Thread Rating:
  • 1 Vote(s) - 5 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Shikari doosro ki Biwiyo ka (Writer :- Shikari Golu)
#41
Update - 40

Raat ko aasha ki chudaai karke hum dono nange hi chipak kar so gaye....aur humari need tab khuli ,jab kisi ne jor- jor se darwaja peeta....

Aasha uth kar bathroom me chali gai...kyoki use saree pahanni thi..... aur main jaldi se kapde pahan kar gate kholne....

Gate kholte hi maine saamne khade saksh ko dekha to hairaan rah gaya.....

Main- tum....subah-subah.....tum...tum yaha kaise.....?????

Ab Aage.......

Gate khol kar dekha to saamne nishu khadi thi...hath me coffy liye....

Nishu ko dekh kar main hairaan ho gaya...kyoki nishu to late jaagne wali ladki thi..,uper se use kaam karna bhi pasand nhi tha....

To subah-subah wo mere liye coffy laai...ye baat hairan kar dene wali to thi hi.....

Main- are nishu..tum....tum kaise....andar aao....

Nishu(andar aa kar)- majhli chachi (aasha) kaha hai......

Main- huh...pata nhi...sayad bathroom me hogi....waise tum aaj jaldi jaag gai....coffy le kar bhi aai....

Nishu(muskura kar)- hmm....waise aap itni der tak so rahe the....raat ko soye nhi kya theek se....

Main(chounk kar)- nhi...matlab pata nhi....need hi nhi khuli....

Nishu(muskura kar)- aur majhli chachi bhi aaj der tak soi....wo to jaldi jaag jati thi....

Main- saayad trainning ki thakaan hogi.....accha ab ready ho kar gym me aao....main bhi aata hu....ok

Aur fir nishu muskura kar nikal gai...tab mere dil ko raahat mili...

Main(man me)- saali kitne sawaal karti hai....

Aur fir maine gate lagaya aur coffy pine laga....tab tak aasha bhi saree pahan kar aa gai thi....

Aasha- chalo ab jaldi se ready ho jao...main chalti hu.....waise bhi aaj der ho gai....sab tumhari wajah se....

Main(aasha ko ek hath se baahon me kheech kar)- gussa kyo ho meri jaan....raat ko maza nhi aaya kya,....

Aasha(sharma kar)- chhodo na....puri raat to ho gai....abhi to chhodo....

Main(kiss kar ke)- raat ko jaldi aana meri jaan.....hmm....

Aasha fir sharma gai aur gate khol kar mujhe palat ke dekha aur boli....

Aasha(muskura kar)- nhi aaugi....

Aur jaldi se nikal gai....main bhi muskura utha aur coffy khatm karke bathroom chala gaya...,.

Fir tranning me kuch khas nhi hua...bas kal wali excersice hi ki...par pure time jab bhi aasha se najren mili to wo sharmati rahi.....

Tranning khatm karne ke baad main office nikal gaya.......

Office jane ke pahle maine tabu(aarif aur zoya ki beti) ko call kiya...par mobile band aa raha tha....

Main(man me)- iska mobile band kyo hai...kya kal ki baat se bura maan gai....chalo office me milegi to puch looga....

Well...main bhesh badal kar office pahucha aur apne naye cabin me baith kar komal aur tabu ka wait karne laga....

Thodi der baad komal to aa gai...par tabu nhi aai....

Komal(gate par)- sir....andar aa sakti hu...

Main- oh...haa...aa jao....

Komal jaise hi andar aai to main use dekhta hi rah gaya...wo kal se bhi jyada kamaal dikh rahi thi....bilkul alag....

Aaj usne sleevless blouse pahna tha....wo bhi chhota sa....bas uske boobs hi dhak raha tha....

Aur saaree bhi thoda neeche se baandhi hui thi....jisse uska pet aur kamar kuch jyada hi dikh raha tha.....

Uper se uske khule huye baal uski khoobsoorti ko aur jyada bada rahe the.....

Main to use dekh kar hi mast ho gaya...aur fir usne jhuk kar mere saamne file rakhi to uski blouse se jhankti chuchiyon ko dekh kar mere lund me sansani si hone lagi....kitna gahre gale ka blouse tha uska....chuchiyon ke beech ki gahraai saaf dikh rahi thi....dil khush ho gaya...

Komal(muskura kar)- sir....ye file check kar lijiye...simi medam ne bheji hai...sir....

Main(chounk kar)- ha...kya kaha...

Komal(muskura kar)- sir file...simi mem ne bheji hai...

Main(muskura kar)- hmm...tum baitho....main dekhta hu...

Fir maine file par najar dali aur sighn kar ke komal ko de di...jise uthane komal fir se jhuki aur ek baar fir se mujhe uske gore-gore boobs dikh gaye...

Komal- main file de kar aati hu...

Komal ne file uthai aur bapis jane lagi.....aur main uski balkati hui kamar dekhne laga ki tabhi mujhe tabu ka khyaal aaya....

