31-01-2025, 09:24 AM
"Ab batao.. Tumne aisa kyun bola tha!" Gouri ne Amit ko fir lalkara.. Wajah sirf ek hi
thi.. Uss'se baatein karne mein Gouri ko maja aa raha tha...
"Kya bola tha?" Amit ne aisa natak kiya mano wah sab kuchh bhool chuka ho..
"Yahi ki tumhara hath pakadne ke liye mujh jaisi ladki ko kayi janam lag jayenge..!" Gouri ki aankhon mein ek aagrah sa tha.. Ki kadwa jawaab na de.. Wo iss jung ko khatam karke ek nayi shuruaat karna chahti thi.
"Maine aisa toh nahi bola?" Amit bhi aur jyada baat badhane ke mood mein nahi tha..
"Jo kuchh bhi bola tha.. Par matlab toh yahi tha na?"
Manu aur Vani ko unki bahas se ab koyi matlab nahi tha.. Wo toh ab ek dusre mein hi khoye huye thhe....
"Kuchh bhi kaho.. Par sach wo tha jo maine tumse raaste mein kaha tha.. Wo bhi tumhe bura laga...!" Amit ne karwat lekar uski aur chehra kar liya...
"Gouri ek pal ke liye sharma si gayi.. Apne gulabi honton par jeebh ghumayi aur fir najrein milate huye boli," par tumne haath kyun mara.?"
"kahan?" Amit shararati dhang se muskuraya..
"Tum sab jaante ho?"
"Tumne bhi toh ghoonsa mara tha!"
"Par maine toh pate mein mara tha.. Hulka sa!" Gouri ne uss pal ko yaad karke apni taangein bheench li... jab Amit ne majbooti se uske shareer ke sabse mast hisse ko ek pal ke liye majbooti se jakad liya tha..
"Aagey peechhe mein kya farq hai..?"
"Achchha ji.. Kuchh farq hi nahi hai..!" Gouri ne uss'se najrein milayi par lajjawash turant hi najrein hata li.. Uske sharirik haav bhav se Amit ko pata chal chuka tha ki wo kya chahti hai...
"Bahut ho gaya.. Ab dosti kar lete hain.." amit ne apna haath laitey laitey hi uski aur faila diya..
"Dosti ka matlab samajhte ho..?" Gouri ki bekraari badhti ja rahi thi..
"Haan.. Ladkiyon ke maamle mein.. Ganna ukhadon aur khet se bahar!"
"Matlab?" Gouri sach mein hi iss desi muhaware ka matlab samajh nahi payi...
"Kuchh nahi bus aise hi bol diya.. Jao ab sone do!" Amit jaan'ta tha.. Ab wo baat ko beech mein nahi chhodegi...
"Sach mein neend aa rahi hai kya?" Gouri ka achchha sa nahi laga..," Kya main bahut boring hoon?"
"Maine bataya to tha.. Tum kaisi ho?"
"Ab aa bhi jao.. Vani.. Subah uthhna bhi hai.." bahar se disha ki aawaj aayi..
Gouri Mayoos hokar uthh gayi.. Jane kaisi ootpataang baatein karti rahi.. Kyun nahi kah payi apne dil ki baat.. Ki.. Usko amit bahut achchha laga...
Bahar nikalte huye achanak wah kuchh soch kar wapas mudi aur apna hath badha diya..," Dosti?"
Amit ne lapak kar uska hath pakad liya..,"Pakki!"
"ek baat kahoon?.. Mujhe wo baat buri nahi lagi thi.." kahte huye gouri ki aankhein lajjawash apne aap hi jhuk gayi..
"Kounsi baat?" amit ne anjaan bante huye kaha..
"Wahi.. Jo tumne raastey mein kahi thi.. Aur tum bhi waise hi ho!" kahkar Gouri ne apna hath jhatak liya aur bahar bhaag gayi.. Sharmakar!
