26-03-2024, 10:42 AM
Bus Bhaiya logo ko chod ke kyuki wo sabse pahle khana khate hai aur jaldi so jate hai ab bache Ghar ki aurte to wo log Ghar ki girls Gang ke sath hi khana khati hai aur sath me hum tino ladke bhi unke sath axar khate hai pir hum sab ke liye khana nikla gaya aur hum sab baith khane lage zara mujhe ghure ja rahi thi, Kaisar bhabhi, kya Sameer sach me tum bahut handsome ho gaye ho ek dum hero ar bodybuilder bhi dekho na baji, Zoya baji, sach bol rahi hai kaisar pahle se bahut badal aur handsome ho gaye ho jante ho tumhara aur Zara ka rishta to tumhare abbu aur myne mil ke chote me hi fix kar di thi aur tumhare abbu ka akhri ikaksha bhi thi ki tumhari aur Zara ka nikah ho, lekin tumhari shaadi itni jaldi ho gai ki hum logo ko jab tumhari barat Jane ke kuch din pahle hi pata chali lekin bahut late ho chuka tha nahi to my shaadi hone nahi deti,
Idhar Zara ne jab suna to wo sad ho gai sayad use pahle se hi pata tha lekin mujhe to abhi hi pata chala ki Zara meri bachpan ki mangetar h,
Inayat bhabhi, jo ho gaya so ho gaya ab pastane se kya hoga inke jo kismat me likha tha wo ho gaya ab mood thik Karo aur baccho ko dua do ye haste khelte hue apni jindagi btay,
Zoya, bhabhi meri to hamesha hi dua rahegi ki ki ye bacche haste khelte life jiye lekin my bus aaj ye baat khol ke apna Dil hulka karna chahti thi aur Sameer aur Zara ko batana chahti thi ki inki jodi bachpan me hi Tay ki gai thi lekin jawani me ye dono ka rishta nahi ho paya my to koshish ki thi inki shaadi k Inayat, chalo mood hulka Karo aur khana Khao ye sab ab yahi khatam karo,
Aur sab khana khane me lag Gaye lekin mera mood upset ho chuka tha ye sun ke lekin inayat bhabhi ka kahna bhi sahi hai jo kismat me likha hota hai wahi hota hai sayad meri kismat me Zara nahi likhi hogi,Tabhi khate khate Kaiser bhabhi ne bola Zoya baji Sameer aur Zara ki dusri shaadi Kara do waise bhi hum logo me to char shaadiya allow hai abhi to Sameer ki ek hi shaadi hui hai kyu Najiya kya kahti ho,
Najiya, Mujhe koi objection nahi hai bhabhi bus Rajiya , Zara aur Sameer se puch le ye tino Raji honge to nikah ho jaygi kyu Zoya baji apko koi problem hai, Zoya, mujhe to khusi hogi ki bade abbu ki akhri ikaksha puri ho rahi hai aur meri bhi tum kya kahti ho Zara,
Zara, kya ammi aap to meri shaadi ke piche hi pad gai hai ab chodo na plz, Zoya, Kyu na padu waise bhi ab teri shaadi karwa deni chahiye 18 ki ho chuki ho nahi to kahi hum logo ko bina batay kisi aur se bhag ke shaadi kar li to humari to naak hi kat jayegi,
Zara, My aisa waisa kabhi kadam nahi uthaungi ammi believe Karo mera aap to maa ho meri,
My bich me bola Zoya baji jodiya to uper se ban ke ati hai agar naseeb me Zara likhi hogi to koi rok nahi payga meri shaadi usase ho jaygi aur agar kismat me nahi likhi hogi to kitne bhi jatan kar lo wo meri nahi hogi, yahi sacchai hai, Zoya, thik kaha Sameer tumne ye to hum logo ne kabhi nahi sochi, Rajiya tum bura mat manana tum aur Sameer hamesha khus raho yahi dua hai meri,