Thread Rating:
  • 34 Vote(s) - 3.62 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani
Update 25

Supriya ke mann mein hulchul ho rahi thi. Jab tak woh Megha ke saath baithi baat kar plan bana rahi thi tab tak toh sab acha hi lag raha tha par ab akele mein use ye poore idea hi galat lag raha tha. Baar baar uske dimaag mein pichli kafi saari baatein hi ghoom rahi thi. Par Megha ne use samajhaya tha ki apne darr par kabu paane ke liye use ek baar toh ye karke dekhna hi hoga. Aur kuch aisa karenge ki Supriya agar kahin mushkil main fas jaye toh Megha use aa kar nikal le. Usse bhi jyada, shayad jiske baare mein Supriya soch rahi thi, woh toh shayad pehle se hi tadap raha tha usse milne ko.

Rahul ko Atul aur Supriya ke ghar aaye kayi hafte ho chuke they. Us din Supriya ko kiss karne ke baad uski himmat hi nahi hui ki woh wapas wahan jaaye. Pata nahi us par kaun sa bhoot sawaar ho gaya tha us din. Woh sochta rehta ki woh aisa ladka toh nahi hai jo kisi aur ki wife ko kiss kar de, aur woh bhi aise ladki jo use bahut achi lagti thi. Us tarah se nahi, par haan shayad us tarah se bhi. Pata nahi woh buri tarah confused tha. Supriya uski nazar mein har tarah se perfect thi, ek biwi ki tarah, ek dost ki tarah, ek khoobsurat ladki ki tarah, har tarah se. 

Par ab na toh woh uska phone utha rahi thi na hi uske messages ka jawaab de rahi thi. Shayad woh kafi gussa thi usse, aur ho bhi kyun na. Par fir woh sochta ki is sab mein poori tarah se uski galti toh nahi thi, aakhir Atul ne kyu use itna kuch bataya aur kyu Supriya uske kandhe par sir rakh kar ro rahi thi. Fir jab woh aur sochta rehta toh jawab bhi apne aap se hi mil jaata, Supriya toh use ek acha dost samajhti thi aur woh… Kam se kam dosti ke bahane hi sahi woh Supriya se pehle mil toh paata tha, use dekh toh paata tha. Ab toh uska bhi chance nahi tha.

Atul bhi ab usse thoda door door rehta tha, waise bhi woh uska senior tha. Aaj kal toh saare important clients usko hi milte they aur office mein uske promotion ki baat chal rahi thi. Is sab se use bahut jalan hoti thi, kitni achi life thi uski - itni sundar biwi aur job mein bhi tarraki. Kafi lucky thi sach mein Supriya uske liye, jab se woh uski life mein aayi thi, Atul ki toh kismat bas upar ki aur hi thi. Pichle 3-4 hafto mein uska dhyan kaam se bilkul hat sa gaya tha. Use toh ek ladki se shaadi ke silsile me milne bhi jaana tha par woh gaya hi nahi. Ladki ek ghanta restaurant mein uska wait karke wapas chali gayi aur kafi gussa hui thi messages par.

Par Rahul ke dimag mein toh bas ek hi cheez chal rahi thi - Kash woh bas ek baar Supriya ko milkar use sab samjha paata. Woh baar baar apna phone hi check karta rehta ki jaane kab Supriya ka call ya message aa jaye. Par woh toh shayad ab aana nahi tha, kam se kam use toh aisa hi lagta tha.

Rahul office ki canteen mein akela baitha lunch kar raha tha ki uske phone par ek message aaya.

Supriya - Hi Rahul

Rahul ye dekh kar apni seat se jaise uchhal hi gaya. Usne hadbada kar apne haath saaf kiye. Kya ye sach mein Supriya ka message tha.

Rahul ne jaldi se message type kiya - Hi Supriya, kaisi ho…

Supriya - Agar free ho toh tumhe call kar sakti hoon kya?

Rahul ne socha ki ye chamatkar kahan se ho gaya aaj, usne jaldi se wapas message kiya - Ye bhi koi poochne ki baat hai...

Jawab dene ke baad woh besabri se apne phone ki taraf dekhne laga, na jaane kab Supriya call karegi. Ya woh khud hi call kar de? Kuch minute beet gaye they, woh baar baar apne messages pad raha tha, apne aap ko yakin dilane ke liye ki woh message sach mein aaye they, na ki uska brahm tha. Har second jaise minute ke barabar tha, aur har minute ghante ke.

Kuch minute baad aakhir kaar uska phone baj hi gaya, aur Supriya Sharma ka naam uski phone ki screen par tha. Usne jaldi se phone uthaya, aur saamne se Supriya ki meethi si awaaz aayi - Sorry, kisi aur ka call aa gaya tha.

Rahul - Koi nahi...kaisi ho tum...

Supriya - Main badiya.. tumhare itne saare messages aaye hue they, sorry main jawab nahi de paayi. Kafi busy chal raha tha.