Vani ne apni aankhein band karke sone ki acting kar li.. Usko pata tha.. Ki soti huyi 'chhutaki' ko didi kabhi tang nahi karegi.. Warna uska Manu se door hona tay tha.. Raat bhar ke liye.... "Vani.. Jaldi bahar aa jao.. Sona nahi hai kya?" disha ne ek baar fir pukara..
"ye toh sofey par hi pasarkar so gayi.." Manu ne apni aawaj tez rakhi taki uski jhooth pakdi na jaye..
"ye bhi na.." Disha uthkar andar aa gayi," Vani.. Vani!.. Uthh rahi hai ya pani daaloon?" Disha ne vani ko pakad kar hilaya..
Par vani toh premsagar mein dubki laga rahi thi.. Pani ki kaisi dhamki.. Wo hili tak nahi..
"Disha ko jane kyun ahsaas tha ki ye noutanki ho sakti hai.. Aur jab usne pate par pasre hath ko uthhakar gudgudi ki to sach saamne aa gaya.. Vani se gudgudi sahan nahi hoti thi.. Wah khilkhilkar apne ko hansne se na rok payi.. Fir aankhein khol kar minnat si ki..," Sone do na didi.. Pls.. Main yahin so jaaungi.. Sofey par hi.."
Agar Manu akela hota toh shayad ek pal ke liye wah Apni jaan ko uski jaan ke sath hi chhod bhi deti.. Par amit bhi toh sath tha..," Nahi! Chalo bahar.." aankhein dikhate huye Disha ne Vani ko daant ai lagayi..
Mayus Vani uthhi aur runwasi si hokar pair patakti kamre se bahar jakar charpayi par pasar gayi.. Jaane kya armaan thhe jo khak ho gaye...
"Light off kar doon...?" Disha ne Manu ki aur dekhte huye kaha..
Bechare Manu ki toh batti gul ho hi chuki thi.. Jawaab Amit ne diya..," Haan kar do!"
Aur andar ki light off ho gayi.....
Kareeb aadha ghanta baad....
Vani ro dhokar so chuki thi.. Disha bhi gahri neend mein thi.. Par Amit, Manu aur Gouri... Teeno ki aankhon se neend gayab thi.. Kismat se miley iss mouke ko koyi ganwana nahi chahta tha..
"Tuney andar sone ko kyun kaha.. Kum se kum baat toh karte hi rahte..!" Manu ko Amit par gussa aa raha tha..
"Thhodi der mein apne aap pata chal jaayega.. Jaagta rah.. Bus ek kaam karna.. Koyi bhi agar ab andar aaye toh hum mein se ek bahar chala jayega.. Baki Apni apni kismat..!" Amit ne gurumantra Manu ko diya..
"Koyi aaye matlab..? Tujhe koyi bhram hai kya pyare!" Halanki Manu ko uski ye aas bahut pyari lagi thi..
"Bhram nahi hai beta.. Poora yakeen hai.. Maine toh Gouri ko ishara bhi kiya tha.. Pata nahi samjhi ki nahi.. Agar koi nahi bhi aaya toh main pakka bahar jaaunga.. Tu bata dena.. Vani ko andar bhejna ho toh..!" Amit ki iss baat ne Manu ko choukne par vivash kar diya...
"Matlab.. Tu.. ?"
"Haan.. Bilkul thheek samjha... Main aur Gouri.. Akele..! Tu kya samajhta hai.. Itni mehnat mein yunhi bekar hone doonga... Kabhi nahi..
Bus ek baat yaad rakhna.. Agar Gouri yahan aa jaye toh neend ki acting kiye rahna.. Aur jab mein usko poori tarah taiyaar kar doon toh ekdum se uthhkar bahar chale jana.. Fir bahar chahe apni kismat pe rona ya vani ke sath sona.." kahkar Amit muskuraya..
"I can't believe yaar.. Wo nahi aayegi.." Manu ki pant jaanghon par se buri tarah tight ho gayi thi..
"To main kab shart laga raha hoon.. Aa gayi toh thheek warna main bahar jakar usko jaga loonga"
Intzaar karte karte jane kab Manu gahri neend mein kho gaya; pata hi na chala..
