Thread Rating:
  • 5 Vote(s) - 2.6 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Majbori Ya Mazaaaa.......total explicit
Update 18

 
Sham hone tak phr komal neche hi rehti hai............ Khana sab k sath hi khati hai aur rat main apne room main chali jati hai............... Room main pohnch kar komal apne kapre change karti hai aur phr tv on kar k tb dekhne lagti hai.......... Kuch der pehle jo b huwa komal usay bhol k apna dehan tv main laga leti hai............


Kuch der yun hi tv dekhty guzar jati hai aur lete lete hi komal ko halki halki nend ane lagti hai to komal chae bana ne ka soch kar uthti hai....... Abi komal bed se uth hi rhi thi k ........ Door par knock hoti hai.... Door ki knock sounn k komal darwaze ki taraf jati hai..............


Jese hi komal darwaza kholti hai .......samne chandan kaka khary thy................ Chandan kaka es wakt aik dhoti aur shalwar main thy ............. Komal chandan kaka ko dekhti hai aur phr nazren neche kar k side par hoti hui ander ane ka rasta deti hai............
Nahi komal ji muje ander nahi ana........... Mera matlab hai k muje kuch kam nahi hai main to bs ye dene k lye aya tha wo galti se mere sath hi chali gai thi............


Ye bolty huwe chandan apne hath ki muthi samne laty huwe aik dum se khol deta hai jese hi chandan muthi khota hai........... Komal ki panty b chandan k hath main hi akaar main ane lagti................. Aur muthi main dansi hui komal ki panty kuch hadd tak khul jati hai........


Panty dekh kar komal aik dfa chandan kaka ki ankhon main dekhty hai aur phr nazren jhuka k apna hath agy le jaty huwe kaka k hath se panty pakar leti hai ....................... Aur bina kuch bole aur uper dekhy hi dharam se darwaza band kar deti hai..................
Darwaza band kar k komal bed par wapis ati hai aur khary khary hi guse se panty ko gandy kapron ki balti main phenk deti hai...............


Kameena kahin ka............. Kese muthi main daba k laya tha jese meri chutthhhhh ko hi dabaya ho aik to mere washroom main hi galat kar kar k gya ulta mafi mangne ki bajae muje meri hi panty wapis kar rha hai........... Kameena insan ................. 
Komal apne bal bandhti hui room se nikal kar neche ko chali jati hai................ Apne lye chae bna k komal wapis room main arhi thi k usay phr se kam wali peche ko apne room main jati hui dikhai deti hai......... Jisy dekh komal phr se sochne lagti hai k ye kia chakar hai lekin aj mummy ji to nahi hain esk sath....... Ye karne kia ati hai yahan ..............
Jab komal ko kuch samj nahi ati to komal chae le k wapis apne room main chale jati hai........ Aj komal ne guse main tamim ko b phn nahi kia tha aur na hi uska phn aya tha............
Rat chae pi k kuch der tehelne k bad komal b soo jati......... Suba uth k komal kafi behtr behsos kar rhi thi ......... Sar b kafi halka lag rha tha............ Fresh ho k komal nashta karti hai ........... Abi nashta kar hi rhi thi..... K rani wahan ajati hai....... Kia bhabi room main hi gusi rehti ho kabi bahir b aya jaya karo na.............


Komal: bahir kahan aya jaya karon .......... Koi kam hi nahi hota..........
Rani: acha chalo aj to kam hai aik........ Ap mere sath chalo main shoping apr ja rhi hon ap b mere sath chalo jaty huwe hum derey se hoty huwe jaen gy............. Aur phr dher sari shoping karen gy............
Sas: han beti chali jao ghar hi rehti ho sara din thora ghom phr ao ......... Mind change ho jae ga thora.....
Bat to mummy ji thik keh rhi hain muje b thori change ki zarort hai................ Chalna chahie ...........
Komal: acha main tyar ho k ati hon.......... Tum b ready ho jao................ Phr dono nand aur bhabi tyar ho k..... Shoping k lye nikal jati hain..........


