31-01-2025, 09:22 AM
Tabhi Vani wahan aa dhamki.. Uske chehre se bekaraari aur pyar ki khumari pahchan'na mushkil nahi tha," Main bhi help karati hoon.. Manu ko bhookh lagi hai.. Jaldi khana taiyaar karte hain..."
"Achchhaaaa.. Manu ko bhookh lagi hai.. Baki kisi ko nahi!" Disha ne chatkyare lete huye kaha...
Vani kitchen mein baith kar aata goonth rahi Disha ke peechhe se uske galey mein bahein daal kar lagbhag uss par baith hi gayi," Nahi didi.. Usne bola hai aisa.. Ki usko bhookh lagi hai.."
"Theek hai theek hai.. Tu aise mat latka kar.. Pata hai tu kitni bhari hoti ja rahi hai.." Disha ka ishara uske wajan ki aur nahi.. Balki aakar mein badhte ja rahe 'santron' ki aur tha..
"Ummm 46 kilo ki hi toh hoon.." Kahte huye Vani ne Disha ke upar apna wajan aur badha diya...
"Ye Amit karta kya hai?" Chupchap baithi Gouri aakhirkar Amit ke prati apni utaukta darsha hi baithi..
"Main poochh kar aati hoon..." kahkar Vani andar bhag gayi...," Amit.. Aap karte kya ho.. Didi poochh rahi hain..."
"Kuchh nahi karta.. Bus aish karta hoon.." Amit ne sharaarati muakaan fainkte huye kaha...
"Arey.. Khushkhabri dena toh mein bhool hi gaya tha.. Hum dono ka IIT mein selection ho gaya hai.. Pichhle mahine hi result aa gaya tha.." Manu ko achanak yaad aaya...
"Ye koi khushkhabri huyi.. ITI toh hamare gaon ka kallu bhi karta hai.." Vani ne
jeebh nikal kar manu ko chidate huye kaha....
"Pagal Wo ITI hai.. Main IIT ki baat kar raha hoon.. IIT ki.. Samjhi.."
"Sab pata hai ji.. Jyada bhav mat khao.. Mera bhi selection ho jayega IIT mein.. Ek baar 12th ho jane do.. Aur tumse achchha rank bhi aayega.." kahkar vani wapas kitchen mein bhag gayi...
"Yaar ye Gouri toh bahut garam maal hai.. Dil kar raha hai..aaj raat mein iska bang kar doon?" amit ne Manu ke kaan mein fusfusaya..
"tujhe.. Har samay yahi baatein soojhti hain kya?" manu ne usko majak mein jhidka.
"Haan bhai.. Hum toh aisi hi baatein so hte hain.. Hum aise aashiq nahi hain jo apne pyar ko seene mein chhupaye tadapte rahein.. Aur mouka milne par bhi ganwa
dein.. Ye 21wi sadi hai dost.. Ganna ukhado aur khet se bahar.. Samjha.. Khair meri chhod.. Apni suna.. Tujhe akela chhod kar gaya tha.. Kuchh shuru kiya ya nahi.." Amit ne Manu ko modern pyar ka puran padhate huye poochha...
"Main tere jaisa besharm nahi hoon.. Pyar ki kadar karna jaanta hoon..." Manu ab
bhi apne vicharon par kayam tha..
" karta rah bhai.. Aur tab tak karte rahna jab tak wo tujhse ummeed chhod kar kisi dusre ko na pasand karne lagey... Fir hilana apna ghanta" darasal Amit usko uksana chah raha tha... Apne jigri dost ka andar hi andar kudhna uss'se dekha nahi ja raha tha..
" dekhte hain.. Anjaam-e-ishq kyahota hai.." Aur manu muskurata hua aankhein band karke akele mein Vani ke sath bitaye sukhad palon ko yaad karne laga..
"Tujhe pata hai maine gouri ko kya kiya..?" Amit ne Manu ko hilaya..
"Kya kiya.. Kab?" Manu ne aankhein kholte huye utsukta se poochha..
"Jab hum wapas aa rahe thhe toh usne andhere mein mere pate mein ghoosa mara
tha.. Maine uski wo daba di..." manu ne muskurate huye kaha...," Sach mein yaar aisa laga mano pighal hi jaaunga.. Bahut garam cheej hai yaar.."
" 'wo'? .... Kya matlab.." Manu ne choukte huye poochha..
"Arey ab hindi mein bulwaega kya?.. 'wo' matlab uski Gaa....."
"Bus bus... Tu toh bahut hi jalim cheej hai yaar..." TV ka volume badhate huye Manu ne chehra uski aur ghuma liya...," Par usne pahle ghoonsa kyun mara..."
"Maine houle se uske kaan mein kah diya tha kuchh..." Manu ne kuchh ko rahasya hi rakha..