Rahul - Koi nahi, haan mujhe pata hai tum boss ki beti ki shaadi mein help kar rahi thi aur fir maine suna tha tum apne ghar gayi hui thi.

Supriya ne socha ki Rahul toh uski poori khabar rakh raha tha. Sach toh ye tha ki kisi ka call nahi aaya tha, woh bas Rahul ko wait kara rahi thi. Rahul ne pichle 3-4 hafto mein use kayi saare messages aur call kare they. Kayi baar sorry likh diya tha, kayi baar milne ki minnate kar li thi, kuch jokes forward kiye they. Par Supriya ko toh samajh hi nahi aa raha tha ki woh uska kya jawaab de. Aur fir woh busy bhi ho gayi thi. Par ab.. ab shayad time aa gaya tha use call karne ka..

Supriya ne apni awaaz mein ek hasi laate hue bola - Acha ji… jasoosi kar rahe ho meri poori…

Rahul uski awaaz mein itni madhurta sun kar thoda hairaan ho gaya, par saath hi use rahat bhi aayi ki shayad Supriya sab kuch bhool chuki thi…

Rahul - Nahi, nahi, aisa kuch nahi… woh toh bas maine office mein suna…

Supriya ne thodi si gehri awaaz mein bola - Acha.. aur kya suna tumne mere baare mein…

[Image: 741b33009102edc72832c319d989604b.jpg]

Rahul toh ye khanakti hui awaaz sunte hi jaise fir se uska dewaana hota jaa raha tha - Aur toh kuch nahi…bas yehi tha...

Supriya - Hmmmm… ghar bhi nahi aaye itne dino se…

Rahul - Haan woh Atul ne bulaya bhi nahi…

Supriya - Toh kya sirf jab Atul bulayenge tabhi aayoge…

Rahul ko samajh nahi aa raha tha ki woh iska kya jawab de. Supriya toh aise baat kar rahi thi jaise kuch hua hi tha na. Iske liye toh bilkul bhi tayyar nahi tha.

Rahul - Emmmmm… nahi... main kabhi bhi aa sakta hoon….

Supriya - Toh aa jayo na…. Kal….

Rahul - Kal shaam ko??

Supriya - Nahi…shaam ko nahi… din mein office se nikal kar aa sakte ho kya?

Rahul ki toh awaaz nikalni hi band ho gayi thi - Haan… haan… haan main aa sakta hoon na…kuch kaam tha kya?

Supriya - Aur please Atul ko mat batana ki tum aa rahe ho… theek hai na?

Rahul - Haan, use kyu batayunga….

Supriya - Theek hai fir.. kal milte hai ek baje ke aas paas…theek hai na?

Rahul - Theek hai, main ek baje aa jayunga..

Supriya - Byeeeeeee

Isse pehle Rahul bye bolta, Supriya ne phone kaat diya tha. Rahul ne toh kabhi sapne mein bhi nahi socha tha ki aisa kuch hoga. Supriya ne use abhi call kiya tha aur itne ache se baat ki thi, aur fir usne use akele ghar bulaya tha?? Use yakin hi nahi ho raha tha ye sab hua tha. Uska dimaag bas daude jaa raha tha. Par Supriya ne aakhir use akele ghar par kyu bulaya tha?

Udhar Supriya ne phone rakha, uske haath buri tarah kaanp rahe they. Balki poora shareer hi kaanp raha tha. Usne kis tarah se abhi Rahul se baat kari thi bas woh hi jaanti thi, apne aap ko kitna sthir rakhna pada tha aur awaaz ko alag alag tarah se badalna pada tha. Kuch din pehle tak toh woh Rahul se ab kabhi baat bhi nahi karna chahti thi aur aaj usne itni sweetly usse baat karke use ghar par bula liya tha. Par agar usne Atul ko bata diya toh?

Ye sawaal usne Megha se bhi kiya tha, par Megha ne use samjhaya tha ki mard kaise sochte hai. Jab ek ladka kisi ladki ko kuch na batane ke liye bolta hai toh samajh lo ki aaj shaam tak poori duniya ko woh baat pata hogi. Par theek iska ulta hota hai jab koi ladki kisi ladke ko kuch na batane ke liye kehti hai toh, aur khaaskar agar ladke ko lage ki use baat chhupane se kuch mil jayega. 

Doosri aur Rahul ko toh lag raha tha ki jaise uski lottery lag gayi ho. Uske poora dimaag kafi halka mehsoos kar raha tha. Use lag raha tha ki shayad woh kuch jyada hi soch raha tha, Supriya bas busy hi thi. Woh khushi khushi wapas apne desk par gaya. 

Ab use base koi bahana bana kar kal office se nikalna hoga. Boss bhi abhi wapas nahi aaye they, toh use Atul se hi baat karni padegi is baare mein. Woh soch raha tha ki woh kitni der ke liye bole Atul ko. Yahan se wahan 45 min toh kahin nahi gaye they, aur fir wapas bhi aana tha. Aur fir wahan kitna time lagega.. 1 ghanta shayad…  nahi kam se kam 2. Toh Atul se 4 ghante ke liye bol deta hoon, par tab tak toh 4 baj jayenge. Par woh sab abhi kahan maayne rakhta tha.

