30-05-2019, 04:34 PM
Update 16……
Pichla update tak aap logo na dekha Ek taraf Indian Army ka best officers ko vapas best ka saath train kara jaa raha hai aur dusri taraf mei training room sa apna room taka a gaya……
Ab aage……
Shubham: Jab meri aankh khuli to uss samay raat ka 10 baj raha tha aur mujhe bhook bhi bhut lagi thi…… Mei uth kar bahar aaya to mujhe samna Iszy baithi mili……(Yaha aap sabhi ko ya clear kardu ki har floor par ek common sitting room hai, jo ki humara room sa nikalta hi hai…..)
Iszy: Uth gaye janab aap?![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
Shubham: Ha uth gaya, par aap mujhe essa kyu puch rahi ho….![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
Iszy: Aur nahi to kya karu, Pata hai dinner time Willy aur meina tumhai kitna uthaya par tum to ghoda bech kar so raha tha……
Shubham: Maaf karna, par mei bhut thak gaya tha training ka baad islye pata nahi chala……. Mei abhi jaakar dinner kar leta hu mess mei…..
Iszy: Ary bhai ab kon kholega tumhara liya mess….. Yaha dinner time 8pm sa 9:15 pm tak kaa hi hai…..
SHubham: Kya….
To ab mei kya khau…… mujhe to bhut bhuk lagi hai……
Iszy: Mujhe hi khaa lo……. Ary meina bola hai, mess band hai par college ka bahar ka stalls puri raat khula rahata hai….. vaha kuch kha lo….
Shubham: Ary ha, mei to ya bhul gaya tha…… Willy na bataya tha…..
Mei aata hu kuch kha kar…..
Iszy: Had hai matlab…… Meina tumhai suggest kara aur tum mujhe hi nahi puch raha ho saath chalna ko, bhalai ka jamana hi nahi hai……
Shubham: Ary maaf karo mujhe laga tumna kha liya hai, aur tumhai saath chalna ko kaha kar kyu pareshan karu islye nahi pucha……
Iszy : Chalo Chalo ab baate mat banao mujhe pata hai sab….. ab chalo bhi mujhe bhi bhuk lag gayi hai firsa……
Aur hum dono nikal liya bahar stalls par khana ka liya…… vaha pahuch kar hum ussi tea stall mei pahucha jaha kal madam na sab kuch thod fod diya tha……
Shubham: Yaar hum yaha kyu aaye hai….. Ya to tea stall hai na……
Iszy: Ary yar, tum na bs baitho shanti sa …… aur iszy vaha ka owner ko khana ka order de di aur mujhc boli ya na koi tea stall nahi hai….. ya yaha ki street ka food king hai, bus bahar tea stall islye likha hai kyunki inhona tea sa apna business suru kara tha aur aaj bhut bada business hai, sab kuch milta hai yaha…..
Itni der mei humara order aa gaya tha….. Hum dono vaha baitha baitha aram sa kha raha tha aur saath hi baate bhi kar raha tha, Iszy ko baate karna bhut pasand tha…… Inhi baato mei hum logo mei achi banana lagi thi…. Aur mei uska baaremei aur bhi bhut kuch jaan saka tha…… Essa hi hum vapas room mei jaakar phir aram karna laga aur mei subha 5 baje uth kar fir sa pahuch gaya training ground jaha meina bhut kuch karna tha…… Issi bich huma exercise karana ka liya jis trainer ko aana tha vo bhi aa gaye aur unhona mujhe aaj running karna sa phele kuch exercise karayi, jiski vajah sa mei phele sa jaada comfortable feel kar raha tha, aur essa hi training chalti rahi aur mei ab apna target ka bhut karib tha……
Shubham: Ab mei 30 kg ka wait ka armor ko easily utha kar running karna laga tha aur meina ek week mei apna tym 1 hour 45 minute tak increase kar liya tha running ka, aur mei ab murgo ko pakadna bhi laga tha, par murgo ko pakadna ka kaam itna easy nahi tha….. vo pata nahi kaisa bhag jaata hai har baar mera haath mei aana sa phele……
Aaj training ka 8th day tha aur aaj baaki sabhi na bhi mujhe join kar liya tha, un sabhi ko bhi Madam na vahi kaha aur vasa hi surur karna ko kaha jaisa mujhe kaha tha……. Jab unki body par 30kg ka armor ka weight aaya tab jaakar unhe samaj mei aa gaya tha ki ab unki kaisi halat honi hai……. Training ka khatam hona ka baad sabhi ki halat bhut buri thi aur aaj unki essi halat dekh kar mei has raha tha, jisma sabsa buri halat Willy ki t hi…… Khair meina sabki madat kari hostel room tak pahuchna mei aur raat ka khana ka liya kissi mei himat nahi thi mess tak jaana ki, islye mei hi sabhi ka liya khana pack kara kar le aaya tha…… Training apni speed sa bad rahi thi aur aaj huma training karta hua 15 din ho gaye tha……….. Par inn 15 dino mei huma samaj aa gaya tha ki aage humara liya mushkil bhut badi aur jada hona vali hai…… Mei ab 30kg weight ka saath bhut comfortable ho gaya tha, jabki baaki sabhi ko abhi bhi kaafi pareshani thi…….
