Thread Rating:
  • 3 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Karvate Badalte Rahe Hum
#14
#3

Subah subah khidki ke bahaar cheediyon ke chehekne ki awaaz andar kamre me chehek uthi, jahaan ab dhire dhire Supriya ki neend gayab ho rahi thi aur ahista ahista uski palken khul jaati hain. Ek meethe dard ka ehsas uski rom rom me jaag uthi aur khud ko safed chaadar ke bheetar pake behad sharma jaati hain. Khaas karke jab use yeh ehsaas hoti hai ke chaadar ke niche ekdam nagn jism thi, jo abhi bhi kuch kuch meethe dard ki anubhav kar rahi thi.

Saamne aine me Supriya ki nazaar apne aap hi chali jaati hain aur voh muskurake apne aap ko niharne lagi. Acchi khaasi neend hone ke vajah se uski aankhon me ek chamak thi aur kehte hai ke neend acchi ho, to badan aur dimaag dono taro taza lagte hain. Safed chaadar ko kisi towel ke bhanti apni jism pe liptaye, voh ab apni mote patle kangano pe dhyan deti hain, jo kohni pe abhi bhi the. Kul milake chaadar ke tale ekdam nagn jism aur haath me chudiyan aur maathe pe bindi ka jo mel jol thi, voh behad kamuk lagi Supriya ko.

Apni bazuo ko phaila ke Supriya ek lambi ubasi leti hain aur gaur karti hain ke Nikhil abhi bhi gehri neend me tha. Behad pyare lag rahe the voh! 

Apne pati ke baalon par apni gulabi nakhuno ko phailake, pyar se unhe sehlate hain aur phir kandho ko thode hilane lagti hain, ek meethi awaaz ke saath.....

"Ab uthiye bhi! Varna kahin mummy pappa na aa jaye yaha! Hehe"

Par Nikhil nahi utha. Voh dusre aur karvat le leta hain aur yeh harkat dekhke Supriya muskurati hain, dhime se "uff! Inki neend bhi na!" kehke. Khair, jald se jald Supriya ek salwar kameez pehn leti hain aur apni baalon ko har baar ki tarah, ek moti si choti me bandh leti hain, piche ki aur. Dupatte ko adjust karke, voh aakhirkar kamre se nikal aati hain.

"Beti? Ab kya iraada hai?" Nikhil ki maa chai ko aage karti hui kehti hain. Supriya ko ghar ke kaam me ulajhne ki koi zarurat nahi padi. Ek Bai aur naukar pehle se hi maujud the ghar ke kaam dhaam dekhne ke liye aur is dauran Supriya apni saas se acchi khaasi ghul mil gayi. 

"Mummy ji, ab to ek Psychology practice karni hai. Naye naye insaani maansik vishao pe research karni hai" chai ki chuski leke Supriya kehti hain. Chai ke chote mote tinko se bhi uski hont kaafi rasile ho jaati hain. Aakhirkar voh they hi itne rasile aur mulayam.

"Oh you mean Human Psychology? Bahut dilchasp beti!" Nikhil ki maa khud ek professor thi aur unke nazar me ek aurat aur mard me koi farq nahi thi. Yun kahiye ke Supriya ke aise vishay chunna, unhe kaafi acchi lagi aur jaise unhe chahiye thi, vaisi Bahu mili! Sundar, sushil aur padi likhi.

Supriya bhi chai aur biscuit ke darmiyan apne saas se acchi khaasi ghul mil jaati hain aur kyonki Nikhil ke pitaji Forest inspector the, unhe har din subah subah Ghar se nikalna padta tha. Khair, is dauran Nikhil uth jaata hain aur tab tak Supriya andar nashta aur juice leke pahuch jaati hain. Par jaise hi voh tray ko bed table par rakhti hain, Nikhil uski patli lekin thodi sudol si kamar pe haath rakhke, use apne aur aise kheench leta hai ke voh seedhe jaake uske baanhon me let jaati hain.

Kameez me kaid madhyam aakaar ke stan jaise hi Nikhil ke seene se takrata hain, uske ang ang me phir ek baar shararat chaa jaata hain aur voh jase hi hont ko aake rakhke hont se milane wala tha, Supriya uske hont pe haath rakhti hain aur meethe andaaz me kehti hain...

"Are are...itni bhi utavle mat baniye! Subah subah yeh sab shobha nahi deta!" 

Itni kehke, muskurati hui Supriya uth jaati hain aue Nikhil takiye pe zor se thapki lagata hain, kehte huye...."are yaar! Mood off kar deti ho! Office jaane se pehle thoda to romance chalta hai!"

"Office jaana hai to nashta aur juice le lijiye! Uff! You men are impossible!" Supriya ab kamre me se jaane hi wali thi ke fat se Nikhil bistar se jaldi uthke uski kangan se bhari kohni ko thaam leta hain aur use pyar se apne aur phir kheench leta hain. Jis rumani andaaz se Nikhil ne Supriya ko jakde rakha tha, voh bhi rumani hoke kehti hain..."ab kya dekh rahe ho aise?"

"Dekh raha hoon ke koi itni bhi haseen kaise ho sakta hai! In aankhon ko dekhta rahu, phir office to jaana mushkil hai!"