Rahul - Atul, kal mujhe din mein kuch kaam tha… kya main 12 baje office se nikal sakta hoon.. 4 baje tak aa jayunga.

Atul ne use bina dekhe bola - Kal nahi Rahul… bahut kaam pada hai… tumhari files bhi poori nahi hui hai ab tak…

Rahul - Bahut jaroori hai Atul nahi toh main nahi bolta, tumhe pata hai na. Aur files main kal tak saari nipta lunga…

Atul - Aisa kya jaroori kaam hai jo 4 ghante lagenge…

Rahul - Tumhe traffic toh pata hi hai yahan ka… time lag jayega…please...

Atul - Jaroor kisi ladki se milne jaa raha hoga, tabhi itna please bol raha hai...

Rahul - Haan, kuch aisa hi samajh lo…

Atul - Chal theek hai, par files kal tak saari ho jaani chahiye. Aaj kal tera kaam kafi dheela ho gaya hai. Main dost hu isliye tujhe samjha raha hoon, isse pehle boss kuch bole.

Rahul - Thanks Atul!!! Main sab firse line par le aayunga...

Rahul bahut khush ho kar wapas apni seat par chala gaya. Woh soch raha tha ki Atul ko toh ye bhi pata bhi nahi ki jis ladki se milne ke liye woh use jaane de rahe hai, woh khud uski biwi hai. Use hasi aa rahi Atul par, shayad Atul itna bhi lucky nahi tha jitna usne socha tha.

Agle din, Rahul ne apni sabsi achi shirt nikaal par pehni aur apni gaadi mein perfume bhi rakh liya. Usne socha ki office se nikalte time woh laga lega. Abhi toh uska dimaag bas Supriya ke baare mein hi soch raha tha, woh pehli baar Supriya se akele mein milega... pata nahi kya hone wala tha...

Uski files abhi bhi poori nahi hui thi, par usne socha tha ki aaj jo use karke energy milegi usse woh usse saara kaam nipta dega. Woh baar baar apni ghadi ko dekh raha tha, time jaise beet hi nahi raha tha. Par kisi tarah se 12 baj hi gaye, aur fatafat se office se nikla. Kahin uski gaadi traffic mein fas jaati toh uska gussa bad jaata, ek ek minute uske liye keemti tha. Beech raaste use yaad aaya ki usne Supriya ke liye to kuch liya hi nahi. Kya lena chahiye tha use? Supriya ko kya acha lagta hai? Traffic signal par use koi fool bechta hua nazar aa gaya aur usne ek chota sa gulab ka guldasta khareed liya.

Gaadi aakhir kaar Supriya ke apartment building ke bahar pahuchi. Saamne wohi watchman tha jisse uski pehle behas hui thi. Woh jaldi se gaadi se bahar nikla.

Rahul - Bhaiya zara gate kholna, gaadi parking mein lagani hai…

Iqbal - Kiske jaana hai?

Rahul - 609….

Iqbal ne socha….609….ye toh Supriya madam ka flat hai, aur ye ladka kaun… acha ye toh aata hai unke pati ke saath kayi baar, aur us din badtameezi se bol raha tha mujhse..par aaj ye din mein woh bhi akele, kya mamla hai?

Iqbal anjaan bante hue hai - Kaun rehta hai wahan?

Rahul - Atul Sharma…

Iqbal - Par woh toh office gaye hai…

Rahul kheez raha tha, ye watchman usse kyu hazaro sawal kar raha tha - Haan woh pata hai, unki wife hai upar…

Iqbal - Unse kya kaam hai?

Rahul ne socha ise kya matlab mujhe kya kaam hai - Unhone bulaya hai kisi kaam ke liye…

Iqbal - Madam ne bulaya hai? Ruko main call karta hoon unhe…

Iqbal ne Supriya ko phone lagaya, woh besabri se intezaar kiya karta tha ki kab woh Supriya ko dekh paaye ya baat kar paaye. Kam hi mauke milte they.

Iqbal - Madam ji… ye bhaiya aaye hai neeche… bol rahe hai aapne bulaya hai…

Rahul - Rahul.. bolo Rahul aaye hai…

Supriya ko peeche se Rahul ki awaaz aa gayi thi - Haan bhaiya maine hi bulaya hain, aap inhe aane de..

Iqbal - Theek hai madam, main inse entry karwa leta hoon.

Supriya ne ek dam se kafi sweet si awaaz mein kaha - Bhaiya pleaseee, aaj bina entry kiye inhe aane do na… der ho rahi hai…please Iqbal…

Iqbal uske muh se apna naam sun kar toh pagal sa ho gaya tha, mana karne ka toh koi sawaal hi nahi tha - Madam ji aap please mat bolo… main inse entry nahi karwayunga… par aap dekh lena, kahin kuch uch neech ho gayi toh meri naukri chali jayegi…

Iqbal ishaare se samajhna chahta ki Rahul yahan aaya kyu hai.

