24-01-2025, 01:10 PM
"Ab ghar kis'se poochhe yaar Amit; Yahan bahar koyi najar hi nahi aa raha.. Kaisa gaanv hai..." Aagey baithhe ladke ne bike se utar'te huye pichhe waley ladke se kaha.. Uska naam amit thha.
"Abey, sharaafat ke chasmein utaar kar dekhega tabhi toh koi dikhega.. Wo dekh.. Kya item hai yaar..!" Amit ne Balcony mein khadi gouri ki aur ungali uthha kar kaha!
"Tujhe toh aur koi kaam hai hi nahi.. Jahan dekhi wahin shuru...! Kisi ghar mein chal kar poochhte hain.." dusre ladke ne Amit ko pyar se jhidka..
"Abey devdaas ki aaulaad.. Bhool gaya khud kis liye aaya hai yahan gaanv mein.... tere saath mujhe bhi kheench laya.. Ab time pass to mujhe bhi chahiye na.." amit ki iss baat ne Dusre ladke ko niruttar kar diya...
"Jyada bakwas mat kar.. Wahin poochhna hai toh ja.. Akela hi poochh kar aa.. Main nahi jaaunga!"
"Dekh le beta! main tere liye shahar se gaanv aa sakta hoon aur tu mere liye 2 kadam bhi nahi chal sakta..." Amit ne Gouri par najrein gadaye kaha..," Dekh li teri dosti.. Thheek hai beta! main hi jata hoon.."
amit ko apni aur muskuraate huye aate dekh Gouri railing par jhuk gayi.. low cut T-Shirt mein se uski doodhiyan chhatiyan bahar sir nikaalne lagi..
"Hi beautiful!" Ghar ke bahar neeche aakar khade huye amit ne Gouri ki aur shararatpoorn dhang se hath hilaya..
Gouri boli toh kuchh nahi par uski iss bebaak harkat par muskuraye bina na rah saki.. Apni hansi chhipane ke liye gouri ne apne chehre ko ek hath se chhipa liya aur bina kuchh boley wahin khadi rahi...
"Sahi kahte hain.. Gaanv ki ladkiyon ka shahar ki ladkiyan mukabla nahi kar sakti. Main toh gaanv mein hi shadi karwaaunga!" Gouri ki hansi ko rajamandi maante huye Amit ne dheere se uss'par line maari...
Uski iss baat par Gouri khilkhila kar hanse bina na rah saki... Shayad uss raat ke baad Gouri pahli baar hansi thhi...," Main Gaanv ki nahi hoon..!"
"Oh shit! Main bhi yahi kahne wala thha.. Tum gaanv ki ho hi nahi sakti.. Tumhe dekhkar hi darasal mera vichar badla thha... Waise tumhara naam kya hai.. Sweetie!" aankh maarte huye Amit ne Gouri se parichay badhane ki koshish ki..
Iss harkat par Gouri sharma gayi aur andar bhag gayi..
"oye.. Sun toh!.. Soniye address toh batati ja ek!....."
Gouri ke wapis na aane par Amit apna sa munh lekar wapis aa gaya..
"Kahan bataya ghar..." dusre ladke ne utsukta se poochha..
"Kahan bataya yaar.. Usne toh apna naam bhi nahi bataya.." Bag se Lays ka packet nikalte huye amit ne kaha aur Bike ki seat par baith gaya..
"Yaar tu bhi na.. Ghar poochhne gaya tha ya naam poochhne.. "
"Abey saaley.. Naam bata deti toh fir toh kuchh bhi bata deti.. Maine socha step wise chalna chahiye... par yaar... Ladki kya hai.. Kayamat hai kayamat.. Upar se niche tak garama garam.. Chal usi ghar mein jakar fir poochhte hain..."
"Ab tu mera aur jyada dimag kharab na kar.. Main hi poochh kar aata hoon kahin..." dusre ladke ne kaha aur door ek ghar ke bahar baithhe aadmi ko dekh kar uss aur chal pada... "Didi, Hum shahar kab jayenge? Aapko jeeju ki yaad nahi aati?" Vani ne charpayi par chupchap leti Disha ke pass farsh par pasarte huye kaha....
"Jab wo lene aayenge tabhi toh chalenge.. Kal se unka fone bhi nahi mil raha.." Disha ne Vani ki taraf karwat lete huye uski moti moti masoom si aankhon mein dekhkar kaha...
"Ek baat poochhon didi...?" Vani ne uska hath apne hath mein le liya..
"Hummmmm.." Shamsher ki yaad aate hi Disha ki jawani ne angdayi si li.. Kitne din ho gaye thhe... Uski aagosh mein samaaye!"
"Aapko jiju bahut yaad aate hain na..." Vani ki aawaj mein sharaarat aur
sahanubhuti ka mishran tha...
"Dhat.. Ismein yaad karne wali kya baat hai... Aaj kal mein wo aane wale hi honge... (fir kuchh ruk kar) mujhse jyada toh tu hi unko yaad karti rahti hai... Kayi baar maine dekha hai.. Tu gumsum si rahti hai..."Disha ne halanki shamsher wali baat majak mein kahi thi.. Par Vani ke gumsum rahne wali baat majak nahi thi.. Disha ne kayi baar uski aankhon mein wo soonapan mahsoos kiya tha jo kisi navyouvna mein mard ki pyas ke roop mein uske ang ang se parilakshit hota hai..
Vani Disha ki iss baat par daant nikal kar hansne lagi," tum jal rahi ho didi! Tumhari kasam didi! Ab mein kabhi jiju ko uss najar se nahi dekhti..."
