22-10-2022, 02:49 PM
Siya tut gayi thi aur sunane lagi apni dastan. Jise sunna mujhe bilkul hi accha nahi lag raha tha. Qki uske liye ab bhi kahi na kahi kuch to tha mere dil me. Sach to ye h ki ham time se pahle hi juda ho gaye the warna aaj wo meri hoti.
Siya-"ye mere dil ka sabse bada dard h jise mai jhel rahi hu. Meri jindagi ki sabse badi gunah h ye. Aur iski saja mai khud ko de rahi hu."
Mai-"matlab yse. Apni jism dekar paiso ki khatir. Nahi tumhe paiso ki kami kaha thi. Fir to ek hi karan ho sakta h ki masti. To fir ye saja kaha hui."
Meri baate sun siya ki fir se aankhe nam ho gayi.
Mai jaan bujhkar bol raha tha taki aawesh me aakar wo har baat mujhe bol de.
Siya-"maine khud se iski shuruat nahi ki. Maine khud se apne jism ko nahi diya. Mujhse jabardasti chhina gaya h. Aur fir jab kai baar logo ne mere marji ke bina hi is jism ka bhog kiya fir ye mere pyar ke liye kabil nahi raha.
Mai ye jism ab apne devta ko dene layak nahi thi.
Chahe mai jitni bhi masti karu lekin akele me bahut roti hu. Ye ek saja nahi to kya h."
Mai-"siya mai janna chahta hu ki kya hua."
Siya-"collage khatam hone ke baad maine job shuru ki. Tumhari dosti yaad aati thi. Aur yase hi time bit rahe the par tum sath nahi the to akeli thi fir mere jindagi me KARAN aaya. Mere sath hi kaam karta tha.
Pta nahi wo kab se mujhe chahta tha but mai bhi dhire dhire use chahne lagi. Kab ham dono pyar ke pinjade me kyad ho gaye. Pta hi nahi chala. Aur fir to ham pyar me khone lage uske haath mere boobs ko sahlane lage. Par isse jyada kabhi nahi ho paya."
Siya ke baato se saf pata chal raha tha ki wo kafi time se hi randi bani huyi h.
Siya-"fir aaya mere jindagi me tufaan. Mera accident ho gaya aur mai 9 mahine baad nind se jagi. Jab jagi to pata chala ki Karan ke mata pita bhi is duniya me nahi rahe. Fir maine job jana shuru kiya but karan ab thoda badal chuka tha.
Kuch to tha jo mujhse wo chupa raha tha.
Maine janne ki bahut koshish ki par wo kuch na bola.
Sach kahu to mujhe us par gussa aane laga tha aur man me galatfahmi palne lagi thi.
Mere gharwalo ne bhi pata nahi kya kya chupaya. Par ab mujhe karan se nafrat hone lagi thi. Aur use jalane ke liye mai use cheat karne lagi.
Aur natija ye hua ki uska pyar mere dil me tafrat hi ban gayi.
Ek din mere senior ne kaha ki agar tum karan ke khilaf sabut banakar boss ko dogi to tumhara promoson pakka.
Waise bhi ab mai karan se nafrat karti thi.
Maine use bahut jalil kiya. Sabke samne use thappad mara par wo mujhe kuch nahi kahta tha.
Bas mere sitam sahta ja raha tha. Yehi khamoshi mere dil me nafrat ban chuki thi.
Aur mai isi nafrat me apni jindagi ki sabse badi galti kar baithi.
Mere dil me ye tha ki wo tut jayega aur sab kuch bol dega par jo hua wo bhayanak hua.
Maine uske khilaf bahut sare sabut banaye. Galti mai karti thi aur dosh khud wo apne upar le leta tha. Aur us din maine use sabse bada jhatka dena chaha.
Mujhe pta tha use behad taklif hogi par ab sayad mujhe koi khas fark nahi padta tha.
Aur us din maine sare sabut boss ko de diye the.
Subah ka wakt tha mai boss ke paas hi thi aur sabut de rahi thi. Tabhi karan andar aaya. Use dekhte hi boss bole.
Boss-" aah mr. Karan i am realy verry sorry to say tha you are fired. Apna hisab collect karo aur aap ja sakte h is company se. Is company ko aap jyse logo ki jarurat nahi h."
Ye sunkar mai bhi shocked ho gayi thi. Mujhe nahi pta tha ki use company se nikal denge.
Waise bhi kafi dino se wo sahi se office bhi nahi aa raha tha.
Jyadatar leave leta rahta tha. Kam bhi sahi nahi ho paa raha tha.
Maine note kiya ki karan ke hath me koi kagaj thi. Shayad koi application ho.
Tabhi boss ne use resignation letter de diya.
Ham dono hi bahar aa gaye. Wo dhime kadmo se jaa raha tha. Aur fir ruk gaya aur ektak us resignation letter ko dekhta raha aur dekhta raha.
Uske aankho se aansu tapakne lage aur us letter par girte rahe.
Ye dekh sach to ye tha ki mujhe bhi rona aa gaya tha. Maine use aaj pahli baar aansu bahate huye dekha tha lekin mujhe nahi pta tha ki wo akhiri baar apne ansu baha rha tha. Wo apni maut ki ansu baha raha tha. Apni jindagi ke aakhiri din ke liye ro raha tha.