Thread Rating:
  • 106 Vote(s) - 3.55 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Anita Singh - Story of a Seductive Housewife
UPDATE 87

Do din baad Friday tha. Anita pichhli do raat se apne pati se chudi nahin thi. Jis din bazaar se woh waapas aai thi uss raat use phir se chudne ka mann kar raha tha magar Raj thakawat ke kaaran jaldi so gaya tha. Anita Hariya ke lund ke baare mein sochti huyi so gayi. Pichhli raat bhi uski chudai nahin huyi. Raj kaam mein busy tha. Anita use apni adaon se thodi rijhane ka koshish ki magar Raj bas mazaak mein hi uski harqaton ko uda diya. Anita bhi zyada koshish nahin ki aur uske kaam ke importance ko samajh kar kamre mein jaa kar sochne lagi ki Hariya sochta hai ki uski jaisi khoobsurat aur sexy aurat ko uska pati roz chodta hoga magar waisa nahin tha. Woh sochne lagi ki jiske paas jo cheez hota hai uski itni kadar nahin hoti.

Woh yeh sab aur Hariya ke harqaton, uske chhedne ka andaaz aur uske lund ke baare mein soch rahi thi magar jaise hi uski soch mein uska lund aaya to yaad karne lagi ki kaise uska lund ek din pehle uski honthon se sata hua tha aur yeh soch kar uski zabaan apne aap hi ek baar honthon par chali gayi.

Anita apni honthon par zabaan pher kar nichli honth ko daanton mein daba kar sochna jaari rakhi ki kaise Hariya use apna lund chuswana chahta tha woh bhi special ice cream chusne ka bahana karke. Yeh baat sochkar Anita muskura di aur Hariya ka creativity, uska andaaz aur baat banane ka tareeqa ka mann hi mann prashansa karne lagi.

Woh muskurati huyi apni phone uthai aur contacts mein jaakar Hariya ko select ki, magar phir kuchh sochkar wahan se hatt kar apni photo gallery mein gayi aur bahot saare photos mein se ek photo dekhne lagi.

Usme woh khadi hokar stick ice cream hi kha rahi thi aur photo side se liya hua tha. Humesha ke jaise backless blouse pehni huyi thi aur saree gaand par tight se bandhi huyi thi to gaand ki ubhaar bhi saaf saaf pata chal rahi thi. Photo bhi dayi taraf se liya hua tha jiske kaaran uski dayi blouse ke upar saree na hone se uski chunchiyan tann kar khadi dikh rahi thi, uski chunchiyon ka ubhaar saaf saaf pata chal raha tha.

Photo Raj hi click kiya tha to Anita apne pati ki taraf ice cream chusti huyi kamuk andaaz mein dekh rahi thi. Anita woh photo dekhkar muskurai aur phir WhatsApp mein status mein laga li. Woh status mein lagaakar muskurane lagi aur phir WhatsApp se baahar aakar mobile par hi koi fashion related article padhne lagi.

Thodi der baad Raj aaya to woh mobile rakh di. Raj use apne paas lekar uski honthon ko chumne laga. Anita bhi uska saath deti huyi apni honthon ko khol di aur phir apni bayi tang uthakar apne pati ke tang par rakhkar use chumne lagi. Raj bhi apna haath apni behad hi khoobsurat aur kamuk patni ke peeth par rakhkar use chumne laga. Anita ek backless kameez pehni thi jisme uski aadhi se zyada peeth nangi thi aur Raj ka haath seedha apni patni ki nangi peeth par pada jo ki kaafi mulaayam aur chikni thi.

Chumte chumte Anita apni haath apne pati ke lund par le gayi to Raj use rokte hue chumban todkar bola,"Jaan aaj nahin. Kal raat karunga pakka"

Anita yeh sunnkar apne pati ke aankhon mein dekhi to Raj bola,"I know tum akele bore ho jaati ho aur raat mein pyaar ka mann karta hai...."

Anita yeh sunnkar beech mein hi usse boli,"To karte kyun nahin?"

