27-06-2024, 07:24 AM
Chapter 83
Next day mahi syra dono uth ke fresh hui pir mujhe jagai to my nahi utha is liye dono mujhe sone di karib 9 baje mere ghar se najiya Shana Aliza aur GuruMaa ai aur unke sath me DGP Jairam thakur, or state ke DM officer wo mujhe dekhe aur bole ye ab thik ho chuke hai pir mera foto khicha gaya uske baad DM shaheb chale gaye uske baad DGP Jairam thakur, Sameer beta ye DM officer the apko check karne aye the ab aap official MLA hai is district ke ab aap ko apke gao leja rahe hai pir doctor ne mujhe akhri bar check up Kiya or mujhe realise kar Diya uske baad wheelchair mangaya
gaya uspe baitha ke mujhe niche laya gaya waha bahut se district ke marij log the mujhe pahchante the aur mujhe dekhte hi sab log mera jaikara karne lage my un logo ko gaur se dekh Raha tha sath me mere ghar ke log bhi the aur sath me GuruMaa DGP Jairam thakur bhi pir my ek hanth utha ke unka abhi wadan Kiya to GuruMaa ye dekh ke najiya se dekho Sameer ko thoda bahut yaad aa raha hai tabhi to sab logo ka abhi wadan kar Raha hai pir hum waha se bahar aye aur mujhe ek bade ambulance me baitha diya gaya wheelchair ke sath or karib do ghante
me hum apne gao me enter hue to waha gao ke sare log road ke kinare khade the sayad mera hi intejar kar rahe the jab mere haweli ke paas ambulance ruki aur jab meri nazar bahar gai to dekha waha lakho log mere swagat me khade dikhe jab my wheelchair me ambulance se bahar aya to gao ke ladkiya aurate bacche budhe sab log mera Jai Jai kar karne lage my un logo ko dekh ke ek hanth utha ke un sab ka dhanyawad kiya ye mera Acton tha ek hanth uthate hi log sant ho jate the jab my election ka campen kar Raha tha tabhi se ye mera trademark ban gaya tha aaj jab gao ke log mera Jai jaikara kr rhe te
Tab achanak mera hanth uth gaya lekin kyu utha ye mujhe pata nahi tha kyuki mujhe abhi bhi kuch yaad nahi tha tabhi bhid se nikal ke khan uncle ki family aur Mira ki family mere paas aa gai tabhi un logo ko Najiya haweli me Jane ko boli to wo jaldi se ander chali gai aur bhi bahut log the jaise Kajal, lajwanti, Nita, Rati wo mujhe hi dekhne ai Hui thi lekin my jinda hu wahi bahut tha un logo ke liye pir security wale mujhe wheelchair ke sath haveli ke ander le gaye aur sath me DGP aur GuruMaa bhi ander ai jab hum hall me pahuche to GuruMaa DGP se dekho abhi jab tak Sameer ki yaad dast thik
nahi ho jati tab tak is haveli ke bahar do security ka intejam kar Diya Jaye to DGP Jairam thakur, aap fikar na kare waise bhi inhe Y+ ki security mili Hui hai kyuki ye MLA hai is state ke aur abhi bhi hum sab inpe goli chalane Wale gang ko dhundh rahe hai ye bol ke wo chale gaye, GuruMaa, najiya ab my bhi chalti hu tum sab ab Sameer ka dhayan rakho aur ise jyada yaad dilane ki koshish mat karna kyuki abhi iska dimag thoda kamjor hai, Najiya, thik hai GuruMaa waisa hi karnge GuruMaa, najiya Sameer ka niche hi room kar dena jab tak thik nahi ho jayga tab tak ye chal to nahi payga na aur tune nurse lane ke liye kyu mana kar diya,