30-01-2023, 04:13 PM
Agle din dupehar ko Meena chatt pe kapde sukha rhi thi, usne dekha ke Ramesh Jasleen ko dekhne ke liye galli mein chakkar lga rha hai. Meena foran Jasleen ke paas gyi.
Meena: “Didi aagya apka aashiqu ! bahar chakkr lga raha hai..chaliye dekhe.”
Jasleen: “to lagane do chakkar, wo to loafer hai”
Meena: “didi chlo market chalte hain, aapne kaha tha na ke kuch samaan lana hai.”
Jasleen : ‘mujhe pata hai tu kyu bol rhi hai.’
Meena: “agar pta hai to chliye na..”
Meena ke baar baar kehne par Jasleen maan gyi. Dono market ki aur chal di. gali mein to unhone Ramesh ko ignore kiya jaise wo ho hi na. Ramesh bhi unke peeche chlne lgga. Market mein dono kisi dukaan mein khadi thi. Ramesh ne mauka dekh kr Jasleen ko ankhon se ishara kiya. Jasleen ne koi reaction nhi diya. Jaise hi Jasleen ne fir uski aur dekha, Ramesh ne ankh maar di, Jasleen ka dil zor se dhadak rha tha, lekin iss baar usse gussa nhi aa rha tha, usse ajjeb sa ehsaas ho rha tha. Meena bhi ye sab dekh rhi thi. Jasleen ne apna chehra dusri aur kar liya. Chahe jo ho Jasleen aisi-waisi larki nhi thi. Ye sab usse abhi bhi galat hi lag rha tha. Usne Meena ko ghar chalne ke liye kaha. Jasleen jaldi se ghar jana chahti thi. uski halat khrab ho rhi thi. Meena bhi samaj gyi ke Jasleen ke liye ye sab nya anubhav hai. Ramesh ne bhi koi jald baazi nhi ki. use lgga ke Market mein unse baat krni thik nhi hogi. Jasleen apna chehra jhukaye Ramesh ke saamne se chli gyi. Ramesh wahi khada uss husan ki pari ko dekhta rha.
Jasleen ek pati-varta aurat thi. Kisi gair mard ko iss tarah se apne aap ko chedne dena, ye uske sanskaar nhi the. Wo ek izzatdar family se thi. Wo thodi bechain thi. Uska pati usse har khushi deta tha, Uski koi mazboori bhi nhi thi ke wo Ramesh jaise ko apne paas bhi aane de. Meena ke jaane ke baad uske dimag mein yahi sab chal rha tha. Uss raat Jasleen ko sapne mein Ramesh dikhai diya. Sapne mein bhi usse Ramesh usse aankh maar rha tha, achank se uski neend tut gyi. Wo soch rhi thi ke kamina sapne mein bhi ched gya. Aaj pehli baar usse ki gair mard ka sapna ayaa tha, iss baat se wo guilty feel kar rhi thi.
Kuch din aise hi beet gye, roz Ramesh Jasleen ke ghar ka chakkr lagata, Jasleen ko dekhta, Jasleen ko bhi pta tha ke wo roz uske ghar ke chakr lagata hai, aab use bhi gussa nhi ata tha, kyunki ye abb roz ka kaam tha. Lekin Ramesh Jasleen se baat krna chahta tha. Usne kyi larkiya patayi thi, lekin unhe Jasleen se compare krna to Jasleen ki insult hogi. Usse koi idea nhi mil rha tha ke wo baat age kaise bhadaye.
Ek din Meena apne boyfriend Rajesh ke saath film dekhne gyi, waha Rajesh ne un dono ko dekh liya. Ramesh ne dekha ke Meena jiss larke ke saath hai wo use janta hai. Ramesh unn dono ko milne gya. Ramesh aur Rajesh bohot arse se mile nhi the, wo dono ek hi college mein the, Dono ek dusre ko mil ke bohot khush huye. Meena bhi hairan thi. teeno mein baat cheet huyi, fir wo chaye peene lagge. waha Ramesh ne unhe Jasleen ke baare mein bataya..
Rajesh: “ aare to ye baat hai… tumhe lgta hai ke teri baat ban skti hai.”