Acha rani kahan chalna hai shoping k lye.................. Komal gari main rani se pochti hai............

Rani: bhabi aj ap sath ho aj kisi special jaga par hi chalen gy bs derey pohnch kar muje aik call karwa k pta karwa lene do...............

Komal: acha chalo dekhty hain kahan le k jati ho tum muje aj ............ Kuch hi lamhon main gari derey par pohnch jati hai....... Kun k ghar se ziada door nahi tha ............ Pedel chalne se sirf 15 min hi lagty thy derey par jaty huwe aur gari se to 5 min ............
Derey par pohnch kar komal aur rani aik room main beth jati hain ...... Kuch der bad hakim room main ata hai...............

Hakim: kia bai aj dono larkian kidar ja rhi hain................. 

Rani: papa hamain shoping karni hai.......... Aik to apka crdit card chahie aur dosra us uncle ko call kar den mall wale uncle ko hamain aj mall main jana hai.................. Shoping karne ............

Hakim: acha ji aik sath do demand................. Itna bol hakim apna card deta hai rani ko aur phr aik call mila k mall wale ko b bol deta hai k uskay ghar wale arahy hain unka khayal rakhy................ Ye mall wala admi hakim ka dost tha city main rehta tha........ Bs kabi kabi doni mil k gappen marty aur party karty thy.........

Rani aur komal dono wahan se nikalty hain ........ Gari gaon ki road se main par ja rhi thi abi derey se nikli hi thi k achanak se agy aik admi a jata hai ......... Driver barke lagata hai aur utar kar usay dantne lagta hai komal aur rani b bahir dekhne lagti hain ..................
Herat se komal ki ankhen tab khulti hain jab komal dekhti hai k us admi ne shalwar nahi pehni hui hai.................. aur wo herat se rani ki taraf dekhti hai...............


Rani: aary gabrao nahi bhabi ye pagal hai.......... esi jaga par para rehta hai aty jaty logon se mang kar khata hai .............
Driver us pagal ko side par kar k gari main ata hai aur phr gari tezi se gaon se nilati hui main city ki taraf bhagne lagti hai koi aik hour bad gari aik bohot bary mall k bahir khari thi............ Komal pehle kabi es mall main nahi ai thu kun k yahan ameer log hi aya karty thy................


Rani aur komal wahan se seeda usi admi k pas jati hain............ Uncle hamain shoping karni hai ap hamain koi lady dy dijiye sath jo hamain guide kar saky...........


Aaur phr aik larki rani aur komal ko le k pory mall se shoping karwane lagti hai........... Rani aur komal khob shoping karti hain aur phr kuch khati hain................

Komal: main thak gai hon rani ab chalen bs ....................

Rani: bas bhabi aik aur shop par chalna hai usk bad hum wapsi nikalty hain........... Wo muje kuch under garments dekhne hain apko b dekhne hon gy na ao ............. Phr rani us larki ko undergarments ki aik shop ka nam bta k usay wahan le k jane lagti hai..............
Undergarments ki shop main ......... Rani aur komal kafi sari diferent bra aur panties buy karti hain.......... Designing , strap less, etc har tarha ki panty aur bra leti hain dono....... Komal sath main aik nighty b leti hai ...... Jo bilkul gutnoo tak thi red color ki night kamal ki lag rhi thi..............


Ab chalen rani ho gai shoping complete.............. Rani komal ko jawab dye bina hi sale girls larki k kan main kuch kehti hai ...... To wo larki bahir ati hui kehti aiye main mere peche................
Rani mera hath pakry usk peche chalne lagti hai.........  Phr wo larki aik secret door open karti hai jisky uper bra aur panties hang thin lekin pta nahi chalta tha k door hai....... Door k ander jaty hi aik room tha jisky ander ka saman dekh kar komal ki to ankhen hi khul gai thi............ .


Komal: rani tu pagal hai yahan kia lene ai hai..........