Achanak Andhere kamre ke bahar maddhyam prakash mein ek saya sa ubhara
Amit dum sadh kar ye andaja lagaane mein jut gaya ki aakhir kiski kismat chamki hai..... Raat ke kareeb 11:30 baj chuke thhe.. Aasman mein faili saawani ghataayein apni jid chhodne ko katayi taiyaar nahi dikhayi de rahi thi.. Aise mein boondon ka chhamachham sangeet tadapti jawaan dhadkanon ko kaise na bhadkane par majboor karta.. Vani ke sapne bhi ab Manu-Milap se hi judey huye thhe.. So rahi vani ko ahsaas hua jaise kisi ne pyar se uske sir par hath fera ho.. Manu ke alawa aur ho hi koun sakta tha.. Vani apne mein hi simat gayi.. Manu ka hath uske sir se fisal kar uske maathhe par aaya aur usne Vani ki sharmayi kumhalayi aankhon ko apne haath se dhak diya.. Band aankhon mein hazaron sapne jeewant ho uthhe.. Honton par muskaan tair uthhi.. Dhadkane tej hona shuru ho gayi..
Achanak Manu jhuka aur Vani ke surkh gulab ki pankhudiyon jaise honton ki najakat ko apne tadap rahe honto se ijjat baksh di.. Honto se honto ka milan itni sukhad anubhuti dene wala tha ki vani ke hath apne aap hi upar uthh kar Manu ke sir ko balon se pakad kar apni sahmati aur samarpan prakat karne vivash ho gaye.. Hath kuchh na aane par Vani bechain ho gayi aur hadbadakar jaag gayi.. Kya ye sirf sapna tha.. Nahi.. Kaise ho sakta hai.. Agar aisa tha toh fir kaise uske honton mein ab tak chumban ki methhas kayam thi.. Uski mansal chhatiyon mein kasav ka karan kya tha..
Vani ne apni aankhein kholi aur apne dayi taraf charpayiyon par nischint hokar so rahi Disha aur Gouri ko dekha.. Dabey paanv uthi aur bina chappal pahne hi andar kamre ke darwaje ke paas jakar khadi ho gayi.... Andhere ke karan kuchh bhi dikhayi na diya..
Darwaje par ubhar aaye saye ko dekh kar Amit ki banchhe khil gayi.. Usne apni aankhein ek pal ko bhi jhapkayi nahi thi.. Dil-e-Guljar Gouri ke aane ki ummeed mein...
Vani ko kafi der tak wahin khadi dekh kar Amit usko gouri samajh kar khud ko rok nahi paya," Aa jao na.. Jaane mann.. Aur kitna tadapaogei.."
Baat dheere se hi kahi thi.. Magar Vani ko har aksar sapast sunayi diya.. Wo sakpaka gayi.. Aawaj amit ki thi.. Manu toh itna besharm ho hi nahi sakta ki apne dil ke armano ko yun seedhe shabdon mein daal kar bol sake.. Toh kya????
Pakdi jaane ki jillat si mahsoos karte huye Vani ulte paanv doud gayi aur wapas apni charpayi par jakar chadar odh li...
Amit ko pakka yakin tha ki aane wali aur koyi nahi Bulki gouri hi hai jo usko batane aayi hai ki wo bhi uske liye ab tak ja rahi hai.. Ye nimantran nahi toh aur kya hai? Amit ka rom rom khushi se pagal ho utha..," Manu.. Dekha maine kaha tha na.. Gouri jaroor aayegi...!"
"Manu!.... Manu? Abey ye sone ki raat nahi hai.. Uthh"
Manu aankhein malte huye uthh baitha..," Kya hua?"
"Gouri aayi thi yaar.. Wapas bhag gayi.. Agar tu nahi hota toh.. Aaj pakka.."
"Kya??? Sach...!"
"Aur nahi toh kya.. Maine koyi sapna dekha tha.. Arey ek pal ke liye bhi palakein nahi jhapkayi.. Mujhe visvas tha.. Maine uski aankhon mein wo sab dekh liya tha.. Uski aankhon mein pyar ki tadap thi.. Wasna ki mahak uske badan se aa rahi thi.... Yaar ek kaam karega..???"
