07-12-2024, 07:45 PM
Update - 2
-*-*-*-*-*-*-
Muskan agle din uthti hai aur din ke roz ke kaam nipta kar kareeb 10 baje free ho jaati hai. Phir wo kapde dhone ka kaam shuru karti hai, jo usne pehle taal diya tha. Use pata hi nahi chala ki uska phone abhi bhi band hai. Kapde dhote-dhote kaafi der ho gayi. Jab wo kaam nipta ke TV dekhne baithi, tab use yaad aaya ki usne apna phone band rakha hai.
Phone on karte hi use pichhli raat ki wo call yaad aa gayi. Darte-darte jab phone pura chalu hua, toh kareeb 20 messages uske inbox me dikh gaye. Kuch kal raat ke the aur kuch subah ke. Raat wale messages gande-gande gaaliyon se bhare the, aur subah wale sorry messages ke. Muskan ne turant saare messages delete kiye aur number block kar diya. Usne lambi saans li aur apne aap ko sambhalne ke liye TV chalu kar diya.
Kuch der hi beeti thi ki ghar ke darwaze par dastak hui. Uske saas-sasur dono susta rahe the, toh Muskan jaldi se darwaza kholne gayi. Samne wahi ladka khada tha. Use dekh Muskan gusse se aag-babula ho gayi, lekin wo cheekh nahi sakti thi. Use mohalla waalon ka bhi darr tha.
Muskan ne aankhein phaad kar ladke ko ghoora aur ishare se wahan se chale jaane ko kaha, lekin wo ladka tas-se-mas nahi hua. Muskan ka darr aur badhne laga. Tabhi us ladke ne ek sasti si plastic ki rose Muskan ko di aur haath jod kar dheere se kaha, "Sorry darling, please mujhe maaf kar do."
"Darling" shabd sun Muskan ka gussa aur badh gaya. Dheere se boli, "Chale jao yahan se, please. Mere in-laws ghar me hain. Kyun mera ghar barbaad karne par tule ho?"
Ye sun ladka Muskan ke bagal se ghar ke andar jhankta hai aur phir Muskan ko ghoor kar dekhne lagta hai. "Main sirf ek shart pe jaunga, aur wo tumhe manana hi padega," usne kaha.
Muskan gusse se bolti hai, "Kuch nahi manane wali main! Bhago yahan se, badmaash, kutte!" Dheere se gaali deti hui Muskan ko dekh kar wo ladka bas daant nikal kar hasne lagta hai.
Muskan pareshan ho jaati hai aur asmanjas me usse poochti hai, "Kya chahte ho tum mujhse?"
Ladka jhuki nazar se dekhta hai aur aage badh kar kehta hai, "Tumhara naam Muskan hai na?" Muskan bas apna sir haan me hilati hai. Ladka bolta hai, "Muskan, tum meri girlfriend ban jao. Yahi meri khwahish hai."
Muskan sun kar ghabra jaati hai, lekin bina soche-samjhe turant bol padti hai, "Agar main tumhari girlfriend ban jaungi, toh tum abhi chale jaoge?"
Ladka has kar kehta hai, "Beshak, lekin tumhe meri GF banana padega."
Majboori me Muskan sir haan me hilati hai. Ladka aage badhta hai, Muskan ke chehre ko pakad kar uske gaal par ek chhoti si kiss karta hai, aur phir turant wahan se chala jaata hai. Muskan wahi zameen par gir kar nidhal ho jaati hai.
Muskan ke Bechain Khayal
Jo kuch hua tha, uspar yakeen karna Muskan ke liye mushkil tha. Usne apni wildest fantasies me bhi aisa nahi socha tha. Wo apne aap ko kosne lagti hai ki usne pichhli raat phone kyun lagaya aur kyun uska number apne paas rakha.
Muskan ki aankhon me aansu the, lekin uske andar ka ek hissa ajeeb si khushi bhi mehsoos kar raha tha.
Thodi der baad Muskan dheere se apne in-laws ke kamre me gayi. Unhe sota dekh uske jaan me jaan aayi. Wo chupchaap apne kamre me jaakar so gayi, lekin use ye andaza bhi nahi tha ki usne kis aafat ko apne sar le liya tha.