Rani: bhabi dekho agr kuch pasnd ae to arry esi lye to main es shop main ai hon............. Rani ki bat soun komal edhr udhr dekhne lagti hai....... Pory room ki dewaron par sex toys laty huwe thy ,,, straps dildos , simple dildos ,,,, vibrators etc har tarah k sex toys thy shop main................

Komal herat se edhr udhr dekhne lagti hai.................

Rani: bhabi aya kuch pasnd ,,,,,,,,,,

Komal: muje kuch nahi chahie rani tu apne lye dekh le bas...........
Kia bhabi ap b na rehne do main apk lye b kuch dekh leti hon ...... Ye bol rani sales girla k kan main kuch kehti hai wo larki counter k ander se kuch nikal k aik wrpper main pack karti hai aur rani ko dy deti hai............ Dono us room se bahir ati hain aur card se payment kar k wahan se nikal kar ghar ki taraf chal parti hain.....................
 
 

 Sheher se gari gaon ki tarf chal parti hai ........... Aur kuch hi der bad hi gari gaon k kachy rasty par thi........... Jese hi gari derey k kareeb ae guzarti hai komal ki nazar achanak se us pagal pr parti hai jo sarak k aik taraf betha roti kha rha tha ....... Uski shalwar ab b utri hui thi............... Ye dekh komal apni nazren seedhi kar leti hai ..............

Kuch hi lamhon main wo log ghar main enter hoty hain aur apne apne shoping bags le k kar apne apne rooms main chali jati hain..........


Shoping ki waja se komal b thak gai thi......... Time dekhti hai aur jaldi se fresh ho k komal dancing wala trouser shirt pehen leti hai aur phr ac on kar k bed par kuch der rest karne lait jati hai...............

Ac ki hawa se aur lait k komal ko kuch hadd tak ab sakoon ho rha tha ............ Time takreebn 5 baj rahy thy aur koma ko ae abi adha hour hi huwa tha ............ Tabi door par knock hoti hai komal uth k door kholti hai to samne rani khari thi...............
Kia bhabi es dress main ap ..............

Komal: aary wo chandan kaka ane wale hain na dance class to es lye........
Rani: acha acha...... Men b kahon warna bhabi es dresa main kese.......... Kher ap apni aik cheez bhol ain thin mere pas main to wohi dene ai thi apko.....................  Ye kehty huwe rani aik plastic ki wrap hui hui cheez nikalti hai aur komal k agy phenk deti hai.............
Komal: ye kia hai rani.......... Matlab ye to wohi hai na jo tum ne sab last py lya tha ....... Matlab es main kia lya tha tum ne hum to pochna hi bhol gy tum se............

Rani: acha abi khudi dekh lo na khol k apna to mene nahaty nahaty chek kar lya hai aik dum mast hai ye apka hai ap b chek kar lo.............

Rani k moun se ye soun k komal aik dfa usay dekhti hai aur phr wbangr ko pakar k kholne lagti hai........... Kuch hi lamhon main komal usko unwrap kar deti hai aur jese hi usay seeda karti hai ...... To herat se uski ankhen khuli ki khuli reh jati hain.................

Komal: ye kia hai rani ....... Muje eski zarort nahi hai....... Ye b tu hi rakh le.............. Packet ko dekhti hoi komal kehti hai...... Kun k pack khole bina hi us ne par lya tha us par 3 pcs vibrator likha huwa tha jisy parhty hi komal ko samj agai thi k ye kia hai.........

Rani: kia bhabi main to apna rakh lya hai aur muje pta hai apko eski zarort hai .......kun k bhai konsa pora week yahan hoty hain....... Aur muje yaqeen hai apko eska bohot maza ae ga yaqeen karen ye apko jannnat men pohncha dy ga................

Komal: lekin rani muje nahi lagta muje eski zarort hai...... Aur tuje b nahi honi chahie mere khayal se jab tak teri shadi naho ho jati tu kun kar rai hai esy use.......

Rani : aary bhabi dont worry kuch nahi hoga mene apni virgenity safe rakhi hui hai ap dekh rhi ho esko ye bilkul b agy nahi jata lekin maza pura deta hai........