"Kya?" manu ki neend khul gayi thi..
"Tu bahar chala ja yaar.. Mujhe yakeen hai.. Wo teri wajah se hi andar nahi aayi.. Warna.....!!! Mujhe yakeen hai.. Wo fir aayegi!"
"Par yaar raat mein ab bahar kaise jaaoon... Barish bhi ho rahi hai.. Abhi bhi..!"
"Pls yaar.. Maan ja.. Tu upar chala ja ghante bhar ke liye.. Upar baramada bhi hai.. " Amit ne Manu ki aur anunay ki dristi se dekha...
"Thheek hai yaar.. Chala jata hoon.. Par mujhe darr lag raha hai.. Agar Disha didi jaag gayi toh munh dikhane ke layak nahi
rahunga main.. Dekh lena..!" Manu bed se neeche chappal dhhoondhne laga..
"Nahi jaagegi yaar.. Main tera ahsaan bhool nahi paaunga...
Manu ek pal ke liye Vani ki charpayi ke paas ruka.. Munh par chadar nahi hone ke karan usko hulke andhere mein pahchan'ne mein manu ko koyi dikkat na huyi..
Vani ne bhi Manu ko dekh liya tha.. Ab aankhin band karke apni sadabahar muskaan ko chehre par le aayi thi.. Wo samajh rahi thi ki Manu usko dekhkar hi bahar aaya hai.. Aise mein pyar ki tadap se bhare apne dil ko kaboo mein rakh pana uske bus ka kahan tha..
Manu ne Vani ka chara gour se dekha.. Sone ka natak kar rahi vani ke chehre ke bhavon ko padhne ki koshish karta hua Manu dono par najar daalne ke baad uske paas baithne ko huaa.. Par Usko pata tha ki Gouri jaag rahi hai.. Man masos kar apni hasrat ko dil mein dabaya aur tahalte huye upar chala gaya..
Vani soch mein pad gayi.. Kya Manu usko upar aane ka ishara karke gaya hai... Ya fir yun hi... Bathroom toh baraamadey ke sath hi hai.. Fir upar jane ka matlab iske alawa aur kya ho sakta hai... Mujhe upar jana chahiye ya nahi.. Kahin kisi ne dekh liya toh.. Kahin Didi jaag gayi toh..
Vani abhi tak isi udhedbun mein thi ki Amit ko kamre se bahar aate dekh wah chounk gayi.. Adhkhuli aankhon se wo ye dekhne mein jut gayi ki aakhir ye sab ho kya raha hai...?
Amit Darwaje par hi khade hokar mahoul ka jayja liya.. Andhere mein wo Samajh nahi pa raha tha ki koun kahan leta hai.. Kuchh pal usne wahin khade hokar iss baat ke liye intzaar kiya ki Gouri khud hi usko dekh kar uthh jaye.. Par Gouri kahan uthhti.. Chron ki tarah wo do char kadam chal kar unke paas aaya..
Pahli charpayi par jab wah jhuka.. Vani ne apni aankhein band karke saans rok li..
Wahan vani ko dekhkar wah dusri charpayi ki aur chala.. Gouri Ko wahan pakar wah uske sir ki taraf jameen par baith gaya.. Kya masti se sone ka natak kar rahi hai.. Sochkar Amit ne mathe par rakhe uske hath ko hulke se pakada aur dheere se aawaj nikali..," gouri!"
Gouri neend mein hadbadakar uthh baithi.. Ganeemat thi ki Amit ne uske munh par hath rakh liya warna wah chilla hi deti shayad..
"Aawaj mat nikalna.. Didi jaag jaayengi.. Andar aa jao.."
"Kyun???" Gouri par abhi bhi neend ki khumari chhayi huyi thi.. Usne 'kyun' kaha aur fir se late gayi...
Vani badey gour se Amit ko dekh rahi thi.. Amit uske kaan ke paas apne hont lekar gaya aur fusfusaya..," Andar aa jao.. Sab batata hoon.."
