08-08-2024, 09:18 PM
Sarif, rote hue chachu my bhatak gaya tha iske baap ke bato me aake aur mujhe aplogo se bahut pyar hai aur mujhe koi hissa ab nahi chahiye bus hamari family chachiye aur kuch nahi, Main, use apne pairon se utha ke apne gale laga ke ye hui na Shah walo baat ab tum ise talak doge agar apne family ko khus haal dekhana hai to nahi to iski bato me ake tum pir se badal jaoge ye sun ke Sarif bola thik hai chachu Main ise aaj hi talak dunga aap iska prosess bataye mujhe kya karna hoga ye sun Sara, fut fut ke rone lagi aur mere pairo..
pe gir ke abbu ji mujhe maaf kar de ye mera akhri galti hogi uske baad koi sikayat ka mauka nahi dungi promise, Main, kaha chalo ek aur mauka my tumhe jarur dunga lekin mujhe tumse kuch aur puchna hai kyuki tumhare bare me mujhe bahut kuch pata chala hai aur apni family ki bhalai ke liye my koi risk nahi lena chahta kyuki mere do Bhai is duniya me nahi rahe aur unhe my apni ankho ke samne marte hue dekha hai ye kahke my rone laga to Najiya aur Inayat mujhe sabhalte hue sofe pe baithai aur my najiya ke kandhe pe sar rakh ke fut fut ke rone laga aur Shana Aysha Sahar Aliza,
Aur inayat bhabhi mujhe sabhalte hue boli dekh liya Sarif teri kartute ab tere pita ki tarah hi ab Sameer ek lauta bache hai tum log aisa karoge to wo kitna din aur jinda rah payga waise bhi isne kya kya is choti si umar me nahi dekha hai tum bhi to Sameer se do tin saal hi chote ho lekin dekho khud ko aur Sameer ko dekho aaj tak Sameer ne apne bhaiyo ke samne tej awaz me baat tak nahi ki aur hum sab inhe kitna dukh Diya tha yaad hai ise khane ke liye sab tarshate the ye bhuka hi apne tuti futi ghar me sota tha na hi ise apni maa ka pyar mil paya aur na hi baap ka lekin..
isne kabhi uf tak nahi ki aur ye hum sab se pyar karta raha iske jagah koi aur hota to wo apne gusse ko apna hathiyar bana ke hum logo ko tabah kar diya hota lekin inki praschit ka ful Mila aur ek din hum sab ne inhe apnaya aur dekho aaj kis bulandi pe khada hai jaha se use koi hila bhi nahi sakta ye sirf apne aap hi sidhi chada hai apne dimag himmat se ye sun ke sarif mere paas aya aur bola chachu mujhe maaf kar de Main ab apne family ko sabse pahle rakhunga uske baad koi aur hoga pir my use gale laga ke tu to mera yaar mera beta sab kuch hai aur tuje itni bhi akal nahi thi ki..
Ye jitna hum logo ka jamin jayjad hai ye sirf hamari family ki hai hamre budhe purkhe kitni mehnat se in sab diwal ki khada kiya hai aur tu ek ladki ki wajah se is haweli ki dewar hilane me lag gaya ab Jo ho gaya so ho gaya ab tu kal sara ko hum sab ke sath city le chal aur tu hostal me rakh ke apni badhai puri karo main nahi padh paya to kya hua tum sab ko my bahut jyada padhunga ye mera sapna hai tum sab videsh me jao apna naam kamao isi liye to tumhare abbu logo ne tumhari itne mahnge collage me admission karaye hai aur waha ke college ke ladke sab videsh me jake..
apna business karte hai aur jab tu videsh me settle ho jao pir apni biwi ko bhi le jana pir hamari baat bhi tum logo ko nahi sunani padegi ye bol ke chup ho gaya to Sarif bola main aapka aur apne abbu logo ka sapna jarur pura karunga chachu my kasam khata hu ye kah ke lipat gaya mujhse aur my kaha abhi Sara se kuch puchna hai tum sab apne apne room me jao jab tak my na bulau aur ha sab ke sath ye kal hamre sath hi city jaygi ek hafte ke liye samjh gaye sab ki nahi to koi kuch nahi bola to my gusse se tum log sunai nahi deti meri baat kya to sab darte hue apne apne room ki or chal diye aur..