Aur bhabi bahir moun marne se to yehi behter hai na............ Acha abi main ja rhi hon fre ho k esko chek kar lena thik se chalta b hai k nahi................... Itna bol rani room se nikal jati hai aur komal us packet ko aik nazar dekhti hai aur phr uth k us packet ko drawz main rakhti hai aur wapia bed par bethne lagti hai k tab hi phr se knock hoti hai ...........
Komal darwaza kholti hai to samne chandan kaka khary thy............ Komal k side par hoty hi kaka ander ajaty hain aur komal b door band kar k wapis ander a k bed par beth jati hai............... Kuch der yun hi khamoshi rehti hai.............

Chandan: komal ji shuru karen phr ...................


Komal: jese kisi khayal se bahir ati hai.................lekin bolti kuch nahi hai............. Komal aise thi jese kisi soch main gum ho.............. Kuch der chup rehne k bad komal jese koi faisla le leti hai aur phr bed se uthti hui dance wali jaga par a k kehti ji btaiye kia karna hai............

Chandan aj komal se nazren nahi mila raha tha.......... Lekin ye b uski koi chaal ho shaid..... 

Chandan: ji ap kal wali exercise start kijiye.......... Thori stretching ho jae ........... Phr main apko agy ka btata hon..............
Komal chup chap se kal wali exercise karne lagti hai............. Lekin aj chandan bed par betha rehta hai aur komal exercise karti rehti hai.......... Koi 5 min aise karne k bad komal khud hi kuch lamhy rukti hai aur phr dosri exercise start kar deti hai dourne wali............. Komal ko koi 5 min hi huwe hon gy karty huwe ........... Chandan bed se uthta hai aur chalty huwe washroom main chala jata hai ye dekh komal ko herat hoti hai........

Komal: wah chandan kaka aj to pochna b pasand nahi kia ........ Aur aise hi washroom chale gy......... Itni jaldi parri thi apko............... Lekin chandan to jese aj kuch soch kar hi aya tha wo washroom gusta hai jese usay bohot taiz lagi ho............

Komal ye dekh heran thi aur apni exercise chor ac k samne a jati hai............ Chandan ko washroom gy kuch min ho chuky thy............. Kharay kharay achanak se komal ko yad ata hai k aj to us ne na ander bra chori thi aur na hi panty chori thi.................. Phr chandan kaka kia kar rahy hain ander..................

Kuch soch k komal apni almari se apni aik bra leti hain aur chalti hui washroom k door tak jati hai........ Washroom ka dor khula tha komal usay hath se thora sa aur kholti hai aur bina ander dekhe hi apna bra wala hath ander kar deti hai ...................
Jese hi komal ka hath ander jata hai chandan kaka aik dfa harbara jaty hain....... Lekin jb unki nazar bra par parti hai to aik ajeeb si khushi usk ander uthti hai......... Kun k wo tab se komal ko soch soch k muth laga rahy thy......... Chandan kaka chalty huwe dooor k pas aty hain aur latakti hui bra ko apne left hand se pakar lete hain................ Aur bra ko komal k hath se khenchty hain........ Lekin komal bra ko nhi chorti .......... To chandan kaka aik dfa phr se bra ko khenchty hain .................... Aur es dfa b bra nahi chut ti ......... Kun k aj komal b kuch soch k ai thi................ Komal b aj faisla kar chuki thi k aj wo es khel ko khatam kar k rahy gi.......... Chandan kaka ko us ne aziat main dala hai wo aj unko es aziat se nikal dy gi...............