Ramesh: “dekh bhai, mujse nhi rha jayega abb, pyaar krta hai tera bhai uss se. agar Meena chahe to meri madad ho sakti hai.”
Meena: “ are tum samjh nhi rhe ho…wo aisi waisi nhi hai, wo apne pati se bohot pyaar krti hai, aur bohot hi-fi log hain, tum sachai ko samjho, unki kya mazboori jo wo tumse baat kre, wo nhi karegi tumse baat.”
Rajesh: “Meena! ye bhai hai mera..ek hi college mein padhe hain, tu iski help kar.”
Ramesh: “pata nhi yaar jabse use dekha hai, bhenchod bhool nhi paa rha hoon. aur main greeb hoon lekin chutiya nhi hoon, usse mana kar hi rahunga. usse dostihi karade bss”
Rajesh: “ ek kaam kar, kisi bahane se isse uske ghar leja, iski baat krwa de.”
Meena: “yaar tum log bhi na…main kuch sochti hoon, par Ramesh tum koi ulti seedhi harqat mat krna, aur unhe chedna band kro… wo bohot acche log hain, sach mein yaar maine itne gharo mein kaam kiya hain lekin Jasleen aur Uske Pati Parm sahib jaise log nhi dekhe, dono mujhe choti behan ki tarah samjhte hain.”
Ramesh: “Maa kasam kuch galat nhi karunga, agar galat krna hota to kab ka kr leta… mujhe usse jabarsasti se nhi pana.”
Meena: “thik hai, main krti hoon kuch.” “tumhe poore Hardoi Jile mein koi aur nhi mili?? matalb wo humlogo ki aukat se kahin uper hai“ haste huyee…
Meena soch rhi thi ke kaise Ramesh ko Jasleen se milwaya jaye.
agle din Meena Jasleen ke ghar gyi. ghar ka kaam krne ke baad, dono baatein krne lggi. Meena ne Ramesh ki baat ched di.
Meena: “Aaj apka ashiqu nhi aya didi??”
Jasleen: “tu na sudharna…roz ata hai kamina mujhe dekhne, aaj bhi ayega hi hoga”
Meena: “payaar mein pagal jo hai wo apke.”
Jasleen: “ pagal hi hai”
Meena: “ apko pta bhi hai kal kya huya??
Jasleen : “ kyaa huya??”
Meena: “kal main apne boyfriend ke saath film dekhne gyi thi, to apka ashiq mila tha wahan aur mera bf aur wo dono dost nikle. Uska naam Ramesh hai.”
Jasleen: “ achhaa..tu kuch bhi humare bare use mat batana, thik hai?
Meena: “ Ji didi…maine usse samjaya ke aap log bohot uchi hasiyaat ke hain aur tum gareeb sadkchaap, isiliye wo apko tang na kare.”
Meena jaan bhooj kar Amir gareeb wali baat bol rhi thi, usse pata tha ke Jasleen ko acha nhi lagega. kyunki Jasleen seedhi saadhi aur thodi emotional larki thi. Meena ko pata tha ke Jasleen ki isi baat ka fayada uthaya ja sakta hai.
Jasleen: “ are yaar ye hasiyaat ki baat nhi hai Meena.”
Meena: “ par didi ye sach hai, wo apke layak nhi hai, jo bhi ho koi aap jaisi ache pariwaar ki larki uss gareeb se dosti to door baat bhi kyu karegi.”
Jasleen: “ wo baat nhi hai…Main shadishuda hoon, aise kaise kisi gair mard se baat kr skti hoon aur wo bhi uske saath jiska mujhe pta hai ke wo mere piche pada hai.”
Meena: “ to agar shadishuda na hoti to? fir apko ko koi fark padta ke wo gareeb hai, jisne apko bachaya tha.”
Jasleen chup ho gyi. kuch soch kr usne jwaab diya.
Jasleen: “fir baat aur hoti.”
Meena : “ nhi didi, baat yehi hoti… hum mein aur Aap mein bohot fark hai ! hum gareeb hain aur aap uche log hain.”
