19-01-2025, 03:46 PM
Jis navyuvak ko wo teeno taxi driver samajhne ki bhool kar baithe thhe wo dar-asal hisar mein ek badi company ke maalik ka beta thha.. Raaka! Deel doul mein unn dono se awwaal to tha hi.. Shakal surat bhi lubhawani thi.. Nisha ko wo driver sach mein hi pyara laga hoga.. Nahi toh bhala uski baaton ka bura nahi maanti kya? Wo toh aagey baithne tak ko taiyaar ho gayi thi agar rakesh use wapas na kheenchta to.. Khair gadi chal padi thi.... Mercedes ko sadak par doudte kareeb 5 minute ho chuke thhe. Dinesh aur rakesh Nisha se chipke baithhe thhe. Dinesh se raha na gaya aur usne apna haath Nisha ki mansal jaangh par hulke se rakh diya. Nisha Iss hath ki jane kab se pyasi thi. Uski jaanghon mein apne aap hi doori ban gayi...
"toh mam saab! Kahan se aa rahi ho aap?" Raaka ko bhi usi samay baaton ka silsila shuru karna tha..
"Lohaaru se!" Nisha ne taangein achanak wapas bheech li...
"Badey Ajeeb se log hain wahan ke.. Ek baar jana huaa tha.. Khair Hissar kisliye ja rahi hain..?" Raaka ne dusra sawaal daaga.
"Tum chupchap gaadi chalaate raho!" Nisha ke bolne se pahle hi Dinesh ne khij kar usko kaha. Wah chahta tha ki hissar tak pahunchte pahunchte Nisha itni garam ho jaye ki kucuh kahe bina hi unke pichhe pichhe chal padey.. Ye driver ab usko doodh mein makkhi lagne laga tha.....
"Aapki kya problem hai bhai sahab.. Shakal se iske bhai toh katai nahi lagte...." Raaka mood mein lag raha tha.
"Bhai hoga tu..... Teri problem kya hai.. Chupchap gadi chala na...." Dinesh ne itna hi bola tha ki Rakesh ne uska kandha daba diya....," kuchh nahi bhai sahab.. Iske liye main maafi maangta hoon.. Waise ye admission ke liye hissar ja rahi hai..." Raakesh Vasu ki tarah yahan koyi panga nahi chahta tha.
"Aur tum? ..... Tum kisliye ja rahe ho.. Lagta hai tum toh kisi college ke pichhwade se bhi nahi gujre ho aaj tak." Raaka ne time pass jari rakha....
"ww..wo humko iske mummy papa ne sath bheja hai.. Hum iske gaanv ke hain.." Rakesh ne hadbadahat mein jawaab diya...
"Yun beech mein baitha kar... Hummmmm" kah kar raaka jor se hans pada...
Nisha Raaka ki iss baat par buri tarah sharminda ho gayi. Usne Dinesh ka haath apni jaanghon se hata diya..
"Tumhe iss'se kya matlab hai... Tumhe toh apne kiraye se matlab hona chahiye.." Dinesh boukhla gaya thha...
"Sahi kahte ho.. Mujhe toh kiraye se matlab hona chahiye... To miss...? ... De rahi hain na aap......... Kiraaaaya!"
"Nisha Raaka ki iss dwiarthi baat ka matlab bhaanp kar buri jhenp si gayi... Uske gol doodh jaise gorey chehre par laali si jhalakne lagi... Par wo boli kuchh nahi.
Dinesh ne ek baar fir Nisha ko chhoone ki koshish ki par usne haath ko ek taraf jhatak diya. Dinesh tamtama uthha.
Gadi hissar ke kareeb hi thi... Raaka ne speed kam karte huye Nisha se mukhatib hokar kaha," Agar aapko aitraaj na ho.. Miss?... Toh mujhe yahan 5 minute ka kaam hai.... Intzaar kar lengi kya?"
"Tum hamein yahin utaar do... Hum koi aur gaadi kar lenge..." Dinesh uss driver se jald se jald pichha chhudana chahta tha...
"Kya kahti ho..?" Raaka ne Dinesh ki baat ko ansuna karte huye fir Nisha ko toka..
Nisha ne ek baar gardan ghuma kar dono ka inkaar wala chehra dekha aur najarandaaj karte huye raaka se boli," Theek hai.. Hum intzaar kar sakte hain.. Tum apna kaam kar lo.." jaane kyun nisha ne uski baat maan li... Rakesh aur Dinesh ko laga.. Iss baar bhi wo haath malte na rah jaayein.. Par marte kya na karte.. Chup chap munh banakar baithhe rahe.
"Gud!" kahte huye Raaka ne Gadi baayi aur ghuma di. Ek badi si factory ke bahar gadi rukte hi gatekeeper ne darwaja poora khol diya par gadi ruki dekhkar lagbhag bhagta huaa pichhli seat ki taraf douda.. Lekin Raaka ko driving seat se utarte dekh adad salute thhonk kar kaha," Kya baat hai sahab? Driver Kahan gaya?"
Raaka bina koyi jawaab diye tezi se andar badh gaya...
Majra teenon ki samajh mein aa gaya tha.. Apni galati par wo buri tarah sharminda thhe...
"Mujhe lagta hai hamein yahan nahi rukna chahiye.. Itne badey aadmi ko Driver samajh liya..." Nisha se Gadi mein baitha na raha gaya aur wo gadi se utar kar road ki taraf chal di....
"Arey mem'shaab kahan ja rahi hain..."
"Kuchh nahi.. Bus yahin tak aana tha" kahkar nisha ne apni chal tez kar di... Ye dekh Rakesh aur Dinesh ki toh baanchhe khil gayi.. Dono uske pichhe tezi se badh gaye... Chalte chalte nisha ne board par likha ek mobile no. Rat liya... Taki kum se kum sorry toh bol sakey........
Baki ka 5 minute ka rasta unhone 'auto' se tay kiya.... Hissar utarne ke baad samasya ye thi ki kahan chala jaye..
"Tum dono pls mujhe maaf kar do... Main ab apni saheli ke ghar jaaungi.."
"Ye kya kah rahi ho.... Aisa majak toh aaj tak kisi ne bhi nahi kiya... Pls ek ghante ke liye hi hamaare saath chalo!" Dinesh thhaga sa rah gaya tha...
"Par mera mood bilkul kharaab hai..... Fir kabhi......" Nisha ko unse pind chhudana mushkil ho raha thha...
"Pls.. Sirf ek baar hamaare saath chalo... Hum kuchh nahi karenge... Bus hamein kareeb se dekhne dena....." kahte huye Rakesh gidgida raha tha...
Nisha ko unki daya bhi aa rahi thhi aur apne badan ki bhi...," Promice?"
"100 bata 100 promice yaar... Tum chal kar to dekho ek baar.. " Rakesh ne dinesh ki taraf houle se aankh maari....
"Theek hai.. Par jaayenge kahan...?"
"Hotel mein chalenge Rani... Iss sahar ke sabse badey hotel mein...."
"Teeno... Ek saath?"
"Uski tum parwah mat karo.. Mere paas plan hai..." Rakesh aur dinesh Nisha ko raazi hote dekh mann hi mann gadgad ho uthhe...
"Thheek hai.. Par aadhe ghante se jyada nahi rukungi.."
"Ye huyi na baat" dinesh ne kaha aur ek auto waley ko rok kar Vikrant Hotel chalne ko kaha......