Supriya - Kuch nahi hoga… aap unhe aane de…

Iqbal - Theek hai madam…

Iqbal ne Rahul ki gaadi ke liye darwaza khola aur usne jaldi se parking mein apni gaadi lagayi. Ghadi mein 1.10 ho rahe they, woh thoda late chal raha tha, usne socha nahi tha ki traffic itna kharaab hoga. Usne jaldi se gulab aathaye aur Supriya ki building ki lift ki aur chal pada. Peeche se Iqbal us par nazar rakhe hua tha.

Rahul besabri se lift ka intezaar kar raha tha, aakhir Supriya ne bhi toh phone par bola ki use jaldi hai. Aag shayad dono taraf barabar lagi thi. Upar pahuch kar Rahul ne apne kapde theek kiye, woh jaldbaazi mein perfume lagana toh bhool hi gaya tha. Par ab neeche jaane ka time nahi tha. Usne 609 ki doorbell bajayi. 

Supriya ne darwaza khola, usne ek tshirt aur leggings pehne hui thi. Rahul ne pehli baar Supriya ko saari, salwar ke elawa kuch aur pehne dekha tha, aur use dekhte hi uski aankhein fati ki fati reh gayi. T-shirt uske shareer se thodi si chipki hui thi jisse uska figure saaf tarah se dikh raha tha, aur uske boobs bina kisi ke pallu ya dupatte ke uske saamne they. Aur is tight legging mein toh uski taange kya mast lag rahi thi. Kya usne ye kapde khaas uske liye pehne they aaj?

[Image: Ee0-Tqby-Vo-AAEo-Lg.jpg]

Supriya ne chehakte hue kaha - Hi Rahul…aayo na..

Rahul - Hi Supriya… main theek.. tum kaisi ho?

Rahul ne ek dam se realize kiya ki Supriya ne toh usse poocha bhi nahi tha ki woh kaisa hai par usne fir bhi bol diya. Woh jhep raha tha…

Supriya ki shakal dekh kar lag raha tha jaise woh apni hasi daba rahi ho is baat par - Sorry maine pehle poocha nahi, kaise ho? Par tumne already bata diya hai.. toh rehne do…par ye batayo ye daadi kyu bada rahi rakhi hai?

Rahul khush ho gaya, Supriya us par poora gaur kar rahi thi - Bas aise hi bad gayi....

Rahul ne apne haath peeche kar gulab pakde hue they… woh Supriya ko dekh kar itna kho gaya tha ki use yaad bhi nahi tha ki woh uske liye ye laaya tha. Woh muskurata hua ghar mein ghusa.

Supriya - Peeche kya hai…mere liye kuch hai kya?

Rahul - Areee haan…sorry… ye flowers hai tumhare liye…

Supriya ne Rahul ke haath se gulaab lete hue unhe soongha - Wow… badi achi smell hai…

Rahul - Haan kafi fresh aur premium hai.. khaas tumhare liye…

Supriya - Awww.. thank you…aayo na baitho..

Rahul saamne living room ke sofe par par baith gaya. Supriya uske saamne wali deewar par apni peeth se tek laga kar khadi thi. Uske ek haath peeche uski gaand par tika tha aur doosra uske baalon mein tha. Rahul ko is samay woh bahut hi sexy lag rahi thi. Ab woh aage kya kare...kaise kare...

[Image: Ee0-Ts-U1-Uw-AAhl-Sk.jpg]

Supriya - Office se nikalna mushkil toh nahi tha?

Rahul - Nahi, boss toh they nahi toh Atul ko hi bol kar aaya hu...

Supriya - Oh acha..unhe kya bola?

Rahul ab thoda comfortable hota jaa raha tha, aur uski awaaz mein confidence wapas aa raha tha - Yehi ki kisi ladki se milne jaa raha hoon...

Supriya - acha... kis ladki se....

Rahul - Bas ek bahut hi khoobsurat si ladki se, tabhi toh Atul ne jaane diya..

Supriya haste hue - Acha... aisa kya... waise tumhari shaadi ki search kaisi chal rahi hai?

Rahul - Chal rahi hai bas...abhi tak toh koi mili nahi...

Supriya - Hmmm, acha kya piyoge? Chai, coffee, thanda? 

Rahul ko ye sab kahan chahiye tha aur time bhi jaldi jaldi beete jaa raha tha - Rehne do na Supriya… tum kitchen mein mat hi ghuso…

Supriya - Par kyun… oh acha…. jo pichli baar hua tha…..

Rahul ne socha bhi nahi tha ki Supriya khud hi us baat ko utha legi. Kal aur aaj ke beech mein usne kayi baar socha tha ki agar mauka mila toh woh hi us baat ko chhed dega aur fir dekhte hai Supriya kaise react karti hai. Par yahan toh kuch alag hi ho gaya tha.