Main- are komal...ek minute...

Komal(palat kar)- ji sir....

Main- are wo ladki...matlab tabu...wo kaha hai...

Komal- sir wo saayad aaj aai nhi....

Main- ohk...tum jao...aur jaldi aana....bahut kaam hai...

Komal(haste huye)- ji sir...abhi aai....

Komal to chali gai par mera dimaag ye soch kar paresaan tha ki tabu kyo nhi aai...uper se uska phon bhi band tha.....

Main(man me)- kahi kal jaldi to nhi kar di....sali hath se na nikal jaaye.....aarif se baat karuga....aise hi hath se nhi jane duga...

Fir jitni der tak main office me raha...utni der bas komal ko dekhta raha....kisi na kisi bahane main use paas bulata aur uski jawaani ka raspaan karta....

Main(man me)- ye to aaj bijliyan gira rahi hai.....bas ek baar meri ban jaay to fir....aahh....tab tak aise hi maze lo aur kya....

Komal ke chakkar me aaj main zoya se milne bhi nhi gaya...seedha ganesh ke ghar aa gaya aur aate hi so gaya...raat ki need bhi puri karni thi na...

Par meri kismat me saayad need thi hi nhi....main soya hi tha ki kuch der baad sanno ka call aa gaya....

( CALL PAR )

Main(phon utha kar)- ha sanno....bolo....

Sanno- kaise hai saab...

Main- badiya hu....tune ye puchne ke liye meri need kharab ki hai kya.....

Sanno- nhi saab....maine to isliye phon kiya kyoki raj baar-baar aapke liye puchne aata hai.....socha aapko bata du...

Main- ohh...koi baat nhi....main jaldi hi aauga...fir khud sambhal looga....ok....aur kuch...

Sanno- ha saab...wo main thoda gaon tak jana chahti thi...bas 2 din ke liye....jane ki izazat hai saab...

Main- hmm...2 din...par jana kyo hai....

Sanno- wo saab ek saheli hai meri...usne bulaya hai....uske ghar sadi hai...

Main- hmm...theek hai chali jao...waise bhi main 2 din nhi aane wala...khair...tum taiyari karo...main paise pahuchata hu...

Sanno- are nhi saab...paise to hai saab....maine bas puchne ke liye phon kiya tha...

Main- are sanno...tu meri rakhel hai....aisi-waisi nhi.....tu bilkul raheesi se raha kar....tu ruk....kuch der baad driver aa jayga paise le kar....fir usi ke sath car me jana...aur haa...pahle shopping karna...samjhi....

Sanno(muskura kar)- sukriya saab....

Main- are sukriya kaisa...main aauga to hisaab barabar kar looga...hahaha....

Sanno- ji saab...mujhe intzaar rahega...

Main- chal ab ready ho ja...main bhejta hu car...ok....bye...

Maine call cut ki aur simi ko call kar ke sab samjha diya....aur fir se so gaya....

Fir meri need tab khuli jab koi mujhe hila raha tha...aankh khol kar dekha to saamne nishu khadi thi...

Main(baith kar)- tum...tum andar kaise....???

Nishu- wo aap gate khol kar so rahe the....

Main- ohh....bolo kya hua...

Nishu- wo gym ka time hone wala hai na....to jagane aai thi...coffy bhi lai hu...

Main- hmm...lao..coffy ki jaroorat bhi hai...thakaan si ho rahi hai...

Nishu(muskura kar)- ab itni mehnat karege to thakaan hogi hi na...

Main- hmm...lao coffy lao....

Nishu(coffy de kar)- aap theek se need liya karo...thakaan nhi hogi...

Main(nishu ko dekh kar)- hmm...waise tumhari saza baki hai...taiyaar rahna....

Nishu- janti hu....aap ready ho jao...main chalti hu....

Aur nishu jaldi se nikal gai....

Main(muskura kar)- saza ka sunte hi bhaag gai....ruk tujhe batauga....badi aai advice dene...huh...

Fir trainning me sabko yoga karwaya aur fir uske baad waqt tha uska naam janne ka jiski aaj massage hone wali hai....

Main- to...aaj koun aayga massage ke liye....aage aao...

Aaj bhi sab massage ki baat sun kar sharma gaye aur ek-dusre ko dekhne lage....

Main- are yaar...aise nhi chalega....koi to bolo...nhi to main jise kahuga use aana hoga....samjhe....

Fir bhi koi aage nhi aaya....

Sushma- are tum sab chup kyo ho....ab main to ja nhi sakti...kal hi karwaya tha....aaj bhi jau kya...

Main- nhi....sushma tum nhi....sabka number jaroori hai...par haa...tum inko ye batao ki massage ka fayda kya-kya hua....

Sushma- are fayda hi fayda hai,...meri body ka sara dard door ho gaya....poora aaraam mil gaya....aur haa....golu ek professional ki tarah massage karte hai...isliye jaisa kare karwa lena....ho sakta hai tumhe suru me wo galat lage...par uske baad tumhe maza hi aayga...aur body me pura aaram milega...samjhi...

