30-10-2022, 07:37 AM
Meri nazar zarine parr thi, woh seedha mere saamne waali kursi parr baithi thi aur ek bahot sweet si smile de karr mujhe dekhe jaa rahi thi. Uski knee length skirt mein uski gori taange bahot sundar lag rahin thi. Usne apne ek taang doosri taang ke upar tekk rakhi thi, jisse uski skirt taangon ke upar thighs tak chali gayi. Uski thighs dekh kar mere lund mein harkat si hui, lekin mahaul aisa tha ke tension mein aur kuch sochna gawara nahin tha.
Kuch minute baad GD coordinator ki microphone parr awaz aayi, "ladies and gentleman, we are glad to say that the Judges have come back with the results. I will read out the names of both the teams that have participated. I request all participants to come up on the stage please."
Ek ek karke humare naam bulaye gaye. Tina aur main stage parr jaa khade hue. Humare saare team mates stage ke neeche sabse aage khade the. Meri aankhen zarine parr tiki huin thi. Woh mujhe cheer karne ke liye sabse aagi waali row mein khadi thi.
Kareeban 2 minute ke baad GD coordinator ne result announce kiye.
"May we kindly request Mr. K.R. Bhagat, honourable secretary of education, *************** college of Management, *******, to please come up on stage and announce the results and give away the medals to the winners".
Hum sab ki saanse tez ho gayin, dhadkan kaabu se bahar ho rahi thi, maine aankhen band karr leen. Jaise he result announce hua toh mujhe aisa laga ke main iss duniyan mein nahin hoon, jaise mere ird gird saari dunyan ghoom rahi hai. Tabhi mujhe yeh ehsaas hua ke kisi ne mujhe zorron se jakda hua hai aur cheekhne kee awaazen aa rahin hain, meri aankhen khuli toh zarine ka sundar chera mere saamne tha, usne mujhe apni baahon mein itni zorr se jakda hua tha aise maanon main kahin udd na jaoun, saare team mates nein mujhe aage peeche se jakda hua tha aur cheekh cheekh karr congratulations de rahe the. Maine apna sarr ek aur ghumaya toh tina ne baaju mein thi, uska aik baanh mere kandhe parr thi, lekin usko kunal aur baaki teammates ne dabocha hua tha.
Chaaron taraf khushi aur utsah ka mahaul tha. Mujhe yeh ehsaas ho chukka tha ke hum GD jeet chuke hain. Pata nahin kaise meri aankh see aansoo aa gaye. aur main halke se rone laga. Lekin mera utsah badh chukka tha aur mere team mates HIP HIP HURRAH chilate hue mujhe aur tina ko apne kandhon parr jadha karr uchalne lage.
Saare venue parr taliyon ki gadgadahat sunkar bahot achcha lag raha tha.
Jab hum sab thodi der baad shaant hue toh Event coordinator nein prize distribution ke liye sab teamon ko stage parr bulaya.
Humare college nein paanch events mein se 4 mein gold medal aur ek event mein silver jeeta tha. Aur total accumulated points humare sab teamon se 15 points jyada the.
Tina ne 2 gold jeete the aur maine bhi. Humari team ka ek aur group win ki wajah se teen gold ho gaye mere. Iss se individual performace ke liye mujhe ek aur gold medal mila. Team ko championship winner announce karte hee poori team stage parr bhaag karr aa gayi, zarine mere bahot kareeb aa kar khadi ho ke utsaah ke saath stage parr uchalne lagi, mujhe peeche se apni baahone mein lekar stage parr uchal rahi thi. Humara kya tha… jitney karreb the utna hee pyaar badh raha tha. Duniyan jaaye bhaad mein.
Jab humein winner trophy bhent hui toh sushant ne Tina aur mujhe aage karr diya. Sushant ka aisa karna mujhe bahot achcha laga aur uske liye mere dil mein izzat thodi badh gayi. Aisa lag raha tha ke use apni bhool ka ehsaas ho gaya hai. Uske chehre parr khushi aur utsaah dikhayi padh raha thi.
Sab kuch khatam ho jaane ke baad, hum log venue parr dinner karr ke, mast ho karr naach rahe the. Group mein sab log naache rahe the. Zarine ne mera saath nahin chhodha, woh mere saath dance karr rahi thi, aisa mahaul tha ke kissi ne koi apatti yan hairangi nahin jatayi, lekin zarine aur maine phir bhi baaki team mates ke sath bhi khoob dance kiya.
Usse raat ko thakki hui poori team apna apna samaan lekar ek hee bus mein baith railway station ki aur chal padhi. Aadhe log so rahe the. Kuch gappen maar rahe the. Mere baju waali seat khaali thi. Kuch der baad zarine aakar baith gayi. Kisi ko koi shaq bhi nahin hua. Usne andhere mein apna haath mere haath mein rakh diya aur hum aise hee baithe rahe. Mujhe nahin pata ke uss waqt woh kya soch rahi thi yaan uske chehre parr kya expressions the. Bass hum log aise hee haath mein haath liye baithe rahe.
Railway station parr train khadi thi, humne apni tickets parr bogey aur seat number dekhe aur 3 AC mein apna samaan rakh karr saare dhoom machete hue apni seats parr baith gaye. Zarine doosre compartment mein thi, main apni middle berth mein apna bag sarr ke neeche rakh karr lait gaya. Kuch der baad kareeban achchi gehri neend aa gayi aur main so gaya.