17-01-2025, 10:35 AM
"chal be!... Tu abhi tak yahin khada hai... Bahar nikal ja aur jab tak main na kahoon.. Andar mat aana... Bahut garam hai sali ye to... Bahut der mein thhandi hogi...."
"main kahta hoon ruk ja ganpat! Warna achchha nahi hoga..!" kapde ke fatne ki aawaj sunkar vicky apna aapa kho baithha... Seema uske dost ki jaan thhi...
"kyun be saale.. Teri kya behan lagti hai.. Jo itni fat rahi hai... Aur fir lagti bhi hogi to kya huaa... Main tujhe ticket dilwane ja raha hoon.. Pata hai na!" kahte huye ganpat ne ek jor ka jhataka dekar seema ke angon ko dhake huye top ko cheer diya... Iske sath hi seema ki cheekh nikal gayi... Goli uss'se 6 inch doori se gujri thhi.. Seedhi ganpat ke galey ke aar paar... Ganpat ka bhari bharkam shareer dhadam se farsh par gir pada... Seema apne angon ko apni hathheliyon mein sametey huye aankhein band karke baithh gayi... Dari sahmi....
Goli ki aawaj sunte hi body guard ek pal bina gawaayein apni Stengun taaney andar ghusa... Aur apni rivolver ki naali ko dekh rahe vicky par gun taan di... Usne dekha... Ganpat ko ab body guard ki jarurat nahi padegi... Uski body mein saans bache hi nahi thhe.....
"sala.. Ab mujhe hi aalakamaan ke paas jana padega... Ticket lene ke liye..." vicky ne guard ko dekhte huye kaha....
Guard samajh gaya... Politics mein power aani jaani cheej hai...," iska kya karna hai sir...... Vicky apne chehre ko apne pak ho chuke hathon se dhak kar sofe par baith gaya.. Usmein apni hone wali bhabhi ka saamna karne ki himmat nahi ho rahi thhi... Ganpat ko tapkaane ka usko katai afsos nahi thha par apne jaani dost ki jaan ke
saath anjaane mein jo kuchh wah karne ja raha tha; uske paschatap ki agni ne uski aatma ko buri tarah jhulsa diya tha... Jo kuchh bhi wo aaj tak karta raha thha.. Wah sab uska nihayat hi bachkana lagne laga... Usko aaj ye ahsaas ho raha thha ki mard ki hawas ka shikar ban'ne wali ladkiyan hamesha hi paraya maal nahi hoti.. Wo bhi kisi na kisi ki behan hoti hongi, beti hoti hongi, jaan hoti hongi.... Aur hone wali
bhabhi hoti hongi.....
Seema ne apne aap ko jaise taise sambhal kar chadar mein lapeta.. Aur apna fone dhhoondhne lagi... Par shayad fone gadi mein ya kahin sadak par hi gir gaya thha...
Vicky baar baar aa rahi tough ki calls uthhane ki himmat nahi kar pa raha thha... Aakhir mein usne fone seema ki aur badha diya...
," hello!"
"ji koun?" tough sapne mein bhi seema ke wahan hone ke baare mein nahi soch sakta tha...
"main.... Main hoon jaan... Tumhari seema!"seema foot foot kar rone lagi thhi..
"seemaaaa???" kahan ho tum?"
"yahin hoon.. Tumhare dost ke paas... Sec 1 mein..." aur seema kya kahti....
Tough ke upar mano bijli si gir padi... Pata nahi ek hi pal mein usne kya kya soch liya," Seema.... Tum bhi....?" kahkar usne fone kaat diya.. Aur apne ghutne pakad kar baithy gaya... Usne seema ko galat samajh liya thha....
seema fone karti rahi par tougu ne fone na uthhaya... Usne koi safaai sun'ne ki jarurat na samjhi........ Seema asahay hokar vicky ki aur dekhne lagi.. Usko maloom nahi thha ki vicky aur tough ek dusre ko kaise jaante hain.. Par itna to wah dekh hi chuki thhi ki vicky ke tewar ajeet ka fone aane ke baad achanak badal gaye thhe... Uski aankhon ki vasna humdardi mein badal gayi thi aur humdardi aisi ki uss par hath daalne wale ke pran hi noch liye.. Vicky uski najron mein ab villain nahi thha.. Uski ijjat ka rakshak tha..