Raj pyaar se uski gaal pakde bolta hai,"Kaam bhi to rehta hai. Roz roz possible to nahin. Aese itne pyaar se to abhi kiss to kiya hai. Kal pakka bahot pyaar karunga"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Theek hai" aur woh pyaar se apna sir apne pati ke seene par rakh di. Raj apni patni ko ek baar dekha aur phir aankh bandh karke sone laga. Kuchh seconds baad Anita ko aankhon ke saamne Hariya ka lund phir se lehrane laga aur saath hi uska baat yaad aane laga,"Memsaheb eehe to asli chusne ka cheez hai. Aapke jaisan jawaan aur khoobsurat aurat ko eehe chusna chahiye. Eeme se nikla malai asli malai hai jisko khakar aapki jawaani aur khoobsurati aur badh jayegi"

Anita ki zabaan apne aap hi Hariya ka baat yaad karte hue uski honthon par aa gayi aur woh ek baar apni honthon par zabaan phirakar phir se apni nichli honth ko daant ke beech daba di aur Hariya ka uski jism ka ganda hawas bhare tareeqe se dekhne ko yaad karne lagi. Yeh yaad karte hi Anita ki jism mein ek ajeeb si maze ki laher daudne lagi aur use Hariya ka baat yaad aane laga ki kaise woh uski jism ko gande nazar se dekhte hue khul kar tareef karta hai,"Uff memsaheb ka jawaani hai aapka. Aapke jaisan khabsurat aur sexy biwi ko to saheb roz chodte honge".

Apni chudai ki baat Hariya ke munh se sunne ko yaad karke use ajeeb sa ehsaas hua aur phir agle pal use yaad aaya ki Hariya apne mann ka baat kaise khul kar bol diya,"Memsaheb hum aapko chodna chahta hoon"

Anita ko jaise hi yaad aaya ki Hariya khul kar use chodne ka baat kar raha tha to uski choot mein bechaini hone lagi aur uski aankhon ke saamne phir se uska lund lehrane laga. Anita bechaini se apne pati ke seene se sir hata kar uske bagal mein takiye par sir rakhkar chhat par dekhti huyi jor ko saans lene lagi. Kuchh seconds baad woh apni mobile uthakar status check ki ki kaun kaun dekha tha. Jo naam woh khoj rahi thi woh nahin tha to woh mobile rakh di aur Hariya ke lund ke baare mein sochti huyi so gayi.

Agle din subah Raj office chala gaya. Anita subah mein hi naha kar tayyar ho chuki thi. Woh apne pati ko darwaze tak chhodne ke baad mobile lekar sofe par baithkar status check ki to uski chehre par muskaan aa gayi. Hariya uska status dekha tha. Anita muskurati huyi uthi aur apne kamre mein chali gai. Chalte waqt uski gaand ki matak badh gayi thi. Woh gaand ko matkati huyi kamre mein jaa kar fashion magazine padhne lagi.

Aadhe ghante baad Chanda aayi ghar ka kaam karne ke liye. Anita darwaza kholne ke baad apni kamre mein hi chali gai. Lagbhag aadhe ghante baad doorbell phir baji to Anita nahin uthi. Woh jaanti thi ki uski naukrani hai to woh darwaza khol degi. Ek minute baad woh dekhi ki uske kamre ke darwaze par knock hua. Halanki darwaza thoda sa khula hua tha phir bhi knock hua. Anita darwaze ke taraf dekhi to Chanda ka awaaz aaya,"Memsaheb koi aadmi aaya hai. Aapke baare mein puchh raha hai"

Anita thodi sawaliya nazar se dekhkar puchhi,"Mere baare mein? Kaun hai?"

Chanda jawaab mein boli,"Pata nahin memsaheb kaun hai. Koi mazdur lag raha hai. Puchh raha tha ki memsaheb ghar par hai ya nahin aur mere baare mein bhi puchha to main boli ki main yahan kaam karti hoon. Bahot hi ajeeb hai. Tewar to aese hain jaise koi maalik ho"

Anita ka dil yeh sunnkar dhadak gaya ki tabhi Chanda puchhi,"Main bol dun ki aap nahin ho?"

Anita turant boli,"Nahin tum jao kaam karo. Main dekhti hoon"

Chanda yeh sunnkar apni sir hilakar wahan se chali gai to Anita bistar se uthi aur aaine ke paas jaakar khud ko achhe se dekhi aur phir gaand matkati huyi living room se hoti huyi darwaze ke paas gayi to ummeed ke mutabiq Hariya hi tha.