Supriya lekin Nikhil ke kandhe pe haath rakhke, use door karti hain thodi si aur aankhe bade bade karke kehti hain..."ab jayiye please! Office ke liye late ho jayenge aap!"

Supriya ke jaati hi, Nikhil ek "hmmmmmmmmm!" karke jald se jald breakfast khatam karke ready hone chala jaata hain. Jab kuch samay me Nikhil apne suit ko haath me liye nikal aata hain kamre me se, is baar Supriya uske kohni ko jaladke kehti hain..."sorry!"

Nikhil bhi soch me aake kehta hain..."sorry kis liye?" 

Tabhi jawab me, Supriya kamuk andaaz me apne pati ke clean shaven gaalo ko apni mulayam hatheli me thaam leti hain aur apni rasbhare honton ko aage karke uske hont se mila leti hain kuch samay ke liye aur phir honton ko juda karke, pyar se kehti hain...."have a nice day"

"You too!" Nikhil apne honton ke apne patni ki ras mehsoos karke aur phurtila mehsoos karta hain aur phir apne maa se bhi milke office ravana ho jaata hain.

Khidki se apne pati ko office jaate dekh, Supriya phir se ek Bye ka ishara karti hain aur Nikhil bhi gaadi me bas bethne se pehle hi, ek pyar bhara bye kar leta hain. Ab Supriya na to koi office jaana chahti thi aur na hi zaroorat mehsoos kar rahi thi. Uske paas uski laptop thi, jahaa se voh apni research aur theisis vagera khud se hi karna chahti thi.

Kyonki ab Kindle ka zamana tha, isliye online kitabe kharidna koi badi baat nahi thi Supriya ke liye. Khair yunhi research karte karte, uski nazren ek anokhi vishay pe aake ruk jaati hain. Vishay thi Insaan me Pashu Prakriti!

"Hmmmm dilchasp baat hai.....insaan bhi to ek pashu hi hai...par...dekhte hai aage kya likha hai..."

Supriya article ke headline pe apni ek ungli lagake click karne wali hi thi ke tabhi kamre me rasoi ke Maharaj pravesh karte hain...."bhauji, kya lenge aap?"

"Hmmmmm kaka, ek baar mummyji se puch lijiye!" Supriya apni meethi swar me kehti hain aur phir kaka ne jawab diya..."unhone bheja mujhe, keh rahe the ke aaj aapke pasand ki sabzi banaye jaye!"

Apni haseen honton pe ek aur bhi haseen muskaan liye Supriya kehti hain..."Gobi ki sabzi badiya hoga!". Hamesha se saatvik bhojan karne wali Supriya ke liye har sabzi khaas thi. Khair, kaka ke jaate hi, Supriya apni laptop pe phir gum ho jaati hain aur aage aage dekhne lagi.

Article : Insaan me base Pashu Prakriti

Yug yug se insaan tarakki ke raaste me aa chuka hain. Gaadi se leke mobile phone sab uske haath me hai, par hum bhool jaate hain ke vriddhi to jaanwaro se hui hai. Hazaro saal pehle hum keval shikaari the aur shikaar karte the. Kacche maas khaate the aur jee bhar ke sambhog karte the aur...

"Ufff....article lambi bhi hai aur padhne ka mood bhi nahi hai utni!" Supriya maas shabd ka varnan se kuch asahaj mehsoos karti hain aur ruk jaati hain. Yeh shikaar aur atirikht sambhog ke saath saath maas khaane ke varnan se hi use ubki si aane lagi, lekin phir voh khud se kehti hain...

"Supu, tum ek psychologist banne chali ho, yeh sab Gyan to honi chaiye tumhe!"

Khair, yunhi ek din, phir do din, phir ek mahine beet gaye aur Surpiya alag alag logo se online chat karti gayi, unke problems ko leke. Ittefaq se Nikhil bhi kaam me itna ulajhta gaya ke alag se sambhog kriya ke liye samay hi nahi nikaal paya, par isse Supriya ko pehle ek mahine me farak nahi aayi, lekin haan ab dekhte dekhte jab 2 mahine aur beet jaate hain, tab dono pati patni ke dil me ek bechaini so aa jaati hain.
[+] 1 user Likes Rajdeep Pulgateshwar's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Max Steell - 19-11-2022, 03:20 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Ghosthunter - 19-11-2022, 03:45 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Rumana - 19-11-2022, 03:58 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Threesome - 19-11-2022, 05:38 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Juggernaut - 19-11-2022, 04:30 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by abcturbine - 19-11-2022, 05:24 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Threesome - 19-11-2022, 05:38 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Raghu - 20-11-2022, 04:43 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Suhana. - 20-11-2022, 05:20 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Rajdeep Pulgateshwar - 21-11-2022, 01:42 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Suhana. - 21-11-2022, 02:04 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Suhana. - 21-11-2022, 03:02 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by abcturbine - 21-11-2022, 03:06 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Raghu - 21-11-2022, 03:35 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Bimal - 21-11-2022, 05:36 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by shan123 - 21-11-2022, 07:46 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by abcturbine - 22-11-2022, 04:34 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by abcturbine - 14-12-2022, 04:53 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by Chandan - 18-12-2022, 01:04 PM
RE: Karvate Badalte Rahe Hum - by abcturbine - 31-12-2022, 03:58 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)