Komal: meri waja se chandan kaka pareshan hain......... Aur mere jism ki waja se wo ye sab kar rahy hain...... Aj main unki har bat mann lon mere se jo ban saka karon gi.............. Agar muje apna jism b aik rat k lye unko soupna para to sounp dun gi......... Akhir unki es halat ki waja b to main hon............ Ab muje hi unko thik karna hoga ........................ Lekin tamim komal.......... Uska kia .......uskay sath bewafai........ Tu aise apne husbnd k sath kese kar sakti hai............... Tu aik unchi zaat ki paak larki jis ne kabi dusre mard ko dekha tak nahi ....... Aj tu aik aik ***** k neche lait jae gi aik nokar ki hasiyat k baraber jisy koi pochta tak nahi usay tu apna jism dy k tamim k sath bewafai kary gi......... Ye galat hai komal aise mat kar ............... Lekin tamim ne b to mere sath bewafai ki hai na............... Us ne b to dhoka kia hai mere sath........... Aur phr meri bewafai kese .................. Main to bs aik dfa apna jism dy k sirf apni galti ko sudharna chahti hon......... Usk bad chandan kaka apne rasty aur main apne rasty par aur agr wo sirf dekhne ki hadd tak mann gy to mera jism b bach jae ga aur agr muje jism dena b par gya to aik dfa main kia harj hai............... Es kuch galat nahi hai........ Khud se kehti hai komal............


Asal main komal ki chuth ne usay es mukam par la khara kia hai........ Aur ye chandan ki sakeem thi us rat komal ka na chud pana......... Aj komal ki es halat ka zimedar tha............. Aur aj aik neek seerat aurat jis ne kabi kisi gair mard k khayal kar k b ungli nahi ki aj aik nokar braber apne ***** dance master ko apna jism soupne ko tyar thi........................
Tab hi chandan kaka phr se teesri dfa bra ko khenchty hain ......... Lekin es dfa b bra nahi chuti aur agle hi pal komal darwaza ko aik jhatkay k sath khol deti hai.................. Jese hi drwaza khulta hai chandan kaka samne khary apna trouser utary huwe thy aur apna ........... Kaaala musal jese lun hath main lye dosre hath se bra ko khench rahy thy.................. Bra ka aik sira chandan kaka k hath main tha aur dosra sira komal k hath main..............



Aik lamhy k lye dono ki nazren milti hain aur foran se chandan kaka apni nazreb neche kar lete hain........... Sala kahin kabar to nahi hone laga apna ........... Muje lagta hai jald bazzi ho gai aur chirya hath se nikal gai hai aur ab ye teri marr lagwae gi apne husbnd se keh k......... Yehi soch rha tha chandan k usk kano main komal ki awaz parti hai......
Komal: kaka bahir aiye ................ Chandan jese harbra k hosh main ata hai.................. Aur jhat se hi bra ko chor deta hai............
Chandan: komal ji ..wooooooo mainnnnnnn.......mera matlab hai....... K galtiiii hoooo..... Gaiiiii ainddaa nahi..... Hoga........ Ap bolen gin to abi k abi chala jaon ga.......... Dobara kabi apko apni shakal nahi dikhaonnnn gaaaaa aikkk dfa bsasa maffiiiii dy dennnnnnn
Haklata huwa chandan washrrom se bahir ajata hai wo neche se abi b nanga hi tha aur uska lun es wakt sooo chuka tha................... Komal bra ko bed par phenkti hai aur chalti hui chandan kaka k kareeb chali jati hai.........



Komal: dekhiye kaka main bohot dino se ye dekh rahi hon........ Kabi meri bra gandi aur kabi meri panty gandi ...... Main to dho dho k thak gai hon............. Lekin apko zara b ehsas hai ap kar k rahy ho ...... Agar papa jo ko bhanak lag gai to apko pta hai apko kia haal hoga................ Andaza b hai apko k wo kia karen gy apk sath............ Jab unhen ye pta chale ga k ap es ghar ki bahu k washrom main ye sab karty hain mera matlab hai............ Apko sochna chahie tha..............



Ye bolty huwe komal aik nazar chandan kaka k lun par dalti hai jo sukur chuka tha lekin sukurne k bad b tamim k lun kitna lag rha tha aur tatty to aik dum ghory k balls k baraber lag ragy thy.................. Komal ki bat soun kar chandan k aik dfa to hosh urr jaty hain kun k chandan janta tha hakim ko pta chal gya to wo chandan ko kutton k agy dal dy ga................