Par 15 din baad ek saaya humara hi college mei dekha gaya…….. Aaj amavasya ki raat thi aur iss vajah sa puri raat andheri kaali hi thi, vasa to humara college ka bahar ka stalls khula rehata hai aur students bhi raat ko bahar dekha jaa sakta hai, par uss din sab taraf bus sanata pasra hua tha…… kahi sa bhi kissi chij ki awaj nahi aa rahi thi…… Vo saaya humara hi rahana ka hostel ka picha sa nikala aur pura hostel ka aas pass chakar lagakar nikal gaya, college ka hi ghodo ka rehana ki jagah……. Vaha sa usna ek ghoda liya jo ki pura kale colour ka tha…… Uss ghoda aur uska upar beitha savar ko dekh kar essa lag raha tha ki aaj iss andheri raat mei andhera ka raaja iss dharti par utar aaya ho aur sabhi taraf bus ab apna kahar barsana ka liya tayar ho……. Vo ghod savar ghoda ko teji sa lekar college sa bahar nikala….. Jo sehar kabhi khali nahi hota tha, aaj ki raat uss pura sehar mei ek dum shanti thi, vaha kissi pin ka girna ki awaj bhi loudspeaker mei boli gayi baat ki tarah lagti….. Uss shanti ko cherta hua ek ghoda vaha sa nikala, par kissi ki himat nahi thi ki vo bahar nikal kar dekh saka aakhir kun hai jo iss shanti mei bhi bahar ghum raha hai...... Vo ghoda sahar sa bahar nikal kar, vaha ka sabsa ghana jungle ki taraf bad raha tha aur uss jungle ka bahar pahuch kar bhi vo ghoda ruka nahi aur iss andheri raat mei bhi lagatar chalta jaa raha tha, jaisa usse sab kuch saaf dikh raha ho aur saath hi vo jiss tarah sa jungle ka sabsa Ghana ilaka sa nikal raha tha essa pratit ho raha tha jaisa vo yaha aata jaata rehata hai, usse iss pura jungle ki bhut acha sa jaankaari hai……
Kuch 25 minute ka lagataar teej rafter sa chalna ka baad vo ghoda uss jungle ka sabsa Ghana ilaka mei pahuch kar ek bada sa pahad ka saamna jaakar ruk gaya, par vaha phele sa ek aur saaya khada tha……. Vo bhi ussi ka pass jaakar ruka………
(Yaha college vala ko saya 2 aur yaha maujood vala ko saya 1 likhunga……)
Saya 1: Bhut der kar di aana mei…..?
Saya 2: Faltu baat ki jagah kaam ki baat kra…..
Saya 1: Vo upar hai……
Saya 2: Thik hai…..
Yaha kaha kar saya 2 vaha sa thoda siddha haath ki taraf jaakar ek Ghana ped ka nicha apna ghoda sa utar, usse ghoda sa tum aaj ki raat yahi aaram kro….. mujhe kuch samay lagega…..