Abki baar hi jaise asliyat mein Gouri ki neend khuli.. Uska ek baar fir chounk kar baithna aur ajeebo gareeb pratikriya dena isi baat ki pusti kar raha tha.. Halanki wah bhi bahut hi dheere boli thi..," Kya hai.. Marwaoge kya.? Bhago yahan se..!"
"Pls ek baar andar aa jao.. Mujhe bahut jaroori baat karni hai.. Abhi tum aayi toh thi darwaje par.. Kyun acting kar rahi ho.." Amit ki dileri dekhkar Vani sach mein hairan thi.. Uss baat par toh usne mushkil se apni hansi roki ki Gouri darwaje par gayi thi..
"Kya bakwaas kar rahe ho.. Main toh so rahi hoon.. Abhi bhag jao andar warna mein disha ko jaga dungi ." Gouri ne apni shirt ko thheek karte huye kaha...
"Main nahi jaaunga.. Chahe kisi ko jaga do.. Tumhe ek baar andar aana hi padega.." Amit ko yakeen tha ki Gouri sab natak kar rahi hai..
"Pls.. Mujhe neend aa rahi hai.. Sooooney do na!" Halanki ab tak neend Gouri ki aankhon se koso door ja chuki thi...
"Pls sirf ek baar aa jao.. Mujhe tumse kuchh kahna hai...."
"Nahi.. Yahin kah lo.. Andar Manu hoga..!" Gouri line par aati dikhayi di...
"Manu andar nahi hai.. Aur main andar ja raha hoon.. Do minute ke andar aa jana.. Nahi toh main wapas aa jaaunga.." kahkar bina Gouri ki baat sune Amit andar chala gaya... "Ajeeb blackmailing hai!" Neend ki khumari se nikal kar 'ab kya hoga?' ki sukhad jigyasa mein Gouri ne dono taraf karvat li; ye sunischit kiya ki koyi jaag toh nahi raha hai..... Aur uthkar bathroom mein chali gayi..
Kareeb 5 minute baad choukasi se Disha aur Vani par ek sarsari najar daal kar Gouri andar waley kamre ke darwaje se 2 feet andar jakar khadi ho gayi,"Kya hai? Jaldi bolo...
"Jara idhar toh aao!" bed par betaabi se Gouri ke aane ki ummeed mein baithe Amit ki khusi ka thhikana na raha...
"Nayiii.. Main aur andar nahi aaungi!" Gouri ko bhi toh nakhre aate thhe aakhir.. Har ladki ki tarah..
"Suno toh... Suno na ek baar.. Pls.. Yahan aao!" Amit usko hasil karne ke liye adheer ho raha tha...
"Kya hai? Yahan aane se kya ho jayega.... Lo aa gayi.. Bolo!" Amit ki manshaon se anjan aur nadan ban'ne ka natak karti huyi Gouri Bed ke kareeb jakar khadi ho gayi...
"Baitho toh sahi.. Main tumhe kha toh nahi jaaunga!" ab dono ko ek dusre ka chehra kuchh kuchh dikhayi de raha tha...
"Tum bata rahe ho ya main jaaun.. Mujhe darr lag raha hai...!" Gouri ne ek kadam aagey badhte huye kaha..
"Mujhse? .... Mujhse kaisa darr... Baitho na pls!" Amit bed par uski taraf sarak aaya.. Gouri ne pichhe hat'ne ki koyi koshish nahi ki...
"Tumse nahi.. Mujhe darr lag raha hai ki kahin Disha jaag na jaye..." Beet'ne waley har pal ke sath Gouri pighalti ja rahi thi... ,"Kahin Manu na aa jaye.. Wo kisliye gaya hai upar..."
Amit ne aagey badhkar uska hath apne hath mein le liya," Tum sach mein bahut sexy ho Gouri... Tum jaisi ladki maine aaj tak nahi dekhi..!"
"Aaj tak kitni ladkiyon ko boli hai ye baat..!" Gouri ne apna hath chhudane ki aadhi adhuri si koshish ki... Par safal na huyi...