Rahul - Nahi woh…. aisa kuch nahi….

Supriya - Oh acha… mujhe laga tha ki tum us baat ke baare mein abhi bhi sochte honge…

Rahul ki bolti band ho gayi thi, saamne Supriya uski aankhon mein aankhen daal baat kar rahi thi aur dheere dheere apni kamar aage peeche kar apne haath par tek laga raha tha. Kya chahti thi woh, kya woh abhi us par jhapat pade..

Supriya ne bholi si shakal banate hue kaha - Main toh bahut sochti hu us baare mein...

Rahul ekdam se bola - Sach mein??

Supriya - Rahul... sach ye hai ki...ki...main tumhe bahut like karti hu...

Rahul ke hosh udd gaye they, use yakin hi nahi ho raha tha ki usne abhi kya suna tha, aur jhat se beech mein bol bhi - Main bhi..

Rahul khada hua Supriya ki aur bada hi tha, ki Supriya ne haath aage karke use rukne ka sanket kiya - Poori baat toh sun lo, main tumhe bahut like karti hu as a friend... tumhi toh ek friend ho mere yahan Lucknow mein...

Rahul ko samajh nahi aaya ki ekdam se ye kya ho gaya.

Supriya - Ho na.. mere friend...

Rahul ne haan mein sir hilaya...

Supriya - Aur us din jo nadaani hum se hui... usme jitni galti tumhari thi... utni hi meri bhi thi... toh main tumhe sorry bolna chahti thi...

Rahul - Nahi Supriya, actually I am sorry....

Rahul ne socha bhi nahi tha baat aise palat jayegi, aur hafto se jo sorry woh bolna chahta tha aakhir uske muh se nikal hi gaya. 

Rahul - Us din tumhari koi galti nahi thi… main hi behak gaya tha… ho sake toh mujhe maaf kar dena…

Supriya - Rahul… maine kaha na… dono ki galti thi… chalo ab dono ne sorry bol diya aur baat khatam ho gayi… ho gayi na khatam?

Rahul - Haan, bilkul..

Supriya ne apne haath aage karke uski aur badaya - Toh friends, pehle jaise!

Rahul ne bhi apna haath aage kiya - Haan friends.

Rahul ke chehre pas muskan thi par andar use lag raha tha uske saath KLPD ho gaya tha, khade lund par dhoka. Supriya ka komal haath uske haathon mein tha, bas shayad yahin tak uski manjil thi. Dono ne kuch second haath mila kar apne haath peeche kar liye.

Supriya - Aree..dekho na… itna time ho gaya.. aur maine tumhe khane ke liye bhi nahi poocha… tumne lunch kiya tha kya?

Rahul - Haan, maine lunch kar liya tha office se nikalne se pehle…

Ye jhooth tha, par abhi uska kuch bhi khane ka mann nahi tha. Uske toh saare armaano par pani fir gaya tha.

Supriya - Acha tumhare paas tumhara office ka laptop hai kya?

Rahul - Haan hai na, neeche gaadi mein…

Supriya - Ek chhota sa kaam tha mujhe… please le kar aayoge kya….

Uski sweet si awaaz ko woh kaise mana kar sakta tha, saamne ghadi mein 2 baj rahe they. Abhi toh uske paas thoda time tha. Kam se kam woh Supriya ke saath kuch aur pal hi guzaar paaye.

Rahul - Haan main lekar aata hoon na.

Rahul jaldi se neeche apni car ki taraf gaya. Iqbal ne use apni car ki taraf jaate dekha aur socha - Ye itna jaldi mein kyu hai, iska kaam ho bhi gya kya? Ya fir condom lene aaya hai gaadi mein?

Rahul ne apna bag liya aur fir se lift ki aur tez kadmo se chal pada. Raaste mein use khayal aaya ki usne toh poocha hi nahi ki laptop ka kya kaam hai. Darwaza halka sa khula hua tha toh Rahul halki si knock karke andar ghus gaya. Saamne Supriya apne baal upar baandh rahi thi. Kya gazab lag rahi thi, uske boobs toh hadd se jyada pagal karne wale they. Aur baal theek karte karte uski tshirt bhi jara si upar ho gayi thi jisse uska pet dikh raha tha. Aur Supriya bina dare theek saamne uski aankhon mein dekh rahi thi.

[Image: Eesha-Rebba-Latest-Hot-Photoshoot-3-819x1024.jpg]

Rahul ne hi apni aakhen neeche kar li - Main laptop le aaya Supriya…kya kaam tha?

Supriya ke table se ek kagaz uthaya - Ye mera biodata hai, maine kagaz par likh diya tha, tum ise computer mein type kar doge kya? Mere paas yahan computer nahi hai…

Rahul - Bas itna sa kaam.. haan kyu nahi. Waise biodata kis cheez ka?

