23-12-2024, 10:23 AM
Tough ne om ko wahin chhod diya aur sunil aur
shivani ko bithha kar ghar le aaya... Ghar jaane par sabhi shivani ko ajeeb si najron se dekhte rahe.. Anjali aur gouri tak uske paas nahi gaye.. Uske saath shiv ne jo kuchh bhi kiya uske liye wah sahanubhooti ki patra nahi thhi.. Balki sunil ke sath usne jo kuchh kiya; usse wah kulta saabit ho gayi thhi.. Achhoot!
Tough ne sunil ko akele le jaakar baat karne ki koshish ki," yaar hum aadmi hamesha aisa hi kyun sochte hain.. Fir to tumhe bhi tumhare aur anjali ke relation bata dene chahiye.."
"Bus yaar! Main iss topic par baat hi nahi karna chahta!" lagbhag har aadmi apne kutsit karmon ko uthhaye jane par waisa hi jawaab deta... Jaisa sunil ne diya.. Haan aurat har-ek ko sirf 'uski hi chahiye!
Tough ko aage baat karne ka koi fayada nahi dikhayi diya.. Usne apni zeep start ki aur chala gaya... Miyan biwi ko unke haal par chhod kar...
Shivani ko anjali khana dene aayi par usne mana kar diya... Anjali ne uss 'kulta' ko dobara poochhne ki jarurat nahi samajhi.. Usko bhi sunil se hi humdardi thhi.. Apne sunil se...
Sirf ek bhool se shivani apno mein begaani ho gayi... Sirf ek bhool se wah 'akeli' ho gayi... Sunil ne usse na humdardi dikhayi aur na hi gussa.. Wah munh fer kar late gaya.. Shivaani apne aapko pavitra kar lena chahti thhi.. Sunil ke pasine se nahakar, uski baahon mein doob kar... Wah dusri taraf munh kiye huye sunil ki chhati ko upar neeche hota dekhti rahi.. Shayad gusse ki prakastha mein... Par uski himmat na huyi sunil ko chhoone ki, wah saza bhugat rahi thi; usse jhhoothh bolkar jane ki... Apne vicky ke paas... Par shivani se raha na gaya. Wah uthhi aur sunil ke sath baith gayi.. Dheere se apni ungali ke naakhoon se usko apne hone ka ahsaas karaya. Par sunil to jaise khar khaya baithha thha.. Wah achanak uthha aur shivani ke munh par thhappad raseed kar diya," harrraaamjadi, kutiya! Kya samajhti hai mujhe... Main koi kutta hoon jo baaki kutton ke utarte hi tujh par chadh jaaunga.. Sali.. Maine tujhe kya samajha thha.. Aur tu kya nikli... Meri shukragujaar hona chahiye tujhe iss ghar mein pair rakhne diyaa... Tere ghar wale.. Salon ne jarurat hi nahi samjhi ki poochh to lein aakar ki unki badchalan beti kahan rangraliyan mana rahi hai aajkal... Haraamjadon ne fone tak nahi kiya.. Karte bhi to kaise.. Pata hai salon ko apni aulaad ka.. Behanchod.. Meri jindagi mein naasoor ban kar fir aa gayi.. Mar kyun nahi gayi tu..."
Shivani ko laga ki ab to usko batana hi padega.. Chahe kuchh ho jaye. Wo jalaalat ki jindagi lekar nahi ji sakti thhi.. Par fir vicky ka kya hoga.. Ye vichar dimaag mein aate hi ussne behaya bankar jeena pasand kiya bajay uske 'vicky' par aanch aane ke..
Wah bed ke dusre kinare par late gayi aur apne bhagwan ko yaad karti huyi.. Jaane kab so gayi..........
Agle din Economicsdepartment mein peon ne aakar seema ko khat diya.. Wah uss par bhejne wale ka naam padhkar chounki.. Usspar 'Tumhara Ajeet' likha huaa thha.
Ji bhar kar kosne ke baad usne jigyasa vas bathroom mein jakar letter ko khola aur padhne lagi........... Tough shamsher ki jaan kha raha thha," yaar tune letter likh to diya.. Uski samajh mein to aa jaayega na!"
Shamsher hansne laga," abe! Thhodi thhand rakh, ab to wo letter padh chuki hogi.. Agar uska fone aa gaya to samajh lena.. Wo samajh gayi.. Nahi to kahin aur try maarna!"
Tough bed se uthh kar uske paas sofe par aakar baithh gaya," nahi yaar! Main kunwara hi mar jaanga; par maine bhagwaan ko kasam di hai.. 5-7 jitne bhi mere bachche honge.. Sab seema ke pate se nikalenge.. Uske alaawa sabko maa behan maanunga.. Kabhi bhi kisi se ulta pulta nahi bolunga... Bata na yaar.. Wo maan to jaayegi na.. Mujhe kunwara to nahi marna padega?"
Shamsher ne uske gaalon ko hilaya," wah re mere nadan aashik.. 900 choohein khakar tu bhagwan ke darbaar pahunch gaya.. Ha ha ha.. Abey tu aisa kab se ho gaya mere laal.."
Tabhi fone baj uthha.. Tough ne ekdum se uchhal kar fone uthhaya.. Par fone uske office se thha..," saaley ! Teri maa ki.. Kaat fone.. Aur aainda fone kiya to teri maa chod dunga..!
Shamsher jor jor se hunsne laga," saale! Abhi to tu jah raha thha.. Kisi se ulta pulta nahi bolega! Kasam khai hai.."
"Par bhai! Abhi to seema ka fone aayega na... Kya pata wo doubara na karey!"