"Kuchh kya.. Poori bata na!" Manu uttejit sa hone laga tha.. Jaan na pahchan.. Pahli hi mulakaat mein Gaand pakad li...
Amit ne garv se apne collar upar karte huye kaha.. "Hum toh bande hi aise hain bhai.. Faisla on the spot..."
"Tu bata na.. Kaha kya tha tune.." Manu jaan'ne ke liye tadap raha tha..
"Bus yahi ki tumse jyada sexy ladki maine aaj tak nahi dekhi.." Amit ne bata hi diya..
"Disha ne nahi suna...?" Manu usko aankhein faad kar dekh raha tha..
"Nahi.. Disha alag chhatri lekar chal rahi thi.. Main jaan boojh kar uski chhatri mein aaya tha... Dheere se kaha tha.. Uske kaan mein"
"Saaley.. Par teri itni himmat kaise ho gayi..?" Manu hairat mein tha.. Ab tak..
"Tabhi to kah raha hoon.. Apna guru bana le.. Sab kuchh sikha dunga.. Wo mujhe dekhkar muskurayi thi... Aur bande ke liye itna kafi tha.. Uska haal-e-dil jaan'ne ke liye.. Wo pyar ki mari huyi ladki hai jaani.. Aur humse achchha pyar aakhir koun de sakta hai.. Bahut garam chhori hai yaar.. Jaan bhi de dunga.. 'Uski' lene ke liye..... Dono ke beech kaam shastra par jirah jari thi ki Disha, Vani, aur Gouri khana lekar andar aa gaye...," Chalo.. Table aagey khench lo.. Khana khate hain..."
Aur paanchon aamne saamne baith gaye.. Vani 'apne' Manu ke saamne baithi thi.. Par Gouri jaanboojh kar Vani aur Manu ke beech Amit ke saamne na baithkar Manu ke paas wali seat par baith gayi.. Disha Amit ke samne thi..
"Ab poochh lo Didi.. Inn dono ka IIT mein selection ho gaya hai.." Vani ne Roti uthhakar apni plate mein rakhte huye Gouri se kaha...
"Congratesboth of you!" Disha ne dono ki aur mushkurate huye badhayi di...
"Thanx.. Tum badhayi nahi dogi Gouri JI!" Amit Gouri ke ab tak laal chehre ko dekhkar muskuraya...
"Congrates Manu!" Gouri ki badhayi Manu tak hi seemit rahi...
"Aur mujhe...?" Amit ne Gouri ki plate se roti utha li..
Ek baar toh gouri ne apni roti wapas chheen'ne ki koshish ki par jab dono ki aankhein char huyi toh wo sharma gayi...apne gorey galon ko pichkate huye dusri roti uthhate huye boli..," Bheekhariyon ko kaisi mubarakbaad...!"
Disha ne Gouri ki baat par aascharya se uski aur dekha," Tumhara 36 ka aankda kaise ban gaya...?"
"36 ka nahi.. Hamara 69 ka aankda hai..." Amit sach mein hi bebaak aur bindas tha..
Gouri ne kisi ashleel kitab mein '69' position ke baare mein padha tha.. Baat sunte hi uske Gaal laal ho gaye.. Janghon ke beech paniya si gayi aur chehre ki halat toh dekhte hi banti thi.. Badi mushkil se khane ka niwala galey ke neeche utara..
" '69' ka aakdaa...?" Disha aur Vani dono ek sath bol padi..,"Wo kya hota hai..?"
"Kkuchh nahi.. Main bheekhri hoon na... '69' ka aakda dene lene walon ke......"
"Khana khane de na yaar.. " Manu ko darr tha.. Amit ka koyi bharosa nahi.. Kab kya bol de...!"
"Koyi khane dega tab na...." Amit ka ishara Gouri ki aur tha...
"Haan haan.. Roti toh meri utha hi li..Tumhe apne haath se khilaaungi ab..." Gouri tab tak sambhal chuki thi aur fir se maidan mein thi...
"Sach.. Main dhanya ho jaaunga.. Agar ek baar khali chakha bhi di toh.." Amit pichhe hatne walon mein se nahi tha...
Disha aur Vani dono iss meethi jhadap ka anand le rahe thhe.. Wo samajh nahi payi thi ki rah rah kar Amit baat ko kahan lekar ja raha hai..
"Ye le....!" Amit ki har baat ka matlab samajh rahi gouri ke liye wahan baithna sahan nahi ho raha tha... Wah uthkar jaane lagi toh vani ne uska hath pakad liya..," Baitho na didi.. Aise majak mein bhi koi rota hai...!"
Disha ke aur kahne par badi mushkil se Gouri wapas wahi baith gayi...
"Agar tumhe meri baat se bura laga hai toh.... Sorry" amit ne uska hath hi toh pakad liya..