Supriya - Woh job dhoondne ke liye chahiye…

Rahul - Acha woh… use aaj kal biodata nahi kehte, Resume ya CV kehte hai…

Supriya - Main bhi kitni buddhu hu na….

Rahul - Aree.. isme kya hai… tum seekh hi rahi ho na…

Rahul wapas sofe par baith gaya aur apna laptop khol liya. Usne Word mein Supriya ka CV banana shuru kiya. Supriya wahin paas ke sofe par baithi thi aur usne wou kagaz pakda hua tha. Rahul jaldi jaldi type kar raha tha jaise Supriya ko impress karna chahta ho. Thoda time lag gaya use word mein sab kuch ache se format karne mein par aakhir ho hi gaya. Beech beech mein Rahul ki nazar Supriya par jaati toh woh wahin thoda baithe use dekh rahi thi, alag alag andaaz mein.


[Image: 7d95a3edb9e82b139e77e1d4726ef78a.jpg]


Rahul - Dekho, theek hai na?

Supriya ko ache se nahi dikh raha tha toh woh sarakti hui Rahul ke barabar mein baith gayi. Uske pair Rahul ke pairo se sate hue, jaangh se jaangh mili hui. Rahul ka lund harkat le raha tha par woh poori koshish karke use kaabu mein kar raha tha. Usne apni aankh ke kone se Supriya ka cute sa chehra dekha. Supriya ne laptop mein dekhne ke liye apna chehra uske aur paas kar diya tha. Itni paas toh woh us din they, jab usne use kiss kiya tha. Uske baalon ki late uske chehre par kitni pyaari lag rahi thi.

[Image: pleasant-family-couple-looking-laptop-sc...6-3747.jpg]

Paas aate aate Supriya ka kandha Rahul ke kandhe ko chhuu raha tha. Rahul ne uski aur dekha, uske chehre par ek smile hi thi, aur ye dekh kar uske bhi chehre par smile aa gayi. Ab laptop dono ki taango par tiki hua tha taaki Supriya ko bhi ache se dikh jaye. Sach mein itni paas ho kar bhi itni door thi Supriya uske liye. Kya woh apna chehra aur paas le jaakar uske gaalon par kiss kar de.

Par woh ab usi galti ko dubara nahi dohrana chahta tha, badi mushkil se woh aaj Supriya se mil paa raha tha. Kya pata baad mein fir kabhi mauka lage, aakhir usne bhi toh apni galti maani thi. Ho sakta hai usse fir woh galti ho jaye.

Supriya - Aree wahh.. tumne toh ise kafi ache se bana diya.. aur kafi kuch improve bhi kar diya…

Rahul - Haan, mera toh roz ka kaam hai documents theek karna…

Supriya - Tumhe lagta hai isse mujhe job mil jayegi?

Rahul - Haan bilkul…koi bewakoof hi hoga jo tumhe job na de…

Supriya - Thank you sooo much…tumne meri kafi help kar di aaj…mujhe email kar doge ye file…

Rahul - Par tumhare paas computer toh hai nahi toh fir?

Supriya - Email toh hai na… main dekhti hu kaise bhejungi ise aage…

Rahul - Agar kuch bhi aur help chahiye toh mujhe call kar dena.. main aa jayunga…

Supriya ne uski aur dekha aur apna haath uske haath par halke se rakh diya - Aur kise kahungi, tumhi hona…

Supriya - Aree, time toh dekho.. 4 baj gaye… chai bana du ab?

Rahul time sun kar hadbada sa gaya - Oh shit… 4 baj gaye.. pata hi nahi chala…mujhe jaldi se office pahuchna hai…

Supriya khadi ho gayi - Oh acha… haan woh toh important hai. Thank you so much tum aaye aaj, aur tumne meri itni madad ki, nahi toh pata nahi main ye kaise karti...

Rahul - Aree..isme kya thank you. Balki thank you toh mujhe kehna chahiye...

Supriya ne bhole pan se poocha - Kis baat ke liye..

Rahul - Kisi bhi baat ke liye nahi, kabhi aur batata hoon. Chalo, main nikalta hoon, mujhe late ho gaya. Tumhara pati hi chillayega mujh par..

Supriya - Haha, acha chalo… bye fir…

Rahul - Bye…

Rahul ne jaldi se apna bag uthaya aur neeche ki aur chal pada. Abhi toh use bas office ki tension thi. Usne neeche pahuch kar upar Supriya ki balcony ki aur dekha. Supriya wahin bahar khadi thi. Rahul ko dekhte hi woh muskura kar uski aur haath hilane lagi. Rahul ne bhi uski aur bye ka ishaara kar diya. Aur jaldi se apni gaadi le kar nikal gaya.