Chandan: bibi ji plz komal ji mafff kar den main abi k abi yahan se chala jaon ga ..... Dobara apko apni shakal nahi dikhaon ga.............. Lekin komal ji mene apko btaya tha na main majbor hon warna ye kabi nahi karta aur to aur kahin na kahin eski waja ap hi ho lekin phr b ye meri hi galti hai muje apni bhavnao par kabu rakhna chahie tha...........

Ye bol chandan apni akhri chaal khelne lagta hai wo janta tha phas to wo gya hai lekin agar ye chal kam kar gai to ya to kam ban jae ga aur agar na bana to kisi na kisi tarha wo yahan se bhag le ga aui kisi aur jaga sheher main ja k chup jae ga..................
Barsoo pehle meri bivi muje chor kar chali gai............ Tab se mene sabar kia aur apne pa par kabu kar k rakha ........ Na kabi kisi aurat k kareeb gya yahan tak k apne rishtydaron se b milna chor dya ........ Lekin jab malil se dance ka kam mila to bohot acha laga ...... Lekin muje ye andaza nahi tha k ye sab ho jae ga......... Maine jab apko dekha aur apko dance sikhana shuru kia to muje samj nahi ai kese main apki taraf prabhahit hone laga .......... Ap jawan ho khobsurat ho.......... Apka jism aur usk uper lagi hui har cheez lajawab aur kamal hai ..... Eska koi joorrr nahi........ Phr jese mene apko dance sikhane main chuna shuru kia ....... Komal ji mere ander ka soya huwa insan jagne laga ........ Main es sab se door rehna chahta tha lekin dance sikhane ki waja se main ye kar nahi paya aur behek gya....... Lekin main ainda se sab chor kar kahin aur chala jaon ga wada karta hon...... Ap bas bary malik se matt kahiye plz komal............. ..... Bolta bolta chandan rone lagta hai aur ankhon se ansooo bahane lagta hai sath hath jo k sar jhuka k komal k samne mafi mangne lagta hai................
Chandan janta tha komal bohot senstive hai aur khas kar aisi chezon main jahan gareeb logon par aise halaat hon wo bohot jaldi mael ho jati hai.......... Lekin yahan sirf mael hona zarori nahi tha....... Yahan par hawas b shamil thi...... Gharor b shamil tha...... Agg b shamil thi....... Aur pyassss b shamil thi......... Ye wo sab chezeb thin jo kuch komal main pehle se thin aur kuch komal k ander chandan ne peda kar din thin aur kuch tamim ki ayashiun ki waja se peda ho gain thinnnn........... Chandan ki dhuhai soun k aik dfa to komal ka b mann bhar aya tha............... Lekin wo apni maryada aur apni izat ko aise neelam nahi kar sakti thi........ Kuch soch  k komal bolti hai.........



Komal: kaka ye ap kia keh rahe hain ........ Matlab main kese hon apki es harkat k peche..... Matlab mene apko to nahi kaha tha ye sab karne ko........... Ap ne muje tab hi keh dya hota to main papa ji ko tab hi mana kar deti............ Lekin main b samjti hon k shaid mera kasoor ho es main kkun k jab ap ae thy ap bilkul alag thy apk wahan kabi koi ubhar nahi bna tha........ Main apki bohot izat karti hon kaka......... Lekin apko jab meri waja se masla ho rha tha to apka kam banta tha k ap muje kehty k ye masla hai aise ho rha hai aise nahi hona chahie........ Main apko bhavnao main behne se rook sakti thi............ Ap jab roz mere yahan apna pani nikal k jaty thy muje dukh hota tha kun k ap apni taqat aur jaan ko aise zaya kar rahy hain............... Lekin ab main samjti hon k es main mera hi kasor hai....... Mere jism ki waja se ye sab ho rha hai apk sath to main uska balidaan dun gi...................... Phr chahy usky lye muje kuch b karna pary...........



