15-12-2024, 02:33 PM
Update - 3.1
-------
Muskan ki itni jaldi “haan” sun ke Rinshu bhi chauk gaya tha. Itni tez toh kothe ki raand bhi nahi manti, wo bhi bhav ka tol-mol zarur karti hai. Isliye Rinshu ab thoda satark ho gaya tha, kahi sali usi par koi game na khel jaye. Use andaza nahi tha ki Muskan ke zindagi me intimacy aur mohabbat lagbhag na ke barabar thi. Pichhle teen saal se wo ek nun ki tarah ji rahi thi. Us samay kisi ne agar Muskan me dilchaspi dikhayi thi, to wo sirf Rinshu tha.
Aur sach ye tha ki Muskan andar hi andar Rinshu ko asal me pasand karne lagi thi. Ab jab Rinshu uska “bf” ban gaya tha, to wo sach me romance aur ishq ki ummeed laga rahi thi. Lekin doosri taraf, Rinshu thoda jyada hi cautious tha. Wo nahi chahta tha ki Muskan kisi tarah usse fasa de. Phir bhi, Muskan ke baare me Rinshu ki jo jaanch-padtal thi, us hisab se to koi gadbad nahi thi.
Muskan ke liye sab kuch seedha tha: Rinshu ab uska bf hai, aur is wajah se wo uski care kar rahi thi. Bas itni si baat.
Kareeb do hafte guzar chuke the, aur abhi tak sirf phone pe hi baatein chal rahi thi—wo bhi din me ek-do baar, bas formal si. Rinshu ke dimaag me confusion tha ki agla kadam kya ho. Lekin ek din uski jeb dhili hone ke baad usne faisla kar liya. Uski current gf ne nail salon ke bahane usse 3000 nikalwa liye the, aur ab wo is chakkar ko khatam karna chahta tha.
Usne Muskan ko phone lagaya, apne maqsad ko aage badhane ke liye:
"Muskan baby, kaisi ho?"
Muskan ne chehek kar jawab diya, "Main acchi hoon, aap kaise hain, Rinshu ji?"
Rinshu ne bola, "Main bilkul accha hoon, baby. Tum kabhi 2-3 ghante nikal sakti ho? Movie dekhne chalte hain."
Ye sun Muskan hairan ho gayi. Uske liye 2-3 ghante nikalna toh mushkil kaam tha.
"Pata nahi, Rinshu ji. Mere liye to bahut mushkil hai itna time nikalna," usne kaha.
Rinshu ne turant ek tarkeeb sochi aur bola, "Agar tumhare saas-sasur ko kisi tarah busy kar dein toh?"
Muskan ko ye baat ajeeb lagi, aur usne jawab diya, "Par wo kaise possible hai, Rinshu ji?"
Rinshu andar hi andar gaaliyan bak raha tha, lekin upar se shant reh kar bola, "Unhe nind ki goli de do!"
Muskan ispe bilkul chaunk gayi aur turant kaha, "Nahi, main aisa nahi kar sakti. Unki umar bahut zyada hai, ye risk lena sahi nahi hai."
Ant me, Rinshu ne haar maanni padi aur bas itna bola, "Accha, koshish karna, Muskan."
Muskan ne sidhe jawab diya, "Ji."
Rinshu agle din apne awara doston ke saath cricket khel raha tha, jab uske phone par ek message aaya. Message padte hi uska chehra khil utha. Bina kisi ko bataye, wo wahan se chupke se nikal gaya aur apni bike le kar seedha Muskan ke ghar ki taraf chal pada. Message me likha tha:
"In-laws passport update karwane gaye hain, free hun."
Rinshu ghar ke paas pahunch ke Muskan ko call kiya. Pehle to Muskan gussa ho gayi—use darr tha ki kahin mohalle wale dekh na lein. Lekin thodi der ke gusse ke baad, wo jaldi se neeche aayi aur Rinshu ke bike pe baith gayi. Dono bina kisi aur ko dekhe nikal pade.
Muskan ko laga tha ki Rinshu usse movie dikhane le ja raha hoga. Lekin Rinshu ke dimaag me ek alag hi plan tha. Wo movie ke chakkar me waqt aur mauka zaya karne ke mood me bilkul nahi tha. Bike tezi se chalate hue, wo apne kamre ki taraf le ja raha tha. Muskan andar hi andar thoda ghabra rahi thi, lekin usne kuch bola nahi.
Jab wo ek purani si building ke samne rukhe, Muskan ka dil thoda tez dhadakne laga. Building dekh kar lag raha tha ki yahaan zyada tar students rehte hain. Muskan ab sach me ghabra gayi thi. Dheere se usne pucha:
"Yeh kahan le aaye aap, Rinshu ji?"
Rinshu bike side me khadi karte hue Muskan ka haath pakad kar ek patli si building ki taraf le jane laga.
"Arey baby, yahi to main rehta hoon. Maine tumhara ghar dekha, ab tumhe bhi to mera pata hona chahiye na," Rinshu ne casual andaaz me kaha.
Muskan abhi bhi uljhan me thi. "Lekin movie?"
Ispe Rinshu hansi dabate hue apne mobile par ek movie app khola aur dikhate hue bola,
"Yahan dekh lena."
Rinshu Muskan ko le kar apne kamre me le gaya. Andar ghuste hi, Muskan ka chehra bigad gaya. Kamre ki halat dekh kar wo chidh gayi thi.
"Yeh kaise janwaron ki tarah rehte ho aap? Baap re, itni bottles! Hai Khuda, itne cigarettes! Tauba tauba…"
Rinshu ne Muskan ke shikayat sunte hue kamre ki taraf dekha aur mann hi mann socha, "Saala, kisi hotel le aana chahiye tha." Fir casually bola,
"Haan, thoda ganda to hai."
Muskan ne sir pakad liya. "Thoda ganda?!"
Rinshu dheere se Muskan ke paas aaya, uske bilkul saamne khada ho gaya, aur halka sa muskurate hue bola:
"Baby, I love you."
Muskan ne halki muskaan ke sath jawab diya:
"I love you too."
Rinshu Muskan se thoda chhote kad ka tha, aur Muskan ne chhoti si heel pehni hui thi. Rinshu ki nazar upar Muskan ki aankhon me thi, aur Muskan ki nazar neeche, uski taraf. Rinshu dheere se aage bada aur apne shareer ko sirf halka sa Muskan ke saath sataa diya. Muskan ek jhatke me Rinshu ko daboch kar gale se laga li.
Rinshu halki muskaan ke sath uske kaan me bola:
"Tumhe pata hai na, hum dono kya hain, aur aaj kya hone wala hai?"
Muskan sharma kar sir hilane lagi. Lekin Rinshu ne use roka aur bola:
"Nahi, muh se bolo."
Muskan dheere se bola:
"Hum dono gf-bf hain, aur… pyar karne wale hain."
Muskan ki masoomiyat sun kar Rinshu lattu ho gaya aur halki si hansi ke sath bola:
"Nahi re pagli, hum dono aaj se pati-patni hain."
Ispe Muskan ne tanj kaste hue kaha:
"Aise gande kamre me shuruaat?"
Rinshu ne haste hue jawab diya:
"Baby, kamal khilega aaj!"