16-12-2022, 10:06 AM
(This post was last modified: 16-12-2022, 10:27 AM by Mixedking. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Do din guzar chuke they magar aab tak koi bhi naukar nahin aaya tha Papa se kahin zyada chinta aab Mummy ko hone lagi thi kyon ki itne bade ghar ki saaf safayi karna akele uske bus ka nahin tha wahin wo sara din kaam karte thak jati thi ghadi mein is waqt shaam ke 4 baj rahein they Mummy hall mein baithi hui t.v dekh rahi thi aur Main bahar apne Papa ke saath baitha hua tha tabhi kisi ki gate par awaaz di Papa fauran uthkar gate ke taraf chal padta hain aur jakar main gate kholta hain main bhi unke piche – piche aa jata hu.
Samney ek bhikari jaisi halat mein ek kareeb 45 sal ka aadmi khada tha uska poora jism koyle ki tarah bilkul kala tha jism par usney kale rang ka kambal lapeta hua tha aur us kambal se ajeeb tarah ki gandi si smell aa rahi thi aisa lag raha tha jaise usney barson se nahaya na ho aur wo kambal jagah jagah se fata hua tha jismein uske nangey badan kahin kahin nazar aa rahein they bal ghoongrale se they aur uspar khoob sara tel laga hua tha bal mein ulti mang se kanghi kiya gaya tha waise to uski dadhi nahin thi magar mooch usney badi badi rakhi hui thi jism uska bhara hua gathila aur mazboot tha aisa lag raha tha jaise wo pehalwani bhi karta ho.
upload pic
Dheere dheere wo apne mooh chala raha tha shayad usney mooh mein kuch khaini wagerah rakha hua tha dahiney haath mein usney ek bada sa laathi pakda hua tha aur pawn mein ek fata sa chaapal pehna tha jo ki kai jagahon se sila tha pet uske thode se bahar ki taraf nikale hue they aur do ungli mein usney lohe ki ring pehni hui thi kul milakar wo kisi bhikari se kum to bilkul bhi nahin lag raha tha wahin Papa aabhi bhi uske taraf ajeeb nazreion se dekh raha tha
Aadmi - “ namaste saheb mujhe press wale malik ne aapke paas bheja hain unhone kaha tha ki jab main aapke pas pahunch jawun to main aapko unse baatein karwa doon.”
Itna bolkar wo aadmi apne kambal ke ander se ek keypad wala mobile nikalta hain aur ek number dial karke Papa ke haathon mein dheere se pakda deta hain wahin Papa hairat se uske taraf dekhey jaa raha tha aisi halat mein bhi us bandey ke paas ek mobile phone tha ye sochney wali baat thi
Papa - “ main Jaiprakash bol raha hoon jo us din main aapke paas aaya tha naukar ka ishtihaar dene ke liye main wahi ek banda aaya hua hain mere paas magar aapne kis bande ko mere paas bhej diya shakal soorat se to ye bhikari maloom padta hain ”
Presswala - “ aap uski huliye par mutt jaiye wo shuru se hi aisa hain kaha tha sale ko ki wo wahan nahakar jaye magar ye sala bahut ziddi jo hain karta apne wali hi hain aap fikar mutt kijiye banda jaisa dikh raha hain waisa hain nahin kaam itni safayi se karta hain ki aap khud uski tareef karengey aabhi tak jahan bhi isney kaam kiya hain log iski safayi ki tareef bahut karte hain bus isey do waqt ki roti de dijiyega isey aur kuch nahin chahiye aapke chote se kamrey mein ye kahin pada rahega ”
aur itna kehkar press wala phone rakh deta hain wahin Papa theek hain bolkar phone cut kar dete hain
Aabhi bhi Papa ki nazrein us bikari jaise dikhney wali aadmi par thi wo isi asmanajsh mein dooba hua tha ki wo is bande ko kaam par rakhe ki nahin kyon ki wo press wala insaan uski aachi jaan pehchaan ka tha aur Papa ye baat jante the ki wo galat insaan ko kabhi uske darwaze par nahin bhejega magar aab sawal ye tha ki wo haan kaise bole agar wo usey haan bolta hain to Mummy uspar zaroor bhadak jayegi kyon ki Mummy is tarah ke logon ko bilkul bhi pasand nahin karti thi dekhna tha ki aagey Papa ka kya faisla hota hain haan ya fir naa.
Aadmi - “ Gabbar naam hain mera ”
Papa - “ tumhein yahan par rakhney ki koi khas wajah bhi to honi chahiye kya kya kaam kar sakte ho aur mahiney ki salary kitni logey ”
Gabbar -“ salary sach kahun to saheb mujhe aapki salary mein koi dilchaspi nahin hain kyon ki is duniya mein mera na koi aagey hain aur na hi peechay to main kamaunga kiske liye haan bus do waqt ki roti chahiye is paapi pet ke liye ye aapke upar nirbhar karta hain ki aap mujhe kya dengey aur raha kaam ka sawal to aap mujhe ek mauka to dekar dekhiye agar aapko zara bhi shikayat mila to aap mujhe kaam se beshak nikal dijiyega main jhadoo poocha se lekar ghar ke chote mote sare kaam bhi kar leta hoon tel maalish se lekar jod ka dard sab cheez ka kala hain mere paas plumber se lekar chote mote repair ka bhi thoda bahut kaam janta hoon ”
Papa - “ theek hain bus bus rehne do tum chaho to yahan par reh sakte ho samney wo jo bada sa kamra dikha raha hain aab se wo tumhara hain bahar ki saaf safayi se lekar ander tak ka sara kaam aaj ke baad tumhein hi dekhney hain Magar ”
Gabbar - “ magar kya saheb ”
Papa - “ sabse pehle tumhein apna ye huliya theek karna hoga bal tumhein katwane padengey aur kapdey bhi change karney hongey aur main tumhein mahine ka 12000rs dunga khana aur rehna bilkul free aur agar kisi cheez ki tumhein agar koi pareshani ho to tum mujhse bejhijhak keh sakte ho ”
Gabbar – “ ek baat kahun saheb aap sach mein bahut bhale insaan hain mere malik theek hi keh rahein they aapke bare mein ”
Aur Papa or Main itna sunkar seedha apne bungley ki taraf chal padte hain main jate hue Gabbar ki taraf hi dekh raha tha Gabbar ke chehrey par ek muskaan tair jati hain wo taktaki lagaye aab bhi humari ke taraf dekhey jaa raha tha.