Itna bol kar komal aik jhatkay se apniiiii shirt utar deti hai............... Aur bed par phenk deti hai............... Neche komal ne black color ki bra pehni hui thi komal k bary bary boobs bra main qaid chandan k samne thy.................... Komal ka safeed jism chandan ki ankhon main chamak peda kar rha tha.................. Lekin chandan to abi b wahan hi hatj jory khara tha bas apni ankhen ghuma ghuma k komal k jism ko dekh rha tha..............


Komal: lejiye chandan kaka aj ap apni sari tamanaen puri kijiye main aj rat lye apki hon ye jism ne apko es mukam par la khara kia hai to essy bhog kar ap apni tasalii kar lijiye .........  Aj ki rat ye apka hai es par sirf apka hakk hai aur kisi ka nahi................
Itna bol komal apni nazren neche kar leti hai............. Chandan apne hath kholta hai aur agy ko aty huwe komal k moun ko apne hathon main le leta hai aur agle ho lamhy apne hont komal k naram o nazuk honton par rakh deta hai............... Jese hi komal k safeed tapty honton par chandan k kaly moty moty hont lagty hain aik ajeeb se jurjuri hoti hai komal ko .......... Uska pora jism kanpta hai aur sath hi usk hont chandan kaka k honton main samaa jaty hain..................


Lekin agle hi lamhy aik jhatky se chandan komal se alag ho jata hai.............

Chandan: nahi komal ji ........ Main ye nahi kar sakta ......... Agar yehi karna hota to main kab ka kar k ja chuka hota............ Main janta hon........ Apk jism ko dekh kar hi muje ye sab hogya hai...... Agar mene ye sab kar lya to shaid phr main kabi apko na bhol paon.......... Aur us wakt mere lye bohot mushkil hoga ye sab ....... Nahi naho main es daldal main nahi ana chahta ........ Ap bs muje mafff kar den plzzz.......... Itna bol chandan komal se kuch kadam doori par khara ho jata hai ............


Komal: lekin kaka es jism ne apko aziat di hai na ap b essay aziat do......... Essay masal do kaka ......... Essy main se sab kuch nichor lo............. Sara russs nichor lo kaka...... Es jism ko eski saza dooo...... Aise matt raho...... Plz warna main apne apko kabi mafff nahi kar paon gi................. Komal chandan k kareeb aty huwe usky lun ko pakarna chahti thi lekin chandan usay mazeed rokty huwe do kadam peche ho jata hai...........



Chandan: nahi komal ji ye jism to pyar karne k laek hai............ Bhogne aur chatne k laek hai..... Eska hakk saza nahi eska hakkm pyar hai.............. Main es jism ko pyar nahi dy sakta to saza b nahi dun ga.......aur phr choty malik se dhoka kabi nahi....... Komal ji dhoka karna hota to kab se apki izat loot k ja chuka hota kabi nahi choty malik ki ap amanat ho unk sath dhoka kabi nahi .......... Ap muje maff kar dijiye ta k main yahan se chala jaon..........


Komal: chandan kaka ye dhoka nahi hai............... Main khud apni marzi se apk samne ai hon aisi halat mai khari hon ....... Tamim ko kano kan khabar nahi hogi....... Ap mera yaqeen rakhen ap muje saza dene k lye kuch karen es jism k sath ya pyar karne k lye muje koi aitraaaz nahi lekin main sirf apko es haal main nahi dekh sakti aur apni galti sudharna chahti hon............. Komal ki bat soun k chandan aik lamhy k lye chup ho jata hai phr washroom se apna trouser pehen kar bahir ata hai...........
Komal ab b usi halat main khari kaka ko dekh rahi thi...... Lag bhag uski ankhon main ansoo thy ye dekh chandan komal k pas se hath jorty hiwe guzarta hai aur darwaze k pas ja k ruk jata hai......
[+] 1 user Likes Randi Housewife's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Majbori Ya Mazaaaa.......total explicit - by Randi Housewife - 08-06-2019, 01:50 PM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)