Anita use dekhkar dheere se boli,"Hariya ji aap?"

Hariya Anita ko dekhkar muskurakar bola,"Haan memsaheb" aur ek baar use upar se neeche dekhne laga. Anita chup khadi ek nazar seedhiyon ke taraf dekhi jahan Chanda safai kar rahi thi. Hariya Anita ki jism dekhne ke baad uski chehre par dekha to woh aankhon se seedhi ke taraf ishara ki.

Hariya samajh gaya aur woh dheere se bola,"Aapki naukrani hai?"

Anita "haan" mein sir hilakar boli,"Haan Hariya ji. Aap iss waqt?"

Hariya dheere se bola,"Haan memsaheb. Do ghante ka humko fursat mila to hum soche ki aapse mil le. Lekin lagta hai ghalat waqat par aa gaye"

Anita yeh sunnkar dheere se boli,"Are koi baat nahin Hariya ji, aapko thodi pata tha ki abhi koi ghar par hai. Aap to yehi sochkar aaye honge ki aapke paas waqt hain to meri madad kar de."

Hariya yeh sunnkar dheere se bola,"Haan memsaheb. Aese memsaheb woh aap bol rahi thi ki aapko store room mein furniture hatana hai taaki safai ho sake. Ab aa gaye hain to eehe kaam kar det hain memsaheb. U samjhegi ki hum eehe karne aaye hain. Sahi rahega na?"

Anita yeh sunnkar ek nazar seedhiyon ke taraf dekhi aur phir ek ada se Hariya dekhkar do kadam aage badhkar darwaze se thoda baahar nikalkar Hariya ke seene par apni ungli rakhkar kamukta se boli,"Hariya ji ab memsaheb ka yeh bhi kaam aap hi karenge? Aap bhi soch rahe honge ki memsaheb ka sirf aap kaam hi karte rehte hain. Kabhi rasoi ki samaan laana to kabhi store ki safai karna, ab memsaheb yeh sab bhi aapse karwane lagi hai"

Hariya yeh sunnkar Anita ki dono gaand pakad kar use apne kareeb khinchte hue bola,"Are memsaheb kahe humka sharminda kar rahi hain. Humto bole hi the ki aapka har tarah se hum madad karenge aur khyaal rakhenge. Ab aa gaye hain to eehe kar det hain nahin to u naukrani bhi sochegi ki humara jaisan aadmi eeha ka kar raha hai"

Anita yeh sunnkar halka muskurakar boli,"Theek hai Hariya ji. Ab aa gaye hain to memsaheb ki madad karke hi jaiye" to Hariya ke chehre par khushi se muskurahat aa gaya aur woh Anita ki gaand daba diya. Anita apni gaand dabaye jaane par ek ada se Hariya ko dekhi aur usse alag ho gayi.

Anita muskurakar boli,"Ander aaiye Hariya ji" aur waapas ghumkar darwaze ke taraf jaane lagi to Hariya uski gaand par halka sa thappad maar diya. Anita apni gaand par thappad padne par muskurai aur gaand matkati huyi ander chali gayi. Hariya bhi peeche peeche ander ghusa to Chanda seedhiyon se uske taraf dekhi to Hariya bhi udhar dekha.

Agle pal Anita Chanda se boli,"Chanda tum bol rahi thi ki store room ki safai ke liye wahan se purane furniture aur baaki samaan hatane honge. Yeh wahi kaam ke liye aaye hain"

Chanda yeh sunnkar muskurakar apna sir hilati huyi boli,"Theek hai memsaheb. Yeh hata denge to phir main saaf kar dungi"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Theek hai. Tum kaam karo main store room inhe dikha deti hoon"

Chanda yeh sunnkar muskurakar "haan" mein sir hilai aur apna kaam karne lagi. Use Anita ka usse muskurakar aur pyaar se baat karna achha lagta tha. Uske saath isse pehle jitni jagah bhi kaam ki thi aur karti hai wahan itne pyaar se koi bhi baat nahin karta tha. Saath hi Anita pahaad ke alawa bhi thode bahot paise de deti thi jo use kahin aur nahin milta tha. Yeh sabke kaaran uske mann mein Anita ke liye bahot izzat thi.