Vo ghoda haami mei apna sir hilata hai, jaisa vo ya jata raha ho ki vo uski saari baat samajh gaya hai……
Iss samay uss jugle ka mahool ek dum dara dena vala tha….. Ek to Ghana jungle uska upar sa amavasya ki raat jiska chalta vaha roshni ki ek kiran bhi najar nahi aa rahi thi……Aur uss jagah ek dum shanti thi, itna bada jungle mei kissi bhi janwar ki koi awaj nahi aa rahi thi…….Itni ghanghor shanti ek sandesh de rahi thi ki jaldi ek bhayankar tufan aana ko hai…. Essa tufaan jisse sab kuch khatam ho jayega……
Saya 2 vaha sa nikal kar pahad par bana ek choti si pakdandi sa hota hua upar ek gufa ki taraf bad gaya jaha sa thoda ujala aa raha tha…….Ya ujala lakdiyo ka jalna sa aa raha tha….. Saya 2 na jaakar uss jalti lakdiyo par bhi paani daal kar usse bhuja diya, aura b vaha ek dum fir sa sirf aur sirf ek ghanghor andhera raha gaya tha…….Abhi yaha ki halat ka aur kuch jada pata chalta ki achanak uss gufa mei sa logo ka cheekhna chilana ki awaj aana lagi…… Uss chilana ki awaj mei ek dard aur dar ki mili juli awaj thi….. Ya awaj itni tej thi ki aas pass yadi koi jaanwar bhi hota to vo dar kar apna ko surakshit karna ka liya vaha sa dhur bhaag gaya hota, vo cheekh shant mahool mei pura jungle mei fail gayi…… Ya cheekha karib 10 minute tak aati rahi aur phir vaha fir sa shanti pasar gayi, vasi hi shanti joo tufaan ka nikal jaana ka baad ho jaati hai……..
Achanak vaha phirsa roshni aana lagti hai……… Aur vaha sa kuch awaja bhi aana lagti hai……… Ab vaha fir sa do saya ho gaye, Roshni hona ka baad jo haal vaha kaa tha usse dekh kar to ek baar shetan ki ruhu bhi kaamp jaaye……. Har taraf bus khoon hi khoon tha, par jo dil dehala dena vala tha vo tha har sharir sa unka dhad(sir), haath, paav sabhi alag alag hua tha, unhe dekhna sa hi lag raha tha ki isse kissi na haath sa hi khich kar nikala hai………… Essi dard naak maut to ek baar shetan bhi nahi deta hoga, jaisa maut un logo ko nasib hui thi……….
Saya 1: Ho gai tum khush Mariana……![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
(jee haa dosto jo college sa hota hua ghoda par iss jungle mei aaya tha, vo Mariana hi thi…… aur usse jo nicha saya 1 mila tha vo AS…..)
Mariana: Ha AS, inn jaiso ki maut to isse bhi bhayanak tarika sa honi cahaiya……
AS: Shaant Mariana…… Mei jaanta hu jo inhona kara hai vo sahi nahi hai, par uski essi saja ya bhi sahi nahi hai……… Itna kaha kar AS uss jalti aag mei sa ek lakdi lekar un sabhi ka sharir aur unka dusra pada ango ko bhi agni de deta hai……….
Mariana: AS ya kya kar raha hai ho…… Inka sharir ko to jungle ka jungli janwaro ko daal dena cahaiya….. vo jab inha noch noch kar khaayega, vahi sahi hai inka liya……
AS: Mariana shaant raho……. Inhona jo kara tha uski saja inha mil gayi hai, ab inko iss duniya sa mukti milni hi cahaiya……. Vasa tumhara iss roop na iss pura sehar mei itna kaauf macha diya hai ki amavasya ki raat ko log apna ghar sa bahar nikalna sa bhi darta hai……
Mariana: Buro ko mitana ka liya ya sab karna padta hai……..
Par ek baat batao tum yaha kyu aaye, yaha to Nigro ko hona cahaiya tha aur tumhai kaisa pata ki mei Nigro ka pass kis kaam sa gyi hu…..
AS: Vo islye ki Nigro ko meina kahi bheja hai, dusri baat mujhe ya pata tha jab tumhai ya pata chalega ki Shubham ko kisi a gulam bana rakha tha, to tum uska pata karna ka liya Nigro ka pass jarur jaogi aur mei uss din vahi tha, bus antar ya hai ki na tum aur na hi Nigro mujhe mera roop mei pehachan sakta tha……
Mariana: Matlab mera upar jasoosi kar raha tha…..