Jasleen: “ tum pagal ho ye kya bol rhi ho…Parm tumhe choti behan ki tarh maante hain, aur main bhi, humne kabhi aisa nhi socha.”
Meena: “to aapko yehi problem hai ke aap shadishuda hain, isiliye aap us se baat nhi krna chahti?? ye jante huye bhi uss larke ne humein bachaya tha?
Jasleen: “han”
Meena: “ kya sahib aap par shaq krtein hai? nhi na…? to bss aap unse kaho ke ye mera dost hai.. agar wo apse itna hi pyaar krte hain to kisi larke se aap baat kre ya apki sirf dosti ho to unhe koi dikkat nhi honi chahiye. Payaar ka matlab bhandhna nhi hota. aur sirf dosti mein kya harz hai? aap apne pati ko koi dhokha nhi de rhi.”
Jasleen: “Parm ko mujh par poora bharosa hai aur mujhe bhi un par. wo mujh par kabhi shaq nhi krege.”
Meena: “didi aapne apni life mein hamesha apni hasiyat ke logo se hi dosti ki hai, iss bar kisi gareeb ko bhi azma ke dekh lo.. aur thodi masti mazak mein koi harz nhi, aur acha na lagge to baat na krna, isme kya hai.”
Jasleen sochne laggi. Meena Jasleen ke bholepan ka fayda utha rhi thi. Meena ko lagg rha tha ke dhire dhire Jasleen maan jayegi. Raat ko Jasleen Parm ki baahon mein leti thi. usse neend nhi aa rhi thi. wo Meena ki baaton ko soch rhi thi. Us ne socha ke agar sirf kisi se dosti hi ho iss mein to koi harz nhi, aur Parm to usse itna pyaar krte hain wo kabhi galat nhi sochege. Fir wo Ramesh ke baare mein sochne lggi, ek baar Ramesh ne usse bachaya tha, ye ehsaan ka badla wo kaise chuka sakti hai? usne socha ke shayd use Ramesh se ek baar baat krni chahiye.
Agle din fir se Meena aur Jasleen ke beech Ramesh ke bare mein baat huyi. Meena ki baatein sunne k baad Jasleen ek baar Ramesh se baat krne ko maan gyi. Meena ne agle din ye baat Ramesh ko bta di. Uski khushi ka thikana na tha. Lekin Meena ne usse samjhaya ke koi jaldbaazi na kre, Ramesh bhi samjh gya ke yaha par ek ek kadam soch ke rkhna padega. Ramesh ne Meena ko apna phone number Jasleen ko dene ko kaha.
Agle din Parm ke office jaane ke baad Meena Jasleen se mili. Aur usne Ramesh ka number Jasleen ko de diya
Jasleen: “ nhi main apna number nhi dena chahti aise kisi ko..aise hi problem ho jayegi.?
Meena: “didi.. koi problem nhi hogi, aap ye na bhule ye banda aapke liye kutto se zakhmi ho gya tha, to koi problem nhi karega.. aur main hoon na, aap mujh par bharosa rakhe.”
Jasleen abhi bhi sankoch kr rhi thi. lekin Meena ke baaton mein aakr usne baat krne ka faisla kiya.
Meena ne Ramesh se phone par baat ki, aur usse kaha ke Jasleen ka number kisi ko pta nhi chlna chahiye. Ramesh Jasleen ko sach mein chahne lgga tha, wo uska number kisi se bhi share nhi kar skta tha. Asl mein usne apne doston ko bhi ye baat nhi batai thi.. Meena ne Jasleen ka number send kr diya. Fir meena waha se chli gyi. Wo chahti thi ke Jasleen akele mein baat kre.
1 ghante baad Jasleen ke phone par Ramesh ka message aya, Jasleen ka dil thoda tez dhadkne lgga.
“Main ramesh, apko Meena ne bataya hi hoga. Agar aap busy nhi hain to kya hum phone par baat kr skte hain?”
Jasleen ne han mein jwaab diya.. phir ramesh ka call aya. Jasleen ko bohot ajeeb lag rha tha. fir Jasleen ne call uthayi..
Jasleen; “Hello”
Ramesh: “ Hello main Ramesh”
Jasleen: “han boliyee..”