Disha ab tak gambheer ho chuki thi," Wo to main jaanti hoon Vani.. Par tum badal gayi ho.. Agar wo shamsher nahi hai toh koi toh jaroor hai.. Koun hai wo.. Mujhe bata de......"
Vani baat ko sunte hi iss tarah sakpakai jaise uski chori pakdi gayi ho.. Chehre ka rang udd gaya.. Najrein neechi ho gayi aur Uske hath disha ka hath chhod kar apne seene par aakar tik gaye mano dil mein gahre jakar bas gayi tasvir ko duniya se
chhipane k koshish kar rahe hon... Fir kuchh sambhal kar boli," Na.. Nahi didi.. Tum aisa kyun kah rahi ho..? aisa toh kuchh bhi nahi hai didi..." aur uthh kar jane ko huyi..
Disha ne uska hath pakad liya," Kahan ja rahi ho... Mere pass baitho.. Yahan!"
aur vani Disha se najrein churate huye charpayi par baith gayi...
"Dekh Vani... Mujhhse aaj tak teri koi baa chhipi nahi rahi hai.. Aur tu kisi se chhipa sakti bhi nahi hai.. Ye teri moti moti aankhein sab kah deti hain... Tu kitni bholi hai vani; tu khud nahi jaanti.... ab bata bhi de.. Wo koun hai..!"
"Didi.. Tum bhi na..!" Vani chehra ghumate huye disha ki chhatiyon se chipak kar apni sharam door karne ki koshish karne lagi..," wo.." tabhi Darwaje par huyi aawaj ne dono ko chounka diya...
Vani ne jaise hi chehra ghumaa.. Darwaje par khade shakhs ko dekhkar saans upar ki upar aur neeche ki neeche rah gayi.. Chehre ka rang ek baar fir udd gaya.. Aur charpayi par jad s hokar baithi rahi..
Disha sambhali aur muskurate huye uth kar khadi ho gayi," Manu! ... Tum?????"
Amit aur Manu andar aa gaye..," Namastey didi!" Jiske liye Vani ka dil dhadakata tha, jiska soonapan Disha ko uski aankhon mein mahsoos hota tha.. Usko yun achanak saamne pakar vani ko mano saanp soongh gaya, uski haalat kato toh khoon nahi wali ho gayi.. Dil mein achanak ek pal ke liye anjani lehar si uthhi, aankhein khil uthhi, shareer mein yovan ne angdayi li... Aur agle hi pal sharmakar andar bhag gayi.. Manu bhi usko seedhe dekhne se katra raha tha par tirchhi nigahon ne Vani ki uske liye kasak ko bhanp liya...
"Andar aao na.. Wahi kyun khade rah gaye.." Disha ne vani ko andar bhagte dekh hadbadahat mein amit ko prashansoochak najron se dekha..
"Didi! Y mera dost hai.. Amit! mere sath hi padhta hai.. aur amit... Ye hain Disha didi.. Vani ki badi behan!" VvVani ka naam bolte huye Badi mushkil se juban ne manu ka sath diya....
"Ohh achchha.." kahkar Disha unn dono ko andar le gayi..," Baitho!... Vani! jara pani toh lekar aao!"
Vani parde ki oat mein khadi hokar apne yaar ki soorat ka deedar kar rahi thi.. "Kitna pyara hai.. Kya ye mere liye yahan aaya hai.." mantra mugdh si vani ka dil jor jor se dhadak raha tha..Khoon mein jaise hajaron cheetiyan rengne lagi hon.. Vani ne apne aaweg ko dabane ke liye apni makhmali gouri taangon ko ek dusri se kaskar bheench liya..
Disha ki aawaj ne uske diwa-swapan ko bhang kar diya..," haan didi...... Ek minute idhar aana!"
"Kya hai? Tum bhi na bus!" kahte huye disha unn dono ki aur mushkurai aur andar wale kamre mein chali gayi...
"Kya hai....?"
"Shhhhhhh didi...... main bahar nahi aaungi..!" vani ne Disha se najrein churate huye kaha...
"Kyun.. Kyun nahi aayegi bahar.." Disha ne usi swar mein vani se kaha toh vani ne uske honto par apne haathon se tala jad diya..," Chup didi!"
Disha ki baat bahar baithe Manu ke kano tak pahunchi aur wo vichlit ho gaya.. 'Kya vani mere saamne nahi aana chahti'
Buddhu ko itna bhi maaloom nahi tha ki isi ko toh pyar kahte hain...
Disha dono ke liye bahar pani dekar wapas andar chali gayi...," Kya baat hai vani? Bata na.. Kyun nahi aa rahi bahar?"
"Mere kapde dekho na didi.. Kitte gande hain.. Aur fir bathroom bhi bahar wale kamre ke sath hai.. Main bagair nahaye....." Vani ki masoom aankhon mein lajja aa viraji thi...
"Ohooooo.. Kahan se gande hain kapde.. Batana jara.. Aur abhi nahayi toh thi yoga se aate hi.. Main bhi toh aise hi kapdon mein hoon...
"Wo baat nahi hai didi..." Vani apne hathon ko masal rahi thi.. Adheerta se!"
"Toh fir baat kya hai chhutaki! Jab manu shahar mein hamare ghar aaya tha toh tune usko kitna tang kiya tha.. Kitni khilli udayi thi.. Ab itna sharma rahi ho.. Aakhir baat kya hai...?"