Seema ne thhoda hichakte huye vicky ke kandhe par hath rakha," wwwoo.. Mera fone nahi utha rahe.. Pls mujhe jaldi se wahan le chalo.. Mere ajeet ke paas... Mera dum nikal raha hai yahan..." rah rah kar wo farsh par padi ganpat ki lash ko dekh leti...
"main bahut hi bura aadmi hoon seema ji... Maine aaj tak ladki ko khilouna hi samjha tha.. Mujhe nahi maloom tha ki ye ek din mere hathon ko khoon aur visvaasghat se rang denge.... Par mujhe kuchh ho jaye.. Parwah nahi... Main tumhare beech ki galatfahmi ko door karke rahunga..." kahkar vicky ne fone uthhaya aur tough ke paas msg bhej diya..' seema ko main jabardasti utha laya tha.. Main bahut sharminda hoon bhai... Tum kothi par aa jao!'
Jab tough ne apne fone par ye msg dekha to wah pahle hi kothi ke bahar aa chuka thha.. Intkaam ki aag mein jhulsata hua... Badla lene ke liye.. Seema aur vicky dono se....
Msg padhne ke baad uski aankhein aur laal ho uthhi...
Gatekeeper ne vicky ke ishare se gate khol diya.. Tough dandanata hua andar ja ghusa...
Darwaje par kadam rakhte hi basi hote ja rahe khoon ki durgandh ne uska matha thhanka diya..
Farsh par padi lash... Dushala audhe khadi subak rahi seema aur chintit vicky ko dekhkar usko apni aag thhodi der apne seene mein hi dafan kiye huye pahle poori baat jaan'ne ko vivash kar diya.. Usne seedha seema se sawaal kiya," kya hua hai yahan..?"
Apne pyar ki aankhon mein apne liye jara bhi humdardi aur pyar na pakar seema andar tak toot gayi... Hona to kuchh aur chahiye thha..Kaas uska ajeet usko bahon mein bharkar uss mar chuke giddh ke haanthon ki chhuan se lagi kalikh ko saaf kar deta... Uske halak se tadap se bhari aur mari si aawaj nikli," maine kuchh nahi kiya jaan.. Main waisi hi hoon jaisi yahan layi gayi thi.. Jabardasti.. Maine tumhara fone aane tak khud ko bachaye rakha.. Aur baad mein isne mujhe lutne se bacha liya..
Tough ko thhodi tasalli huyi.. Usne vicky ke chehre ki aur dekha.. Uske chahre par khud ke liye glani ke bhav thhe.. ," mujhe koi kuchh bataega.. Ki aakhir hua kya hai..?"
Vicky ne najrein jhuakey apne seema ke bhakshak se rakshak hone ki poori dastaan suna di...
Halanki tough ke mann mein ab bhi vicky ke liye ghrina ke bhav thhe.. Par aakhirkaar usne seema ko lutne se bachaya hi thha..
Tough bhag kar seema se jakar lipat gaya.. Seema sisak padi.. Apne yaar ki bahon mein aakar.. Uske hath chadar mein lipate thhey thhe; par uske hont aajad thhe.. Apna pyar aur begunahi pradarshit karne ke liye.. Usne tough ke galon par apne hont rakh diye.. Apna wada poora kiya.. Tough ko kiss karne ka.. Jaane kab tak wo aise hi liptey rahe... Honto ne honto ko chooma.. Apne pyar ke jinda hone ki mohar lagayi...
Tough ne seema se alag hote huye vicky se poochha... ," ye kya kar diya? Tum isko maare bina bhi seema ko bacha sakte thhe..!"