Ramesh: “kaisi hain aap?”
Jasleen: “ thik hoon”
Ramesh ko kuch soojh nhi rha tha.
Jasleen: “apne kya baat krni thi?
Ramesh: “apko meri wajah se koi takleef huyi ho to uske liye sorry.”
Jasleen: dekhiye aap pls mujhe cheda na kare, mujhe ye bilkul pasand nhi”
Ramesh: “aap itni khubsurat hain ke mujhse rha nhi gya, aur jo mujhe lgga maine kiya. lekin wo galt tha.”
Jasleen: “ aap ko pta hain na ke main shadishuda hoon??
Ramesh: “pta hai, par fir bhi rha nhi gya, aur aap mujhe galt na samjhe main apko kisi problem nhi dalunga, jiss se apki shadishuda zindagi mein koi problem aye”
Jasleen: “par aise kisi larki ko chedna thik nhi. aur ye mujhe bilkul pasand nhi.”
Ramesh: “sach kahoon to main aisa hi hoon, mujhe aap jesi larkiyon se baat krni nhi aati, lekin apko meri vajah se koi problem nhi ayegi.”
Jasleen: “uss din meri wajah se apki pitaai huyi, lekin aap bhi jante hain ki galti aap ki hi thi.. par uss din aap humein bachaane ke chakkar mein khud jakhmi ho gye…uske liye thank you! apko zada chot to nhi lggi thi?
Ramesh: ‘are koi baat nhi…main thik hoon.” “ to aap abb naraaz to nhi hai?
Jasleen thodi der chup rehne ke baad.. “ nhi”
Ramesh; “ fir thik hai…mujhe lgga shayed abhi bhi naraaz hain. ek baat puchni thi aapse, bura mar manana.”
Jasleen: “ kyaa? lekin agar aisi koi baat hogi to bura zroor manugi”
Ramesh: “ thik hai… dekhiye ye sach hai ke jabse maine apko dekha hai, to apko bhool nhi pa rha, maine aaj tak itni sundar larki nhi dekhi, aur mujhe pta hai aap shadishuda hain, aur meri itni hasiyat bhi nhi hai, bhagwaan ne gareeb bnaya aur na shakal di na hi akal…par fir bhi main apse dosti krna chahta hoon. Meri kismat mein aap jaisi larki to nhi aa sakti lekin, agar main gareeb hoon to kya aap mujhe sirf dost bhi nhi bna sakti?? jaisa maine kaha ke meri vajah se apko koi takleef nhi hogi.”
Jasleen soch mein padd gyi, Ramesh usse gareebi aur hasiyaat ki baat krke emotional kr rha tha. Jasleen soch rhi thi ke wo kya kahe. Usse samjh mein nhi aya.
Jasleen: “ Dekho baat amiri gareebi ki nhi hai, par main shadishuda hoon, aur ye sab…”
Ramesh: “dekhiya main sirf dosti ki baat kr rha hoon, aur kya ladk-ladki dost nhi ho skte? aur agar apko baad mein thik na lagge to aap kabhi mujhse baat na krna.”
Jasleen fir soch mein padd gyi. wo naram dil ki larki thi, jald hi emotional ho jati thi. usse ne socha bhi ke sirf dosti mein kya harz hai? lekin usne koi jwaab nhi diyaa.
Jasleen: “main sochungi!”
baat-baat pe gali dene wala Ramesh aaj bohot salike se baat kr rha tha.
Jasleen: “ab main rakhti hoon, mujhe kaam hai.”
Ramesh “ thik koi baat nhi. ”
Jasleen ne call kaat di. uski dhadkan abhi bhi tez thi. aaj usne pehli baar aise kisi se baat ki thi, jo larka usse chedta tha. Wo soch rhi the ke kya usne Ramesh se baat krke sahi kiya? Udhar Ramesh bohot khush tha. Jasleen se baat krne ke baad Ramesh ne meena se baat ki. usne jo baat hui wo sab bataya. fir usne meena ko kaha ke aab wo jasleen se milke aage sambhaal le. Meena soch rhi thi ke abb uska kaam asaan ho gya hai.