19-06-2019, 03:18 PM
(19-06-2019, 01:03 PM)DeltaKnight Wrote: bhai mere pass ek update ka backup hai but agar site hi nahi khul rhi to me post kha se karunga ..aur mujhe laga site band ho gayi hai pehli wali site ki tarah so mene story hi likhna band kar diya tha..ab me fir se continue kar rha hu..but thanx reply ke liye and meri story enjoy karne ke liye ...ek non writer ke liye aapke feedback aana bahut badi baat hoti hai.Although I am not owner of this Web. Just a reader. Liken computers k background honay ki waja sy apko explain kerna chahu ga k kyu site nahe khul rahe. Kyu k yeh site free of cost services dy rahe hai. Jis men apko Web server ki limited capacity available hoti hai. Agar ap behtar capacity ki taraf jana chaho to paisy kharch kena party hen. Isi waja sy uper donations ka ticker chal raha hai. Is waqt maximum number of connections 30 hei. Matlab aik waqt men 30 log is website ko load ker skty hein. Aur jaisy he koi bnda website load. Ker leta hai to. wo. Slot. Free ho jati hai. Mean jaisy he 30th user website ko load kerna band keta hai to usi waqt doosray user ko access mil jata hai. Ap sub ny yeh note kiya hoga k 3, 4 bar refresh kerny per apko site ka access mil jata hai. Isiki waja wohe hai jo uper mein ny batai ha.
thanx to you all jo reply karte hai and mera thread visit karte hai.update jaldi hi aayega.
DeltaKnight
1 solution yeh hai k ap website ko 2, 3 times refresh kiya karien. Tb apko. Access mil. Jay ga.
2. Ap. Apny browser ki cookies clear karein. Agar help. Ki zaroorat ho to pooch lein k kaisy cookies clear krty hei.
3..ap.vpn use karien. Like Hotspot shield because kuch countries men website blocking ki waja sy asa hota hai..
Agar aur help ki zaroorat hai to I am here.
Just keep updating. U r writing it brilliantly. Buhut senior logu sy ap Acha likh lety ho. But continue kerty raho regularly.