[Image: eesharebbha-stills-180422-001.jpg]

Iqbal wahin khada ye sab dekh raha tha. Supriya toh aaj kamaal hi lag rahi thi, itni door se bhi uski body ki shape ko ache se samajh paa raha tha. Uske bikhre hue baal jaise abhi usne Rahul ke saath kuch kiya ho. Uske mann mein kayi sawaal they - Supriya aur Rahul ke beech aaj hua kya tha? Supriya aise kapde pehen kar mili thi usse, kya chal raha tha unke beech, aur fir usne register mein entry bhi nahi karwayi…kuch toh gadbad thi..

Rahul ki car nikalte hi Supriya balcony se andar aa gayi aur ek dam se nidhal ho kar sofe par let gayi. Aaj ke poore tamashe ne uski poori energy kheech li thi. Baap re baap, sab ache se ho gaya par kitna mushkil tha. Uske chehre par jeet ki ek khushi si thi.

Usne jaldi se Megha ko phone lagaya. Megha ke phone uthate hi woh khushi mein zor se boli - Megha.. woh chala gaya abhi...oh god...

Megha uski awaaz sun kar samajh gayi thi ki sab acha hi hua tha par fir bhi pooch baithi - Kaisa raha sab?

Supriya - Bilkul jaise aapne bola tha sab waise hi hua… gazab ho aap bhi!!

Megha - Gazab main nahi tum ho jo itna kuch ho jaane ke baad bhi tumne itni himmat dikhayi…

Supriya ke saamne ek aur kagaz tha jisme kaafi sare points likhe hue they - Aapne bahut ache se samjhaya tha mujhe..

Megha - Acha, iska matlab fir toh acha se tadpaya hoga tumne apne aasiq ko…

Supriya - Aap bhi na, fir wohi shuru ho gaye.... Par haan sach bolu toh uski shakal dekhne layak thi.

Megha - Bechara...bahut galat kiya tumne uske saath..

Supriya - Acha... aap kiski side ho.. uski ya meri?

Megha haste hue - Ab pata chala na kaisa lagta hai kisi mard ka apni vash mein karke...

Supriya - Main toh abhi bhi nahi samajh paa rahi ki maine kaise kar liya ye sab…

Megha - Har ladki ye kar sakti hai, bas confidence chahiye thoda sa...pehli baar karke thak gayi hongi?

Supriya - Sach mein... abhi aisa lag raha hai jaise abhi gir jayungi..

Megha - Aaram karo fir tum ab... hum kal baat karte hai...

Megha ne phone rakh diya. Supriya ke chehre par abhi bhi ek badi si smile thi. Saamne kagaz par kuch aisa likha tha:

1. Aankhon mein aankh daal kar baat karni hai

2. Saamne wale ko surprise kar do, kuch aisa karo jo usne socha bhi na ho

3. Apni awaaz kabhi sweet aur kabhi sexy bana kar baat karo, jaisi situation ho

4. Uske saamne buddhu ban jaayo, jaise use hi sab aata ho

5. Par jab jaroorat ho toh uske saath bilkul strict bhi ho jayo


Aur bhi bahut kuch likha tha, jisne Supriya ki aaj kafi madad ki thi. Supriya ne kagaz ko mod kar sambhal ke rakh liya. Woh sach mein kafi thak gayi thi aur wahin sofe par uski aankh lag gayi. Aaj use darr nahi lag raha tha...
[+] 7 users Like Sriya2's post
Like Reply