"pata nahi.. Mujhe kya ho gaya tha.. Mujhe ek pal bhi sochne ka mouka nahi mila dost..." vicky ab tak lajjit tha.. Tough se najrein nahi mila raha tha..
"tumhe pata hai.. Kya hoga? Ab iss'se kaise niptoge..?"
"jo hoga dekha jaayega dost... Par mujhe koi fikar nahi.. Sivay iss baat ke ki kya tum mujhe maaf karogey...!"
"28 taarekh ko shadi mein aa jana... Agar tab tak andar na pahuncho to!" tough ne rukhe shabdon mein usko apni shadi ka nyota diya aur seema ko apne se sataye bahar nikal gaya...
Seema ko sunkar aseem sukh mila.. '28 taareekh!'
Gadi mein baithte hi seema ne tough ki aur dekha," kya tum mujhe kusoorvaar maan rahe ho..?"
Tough ne mushkurate huye seema ki aur dekha," 28 taareekh ko baaaunga.. Abhi bahut taiyaari karni hai..." Aakhir kaar wo raat aa hi gayi jis raat ka tough... Or haan, seema ko bhi beshabri se intjaar tha.. Baraat chhoti hi rakhi gayi thi par reception par tough aur uske doston ne apne saare shouk khul kar poore kiye.. Gaanv se vani aur disha bhi aayi thi... Shamsher ke sath... Vicky aaya tha magar seema ke saamne jaane se katra raha tha...
Tough uske paas jakar bola..," uska kya kiya...?"
"abhi tak to uski laas bhi nahi mili hai... Guard ko maine 2000000 dekar desh se bhaga diya... Dekhte hain kya hoga...." vicky ne tough se kaha...
"hamarey sath foto nahi khichwayga?".....
"mujhe maaf kar de yaar..."
"arey bhool ja uss baat ko... Wo sab anjane mein hua tha na! Maine teri bhabhi ko sab bata diya hai.. Wo bhi tujhse naraj nahi hai ab... Chal aa!"
Kareeb 12:00 baje sabne tough aur seema ko nayi jindagi ke liye shubhkaamnayein dekar vida kiya...
Car mein jaate huye pichhe rakhe gifts mein se ek chhota sa dibba aagey aa gira... Seema ne dibbe ko uthhaya... Uss par likha tha.." Happy married Life!"--- vicky.
"Dekhoon ismein kya hai...?"
"dekh lo!" tough ne kaha...
"nahi.. Tum guess karo!" seema ne ajeet ki doordarshita jaan-ni chahi...
"humm... Koi ghadi ya fir..... Nahi ghadi hi hogi.. Sure!" tough ne dibbe ka size dekhkar kaha...
"nahi.... Mujhe lagta hai... Ismein koi ring honi chahiye..! Chalo shart lagaate hain..." seema ko maskhari soojhi...
"kaisi shart?"
"jo tum kaho..." ab seema ko usk kisi shart se aitraaj nahi tha... Wo jaan'ti thi ki tough koi sharaarat hi karega... Shart ke bahane..!
"tum ghar tak mujhe choomti rahogi... Agar main jeeta to...!"
"aur agar main jeeti to... " seema ne thhoda sa sharmaate huye kaha...
"to main tumhe choomta rahunga...!"
"na ji na!... Fir gadi koun chalaayega..."
"rok denge!"
"fir ghar kaise pahunchenge...?"
"kya jarurat hai...."
Baaton baaton mein seema ne packing khol dali.. Aur kholte hi uchhal padi.." oyiii maa!" aur dibba uske haath se chhoot gaya...
Tough ne dekha... Dibbe mein 4 condoms rakhe thhe... Aur sath hi likha tha... Jansankhya badhane ki jaldi ho to isko use mat karna...!
Tough bhi iss shaitaani par hanse bina na rah saka... 22 saal ki umar ki seema iss gift ko dekhkar sharam se laal ho gayi... Aur bechain bhi...