Gouri ki halat bin jal machhli ki tarah hoti ja rahi thi.... Hath chhudane ki hulki si koshish ke baad uske chehre par pyari si muskaan tair gayi," Achchha baba! Ab haath toh chhod do.. Khana toh khane do!"..
"Ye lo.. Maine kounsa jeewan bhar ke liye pakda hai.." Amit ne uske hath ko jor se dabaya aur chhod diya...
Amit ki iss baat par sabhi jor jor se hans padey....
Sakpakayi huyi Gouri ne fir Amit par tana mara," Jeewan bhar ke liye koyi bewkoof hi apna haath tumhe soupegi..." Bahas ab garam hoti ja rahi thi.. Par amit ekdum thhanda tha.. Cool man!
" aur tumhe wo level achieve karne ke liye kayi janam lag jaayenge... Itni bewkoof hone tak ki koyi tumhara hath pakadne ki soche... Jeewan bhar ke liye...! Tumhara toh chehra dekhte hi main samajh gaya tha... " Amit ko pata tha.. Uski aakhiri line gajab ka asar karegi.. Kisi bhi ladki par..
"Kya samajh gaye thhe.. Mera chehra dekhte hi..." Gouri ne khana chhod kar uss'se poochha.. Uske swar mein narmi thi.. Iss baar.
"Kuchh nahi.. Khana kha lo!" Kahte hi amit apna khana khatam karke uthh gaya..... "Tum andar bed par sona pasand karogey ya tumhari bhi bahar charpayi daloon.. Barish tham gayi hai.. Bahar bahut achchhi hawa chal rahi hai..." Disha ne bartan saaf karke andar aate hi Manu aur Amit se sawaal kiya...
"haan.." Manu aagey bolne hi wala tha ki Amit ne uska hath daba diya,"Hum andar hi so jayenge.. Meri tabiyat kuchh dheeli si hai..!"
Manu kuchh na bola.. Usne sach mein hi Amit ko apna loveguru maan liya tha...
"Jaisi tumhari marzi.. Hum ladkiyan toh bahar maje se soyengi..."disha ne Apni raay jahir ki..
"Hum bhi yahin so jate hain na didi... Abhi toh bahut baatein bhi karenge.. Amit aur gouri di ki ladayi bhi dekhni hai..!" Vani ki aakhri line se sharaarat bhale hi jhalak rahi ho.. Par uski aankhon ke bhav Manu se viyog na sah sakne ki tadap bayan kar rahe thhe...
"Tujhe pata bhi hai.. 11:30 ho gaye hain.. Subah uthh kar hi baatein karna ab.. Dekh lo Gouri.. Kitne maje le rahe hain log.. Tum dono ki ladayi ke!"
Gouri bhale hi upar se Amit se chidne ka dikhawa kar rahi ho.. Par amit ne uske pahle asafal pyar ki yaad taja kara di thi.. Kuchh palon ke darmiyan hi usko amit mein apnapan sa jhalakne laga tha.. Noukjhounk bhi toh apno mein hi hoti hai.. Fir Amit ki aankhon mein usko apne liye kafi aakarshan dekha thha.. Sundar sajeela toh wo tha hi.. Hazir jawabi bhi kamaal ki thi.. Aur bebaki ke toh kya kahne.. Gouri uski uss baat ko kaise bhool sakti thi jo usne uske kaano mein kahi thi," Tum badi sexy ho..!" aur fir jahan par usne haath mara tha.. Uski toh jaan hi nikal gayi hoti.. Uss sukhad anubhooti ko yaad karke rah rah kar uski jaanghon ke beech ufaan aa raha tha..," par Disha.. Mujhe lagta hai hamein bhi andar hi so jana chahiye.. Raat ko barish fir aa sakti hai.. Bewajah neend kharaab hogi.."
"Theek hai.. Fir baraamade mein daal lete hain... Theek hai?" Disha oonch neech ko samajhti thi..
Ab iss baat ko kaatne ke liye Gouri kya tark lati...," Theek hai.. Par kuchh der tak toh T.V. dekh hi lete hain..."
"Jaisi tumhari marzi.. main toh sone ja rahi hoon.. Jab neend aaye tab aakar so jana.. Bister laga deti hoon" kahkar Disha bahar nikal gayi....
Manu aur Amit Bed par jakar pasar gaye.. Vani ki khushi ka koyi thhikana nahi tha.. Ab wo kum se kum kuchh samay aur Manu ka pyara chehra dekh sakti hai.. Wo saamne wale sofey par jakar baith gayi.. T.V. dekhna toh ek bahana tha.. Rah rah kar unki najrein milti aur dil jhanjhana uthhtey.. Aankhon hi aankhon mein wo baatein bhi ho rahi thi.. Jis darr mein disha ne charpayi bahar dali thi!