? Vasa tumhai yaha ka pata kaisa mila, Ya baat bhi Nigro na tumhai batayi kya……….![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
AS: Nahi, nigro ko meina hi kaha tha ki tumhai ya sandesh de de ki tumhai ya kaha milega……. Aur dusri baat mei inka upar pichla 5 saal sa najar rakh raha hu, isslye mujhe ya pata hota hai ki ya kab aur kaha milega…….
Mariana: What……
Jab tumhai pata tha ki Shubham unka pass gulam hai to tumna usse vaha sa chudaya kyu nahi…..
?
AS: Mariana, bhut si baate hai……
Mariana : AS essa kya hai jo tum itna chupa raha ho, aur saath hi ab mujhe doubt ho raha hai iss ladka par, aakhir ya hai kun mujhe sab kuch jaana hai abhi…….
AS: Thik hai Mariana mei tumhai Shubham ka baara mei batata hu, par abhi mujhe bhi sab kuch nahi pata hai…. Essi bhut si baate hai jinka javab mera pass nahi hai…….
Mariana: AS tum mujhe apni baato mei mat ghumao aur tum mujhe aaj uska bare mei sab kuch bataoga, jitna tum jaanta ho, suru sa aakhir tak aur ismei tumhari koi chalaki hui to aaj tumhara sir bhi alag kar dungi…..
AS: Ary gussa mat ho, mei tumhai sab kuch batata hu jo mujhe pata hai……
Chaliya dosto aaj yahi rukta hai aur baaki hum agla update mei dekhta hai, ki aakhir AS Shubham ka baaremei essa kya batata hai………
Stay Tunned and waiting for comments ……………………
Pichla update tak aap logo na dekha Ek taraf Indian Army ka best officers ko vapas best ka saath train kara jaa raha hai aur dusri taraf mei training room sa apna room taka a gaya……
Ab aage……
Shubham: Jab meri aankh khuli to uss samay raat ka 10 baj raha tha aur mujhe bhook bhi bhut lagi thi…… Mei uth kar bahar aaya to mujhe samna Iszy baithi mili……(Yaha aap sabhi ko ya clear kardu ki har floor par ek common sitting room hai, jo ki humara room sa nikalta hi hai…..)
Iszy: Uth gaye janab aap?
![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
Shubham: Ha uth gaya, par aap mujhe essa kyu puch rahi ho….
![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
Iszy: Aur nahi to kya karu, Pata hai dinner time Willy aur meina tumhai kitna uthaya par tum to ghoda bech kar so raha tha……
Shubham: Maaf karna, par mei bhut thak gaya tha training ka baad islye pata nahi chala……. Mei abhi jaakar dinner kar leta hu mess mei…..
Iszy: Ary bhai ab kon kholega tumhara liya mess….. Yaha dinner time 8pm sa 9:15 pm tak kaa hi hai…..
SHubham: Kya….
![[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]](http://storage.proboards.com/6898191/images/nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png)
Iszy: Mujhe hi khaa lo……. Ary meina bola hai, mess band hai par college ka bahar ka stalls puri raat khula rahata hai….. vaha kuch kha lo….
Shubham: Ary ha, mei to ya bhul gaya tha…… Willy na bataya tha…..
Mei aata hu kuch kha kar…..
Iszy: Had hai matlab…… Meina tumhai suggest kara aur tum mujhe hi nahi puch raha ho saath chalna ko, bhalai ka jamana hi nahi hai……
Shubham: Ary maaf karo mujhe laga tumna kha liya hai, aur tumhai saath chalna ko kaha kar kyu pareshan karu islye nahi pucha……
Iszy : Chalo Chalo ab baate mat banao mujhe pata hai sab….. ab chalo bhi mujhe bhi bhuk lag gayi hai firsa……
Aur hum dono nikal liya bahar stalls par khana ka liya…… vaha pahuch kar hum ussi tea stall mei pahucha jaha kal madam na sab kuch thod fod diya tha……
Shubham: Yaar hum yaha kyu aaye hai….. Ya to tea stall hai na……
Iszy: Ary yar, tum na bs baitho shanti sa …… aur iszy vaha ka owner ko khana ka order de di aur mujhc boli ya na koi tea stall nahi hai….. ya yaha ki street ka food king hai, bus bahar tea stall islye likha hai kyunki inhona tea sa apna business suru kara tha aur aaj bhut bada business hai, sab kuch milta hai yaha…..