Apni jaan ki baanhon mein aane ke liye... Jiske liye aaj tak usne apne koumarya ko bachaye rakha tha...... Seema suhag sez par baithhi apne suhag ka intzaar kar rahi thi. Uska badan pani pani ho raha tha.. Apni jin sharirik kaamnaao ko usne badi sahajta se saalon dabaaye rakha, wo aaj jaane kyun kaabu mein nahi thhi.. Kuchh pal ka intzaar usko baar baar seedhiyon par 'apne' ajeet ke kadmon ki aahat sun'ne ko vichlit kar raha tha... Aakhirkaar uski khuddari, sahansheelta, aur bhagwan par atoot visvas ne usko uski niyati se rubaroo kara hi diya... Aaj wo apne aapko apne ajeet ko soupne wali thi... 'Tan' se! Mann se to wo kab ki usi ki ho chuki thi... Pahla pyar sabko itni aasani se naseeb nahi hota... Aur jinko hota hai, unko duniya mein kisi aur ki kami mahsoos nahi hoti....
Udhar tough ka bhi yahi haal tha.. Tough rah rah kar uthhne ki koshish karta par uske dost usko tadpane ke liye pakad kar 'thhodi der aur' kah kar baitha lete... Aakhir kar unhone usko apni suhagini seema ke paas jaane ki ijajat de hi di.
Upar aate kadmon ki aahat sunkar seema ka dil dhadakane laga.. Joron se; mano apne mehboob ke aane ki khusi mein naach raha ho.. Tough ne andar aakar darwaje ki chitkani laga di.. Sadi utaarkar salwar kameej pehan chuki seema ke pair jaanghon samet ek dusre se chipak gaye... Romanch mein... Aaj wo ajeet ko apna koumarya arpit karne wali thi... Aaj ajeet usko ladki se naari banaane wala tha... Poorn pavitra ardhangini...
Tough ne dekha; seema simti huyi hai, bed ke ek kone par... Uski palkein jhuki huyi bhartiya patni ke sarvshresth avtaar ko chitrit kar rahi thi.. Uske pair ka anghoothha dusre pair ke angoothhe par chadha uske dil ki umangon ko chhalka raha thha.. Uske hathon ki ungliyan ek dusri ke galey milkar ghutno par tiki apni beshabri dikha rahi thhi.. Mano ek haath 'ajeet' ho aur dusra swayam seema... Uske komal adharon par lagi surkh laal lipstick honton ke gulabipan ko ek naya hi rang de rahi thi... Kaam trishna ka rang...
Aisa nahi tha ki tough pahli baar kisi ke sath humbister hone ja raha tha.. Par aaj ka har pal usko iss baat ka ahsaas kara raha tha ki aaj ki har baat juda hai, alag hai.. Yun to wah kab ka insaan ban chuka tha.. Par aabhas usko ab jakar huaa tha ki apne 'pyar' se pyar karne ka romancu kya hota hai... Kal tak jis'se baat kiye bina wah rah nahi pata tha.. Aaj uss'se baat kahan se shuru karey, tough ko samajh hi nahi aa raha tha...
Aakhirkaar tough jakar seema ke pairon ke paas pair neeche rakhkar baith gaya.. Safed kurte payjaamein mein uska lamba chouda kaddawar shareer shandaar lag raha tha... Seema ke angoothho ki hulchal tej ho gayi.. Pair thhoda sa pichhe sarak gaye.... Tough ka dil pyar ke gahre samander mein hilourein maar raha tha.. Uska dil aise dhadak raha tha mano kisi naajnee' se pahli baar rubaroo hone ja raha ho. Jaise hi tough bed par Seema ke paas jakar baitha; wah kisi chhuimui ki tarah apne hi pahloo mein simat gayi.. Mano murjha jane ke darr se pahle hi kumhla gayi ho.. Ya shayad iss raat ke ek ek pal ko apni saansein rok dene ke liye majboor kar rahi ho...
Tough ne seema ka dahina haath apne haath mein le liya," Seema! Mujhe abhi tak visvas nahi ho raha, main itna khuskismat hoon."