - 20-12-2024, 10:45 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-12-2024, 12:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Ellma - 21-12-2024, 10:16 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-12-2024, 07:55 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-12-2024, 09:34 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Rohit - 22-12-2024, 01:20 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 23-12-2024, 10:51 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Rumana - 23-12-2024, 01:03 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by r2413 - 23-12-2024, 02:38 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Bentley - 23-12-2024, 09:36 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 24-12-2024, 10:47 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Bentley - 24-12-2024, 12:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Raghu - 24-12-2024, 01:18 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 24-12-2024, 01:47 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Rohit - 25-12-2024, 10:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-12-2024, 02:29 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 25-12-2024, 07:54 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-12-2024, 10:21 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 25-12-2024, 10:26 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-12-2024, 11:46 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by pujaa69 - 25-12-2024, 02:39 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 26-12-2024, 10:12 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-12-2024, 09:59 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-12-2024, 06:42 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 29-12-2024, 09:52 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 29-12-2024, 10:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 30-12-2024, 09:44 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 31-12-2024, 09:04 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 31-12-2024, 09:56 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-01-2025, 09:06 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 06-01-2025, 12:15 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 08-01-2025, 09:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-01-2025, 12:42 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Samar78 - 10-01-2025, 06:08 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-01-2025, 10:29 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 11-01-2025, 01:30 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Logan - 12-01-2025, 09:51 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 14-01-2025, 10:42 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-01-2025, 01:43 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 18-01-2025, 01:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 18-01-2025, 05:41 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:25 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:26 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:28 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:29 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 19-01-2025, 11:37 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 20-01-2025, 12:12 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by pujaa69 - 24-01-2025, 10:19 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by momass - 24-01-2025, 11:37 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 27-01-2025, 02:38 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-01-2025, 10:01 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-01-2025, 12:59 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 28-01-2025, 11:04 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 29-01-2025, 11:40 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 01-02-2025, 05:59 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 02-02-2025, 10:13 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 02-02-2025, 08:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 03-02-2025, 04:08 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 03-02-2025, 05:06 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 04-02-2025, 12:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-02-2025, 01:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 04-02-2025, 01:34 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-02-2025, 09:13 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 06-02-2025, 09:28 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Mampi - 06-02-2025, 10:34 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 06-02-2025, 06:13 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-02-2025, 07:44 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-02-2025, 09:26 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 08-02-2025, 01:10 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 08-02-2025, 08:30 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 08-02-2025, 11:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 10-02-2025, 10:53 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-02-2025, 09:25 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 14-02-2025, 10:56 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 15-02-2025, 07:30 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 16-02-2025, 10:27 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 17-02-2025, 09:58 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 23-02-2025, 09:20 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 24-02-2025, 10:15 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-02-2025, 02:40 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-02-2025, 04:21 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 27-02-2025, 01:12 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-02-2025, 04:51 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 01-03-2025, 10:35 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Logan - 01-03-2025, 03:44 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 05-03-2025, 02:26 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 03-03-2025, 11:34 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-03-2025, 12:25 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 04-03-2025, 03:18 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-03-2025, 07:46 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by pujaa69 - 04-03-2025, 08:57 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 05-03-2025, 02:14 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 04-03-2025, 10:38 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 05-03-2025, 02:32 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by momass - 05-03-2025, 08:29 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 05-03-2025, 06:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 05-03-2025, 07:13 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-03-2025, 01:00 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 06-03-2025, 01:22 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-03-2025, 01:36 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 07-03-2025, 11:02 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 06-03-2025, 01:43 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 06-03-2025, 03:17 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-03-2025, 04:24 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by RajV - 06-03-2025, 04:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 06-03-2025, 10:16 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-03-2025, 07:01 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 07-03-2025, 04:49 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 07-03-2025, 08:29 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-03-2025, 06:59 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 08-03-2025, 12:05 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 08-03-2025, 12:11 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 08-03-2025, 12:13 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 08-03-2025, 12:14 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 08-03-2025, 05:25 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 08-03-2025, 12:38 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 09-03-2025, 09:40 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 09-03-2025, 11:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 10-03-2025, 01:10 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-03-2025, 11:45 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 10-03-2025, 04:39 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-03-2025, 09:48 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 09:22 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 05:22 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 11-03-2025, 11:09 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 11-03-2025, 11:40 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 09:26 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 11:17 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 08:02 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 12-03-2025, 11:57 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-03-2025, 08:20 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 15-03-2025, 08:32 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-03-2025, 11:07 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 14-03-2025, 12:20 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 14-03-2025, 12:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 14-03-2025, 06:19 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 15-03-2025, 08:19 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 09:51 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 09:50 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 10:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 09:49 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 17-03-2025, 01:03 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 03:17 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 17-03-2025, 06:06 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by RajV - 17-03-2025, 08:35 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 18-03-2025, 04:55 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 19-03-2025, 12:35 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 20-03-2025, 06:14 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-03-2025, 09:10 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-03-2025, 09:09 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by qazmlp - 21-03-2025, 12:59 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 22-03-2025, 12:03 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-03-2025, 09:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-03-2025, 09:33 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 26-03-2025, 02:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 26-03-2025, 04:46 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-03-2025, 09:57 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 07:15 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 27-03-2025, 11:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 02:28 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 07:14 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 28-03-2025, 09:22 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 11:33 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 28-03-2025, 11:37 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 28-03-2025, 11:39 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 28-03-2025, 11:40 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by shdas - 29-03-2025, 08:23 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 29-03-2025, 10:44 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by qazmlp - 29-03-2025, 06:02 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 29-03-2025, 11:51 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 31-03-2025, 11:41 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Abhi T - Yesterday, 12:48 AM
Ek cute si housewife ki kahani - by Sriya2 - 12-12-2024, 02:02 AM



Users browsing this thread: arvind274, qazmlp, shdas, 10 Guest(s)