Hariya Chanda ko dekhne ke baad Anita ki gaand aur adh nangi peeth dekhte hue chalne laga. Woh ek backless saree pehni huyi thi. Anita apne kamre se jaakar store room ka chabi layi aur Hariya ko de di. Hariya store room khola aur ander chala gaya. Anita bhi peeche peeche jaakar boli,"Woh sab ko hata dijiyega aur phir Chanda ko bolkar main saaf karwa dungi"

Hariya yeh sunnkar "haan" mein sir hilaya aur Anita ko dekha to woh muskurati huyi boli,"Aap kaam kijiye Hariya ji. Main kamre mein jaa rahi hoon. Kisi cheez ka zarurat hoga to boliyega"

Hariya yeh sunnkar Anita ko upar se neeche dekha to Anita chup chap khadi rahi. Hariya agle pal Anita ki gaand pakde apne paas khincha to Anita ek nazar darwaze ke taraf dekhkar Hariya se chipak gayi. Hariya uski gaand dabate hue bola,"Are memsaheb kamre mein aap jaa rahi hain. Kamre mein to kisi cheez ki zarurat to aapko padegi. Aap bataiye ki aapko zarurat hai kauno cheez ka ki nahin"

Anita yeh sunnkar thodi sochkar puchhi,"Kamre mein mujhe kis cheez ki zarurat padegi?"

Hariya yeh sunnkar muskurate hue bola,"Are memsaheb kamre mein aap bistar par hi jaa rahi hain na?"

Anita yeh sunnkar Hariya ke seene par ungli pherti huyi kamukta se boli,"Haan Hariya ji"

Hariya yeh sunnkar uski gaand dabate hue bola,"To memsaheb bistar par aapko ek laude ka zarurat nahin padega ka?"

Anita yeh sunnkar apni aankhein badi karke boli,"Hariya ji?" to Hariya daant dikha, kar muskurane laga.

Anita bhi besharmi se muskurati huyi boli,"Aap kaam kijiye main jaati hoon nahin to aap bas baatein banate rahenge"

Hariya yeh sunnkar muskurakar bola,"Theek hai memsaheb"

Anita yeh sunnkar kamuk ada se apni ungliyan uske seene par phirakar alag ho gayi aur jaane lagi to Hariya dheere se bola,"uff memsaheb ka gaand hai aapka"

Anita yeh sunnkar apni gaand ki matak badha di aur store room se nikal gayi. Woh baahar nikal kar dekhi to Chanda seedhiyon ke neeche living room mein safai kar rahi thi. Anita chup chap apne kamre mein chali gayi.

Lagbhag aadhe ghante baad Anita ki darwaze ke paas phir se knock hua to Anita puchhi,"Kaun?"

Chanda jawaab mein boli,"Memsaheb main. Main jaa rahi hoon ab. Woh main uss aadmi ko boli ki main store room saaf kar dungi to woh bola ki woh khud kar dega"

Anita yeh sunti huyi apni bistar se uthi aur darwaza kholkar Chanda ko dekhi. Woh aage boli,"Memsaheb pura ghar saaf kar diya maine. Bas woh store room hi reh gaya"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Achha koi baat nahin. Jab woh bol hi raha hai to tum kyun pareshaan ho rahi ho. Tum apna kaam to kar li"

Chanda muskurakar boli,"Haan memsaheb. Achha main chalu ya aur koi kaam hai"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Nahin aur koi kaam nahin hai. Tum jao"

Chanda muskurakar boli,"Theek hai memsaheb" aur chali gai. Anita darwaze par khadi huyi use baahar nikalte dekhi aur phir kamre mein jaakar khud ko aaine mein dekhne ke baad living room mein jaakar darwaza ander se bandh karke gaand matkati huyi store room mein chali gayi. Store room mein jaakar dekhi to Hariya shirt nikal kar kaam kar raha tha aur uska upar ka badan paseene se chamak raha tha.
[+] 3 users Like seansean007's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Anita Singh - Story of a Seductive Housewife - by seansean007 - 09-06-2024, 08:29 AM



Users browsing this thread: 32 Guest(s)