24-03-2024, 03:51 PM
Chapter 2
16B - Fer mein uske ghar chali gyi
Agle din jab mein sabji lene jaa rhi thi, toh adarsh nagar raaste me hi padta tha. Mujhe wahan raju mila, usne mujhe Namste ki
Are raju… tum kyaa baat..
Ji bibi ji..
Kyaa hua aaj kaam pe nhi gaye…
Nahi bibi ji abhi nhi lga…
Tabhi maine notic kiya k aas paas k log hume ghoor rahe the.. K kaise ek padhi likhi aur, aise mazdoor se hans k baat kr rahi thi..
Aaa jayiye bibi ji ghar aa jayie..
Are nahi mein sabji lekr bas ghar jaa rahi ti..
Ayie na chai peekr jayiye…
Itna bola mujhe mnaa nhi karne ko hua aur min uske saath chal di..
Uska ghar doosri manzil pe tha.. Rasta bahar se hi tha. Sido thodi patli si thi.. Toh mein aag ho gyi.. Raju ne mere haath se sabji k thaile pakad liye. Oopar jaane k baad darwaja kholna tha, toh mere paas se nikal ke aage aya aur ublock kiya.. Hum dono anadar ghuse.. Ghar me bas 2 hi kamre the, aur neeche gadde lage the.. Raju ne mujhe paani diyaa. Baithne k liye ek hi kursi thi.. Woh khud neech baith gya. Mai ye dekh k khush ho gyi thi ki ye itne chote se ghr ki bhi kitni ache se safai rkhta hai. Birju kahan hai?
G woh kaam par gya hai…
Aur tum?
G mein yahaan pickli gali me hi lagaa hu, kaam pr, toh lunch k liye ghar ayaa tha.
Areee. Toh ab kyaa khud banaoyge.?
Ji haan,
Are nai, tum baitho mein bnati hun..
Are nahi bibiji…
Nahi kyaa… tum thoda araam karo, Maine ek dam uthi samaan kahaan hain, pooch kr shuru kr diya..sabji kuch thi nai toh maine poocha sabji?
Ji woh hum daal hi bnaa lete hun.
Toh maine meri layi hui sabji me se gobi nikali aur kaat ke bnana shuru kr diya.
Raju usi kamre me pade gadde pe let gya.. Aur hum baate karte rahe.. Aur mein neeche baith kr khana banaati rahi
Khana bnaa kr maine uske liye parosa, aur saath me roti bhi bnaa nelgi, taki use garam garam roti mile.. Fer ek dam light chali gyi. Aur pankha band ho gya…
- are ye kyaa light chali gy..?
Ji ye roz jaati itin baje..
Achaa buraa haal hai..
Maine paas me padaa hand-fan dekha toh usse Raju ko hawaa dene lagi.. Jab taq woh khana khata..
Roaz itne baje hi aate ho?
G haan
Theek hai mein jab bhi yahaan se nilungi to khana bnaa k le ayaa karungi
Are bibi ji aap itni taqleef kyu kri ho?
Are isme kaise taqleef… mera bhi time paas ho jata hai.
Fer hum kuch aur gappe mari.. Aur uska wapis jaane ka time ho gya.. Fer maine apne bag utha aur nikal padi, niklte samaye maine dekha k kuch kapde bahar tange hue the. Baniyan aur underwear. Aur woh fate hue the..
Ye kya tumhare hain?
G haan, woh sharma k bola…
Ok..
Fer woh apne kaam chlaa gya aur mein ghar wapis aa gyi.. Aur sochne lagi.. Mujhe Raju k saath baat kar k bahut achaa lagne lga tha, jaise koi dost bn gyaa ho. Maine decide kiya k agle din usk liye kuch underwaer aur baniyan mein khareed k de ayungi..
Agle din market jane se pehle maine ghar se hi khana bna liya tha. Aur wapis aate hue mein Raju k ghar k bahar uska wait krne lgi. Kuch hi der baad woh aagya.
Are bibi ji aap bahar kyu khadi hain.. - aur usne ek dam darwaja khola aur hum oopar jaane lage.
Aur Raju kaisa rhaa kaam
Theek thaa bibi ji. Abhi mistry ji ka kaam kuch din aur chalega..
Koi bata nhi.. Chalo haath muh dho lo mein khana parsoti hun..
Ji bibi ji…
Aur suno… meine thele me se nikal kr usko ek jodi underwaer aur baniyan thamate hue kaha - ye pehen lo
Ye kyaa bibi ji– iski kyaa zarurt…
Mein ek dam uske muh pe ungli krakhii- ssshhh chup chap jao aur pehne k aayo…
Tabhi bathroom m jaa ke haath muh dhone lgaa. Bathroom me koi darwaja nahi tha.. Bas ek parda sa lgaa tha.
Woh underwear baniyan pehn k bahar aya toh usne towel lapeta hua tha, lekin baniyan k oopar kuch nhi pehna tha, koi shirt uthane laga paas padi,
Are rehne do, itni garmi hai jaate waqt pehne lena…
Fer woh baith gya aur maine khana paros k de diya…
Woh khaane laga… aur hum dono baat karne lage..
Raat ka khana kon banta hai…
Ji jagmohan bnaa deta…
Achaa… theek bna leta hai?
Ji aap k jitna swaad toh nhi lekin theek thaak bn aa leta hai…
Achaa..?
Ji bibi ji aap bahut achi ho…
Kyu? Khane ki wajaah se… mein hans di..
Ji nhi…matlab woh bhi… aap jo mere liye krti ho…
Are tum bhi.. Chup chap khana khao…
Tabhi light chali gyi.. Toh maine pankha utha k use hawaa dene lagi…
Mujhe bhi bahut garmi lg rhi thi… poora kurta aur salwaar paseene se geela ho chukaa tha
Bibi ki aap toh bilkul gili ho gyi ho…
Haan woh market se ayi thi… toh.. Ho gyi… koi baat nhi tum khana khatam karo…
Khana khatam kr k main bartan bathroom k paas jaa k hi dhoye aur kitchen me wapis rakhe…
Aaa kr mein bag se nkaal kr usko 4 jodi underwaer aur diye…
Ye kya bibi ji… itne sare..
Aur kyaa… roz badla karo..
Theek hai… waise bibi ji bahut hi araam hai inme..
Achaa?
Ji lekin mujhe achaa nhi lg rha…
Are koi baat nhi… kabhi tum bhi mere liye khareed lena…
Aur mein hans padiii…
Mere sookne taq mein rukhi rahi… tabhi light aa gyii.. Tab taq hum khoob gappe laday
Usne mujh kamre ki ek chaabi aur di take mujhe bahar wait naa karna apde…
Mein muskruai aur chabi le ke apne apne bag me rakhi
Agle din mein jaldi ponch k khna wahin banaya.. Aur Raju ka wait krne lagi.. Uske saathi sirfr raat ko hi aate the… jab ayaa toh same routine… hum ne khoob baate ki.. Uske gaon ki… fer woh kaam pe chalaa gyaa… aur mein kuch der wahi rahi… aur fer ghar ki thodi safaai ki aur tala lgaa k mein bhi ghar aa gyi…
Kuch dia aise hi chalta rha.. Uske ghar ko humne kamra bolna shuru kr diya.. Wahaan jis bhi cheez ki kami hoti mein lane lagi… kitchen ka samaan, mere bhi kuch samaan chota mota wahaa rakhne lagi.