Messages In This Thread
Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 11-12-2024, 03:16 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-12-2024, 06:15 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-12-2024, 07:23 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sintia - 13-12-2024, 04:18 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:31 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:34 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:43 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 08:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-12-2024, 09:07 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 16-12-2024, 10:39 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by r2413 - 17-12-2024, 12:54 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sri7869 - 17-12-2024, 05:12 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 20-12-2024, 07:46 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Mousumi - 20-12-2024, 08:48 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Ellma - 20-12-2024, 10:45 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-12-2024, 12:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Ellma - 21-12-2024, 10:16 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-12-2024, 07:55 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-12-2024, 09:34 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Rohit - 22-12-2024, 01:20 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 23-12-2024, 10:51 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Rumana - 23-12-2024, 01:03 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by r2413 - 23-12-2024, 02:38 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Bentley - 23-12-2024, 09:36 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 24-12-2024, 10:47 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Bentley - 24-12-2024, 12:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Raghu - 24-12-2024, 01:18 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 24-12-2024, 01:47 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Rohit - 25-12-2024, 10:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-12-2024, 02:29 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 25-12-2024, 07:54 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-12-2024, 10:21 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 25-12-2024, 10:26 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-12-2024, 11:46 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by pujaa69 - 25-12-2024, 02:39 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 26-12-2024, 10:12 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-12-2024, 09:59 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-12-2024, 06:42 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 29-12-2024, 09:52 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 29-12-2024, 10:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 30-12-2024, 09:44 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 31-12-2024, 09:04 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 31-12-2024, 09:56 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-01-2025, 09:06 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 06-01-2025, 12:15 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 08-01-2025, 09:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-01-2025, 12:42 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Samar78 - 10-01-2025, 06:08 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-01-2025, 10:29 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 11-01-2025, 01:30 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Logan - 12-01-2025, 09:51 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 14-01-2025, 10:42 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-01-2025, 01:43 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 18-01-2025, 01:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 18-01-2025, 05:41 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:25 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:26 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:28 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 19-01-2025, 10:29 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 19-01-2025, 11:37 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 20-01-2025, 12:12 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by pujaa69 - 24-01-2025, 10:19 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by momass - 24-01-2025, 11:37 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 27-01-2025, 02:38 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-01-2025, 10:01 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-01-2025, 12:59 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 28-01-2025, 11:04 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 29-01-2025, 11:40 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 01-02-2025, 05:59 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 02-02-2025, 10:13 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 02-02-2025, 08:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 03-02-2025, 04:08 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 03-02-2025, 05:06 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 04-02-2025, 12:07 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-02-2025, 01:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 04-02-2025, 01:34 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-02-2025, 09:13 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 06-02-2025, 09:28 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Mampi - 06-02-2025, 10:34 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by redarc - 06-02-2025, 06:13 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-02-2025, 07:44 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-02-2025, 09:26 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 08-02-2025, 01:10 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 08-02-2025, 08:30 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 08-02-2025, 11:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 10-02-2025, 10:53 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-02-2025, 09:25 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 14-02-2025, 10:56 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 15-02-2025, 07:30 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 16-02-2025, 10:27 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 17-02-2025, 09:58 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 23-02-2025, 09:20 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 24-02-2025, 10:15 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-02-2025, 02:40 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-02-2025, 04:21 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 27-02-2025, 01:12 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-02-2025, 04:51 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 01-03-2025, 10:35 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Logan - 01-03-2025, 03:44 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 05-03-2025, 02:26 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 03-03-2025, 11:34 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-03-2025, 12:25 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 04-03-2025, 03:18 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 04-03-2025, 07:46 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by pujaa69 - 04-03-2025, 08:57 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 05-03-2025, 02:14 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 04-03-2025, 10:38 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 05-03-2025, 02:32 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by momass - 05-03-2025, 08:29 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 05-03-2025, 06:24 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 05-03-2025, 07:13 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-03-2025, 01:00 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 06-03-2025, 01:22 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-03-2025, 01:36 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 07-03-2025, 11:02 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 06-03-2025, 01:43 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 06-03-2025, 03:17 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 06-03-2025, 04:24 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by RajV - 06-03-2025, 04:52 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 06-03-2025, 10:16 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-03-2025, 07:01 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 07-03-2025, 04:49 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 07-03-2025, 08:29 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 07-03-2025, 06:59 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 08-03-2025, 12:05 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 08-03-2025, 12:11 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 08-03-2025, 12:13 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 08-03-2025, 12:14 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 08-03-2025, 05:25 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 08-03-2025, 12:38 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 09-03-2025, 09:40 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 09-03-2025, 11:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 10-03-2025, 01:10 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-03-2025, 11:45 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 10-03-2025, 04:39 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 10-03-2025, 09:48 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 09:22 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 05:22 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by rp7575 - 11-03-2025, 11:09 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 11-03-2025, 11:40 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 09:26 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 11:17 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 12-03-2025, 08:02 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 12-03-2025, 11:57 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-03-2025, 08:20 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 15-03-2025, 08:32 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 13-03-2025, 11:07 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 14-03-2025, 12:20 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 14-03-2025, 12:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 14-03-2025, 06:19 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 15-03-2025, 08:19 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 09:51 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 09:50 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 10:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 09:49 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 17-03-2025, 01:03 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 17-03-2025, 03:17 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 17-03-2025, 06:06 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by RajV - 17-03-2025, 08:35 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 18-03-2025, 04:55 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 19-03-2025, 12:35 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 20-03-2025, 06:14 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-03-2025, 09:10 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 21-03-2025, 09:09 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by qazmlp - 21-03-2025, 12:59 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Aman34 - 22-03-2025, 12:03 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-03-2025, 09:31 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 25-03-2025, 09:33 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 26-03-2025, 02:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 26-03-2025, 04:46 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 27-03-2025, 09:57 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 07:15 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by sa9891 - 27-03-2025, 11:53 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 02:28 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 07:14 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Kiran85 - 28-03-2025, 09:22 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 28-03-2025, 11:33 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 28-03-2025, 11:37 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 28-03-2025, 11:39 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 28-03-2025, 11:40 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by shdas - 29-03-2025, 08:23 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 29-03-2025, 10:44 AM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by qazmlp - 29-03-2025, 06:02 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by masud93 - 29-03-2025, 11:51 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Sriya2 - 31-03-2025, 11:41 PM
RE: Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani - by Abhi T - Yesterday, 12:48 AM
Ek cute si housewife ki kahani - by Sriya2 - 12-12-2024, 02:02 AM



Users browsing this thread: qazmlp, shdas, 9 Guest(s)