Jab tak yaha kisi ka naam tay ho pata...uske pahle hi mujhe ek call aa gaya aur mujhe massage ko kal par taal kar jana pada....

Main- sorry...par bahut jaroori kaam hai.....massage kal hoga...tab tak tum sab soch lo ki koun karwayga nhi to main kisi ek ko chun luga...ok...

Aur main ready ho kar nikal gaya...aur bapis aaya raat ke 9 baje...jab sab mera dinner table par wait kar rahe the....

Sushma(mujhe dekh kar)- aao golu....kitni der laga di...hum sab kabse rah dekh rahe the....

Main- sorry thoda late ho gaya...par tum logo ko kha lena chahiye tha na....

Sushma- are itni bhi koi der nhi hui...chalo suru karo....

Fir sabne dinner kiya aur beech-beech me aasha ke sath mera nain-matakka chalta raha....

Main(uth kar)- mera ho gaya....chalo main chalta hu....aasha chalo....

Meri baat sun kar sab chounk gaye...kyoki maine bola hi is tarah tha jaise main apni biwi ko order de raha hu.....

Main(sabko dekh kar)- are aise kyo dekh rahe hai sab...wo to aasha sath rahti hai to dar nhi lagta...bas isliye...

Sushma- waise dar ki koi baat hai hi nhi...accha tum batao aasha...tumhe kuch dar mahsoos hua kya...

Aasha(mujhe dekh kar)- nhi bhabhi..dar to nhi.....par haa...kuch to hai waha...jo raat ko sone nhi deta....

Sushma- aisa kya hai....main samjhi nhi....

Aasha(man me)- ab aapko kaise samjhau....ki kya sone nhi deta...bas maze deta hai....

Sushma- are bol na....kya dekha tumne...

Aasha- are bhabhi....dikhta nhi....bas mahsoos hota hai....kaise batau.....

Main- dekho....main samjha to nhi sakta....par...agar tum logo ko mere sath rahne se dikkat hai to main ghar chala jata hu...ok...

Aasha- nhi....matlab dikkat kaisi....main chalti hu...theek...kyo bhabhi....

Sushma- bilkul...dekho golu...hume koi dikkat nhi...hum to bas puch rahe the....aasha...tum jao....aur baki sab jaldi sone jao...subah time par uthna hai na...mujhe roj ki tarah sabko jagana na pade.....

Main- theek hai...aasha tum jaldi aana...tab tak main bhi change kar leta hu....ok

Itna bol kar main room me aa gaya.....yaha aasha to mere sath chalne ke liye taiyaar hi thi....baki sabko bhi koi problem nhi thi....isliye sab sone nikal gaye.....

Par koi tha jiske dimaag me kuch uthal-puthal chal rahi thi....isliye wo dar ke piche ki sacchai jaanne ko bekaraar tha......par kaise...????

Thodi der baad aasha room me aa gai....jiska main besabri se intzaar kar raha tha....wo aaj bhi saree pahan kar aai thi....

Aasha ne andar aate hi gate lock kiya aur mujhe dekhte hi sharmane lagi....

Main(aasha ke paas ja kar)- oh ho....ye sharm kis liye meri jaan....ab iski jaroorat to nhi....

Aasha(sharmate huye)- chup raho....

Main- kyo...chup rakhne ke liye aai ho kya...hmm....

Aasha ne sir jhukaye huye naa me hila diya....

Main(aasha ke kandhe jakad kar)- to dekho meri aankho me...aur bolo...ki yaha kyo aai ho....

Aasha(mujhe dekh kar)- tum nhi jante.....

Main- are hum to sab jante hai...par tum apne naram hontho se kuch kahogi na to baat hi kuch aur hai....

Aasha(muskura kar)- sone ke liye...

Main- are tumhe sulane ko to meri baahen kab se bekaraar hai...aao meri baahon me sama kar so jao....

Aur maine aasha ko apni baahon me bhar liya....

Aasha(meri peeth par thapki maar kar)- besharam....hehehe.....

Main- are besharmi dekhi kaha ab tak...aaj raat bhar dikhauga...aur tumhe bhi besharam bana duga....

Aasha(mere hontho par ungli rakh kar)- chup....main koi besharam nhi....na banugi...

Main(ungli choom kar)- dekhti jao....

Aur maine aasha ko kiss karna suru kar diya...,aasha bhi mere sath pure josh ke sath kiss karne lagi...

Thodi der tak kiss karne ke baad maine aasha ko baahon me jakad kar uper utha liya aur la kar use bed par lita diya aur uske uper let kar kiss karta raha....
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.


Messages In This Thread
RE: Shikari doosro ki Biwiyo ka (Writer :- Shikari Golu) - by hirarandi - 25-09-2024, 02:56 PM



Users browsing this thread: 13 Guest(s)