17-04-2024, 09:23 PM
Chapter 46
Jab my bahar aya to dekha Aaj bahut acchi dhup kholi hui thi aur myne dekha bade bhaiya ek kursi laga ke dhup le rahe the aur mujhe dekhte hi kyu Sameer itni let uthe so ke, nahi bhaiya kab se utha hu wo ladies logo ko nasta aur chay karane laga tha isi chakkar me let ho gaya bahar ane me aap log kab uthe so ke aur kab chalna hai ghar ki taraf,
Badebhaiya, sab tayari ho chuki hai bus Bahu log tayar ho jaye uske baad chal denge abhi ek do ghante to lag hi jayega aur jo sarif aur Aamir ko gift mile hai use tumhare manjhle bhaiya bus ke uper load Kara rahe hai ja ke dekho bahar load hua ki nahi, Pir my waha se bahar aya to dekha dono bus ke uper saman laad rahe the madur mujhe dekhte hi..
Manjhle bhaiya, kya Sameer dekho kaise rakhwana hai bus ke uper chad ke ek bar tum dekh lo mujhe to uper chada hi nahi ja raha hai, tik hai bhaiya aur my bus ke sidhiyo ke uper chad ke uper Gaya aur dekha to ek majdur saman ko rakh ke rasiyo se bandh raha hai aur mujhe dekh ke saheb ye thik hai na my saman ko dekh ke bola..
dekhna aisa badhna jaise ye saman tas se mas na ho nahi to iske pent n nikal jayenge aur itna bata ke niche utar aya aur bhaiya se bola majdur log acha kaam kar rahe hai ab fikar ki koi baat nahi aur humare dulhe saheb log acche se soye ki nahi main dekh ke ata hu Pir my Aamir aur Sarif kaha soye the waha gaya to dekha dono sherwani utar ke cot pant pahan rahe the mujhe dekhte hi..
Sarif, kya chachu ab aa rahe hai raat me kaha the aap my kitna intejar Kiya apka yaha, are humre bistar alag alag bichay gaye the na is liye aur tum sab abhi tak tayar nahi hue kya aur faij tum baith ke bus dekh rahe ho chalo jaldi jaldi tayar Karo pir salami karwane lejana hoga waha sab intejar kar rahe honge pir dono log tayar hone Lage jaldi jaldi,
My waha se bahar aya aur sarif ke sasur se mulakat Hui Jo mujhe dekhte hi muskurate hue aye aur mujhe gale lagate hue nid acchi ai ki nahi yaha bahut thand rahti hai na,
Main, ha ye to hai lekin rajai hone ke karan thand ka pata nahi chala aur ab hum nikalna cha rahe hai ap log jaldi se vidai ki tayari karwaye yaha se ghar Jane me bhi time lagega,
Sarifsasur, Ha ha kyu nahi bus betiya tayar ho rahi hai aap log dulhe ko le aye salami ke liye ander Wale hall me wahi baithne ka intezam kiya Gaya hai my ha me sar ko hila diya uske baad wo chale gaye aur my bahar aya aur apne dono bhaiyo ko bula ke bola ki salami k liye Hume ander Bulaya gaya hai,