Itni der mei humara order aa gaya tha….. Hum dono vaha baitha baitha aram sa kha raha tha aur saath hi baate bhi kar raha tha, Iszy ko baate karna bhut pasand tha…… Inhi baato mei hum logo mei achi banana lagi thi…. Aur mei uska baaremei aur bhi bhut kuch jaan saka tha…… Essa hi hum vapas room mei jaakar phir aram karna laga aur mei subha 5 baje uth kar fir sa pahuch gaya training ground jaha meina bhut kuch karna tha…… Issi bich huma exercise karana ka liya jis trainer ko aana tha vo bhi aa gaye aur unhona mujhe aaj running karna sa phele kuch exercise karayi, jiski vajah sa mei phele sa jaada comfortable feel kar raha tha, aur essa hi training chalti rahi aur mei ab apna target ka bhut karib tha……
Shubham: Ab mei 30 kg ka wait ka armor ko easily utha kar running karna laga tha aur meina ek week mei apna tym 1 hour 45 minute tak increase kar liya tha running ka, aur mei ab murgo ko pakadna bhi laga tha, par murgo ko pakadna ka kaam itna easy nahi tha….. vo pata nahi kaisa bhag jaata hai har baar mera haath mei aana sa phele……
Aaj training ka 8th day tha aur aaj baaki sabhi na bhi mujhe join kar liya tha, un sabhi ko bhi Madam na vahi kaha aur vasa hi surur karna ko kaha jaisa mujhe kaha tha……. Jab unki body par 30kg ka armor ka weight aaya tab jaakar unhe samaj mei aa gaya tha ki ab unki kaisi halat honi hai……. Training ka khatam hona ka baad sabhi ki halat bhut buri thi aur aaj unki essi halat dekh kar mei has raha tha, jisma sabsa buri halat Willy ki t hi…… Khair meina sabki madat kari hostel room tak pahuchna mei aur raat ka khana ka liya kissi mei himat nahi thi mess tak jaana ki, islye mei hi sabhi ka liya khana pack kara kar le aaya tha…… Training apni speed sa bad rahi thi aur aaj huma training karta hua 15 din ho gaye tha……….. Par inn 15 dino mei huma samaj aa gaya tha ki aage humara liya mushkil bhut badi aur jada hona vali hai…… Mei ab 30kg weight ka saath bhut comfortable ho gaya tha, jabki baaki sabhi ko abhi bhi kaafi pareshani thi…….
Par 15 din baad ek saaya humara hi college mei dekha gaya…….. Aaj amavasya ki raat thi aur iss vajah sa puri raat andheri kaali hi thi, vasa to humara college ka bahar ka stalls khula rehata hai aur students bhi raat ko bahar dekha jaa sakta hai, par uss din sab taraf bus sanata pasra hua tha…… kahi sa bhi kissi chij ki awaj nahi aa rahi thi…… Vo saaya humara hi rahana ka hostel ka picha sa nikala aur pura hostel ka aas pass chakar lagakar nikal gaya, college ka hi ghodo ka rehana ki jagah……. Vaha sa usna ek ghoda liya jo ki pura kale colour ka tha…… Uss ghoda aur uska upar beitha savar ko dekh kar essa lag raha tha ki aaj iss andheri raat mei andhera ka raaja iss dharti par utar aaya ho aur sabhi taraf bus ab apna kahar barsana ka liya tayar ho……. Vo ghod savar ghoda ko teji sa lekar college sa bahar nikala….. Jo sehar kabhi khali nahi hota tha, aaj ki raat uss pura sehar mei ek dum shanti thi, vaha kissi pin ka girna ki awaj bhi loudspeaker mei boli gayi baat ki tarah lagti….. Uss shanti ko cherta hua ek ghoda vaha sa nikala, par kissi ki himat nahi thi ki vo bahar nikal kar dekh saka aakhir kun hai jo iss shanti mei bhi bahar ghum raha hai...... Vo ghoda sahar sa bahar nikal kar, vaha ka sabsa ghana jungle ki taraf bad raha tha aur uss jungle ka bahar pahuch kar bhi vo ghoda ruka nahi aur iss andheri raat mei bhi lagatar chalta jaa raha tha, jaisa usse sab kuch saaf dikh raha ho aur saath hi vo jiss tarah sa jungle ka sabsa Ghana ilaka sa nikal raha tha essa pratit ho raha tha jaisa vo yaha aata jaata rehata hai, usse iss pura jungle ki bhut acha sa jaankaari hai……
Kuch 25 minute ka lagataar teej rafter sa chalna ka baad vo ghoda uss jungle ka sabsa Ghana ilaka mei pahuch kar ek bada sa pahad ka saamna jaakar ruk gaya, par vaha phele sa ek aur saaya khada tha……. Vo bhi ussi ka pass jaakar ruka………
(Yaha college vala ko saya 2 aur yaha maujood vala ko saya 1 likhunga……)
Saya 1: Bhut der kar di aana mei…..?
Saya 2: Faltu baat ki jagah kaam ki baat kra…..
Saya 1: Vo upar hai……
Saya 2: Thik hai…..
Yaha kaha kar saya 2 vaha sa thoda siddha haath ki taraf jaakar ek Ghana ped ka nicha apna ghoda sa utar, usse ghoda sa tum aaj ki raat yahi aaram kro….. mujhe kuch samay lagega…..
Vo ghoda haami mei apna sir hilata hai, jaisa vo ya jata raha ho ki vo uski saari baat samajh gaya hai……
Iss samay uss jugle ka mahool ek dum dara dena vala tha….. Ek to Ghana jungle uska upar sa amavasya ki raat jiska chalta vaha roshni ki ek kiran bhi najar nahi aa rahi thi……Aur uss jagah ek dum shanti thi, itna bada jungle mei kissi bhi janwar ki koi awaj nahi aa rahi thi…….Itni ghanghor shanti ek sandesh de rahi thi ki jaldi ek bhayankar tufan aana ko hai…. Essa tufaan jisse sab kuch khatam ho jayega……
Saya 2 vaha sa nikal kar pahad par bana ek choti si pakdandi sa hota hua upar ek gufa ki taraf bad gaya jaha sa thoda ujala aa raha tha…….Ya ujala lakdiyo ka jalna sa aa raha tha….. Saya 2 na jaakar uss jalti lakdiyo par bhi paani daal kar usse bhuja diya, aura b vaha ek dum fir sa sirf aur sirf ek ghanghor andhera raha gaya tha…….Abhi yaha ki halat ka aur kuch jada pata chalta ki achanak uss gufa mei sa logo ka cheekhna chilana ki awaj aana lagi…… Uss chilana ki awaj mei ek dard aur dar ki mili juli awaj thi….. Ya awaj itni tej thi ki aas pass yadi koi jaanwar bhi hota to vo dar kar apna ko surakshit karna ka liya vaha sa dhur bhaag gaya hota, vo cheekh shant mahool mei pura jungle mei fail gayi…… Ya cheekha karib 10 minute tak aati rahi aur phir vaha fir sa shanti pasar gayi, vasi hi shanti joo tufaan ka nikal jaana ka baad ho jaati hai……..
Achanak vaha phirsa roshni aana lagti hai……… Aur vaha sa kuch awaja bhi aana lagti hai……… Ab vaha fir sa do saya ho gaye, Roshni hona ka baad jo haal vaha kaa tha usse dekh kar to ek baar shetan ki ruhu bhi kaamp jaaye……. Har taraf bus khoon hi khoon tha, par jo dil dehala dena vala tha vo tha har sharir sa unka dhad(sir), haath, paav sabhi alag alag hua tha, unhe dekhna sa hi lag raha tha ki isse kissi na haath sa hi khich kar nikala hai………… Essi dard naak maut to ek baar shetan bhi nahi deta hoga, jaisa maut un logo ko nasib hui thi……….
Saya 1: Ho gai tum khush Mariana……